Posts

Showing posts with the label Poet Ada Jafri

Aakhiri Tis Azmane Ko Jee To Chaha Tha Muskurane Ko.

Aakhiri Tis TaYpEd By  TLASH25 Aakhiri Tis Azmane Ko Jee To Chaha Tha Muskurane Ko. = Yaad Itni Bi Sakht Jaan To Nahi. = Ek Gharaonda Raha Hai Dahane Ko. = Sungreezo Mein Dhal Gaye Aansoo Log Hanste Rahe Dikhane Ko. = Zakham E Nagma Bi Lau To Deta Hai Ek Dia Reh Gaya Jalane Ko. = Jalane Wale To Jal Bujhe Aakhir Kon Deta Khabar Zamane Ko. = Kitne Majboor Ho Gaye Hon Ge Un-Kahi Baat Monh Pe Lane Ko. = Khul K Hansana To Sub Ko Aata Hai. = Log Taraste Rahe Ek Bahane Ko. = Raiza Raiza Bikhar Gaya Insaan. = Dil Ki Weeranyan Jatane Ko. = Hasrato Ki Panaah Gaahon Mein. = Kiya Thikane Hain Sar Chupane Ko. = Haath Kanton Se Kar Liye Zakhmi Phool Baalon Mein Ek Sajane Ko. = Is Ki Baat Ho Ki Saans Ada. = Ye Khilone Hain Toot Jane Ko...! = Poet By Ada Jafri. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Ye Fakhur To Hasil Hai Ke Bure Hain Ke Bhale Hain.

Ye Fakhur To TaYpEd By  TLASH25 Ye Fakhur To Hasil Hai Ke Bure Hain Ke Bhale Hain. = 2 Do 4 Chaar Qadam Hum Bhi Tere Sath Chale Hain. = Jalna To Chiraago Ka Muqadar Hai Azal Se. = Ye Dil Ke Kanwal Hain Ke Bujhe Hain Na Jale Hain. = The Kitne Sitare Ke Sar E Sham Hi Doobe. = Hangam E Sahar Kitne Hikhurded Dhale Hain. = Jo Jhail Ge Hans Ke Kari Dhop Ke Tewar. = Taron Ki Khonk Chhaon Mein Wo Log Jale Hain. = Ek Shama Bujhayi To Kayi Aur Jala Lein. = Hum Gardidsh E Doran Se Bari Chaal Chale Hain..! = Poet By Ada Jafri. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Na Gubar Me Na Gulab Me Mujhe Daikhna.

Na Gubar Me TaYpEd By      TLASH25 Na Gubar Me Na Gulab Me Mujhe Daikhna. = Mere Dard K Aab O Taab Me Mujhe Daikhna. = Kisi Waqt Sham Malaal Me Mujhe Sochna. = Kabi Apne Dil K Kitab Me Mujhe Daikhna. = Kisi Dhan Me Tum Bi Jo Bastyon Ko Tiyag Do. = Isi Raah E Khana Kharab Me Mujhe Daikhna. = Kisi Rat Maah O Najum Se Mujhe Pochna. = Kabi Apni Chashm Purab Me Mujhe Daikhna. = Isi Dil Se Ho Kar Guzar Gaye Kayi Karwan K Hijrato K Zab Me Mujhe Daikhna. = Mein Na Mil Sako Bhi To Kia Huwa K Fasana Hon. = Nayi Daastan Naye Baab Me Mujhe Daikhna. = Mere Khar Khar Sawal Me Mujhe Dhondna. = Mere Geet Me Mere Khuwab Me Mujhe Daikhna. = Mere Ansuon Ne Bujhayi Thi Meri Tishnagi Isi Bargzda Sahab Me Mujhe Daikhna. = Wahi Ek Lamha Deed Tha K Ruka Raha. = Mere Roz O Shab K Hisaab Mein Mujhe Daikhna. = Jo Tarap Tujhe Kisi Aaine Me Na Mil Sake To Phir Aaine K Jawab Me Mujhe Daikhna! = Ada Jafri.