Posts

Showing posts with the label Jan E Man Typed Gzls

>>Sazaaien<< Jab k Mujhe Pata He k Main Be Qasoor Tha Phir Q Khushi Se Apni Saza Kaat Raha Hoon, Waise To Jang Mein Mujh Sa Bahadur Koi Nhe Tha Q Munh Chupa K Zakham Apne Chaat Raha Hoon, Har azzu Mere Jism Ka Zakhmon Se Choor He Q Bati Bujha Ke Hont Apne Kaat Raha Hoon, Us Shama Ko Asaani Se Parwaanay Mil Gaye Wo Samjhi K Main Bhi Muhabat Baant Raha Hoon, Kehti Thi Us Ne Majboor Ho K Gaoun Ko Chora He Main Bhi Usi Ke Shehar Mein Ik Raat Raha Hoon, Us Pur Shabaab Devi Ka Har Shakhs Pujaari Hai Main Khaak Nasheen But Kade Ka Taatt Raha Hoon, Marta Kisi Wafa Pe To Koi Ghum Nhe Tha Mujh Ko Ik Bewafa Ke Liye Chara Chaant Raha Hoon, Sab ka Gila He Shok' Tum Nashanaas Ho, Main Kaisey Bataoun Pichli Sazaaien Kaat Raha Hoon.........+ Poet Sir Shok. TypeD__ByE. JaaN-E-MaN For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001 '""""""GuRiIia""""""'

Poetess Parveen shakir Main uski zaat pe aisay yaqeen rakhti hun, K jese paaun k neechay zameen rakhti hun, Haqiqton ki to khubsurti hai apni jaga, Magar main khwab bohat dilnasheen rakhti hun, Ye naaz hai k koi nadaan mera dushman nahi, Ye fakhar hai k main dost bohat azeem rakhti hun..............+ For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001

Manzilen bhi us ki the Rasty bhi us k thy Sath sath chalny ka fesla bhi us ka tha Phir rasta badalny ki soch bhi us ki thi Aaj jab akela hon To dil sawal karta hy k Log to usi k thy keya KHUDA Bhi us ka tha.....................+ For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001

Wo Sab Tohfay Mohabat K Wo Bheegi Dairy Meri Wo Sari Shairi Meri Sabhi Wo Phool Or Pattiyan Wo Meethi Pyar Ki Baaten Kaho Laota Sako Gy Tm? Mery Wo Keemti Lamhy Jo TujKo Sochty Guzray Wo Pal Jo Ik Qayamat Thy Jo Rasta Dekhty Guzray Hr Ik Shay Bhool Kr Wo Din Jo Tujko Poojtay Guzray Kaho Laota Sako Gy Tm? Haya Ki Chaandni Dy Di Jiya Ki Raagni Dy Di Labon Ki Chaashni Dy Di Hina Ki Roshni Dy Di Tujhy To Zindagi Dy Di Hr Ik Apni Khushi Dy Di To Phr Wo Zindagi Meri Han Bolo Hr Khushi Meri Kaho Laota Sako Gy Tm? Agr Mumkin Ho Aisa To Ta'aluq Tor Dena Tm Bhaly Phr Chhor Dena Tm. For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001

Poetess Hameeda Ameer Aa Kar Qareeb Dil K Jata Hai Door Wo, Us Ko Khabar Nahi Ye Meri Taqdeer Ban Gia, Khela Tha Khel Pyar Ka Us Ne To Bas Youn Hi, Jo Aaj Zindagi Meri Wo Rooh Ban Gia, Har Pal Mein Mere Wo Ab Jeeta Hai Is Tarha, Arman Mere Dil Ka Meri Jan Ban Gia, Too Khush Rahe Jahan Bhi Rahe Dil Dua Ye De, Mujh Ko Nahi Gila Jo Too Anjan Ban Gia..............+ For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send To 8001

Kal teray shehr ka ik shakhs mila jo mujh se, Baton baton mein tera zikr b zalim ne kia, Naam kia aaya tera us k labon pr jaana! Jis trah Rooh kisi Jism se khinch kr aa'ey, Yun laga maut k sa'ey meray sar par aa'ey, Phir teray piyar ki Paazaib achanak chhanki, Phir mera wehm dilason ki hadon se nikla, Phir meri aankh mein saawan k ktoray chhalkay, Phir meri Jaa'n pe Qayamat ki ghari aa thehri, Phir meray dil ne ajab maangi dua MAALIK se.., Aaj k baad, tera zikr kray na koi.., AAJ K BAAD TERA KOI SHANASA NA MILAY... For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001

Aankh Parinda Neend Pr00n par,Jeewan D0r Urawe,, Tere Ga0n Men Saanp He S0ya j0gi Been Bjaawe,, tuu Aawe Na aawe Sajjan J0ggi Been Bjjawe,, D0or Sullgti lakri sandal ,khushb0o chain churawe,, k00nwe Pas Khri Ik Naari PiyaN PaanI Paawe,, Bhar Bhar R0zz Kat0rra Peeta Ik Faqeer Bì Aawe,, Tuu Aawe Na aawe Sajjan J0gi Been Bjawe.. Dil Ki Kutiya Jag Rhi he Ise K0n Sulawe, Dars Faqeer To Jjag Rha Duniya Aawe jawe,, Tu Aawe Na Aawe Sajjan J0gi Been bajawe.. Tu awe na awe Sajan..............+ For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001

Poetess Parveen Shakir;- Ek Hunar Tha, Kamaal Tha Kya Tha, Mujh MEi'n TEra JamaaL Tha Kya Tha. TairE JaanE Py Ab K Kuch Na Kaha, Dil MEi'n Dar Tha, Malaal Tha Kya Tha. Barq Ny Mujh K0 Kar Diya R0shan, TEra Aks-E-Jalaal Tha, Kya Tha. Hum Tak Aaya T0 MEhr-E-Lutf-0-Karam, TEra Waqt-E-Zawaal Tha, Kya Tha. Jis Ny TEh Sy MujhE Uchhaal Diya, D00bnE Ka KhayaaL Tha, Kya Tha. Jis Py Dil Saaray Ehad Bh00L Gaya, Bh00lnE Ka Sawaal Tha, Kya Tha. Titliyaa'n Thay Hum Aur Qaza K Paas, Surkh Ph00L0'n Ka JaaL Tha, Kya Tha...............+ For More Poetry Follow JaaN-E-MaN send to 8001

Bara Arsa Huwa Ik Din Bataya Tha Mujhay Us Ne Banana Kuch Nahi Aata Agar Mein Kuch Banati Hon To Bas Chaye Banati Hon Mein Chaye Ki Dewani Hon Bahut Achi Banati Hon. Peo Gay Na? To Mein Is Baat Par Yon Muskrata Hi Raha Tha k Banana Kuch Nahi Aata! Bas Ik Chaye Banati Ho? Mujhe Chaye Se Uljhan Hai. Nahi Peeta Nahi Peeta Magar Is Baat Ko Beetay Zamana Ho Gaya Logo Nahi Maloom Mujh ko k Woh Kaisi Hai? Kahan Par Hai? Par Ab mein Cha'aye peeta hon Bari Kasrat Se Peeta Hoon.............+ For More Poetry Follow JaaN-e-MaN Send to 8001

Aankh ki nadiya, Ashk ki naiya, yaad tumhari, or Chand ki Raat.. Jharna , jugno , tim tim taray , ktni pyari, Chand ki Raat.. Sokhey pattey, serd hawayen, so0ni sarkein, main 0r tum, Shah 0r Malka hath hain Thamy, 0r Darbaari, Chand ki Raat... Mera bachpan, Dorr patangen, paki neindain, kachey Ghar, Chupan chupai, cheena jhapti, Raj dulaari, Chand ki Raat... Tash k pattey, yar Hamarey, maili chadar, Gehri chaal, Sans ka Huqqa, Behki batein, Hum pe taari, Chand ki Raat... Seep , Gohar , Moti ko dhondy, sagar sagar phirti thi, MEHaK tere Sahil pe utri , Shouq ki Maari Chand ki Raat...............+ For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001

Udaas Hum Hain NiGahein Nam Hain, Hai Yaad Aati: Lab0n Ki Sh0khi, Haya Ki Surkhi, Sanwarti ZuLfein, Mehakti Saansein, GuLabi Rangat, Kisi Ki Sangat, Kamaan Abro0, GuLaab-E-KhuShbo0, W0 G0ri Bahein, Chamakti Aankhein, KanwaL Ki DaLi, Ada NiraLi, KhaiyaL Kundan, Nadi TaLa'Tum, GuLaab Aariz, Badan Ki LarziSh, Jhuki NiGahein, Hinai Bahein, Magar Sun0 Na, KE Do0r Hum Hain UdaaS Hum Hain! NiGahein Nam Hain............+ For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001

Haaye Wo Waqt-E-Judaai K Tumhary Aanso. Gir K Daaman Pe Banay Thy Jo Sitaaray Aanso. Laal O Gohar K Khazaanay Hain Ye Saary Aanso. Koi Aankhon Se Churaa Ley Na Tumhary Aanso. Teri Aankhon Mein Agar Hon To Sitaaray Aanso. Meri Aankhon Mein Agar Hon To Bichaaray Aanso. In Ko Nasir Naa Kabhi Aankh Se Girnay Dena. Un Ko Lagty Hain Meri Aankh Mein Pyaary Aanso. For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001

Main Q Na Tarq-E-Taluq Ki Abtda Karta Wo Door Daiss Ka Basi Tha' Kya Wafa Karta ? Wo Mere Zabt Ka Andaza Karne Aya Tha Main Hans K Zakhm Na Khata To Aur Kya Karta Dar-E-Qafass Pe Qayamat Ka JismTha Warna Saba Se Zikar Tera Main B Sun Liya Karta Ghum-E-Jahan Ki Mahobat Ulajha Rahi Thi Mujhe Main Kis Tarah Teri Chahat Pe Asra Karta Agar Zabaan Na Kat'ti To Shehr Mein 'MOHSIN' Main Patharon ko B Ek Rooz Hum'Nawa Karta............+ Poet Mohsin Naqvi For More Poetry Follow JaaN-E-MaN send to 8001

Raat Hai ANdheri Boht, Ik Diya Hi Jalaa De Koi, MaiN BarsoN Ka Jaaga HuN, MuJhe Sulaa De Koi, Mere Ghar Ke AaNgaN MeN Khari Hai Udaasi Per Phailaye, MaiN MuNtazr HuN Us Bahaar Ka Jo GulshaN MeN Phool Khila De Koi, MaiN Ik Shikasta Paa Musafir, MaNzil ANjaaN, Raaste Be NishaaN, RahbaroN Se Na Sahi MuJhe, RahzaNoN Se Hi Mila De Koi, Jo Meri A'qbat Ko SaNvaar De, Meri Rooh Ko Jo Qaraar De, Mere Kirdaar Ko Nikhaar De, Mere Dost Aisi Dua De Koi, MaiN Is Liye Har Ek Ko Gham ApNa SuNaya NahiN Karta, K Sar-E-Aam Tera Naam Shaher MeN Tamasha Na BaNa De Koi, Koi Kar Paida Yazeed Phir, Koi La Qayamat Ki Ghari, Ham Bhi EmaaN AazmayeN ApNa, HameN Qarbbala De Koi, SuNa Hai K Tere MaikhaNe MeN Aa Kar Mit Jata Hai Har Gham, M0hsin Bhi Dukh Bhool Jaye ApNa, Jaam Aisa Pilaa De Koi. For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001

GumSum KhaRa Tha Ek Shajar Dasht-E-Khoof Mein Shayd Wo Muntzir Kisi Andhi Hawa Ka Tha , Dekha To Wo Hassen Laga sary Shehr Mein , Socha To Wo Zaheen B Zalim Bala Ka Tha , Warna Makaan-E-Teera (13) Kahan ' Channdni kahan? Us Dast-E-Be-Charagh Mein Sholaa Hinaa Ka Tha , Main Kh0sh h0va ke L0g Akhaty Hein Shehr k, Behr Galii Mein Shoor Tha ' Lekin Hawa ka Tha , Us Ko Ghalaif Mein Rakha Sanbhal Kar 'MOHSIN' Wo Zakhm B To Kisi Aashnaa Ka Tha..............+ Poet Mohsin Naqvi For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001

Mooj-E-Khoshbu Ki Tarah Baat Urrany Walay Tujh Mein Pehle To Na Thy Rang Zamane Walay Kitnay Heeray Meri Ankhoon Se Churay Tu Ne ' Chand Pathar Meri Jh0li Mein Gerany Walay Aa tujhe Nazar Karon Apni He Shaa'Rag Ka Lahoo Mere Dushman Meri Toqeer Barrany Walay 'Aastinon Mein Chupay H0vay Khanjar Aaye, Mujh Se Yaar0n Ki Tarah Hath Milany Walay Zulmat-e-Shab se Shekayat Unein Kisi 'MOHSIN' Wo To Sooraj Ko Thay Aaina Dikhany Walay.. Poet Mohsin Naqvi For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001

TUMHARE Pur_Noor Nenon Ka Chalkta Jaam Manga Hai,, Nazar Ne Phir Nazar Se Rooh Ka Eb'haam Manga Hai Ye Kab Zid Hai K Hum Ko Chaand Laa do Ya Sitare Do,, K 'HAM' Ne To Faqat 'TUM' Se Tumhara 'NAAM' Manga Hai Ajab Hi Beqarari Hai Hijar K Tapte Sehra Mein,, Tumhen Aaghaaz Manga Hai Tumhen Anjaam Manga Hai.. Guzishta RaaT TERI Tasveer Rak K Samne Rab Se TUMHEN Har Baar CHOOMA Hai TUMHEN Har Baar Manga Hai...........+ For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001

Khuwab K Phulon Ki Tabeeren Kahani Ho Ga'een Khun Thanda Parr Gya Aankhen Puraani Ho Ga'een Jiska Chehra Thaa Chamaktay Mausmon Ki Aarzu Uski Tasweeren Bhi Auraaq_E_Khizaani Ho Ga'een Dil Bhar Aaya Kaaghz_E_Khali Ki Surat Dekh Kr Jin Ko Likhna Tha Wo Sab Baaten Zubaani Ho Ga'een Jo Muqaddar Thaa Usay To Rokna Bas Men Na Thaa Unka Kya Kartay Jo Baaten Naagahaani Ho Ga'een Reh Gya Mustaaq Dil Mein Rang_E_Yaad_E_Raftagaan Phool Menhgay Ho Ga'ey Qabren Puraani Ho Ga'een........+ Poet: Ahmed Mushtaq For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001

Wo Jo Maiyon Ke Peelay Joray Me Mummed Mummed Muskati Hai Sakhion Ki Masti Bhari Baton Pr Halka Halka Shrmati Hai Wo Jo Dholki Ki Thap Pr Dil Dil Me Gungunati Hai Wo Jo Hathon Ki Mehndi Ko Piya K Pyar Ka Rang Btati Hai Na jane Kon se Pyare Sapne Apne Dil Me Sjati Hai Phir Soch Kr Kuch Dil Me Sir Halka Sa Jhatkati Hai Wo Jo Nikah K Bad Bicharne Ka Soch Kr Sb Ko Rulati Hai Phir Aane Wali Nai Zindagi K Dil Me Khuab Sjati Hai Phir Lal Rang Ka Pehen Kr Jora Thora Thora Itrati Hai Wo Jo Babul K Aangan Me Khel Kr Kisi Ka Ghar Sjane Jati Hai Khud B Thora Roti Hai Pr SubKo Khub Rulati Hai Lekin Ye Us Ki Kismat Hai Beti Paraya Dhun Kehlati Hai Ye Hamari Dulhan Kehlati Hai??^> For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001

Kabi Kabi aik Shadeed Khawahish Chalo kisi k Ghar chalty hein Jis k Ghar k Darwazy pr Darbano ka Raaj na ho Jis k Ghar yuon jany mein Hum ko kuch bi Laaj na ho Jis ky Ghar ki Diwaroo pr Uktahat ka Rung na ho Jis k Honto pr Khushboo ho Lekin Seena tang na ho Jis ki Roshan Roshan ankhain hum Ko daikh k Khill jaaein Itni Khushi sy wo Mily Hum sy Jaisy Sadion k Bichry 2 yaar Achanak mil jaaein Chalo kisi k Ghar chalty hein Jis ki banhon k Halky mein Zakhm hmary sill jaaein..............+ For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001