Posts

Showing posts with the label Poet Asghar Gondvi

Pas E Aadab Mein Josh E Tamana Liye Huwe.

Pas E Aadab TaYpEd By TLASH25 Pas E Aadab Mein Josh E Tamana Liye Huwe. = Mein Bhi Hon Ek Hubab Mein Darya Liye Huwe. = Rag Rag Mein Or Kuch Na Raha Juz Khiyal E Dost. = Us Shokh Ko Hon Aaj Sarapa Liye Huwe. = Sarmaya E Hayat Hai Hirmane E Ashiqi. = Hai Sath Ek Surat E Zeba Liye Huwe. = Josh E Junoon Mein Chhot Gaya Aastan E Yar. = Rote Hain Munh Mein Daman E Sahara Liye Huwe. = Asghar Hujoom E Dard E Gareebi Mein. = Us Ki Yad Aayi Hai Ek Tilismi Tamana Liye Huwe...! = Poet By Asghar Gondvi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Ye Mujh Se Pochye Kia Justuju Mein Lazat Hai

Ye Mujh Se TaYpEd By  TLASH25 Ye Mujh Se Pochye Kia Justuju Mein Lazat Hai. = Fiza E Dahar Mein Tehleel Ho Gaya Hon Mein. = Hata K Sheesha O Saghar Hujoom E Masti Mein. = Tamam Arsa E Aalam Pe Chha Gaya Hon Mein. = Urra Hon Jub To Falak Pe Liya Hai Dam Ja Kar. = Zameen Ko Torr Gaya Hon Jo Rah Gaya Hon Mein. = Rahi Hai Khaak K Zaron Mein Bhi Chamak Meri. = Kabhi Kabhi To Sitaro Mein Mil Gaya Hon Mein. = Samma Gaye Meri Nazron Mein Chha Gaye Dil Par. = Khiyal Karta Hon Un Ko Ki Dekhta Hon Mein...! = Poet By Asghar Gondvi. = Follow Tlash25 Send To 8001

Ye Raz Hai Meri Zindagi Ka Pahne Huwe Hon Kafan Khudi Ka.

Ye Raz Hai Meri TaYpEd By  TLASH25 Ye Raz Hai Meri Zindagi Ka Pahne Huwe Hon Kafan Khudi Ka. = Phir Nashtar E Ghum Se Cherte Hain. = Ek Tarz Hai Ye Bhi Dil Dahi Ka. = O Lafz O Biyan Mein Chupne Wale. = Ab Qasid Hai Or Khamoshi Ka. = Marna To Hai Ibtida Ki Ek Bat Jeena Hai Kamal Muntehi Ka. = Haan Seena Gulon Ki Tarah Kar Chaak. = De Mar K Suboot Zindagi Ka. = Phirte Huwe Kisi Ki Nazar Dekhte Rahe. = Khuda Jane Kahan Hai Asghar E Deewana Barason Se...! = Poet By Asghar Gondvi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Ye Ishq Ne Dekha Hai Ye Aqal Se Pinhaan Hai.

Ye Ishq Ne TaYpEd By  TLASH25 Ye Ishq Ne Dekha Hai Ye Aqal Se Pinhaan Hai. = Qatre Mein Samandar Hai Zarre Mein Biyaban Hai. = Ay Pekar E Mehbobi Mein Kaise Tujhe Dekhon. = Jis Ne Tujhe Dekha Hai Wo Deeda E Heran Hai. = 100 Sao Bar Tera Daman Hathon Mein Mere Aaya. = Jub Ankh Khuli Dekha Apna Hi Gireban Hai. = Ye Hussn Ki Mojein Hain Ya Josh E Tamana Hai. = Us Shokh K Honton Par Ek Barq Si Larzan Hai. = Asghar Se Mile Lekin Asghar Ko Nahi Dekha. = Ashaar Mein Sunte Hain Kuch Kuch Wo Numayan Hai...! = Poet Asghar Gondvi = Follow Tlash25 Send To 8001

Ye Ishq Ne Dekha Hai Ye Aqal Se Pinhaan Hai.

Ye Ishq Ne TaYpEd By  TLASH25 Ye Ishq Ne Dekha Hai Ye Aqal Se Pinhaan Hai. = Qatre Mein Samandar Hai Zarre Mein Biyaban Hai. = Ay Pekar E Mehbobi Mein Kaise Tujhe Dekhon. = Jis Ne Tujhe Dekha Hai Wo Deeda E Heran Hai. = 100 Sao Bar Tera Daman Hathon Mein Mere Aaya. = Jub Ankh Khuli Dekha Apna Hi Gireban Hai. = Ye Hussn Ki Mojein Hain Ya Josh E Tamana Hai. = Us Shokh K Honton Par Ek Barq Si Larzan Hai. = Asghar Se Mile Lekin Asghar Ko Nahi Dekha. = Ashaar Mein Sunte Hain Kuch Kuch Wo Numayan Hai...! = Poet By Asghar Gondvi = Follow Tlash25 Send To 8001

Sargarm Tajalli Ho Ay Jalva E Janana.

Sargaram Tajalli TaYpEd By   TLASH25 Sargarm Tajalli Ho Ay Jalva E Janana. = Urr Jaye Dhuwan Ban Kar Kaba Ho K But Khana. = Ye Deen Wo Dunya Hai Ye Kaba Wo But Khana. = Ek Or Qadam Barh Kar Ay Himat E Mardana. = Ab Tak Nahi Dekha Hai Kia Us Rokhe- Khandan Ko. = Ek Taar Shaai Se Uljha Hai Jo Parwana. = Zahid Ko Ta'ajub Hai Soofi Ko Tahaiyoor Hai. = Sad Shak E Tareeqat Hai Ek Lagzish E Mastana. = Ek Qatra E Shabnam Par Khurshned Hai Aks Aara. = Ye Neesti Wo Hasti Afsana Hai Afsana. = Andaz Hai Jazib Is Mein Sub Shamma E Shabistan K. = Ek Hussn Ki Dunya Hai Khakstar E Parwana...! = Poet By Asghar Gondvi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Mojon Ka Aks Hai Khat E Jam E Sharab Mein.

Mojon Ka Aks Hai TaYpEd By TLASH25 Mojon Ka Aks Hai Khat E Jam E Sharab Mein. = Ya Khoon Uchhal Raha Hai Rag E Maahtab Mein. = Wo Mot Hai Ki Kahte Hain Jis Ko Sukoon Sab. = Wo Ain Zindagi Hai Jo Hai Iztirab Mein. = Dozakh Bhi Ek Jalwa E Firdos Se Husn Hai. = Jo Is Se Bekhabar Hain Wahi Hain Aazab Mein. = Us Din Bhi Meri Rooh Thi Mahv E Nishat E Deed Moosa Ulajh. = Gaye They Sawal O Jawab Mein. = Mein Iztirab E Shoq Kahon Ya Jamal E Dost. = Ek Barq Hai Jo Kondh Rahi Hai Naqab Mein. = Ek Aalm E Herat Hai Fana Hai Na Baqa Hai Pas E Adab Mein. = Josh E Tamana Liye Huwe...! = Poet By Asghar Gondvi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Khuda Jane Kahan Hai Asghar E Deewana.

Khuda Jane TaYpEd By  TLASH25 Khuda Jane Kahan Hai Asghar E Deewana. = Barson Se Ki Us Ko Dhondte Hain. = Kaba O But Khana Barson Se Tarapna Hai. = Na Jalna Hai Na Jal Kar Khaak Ho Na Hai Ye Kiyon Soyi Huwi Hai. = Fitrat E Parwana Barson Se Koi Aisa Nahi. = Yar Ab K Jo Is Dard Ko Samjhe Nahin Malom Kiyon Khamosh Hai Deewana Barason Se. = Haseenon Par Na Rang Aaya Na Pholon Mein Bahar Aayi. = Nahin Aaya Jo Lab Par Nagma E-Mastana Barson Se...! = Poet By Asghar Gondvi. = Follow Tlash25 Send To 8001

Ek Gul E Taar K Waste Mein Ne Chaman Loota Diya.

Ek Gul E Taar K TaYpEd By  TLASH25 Ek Gul E Taar K Waste Mein Ne Chaman Loota Diya. = Jo Na Mile Na Mit Sake Wo Mujhe Mudoa Diya. = Hath Mein Le K Jam E Mein Aj Wo Muskura Diya. = Aqal Ko Sard Kar Diya Rooh Ko Jag Maga Diya. = Dil Pe Liya Hai Daag E Ishq Kho K Bahar E Zindagi. = Ek Gul E Taar K Waste Mein Ne Chaman Lota Diya. = Lazat E Dard E Khastagi Dolat E Daman E Tahi Tor K Sare Hosile Ab Mujhe Ye Sila Diya. = Kuch To Kaho Ye Kiya Huwa Tum Bi They Sath Sath Kiya. = Ghum Mein Ye Kiyon Suroor Tha Dard Ne Kiyon Maza Diya. = Ab Na Ye Meri Zat Hai Ab Na Ye Kainaat Hai. = Mein Ne Nawa E Ishq Ko Saaz Se Yon Mil Diya. = Aks Jamal E Yar Ka Aaina E Khudi Mein Hai. = Ye Ghum E Hijar Kiya Diya Mujhi Se Mujhe Chupa Diya. = Hashar Me Aftab Hashar Aur Wo Shor Al Aman. = Asghar E Butparast Ne Zulf Ka Wasta Diya..! = Poet By Asghar Gondvi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Ek Alam E Herat Hai Fanaa Hai Na Baqa Hai.

Ek Alam E Herat TaYpEd By  TLASH25 Ek Alam E Herat Hai Fanaa Hai Na Baqa Hai. = Herat Bi Ye Hai K Kiya Janye Kiya Hai. = 100 Sao Bar Jala Hai To Ye 100 Sao Bar Bana Hai. = Ham Sokhta Janu Ka Nashaiman Bi Bala Hai. = Honton Pe Tabasum Hai K Ek Barq E Bala Hai. = Ankhon Ka Ishara Hai K Selaab E Fanaa Hai. = Sunta Hon Bare Gor Se Afsaana E Hasti. = Kuch Khuwaab Hai Kuch Asl Hai. = Kuch Tirz E Ada Hai. = Hai Tere Tassawur Se Yahan Noor Ki Barish. = Ye Jan E Hazeen Hai K Shabistan E Hira Hai...! = Poet By Asghar Gondvi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001