Posts

Showing posts with the label Poet Abbas Tabish

Pani Aankh Mein Bhar K Laya Ja Sakta Hai.

Pani Aankh Mein TaYpEd By  TLASH25 Pani Aankh Mein Bhar K Laya Ja Sakta Hai. = Ab Bhi Jalta Shaher Bachaya Ja Sakta Hai. = Ek Muhbat Aur Wo Bhi Nakam Muhbat Lekin Is Se Kam Chalaya Ja Sakta Hai. = Dil Par Pani Peene Aati Hain Umeedein. = Is Chashme Mein Zaher Milaya Ja Sakta Hai. = Mujh Benaam Se Poojte Hain Farhad O Majnu. = Ishq Mein Kitna Naam Kamaya Ja Sakta Hai. = Phata Pooran Khuwab Hai Mera Phir Bhi Tabish. = Is Mein Apna Ap Chupaya Ja Sakta Hai...! = Poet By Abbas Tabish. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001