Posts

Showing posts from June 30, 2013
Koi phol dhop ki pattiyon may hare riban se bandha hua . Wo gzl ka lahja naya naya na kaha hua na suna hoa . Kise le gayi hai abhi hawa wo warq tha dil ki kitab ka . Kahin ansuon se mita hua kahin ansuon say likha hua . Kai meel rait ko kaat kar koi moj phol khila hai . Koi ped pyas say mar raha hai nadi kay pas khara hoa . Wahi khat ke jis pay jagah jagah do mahakte honthon kay chand thay . Kisi bhule bisre se taaq par tah.e.gard hoga daba hoa . Mujhay hadson nay saja saja kay bahut hassen bana diya . Maira dil bhi jaise dulhan ka haath ho manhdiyon sa racha hua . Wahi shahar hai wahi rasta hai wahi ghar hai or wahi loon hai bhi . Magar is dareeche se punchna do darakht anaar ka kya hoa . Mere sath jugnu hai hamsafar magar is shahar ki bisaat kya . Ya chirag koi chirag hai, na jala hoa na bujha hoa....! . Poet Bashir Badar . Typed By *__SA-k-Jan__*
Siyahiyn ke bane harf harf dhote hai . Ye log raat may kaghaz kahan bhigote hai . Kisi ki raah may dahliz par diye na rakho . Kiwad sukhi hui lakriyo ke hote hai . Chirag pani may mujon say pochte honge . Wo kon log hai jo kashtiyan bhigote hai . Unhi may khelne ati hai bereya roohein . Wo ghar jo laal hari daftiyon ke hote hai . Qadeem qasbon may jaisa sukon hota hai . Thake thakaye hamare buzurg sote hai . Chamakti hai kain sadiyon may ansuon ki zamin . Ghazal ke shair kahan roz roz hote hai....! . Poet Bashir Badar . Typed By *__SA-k-Jan__*
Subha hoti hai chupa lo hamko raat bhar chahne walo humko . Ham haqeeqat hai nazar ate hai . Daastano may chupa lo humko . Dil na paa jaye kahin shab ka raaz subah say pahle utha lo humko . Hum zamane kay sataye hai bohat . Apne seene say laga lo humko . Waqt kay honth hamain chou lain gay . Ankhain bolain gaa lo humko . Kal khareedaron kay pahre honge aj ki raat chura lo hamko...! . Poet Bashir Badar . Typed By *__SA-k-Jan__*
Ansuon say dhuli khushki ki tarha rishte hote hai shairi ki tarha . Ham farishta ban kay aayengain warna ham say mil jao aadmi ki tarha . Barf seene ki jaise jaise ghuli ankhain khulti gai kali ki tarha . Jab kabhi badlon main ghata hai chand lagta hai admi ki tarha hai . Kisi roz kisi dareeche say samne aao roshi ki tarha . Sab nazar kay fareeb hai warna koi hota nahi kisi ki tarha . Khubsorat udas khofzada woh bhi hai 20wen sadi ki tarha . Janta hun ka eik din mujhko wo badal daiga dayri ki tarha....! . Poet Bashir Badar . Typed By *__SA-k-Jan__*
So khuloos baaton may sab karam khyalon may . Bas zara wafa kam hai taire shahar walo may . Pahli baar nazro say chand boltay daikha . Ham jawaab kya daite kho gaye sawalon may . Raat tairi yaadon nay dil ko is tarha chaira . Jaise koi chutki li ho galon may . Yun kisi ki ankhon may sabah tak thay ham . Jis tarha rahe shabnam phol ki peyaliyon may . Meri ankh kay taare ab na daikh paingay . Raat kay musafir thay kho gay ujalo may . Poet Bashir Badar . Typed By *__SA-k-Jan__*
Zinda Rahen To. TaYpEd By *SHANI_M_B* Zinda Rahen To Kia Hai Jo Mar Jain To Kia. Duniya Main Khamoshi Se Guzar Jain Hum To Kia. Hasti He Apni Kia Hai Zamane K Samne. Ek Khuwaab Hain Jahan Main Bikhar Jain Hum To Kia. Ab Kon Muntazir Hai Hamare Liye Wahan. Shaam Aa Gai Hai Laut K Ghar Jain Hum To Kia. Dil Ki Khalish To Sath Rahe Gi Tamam Umar Munir. Dariya E Gham K Par Utar Jain Hum To Kia. Poet. Munir Niazi. END**S Follow *SHANI_M_B* Send To 8001
Zindagi K Akhri Safar Par Jab TaYpEd by *SHANI_M_B* Zindagi K Akhri Safar Par Jab main Jaon ga. Sufaid Kapron Main Bohat Dilkash Nazar Aaon Ga. Sub Log Ro Rahe Hon Ge Magar Main Tere Leiye Thora Muskraon Ga. Sufaid Kapron main Bnhat Dilkash Nazar Aonga. TERI Rahon se Jab Guzre Janaza Mera. Do Phool Mere Paas Rakh Dena. Tumhari Qasam Main Mehak Sa Jaon ga. Sufaid Kapron main Dilkash Nazar Aaon Ga. Tum Aik Bar Apna Chehra Zaror Dikha Dena. Main Hanste Howe Qabar Main Utar Jaon Ga. Sufaid Kapron Main Bohat Dilkash Nazar Aonga. Tanha.Dil Follow *SHANI_M_B* Send to 8001
Zindagi Dard k Sholon Se Hawa Deti Hai Zindagi Dard K Sholon Se Hawa Deti Hai Muhbat Insan Ko Pagal Bana Deti Hai Bin Muhbat K Koi Jee Nahi Sakta Nafrat Bashar Ko Andar Se Jala Deti Hai Kyun Darte Nahi Log Bad-Duaon Se Bad-Dua Mazloom Ki Aasman Hila Deti Hai Muhbat Tere Bus Ki Bat Baat Nahi Mere Dost Duniya Deewano Ko Diwaron Mai Chunwa Deti Hai Zindagi Ka Bharosa Kon Kare Dost Mout To Insan Ko Mitti Mai Mila Deti Hai...! POSTED BY NAZIM ALI TYPED BYE.... ....TLASH25.... D.06.03.2013
Ya Meri Tarah Ashk Bahati Hogi TaYpEd By TLASH25 Sochta Hon ke Usay Neend Bhi Aati Hogi, YA MERI TARAH FAQAT ASHK BAHATI HOGI. Wo Meri Shakal Mera Naam Bhulane Wali Apni Tasveer Se Kiya Aankh Milati Hogi? Is Zameen Pe Bi Hai Selaab Mere Ashkon Se Mere Matam Ki Sada Arsh Hilati Hogi. Sham Hote Hi Wo Chokhat Pe Jala Kar Shamayen Apni Pallon Pe Kayi Khuwab Sulati Hogi. Usne Silwa Bhi Liye Honge Siya Rang Libaas Ab Muharram Ki Tarah Eid Manati Hogi. Hoti Hogi Mere Bosay Ki Talab Main Pagal Jab Bi Zulfon Mein Koi Phool Sajati Hogi. Mere Tareek Zamano Se Nikalne Wali Roshni Tujh Ko Meri Yaad Dilati Hogi. Dil Ki Masoo Ragain Khud Hi Sulagti Hogi Joon Hi Tasveer Ka Kona Wo Jalati Hogi. Roop De Kar Mujhe Us Main Kisi Shahzadi Ka, APNE BACHON KO KAHANI WO SUNATI HOGI...! Poet Wasi Shah eND. Follow Tlash25 Send To 8001
Ye Kon Log Andheron Ki Bat TaYpEd By TLASH25 Baja Ke Aankh Mein Neendon K Silsile Bhi Nahi. Shikast-E-Khwab Ke Ab Mujh Mein Honsle Bhi Nahi. Nahi Nahi! Ye Khabar Dushmano Ne Di Hogi. Wo Aaye, Aa Ke Chale Bhi Gaye! Mile Bhi Nahi. YE KON LOG ANDHERON KI BAT KARTE HAIN? ABHI TO CHAND TERI YAAD KE DHALE BHI NAHI. Abhi Se Mere Raffugar Ke Hath Thakne Lage. Abhi To Chaak Mere Zakham Ke Sile Bhi Nahi. Khafa Agarche Hamesha Huwe Magar Ab Ke, Wo Barhami Hai Ke Hum Se Unhen Gile Bhi Nahi....! Poet By Parveen Shakir eND. Follow Tlash25 Send To 8001
Ye Bi Mumkin Hai TaYpEd By TLASH25 Ye Bhi Mumkin Hai Kisi Roz Na Pehchanon Usey. Wo Jo Har Baar Naya Bhais Badal Leta Hai. Barha Mujh Se Kaha Tha Mere Yaaron Ne "WASI" Ishq Darya Hai Jo Bachon Ko Nigal Jata Hai...! Poet By Wasi Shah eND. Follow Tlash25 Send To 8001
Ye Na Samajh Ke TaYpEd By TLASH25 Ye Na Samajh Ke Bichra Hun To Bhool Gaya Hun, Teri Dosti Ki Khushboo Mere Hathon Mein Aaj Bhi Hai. Muhbat Se Barh Ker Tum Se Akeedat Hai Mujhe Dost, Yun Makam Tere Buland Sub Doston Mein Aaj Bhi Hai. Tu Wo Hai Jo Barson Ki Talash Hasil Hai Tumhen Sochna Meri Yadon Mein Aaj Bhi Hai. Ye Aur Baat Ke Majbooriyon Ne Nibhane Na Di Dosti Warna Sachai Meri Wafaon Mein Aaj Bhi Hai. Mera Har Sher Meri Chahaton Ki Gawahi De Ga, Chahaton Ki Khushboo In Lafzo Mein Aaj Bhi Hai. Har Lamha Zindagi Mein Muhbatein Naseeb Hon Tujhe, Shamil Tu Meri Duaon Mein Aaj Bhi Hai....! eND. Follow Tlash25 Send To 8001
Yaad Nahi Kiya Kiya Dekha TaYpEd By TLASH25 Yaad Nahi Kiya Kiya Dekha Tha Sare Manzar Bhool Gaye. Uske Galiyan Se Jab Laute Apna Bhi Ghar Bhool Gaye Khoob Gaye Pardes Ki Apne Divar-O-Dar Bhool Gaye. Sheesh-Mahel Ne Aisa Ghera Matti Ke Ghar Bhool Gaya. Tujhkn Bhi Jab Apni Qasmen Apne Khuwab Teri Aankhon Mein Rakh Kar Bhool Gaye Mujh Ko Jinhon Ne Qatl Kiya Hai Koi Unhen Batalaye "NAZEER" Meri Lash Ke Pehlu Mein Wo Apna Khanjar Bhool Gaye...! Poet By Nazeer Baqri eND. Follow Tlash25 Send To 8001
Ya Mustafa Ata Ho TaYpEd By TLASH25 Ya Mustafa Ata Ho Phir Izn Haazri ka Karlon Nazara Aakar Phir Apki Gali Ka Ek Bar Phir Dikha Do Ramzar Men Madina Beshak Bana Lo Aaqa Mehman Do Ghari Ka. Rota Huwa Phir Aon Dagh-e-Jigar Dikhaon Afsana Bi Sunaon Mein Apni Bekasi Ka. Phir Sabz, Sabz Gumbad Ki Dekh Lon Baharen Ab Izn De Do Aaqa Phir Mujhko Hazri Ka. Ya Mustafa Gungunaon Ki Adaten Nikal Jayen Jazbah Mujhe Ata Ho Sunat Ki Pervi Ka Dil Se Guroor Nikle, Bahray Huzoor Nikle Ya RAB Mujhe Bana De Paikar Tu Aajzi Ka. Allah Hub-e-Dunya Se Tu Mujhe Bachana Sa'il Hon Ya Khuda Men Ishq-e-Muhammadi Ka Iman Pe Rab-e-Rehmat De F Tu Isteqamat Deta Hon Wasta Main Tujhko Tere Nabi Ka. Ulfa Ki Bhek De Do Deta Hon Wasta Men Sidiqi Ka Umar Ka, Usman Ka Ali Ka Dunya Ke Tajdaro Tumse Mujhe Garz Kya. Meezan Pe Sab Khare Hain Amaal Tul Rahe. Rakh Lo Bharam Khudara! Attar-e-QADRI ka..!
Yad Aata Hai. TaYpEd By TLASH25 Yad Ata H Mujhe Bachpan Mera Ek Parinda Dost Tha Bs Jb Mera Sang Uske Urna Chaha Seekhna Pr Parinda Hans Dya Or Ur Gaya. Dost Meri Ek Titli Bi To Thi Jiske Rango Ki Rahi Hasrat Mujhe Khushbu Ka Uska Safar Chahat Meri Pr Wo Titli Muskurai Ur Gai. Meri Muthi M Buhat Se Jugnu The Mene Socha Zindagi Roshan Karo Pr Jo Kholi Muthi Sare Ur Gae Meri Dunya Bs Andheri Hi Rahi. Ek Chirya Roz Gana Gati Thi Hr Subah Khirki P Meri Rehti Thi M Wo Gana Sekhna Bi Chahti Thi Pr Meri Awaz Us Jesi Na Thi. Ek Patang Urti Falak Me Door Thi Urki Thin Thin Dolna Acha Laga Door Urki Thami Thi K Paa Sakun, Kat Gai Thi Wo Patang Or Ro Di Main. Chahten Pori Nai Ho Paati Hain Jana Us Din Mene Tana Beth Kar. Zindagi Hai Or Chahat Or Hai Ik Haqeepat Hai Or Ik Bus Khuwab Hai....! eND. Follow Tlash25 Send To 8001
Yaadon Mein Teri Yaad. TaYpEd By TLASH25 Yaadon Mein Teri Yaad Thi, Kya Yaad Tha Kuch Yaad Nahin. Teri Yaad Mein Sub Kuch Bhool Gaye, Kiya Bhool Gaye Kuch Yaad Nahin. Bus Yaad Ho Tum, Kyun Yaad Ho Yaad Nahin...! Follow Tlash25 Send To 8001
2 Qadam Uthane Ka Shukrya. TaYpEd By TLASH25 Youn Rah-e-Wafa Ki Saleeb Par 2 Qadam Uthane Ka Shukriya. Bara Pur Khatar Tha Ye Rasta Tere Lout Jane Ka Shukriya. Jo Udaas Hain Tere Hijr Mein Jinhen Bojh. Lagti Hai Zindagi Sar-e-Bazam Yon Unhein Dekh Ke Tere Muskurane Ka Shukriya. Teri Yaad Kis Kis Bhais Mein Mere Sher-e-Nagma Mein Dhal Gayi. Teri Yaad Ka Mujhe Yaad Aane Ka Shukriya. Jo Zamane Bhar Ka Asool Tha Wo Asool Tune Nibha Diya. Yahi Rasam Tehri Hai Motabar Mujhe Bhool Jane Ka Shukriya....! Posted By Shahnawaz Anwar. Follow Tlash25 Send To 8001
Ye Waqt Waqt Ki Baat Hai. TaYpEd By TLASH25 Ye Waqt Waqt Ki Baat Hai Jab Jug Ki Ronako Men Hum Bi Lajawab Thay. Aur Zindagi Ki Bahon Mein Mazay Se Mehw-e-khwab They. Khuwab Mein Khayal Tha Khayal Mein Jamal Tha. Jamal Pe Kamal Tha Us Lutf Ke Mukam Pe Aur Muhbaton Ke Maam Pe. Wahi Huwa Jo Hona Tha Ke Kismaton Ne Sona Tha. Zindagi Ne Bahon Se Mujhko Utha Diya khud Chain Se Wo So Gai Aur Mujhko Jaga Diya. Ankhen Khuli To Shor Tha Wo Manzar Hi Kuch Aur Tha. Jo Khuwab Tha Azab Tha Jamal Bhi Wabal Tha Kamal To Zawal Tha. Mere Sare Khuwab Torr Ke Aur Mujhse Munh Morr Ke Kis Raah Pe Wo Kho Gai. Phir Zindagi Bhi So Gai Ab Hum Hain Aur Gham Hain Aur Dukh Bhari Raat Hai. Ye Waqt Waqt Ki Baat Hai...! eND. Follow Tlash25 Send To 8001
YE Adab Hamare Hain. TaYpEd By TLASH25 Ye Adab Hamare Hain Tumhen Kya Maloom, Hum Tumhen Jeet Haraey Hain Tumhen Kya Maloom. Ek Tum Ho Jo Samajhte Nahin Apna Hum Ko, Ek Hum Ke Tumhare Hain Tumhen Kya Maloom....! eND. Follow Tlash25 Send To 8001
Yun Besabab Na TaYpEd By *SHANI_M_B* Yun Hi Be Sabab Na Phira Karo. Koi Sham Ghar Bhi raha Karo. Wo Ghazal Ki Sachi Kitab Hai. Use Chupke Chupke Parha Karo. Koi Haath Bhi Na Milaye Ga Jo Gale Miln Ge Tapaak Se. Yehe Naye Mizak Ka Shehar Hai Zara Fasle Se Mila Karo. Abhi Raah Main Kai Mor Hain Koi Aye Ga Koi Jaye Ga. Tumhain Jis Ne Dil Se Bhola Dia Use Bholne Ki Dua Karo. Mujhe ishtihar C Lagti Hain Ye Mohabaton Ki Kahaniyan. Jo Kaha Nahi Wo Suna Karo Jo Suna Nahi wo Kaha Karo. Kabhi Husne Parda Nasheen Bhi Ho Zara Ashiqana Libas Main. Jo Main Ban Sanvar K Kahin Chalon mere Sath Tum bhi Chala Karo. Nahi Be Hijab wo Chand Saqi Nazar Ka Koi Aasar Na Ho. Use Itni Garmi E Shauq Se Bari Der Tak Na Taka Karo. Ye Khizan Ki Zard c Shaal Main jo Udas Per K Pas Hain. Ye Tumhare Ghar Ki Bahaar Hai Ise Aasuon se Hara Karo. END**S
Ye Yaad Nahi Kab Pyar Huwa. TaYpEd By TLASH25 Ye Yaad Nahi Kab Pyar Huwa. Bus Yaad Raha Mujhe Pyar Huwa. Jab Pyar Huwa Sub Bhool Gaya. Ek Yad Raha Bar Mame Tera. Kuch Saalon Bad Wo Humse Mile. Mene Poocha Betha Kya Hal Tera. Wo Hans K Boley Ay Pagal. Tu Ye To Bata Kya Name Tera...! eND. Follow Tlash25 Send To 8001
Zindagi Tujh Ko. TaYpEd By *SHANI_M_B* Zindagi Tujh Ko Manane Nikle. Hum Bhi Kis Darja Deewane Nikle. Kuch To Dushman Thy Mukhaalif Saf Main. Kuch Mere Dost Puraane Nikle. Nazar Andaz Kia Hai Us Ne. Khud Se Milne K Bahane Nikle. Be Basaarat Hai Ye Basti Yaaro. Aaina Kis Ko Dikhane Nikle. In Andheron Main Jiyo Ge KabTak Ameer. Koi To Shamaa Jalane Nikle. Poet. Ameer Kazalbash. END**S Follow *SHANI_M_B* Send To 8001
Zindagi Main Mujhse. TaYpEd By TLASH25 Zindagi Main Mujhse Milne Wo Kabhi Aya Na Tha, Aaj Kyun Meri Qabar Pe Ro Raha Tha Bewafa, Ankh Uski Ab Khuli Hai Jab Ye Dunya Chor Di, Itne Din Tha Wo Kahan Kya So Raha Tha Bewafa Usne Mujh Ko Gham Diya Aur Gham Ne Meri Jan Li Khud Ko Katil Maanta Hai Isliye Aaj Wo, Ansuon Se Zulm Apne Do Raha Tha Bewafa!! Dair Thori Si Lagi Per Rang Lai Hai Wafa Baad Marne Ke Zafar Unki Inayat Hai Bari, Char Qul Mere Liye Parh To Raha Tha Bewafa...! Follow Tlash25 Send To 8001
Zikr Us Pariwish Ka. TaYpEd By TLASH25 Zikr Us Pawish Ka, Aur Phir Bayan Apna Ban Gaya Raqib Akhir Tha Jo Razdan Apna. Men Wo Kyun Buhat Pite Bazm-E-Gair Mein Ya Rab Aj Hi Hua Manzor Un Ko Imtihan Apna. Manzar Ik Bulandi Par Aur Ham Bana Sakte Arsh Se Idhar Hota Kash K Makan Pana. De Wo Jis Qadar Zilat Ham Hansi mein Talenge Bare Ashna Nikla Unka Pasban Apna. Dard-e-Dil Likho Kb Tak? jaon Un Ko Dikhla Don Ungilyan Figar Apni Khamakh unchan Apna. Ghiste Ghiste Mit Jata Ap Me Abas Badla Nang-e-Sajda Se Mere Sang-e- Astan Apna. Ta Kare Na Gamazi, Kar Liya Hai Dushman Jo Dost Ki Shikayat Mein Ham Ne Ham-Zaban Apna. Ham Kahan K Dana The Kis Huna Mein Yakta The Besabab Hua "GHALIB" Dushan Asman Apna...! Poet Mirza Galib Follow Tlash25 Send To 8001
Zaat Ban K Meri TaYpEd By TLASH25 Zaat Ban K Meri Zaat Main Raha Karta Hai. Ik Shakhs Hai Jo Muj Main Basa Karta Hai. Mere Chehre Main Nazar Aata Hai Chehra Uska. Uska Tabasum Mere Honton Pe Khila Karta Hai. Mere Lafzon Se Ada Hoti Hain Batein Uski. Mere Lehje Se Guroor Uska Chalka Karta Hai. Meri Neendon Pe Hai Barson Se Hukoomat Uski. Khuwab Ban Ke Wo Meri Palkon Pe Saja Karta Hai. Is Had Tak Meri Hasta Mein Wajond Hai Wo Shakhs. Mere Har Naqsh Mein Akks Uska Mila Karta Hai.......! eND. Follow Tlash25 Send To 8001
Zindagi Ke Udas TaYpEd By TLASH25 Phool Sa Kuch Kalaam Aur Sahi Ek Ghazal Uske Naam Aur Sahi. Uski Zulfen Buhat Ghaneri Hain Ek Shab Kaa Qayaam Aur Sahi. ZINDAGI KE UDAAS QISSE HAIN EK LARKI KA NAAM AUR SAHI. Karsiyon Ko Sunaaiye Ghazalen Gatl Ki Ek Shaam Aur Sahi. Kapkapaati Hai Raat Seene Mein Zaher Ka Ek Jaam Aur Sahi.....! Poet By. Basheer Badar eND. Follow Tlash25 Send To 8001
TaYpEd By TLASH25 Zara Si Zindagi H Arman Buhat Hain Haumdard Nahi Koi Insan Buhat Hain Dil Ka Dard Sunaye To Sunaye Kisko Jo Dil Ke Qareeb Hai Wo Anjan Buhat Hain. Wo Ansu Jo Palko Ki Zenat Nahi Bante Wo Chupke Se Dil Me Utar Jaya Karte Hain Kuch Log Apne Dukho Ki Numaish Nahi Karte Bas Khamoshi Se Hi Bikhar Jaya Karte Hain. Jane Q Ansuo Se Ankh Bhar Aayi Dil Ko Shayad Tumhari Yad B Buhat Aayi Chahat Thi Itni Tumse Milne Ki Lekin Ye Bat Uper Wale Ko Kabi Raas Na Aayi. Socha Na Tha Dil Ko Kuch Ho Jaye Sambhala Jise Ab Tak Wo Kho Jayega Is Tarah Se Zindagi Me Aaoge Tum Madhosh Ho K Dil Tujh Me Hi Kho Jayega. Palko Se Ankhon Ki Hifazat Hoti Hai Dharkan Dil Ki Amanat Hoti Hai Hamara Rishta Bi Bara Pyara Hai Kabi Chahat To Kabi Shikayat Hoti Hai. Nam.e.MUHBAT Se Khushbu.e.WAFA ati H Mere Dil S Dharkan Ki Sada Ati H Jb B Krte Ho Yad Hume Dil Se Yu Lagta H Jese Janat S Hawa Ati Hai!
Typed by *__SA-k-Jan__* . Patthar ke jigar waalon Gham main vo ravaani hai Khud raah banaa legaa bahataa hua pani hai phuulon men Gazal rakhanaa ye raat kii raanii hai is men terii zulfon kii be-rabt kahaanii hai ek zahan-e-parenshaaN men vo phuul saa cheharaa hai patthar kii hifaazat men shiishe kii javaanii hai kyon chaaNdanii raaton men dariyaa pe nahaate ho soye hue paanii men kyaa aag lagaanii hai is hausalaa-e-dil par ham ne bhii kafan pahanaa haNs kar koii puuchhegaa kyaa jaan gavaanii hai rone kaa asar dil par rah rah ke badalataa hai aaNsuu kabhii shiishaa hai aaNsuu kabhii paanii hai ye shabanamii lahajaa hai aahistaa Gazal paDhanaa titalii kii kahaanii hai phuulon kii zabaanii hai . Poet Bashir Badar
Typed by *__SA-k-Jan__* . Socha nahi acha bura, dekha suna koch b nahi, Manga khuda se raat din, tere siwa koch b nahi, Socha tujhe,dekha tujhe, chaha tujhe, poja tujhe, Meri khata,meri wafa, teri khata koch b nahi, Jis per hamari aankh ne moti bichhaye raat din, Bejha wahi kaghaz ose hum ne likha koch b nahi, Ik shaam ki dehliz per bethe rahe wo deir tak, Aankho'n se ki baatyen magar mou se kaha koch b nahi, Do char din ki baat hai dil khak mein so jaye ga, Jab aag per kaghaz rakha baqi bacha koch b nahi. . Poet Bashir Badar
Typed by Tlash25 Choom Leti Hyn Latk Kr Kbi Chehra Kbi Lab Tm Ny Zulfon Ko Boht Sar Py Charha Rakha Hy Suraj Sy Zaida Chamak Hy Us Ki Aankhon Ki Jil Mil Myn Surkh Aankhon Myn Kajal Kuch Aisy Laga Rakha Hy Kisi Roz Aaye Ga Wo Hamary Shehar Mein Bas Es Aas Pe Ghar Bar Saja Rakha Hy Teri In Mast Aankhon Ki Dewani Hy Duniya Warna Teri Zulfon Aur Rukhsar Mein Kya Rakha Hy Ab Samjha Tery Rukhsar Pe Til Ka Matlb Dolat-e-Hussan Pe Darban Betha rkha hai
Typed by *__SA-k-Jan__* . To aa mere aangan me zara sham k baad Mil k maangen ge mohabat ki dua sham k baad Jin ki taqdeer me khawab nahi neend nahi Aurh letay hain sitaron ki rida sham k baad Aao mil baith k kuch waqat guzaren jaana Me sunaon tujhy Tu apni suna sham k baad Tum mujhe chor gay sham se pehly pehly Yeh na poocho mera kia haal hoa sham k baad Tum yahan thay to her ek sham saji rehti thi Ab to lagta he sham hoti hi nahi sham k baad
Tera Aks Dil K Qareeb'tr,,, "Teri Yad Jan Se Aziz'tr,,, "Tera Dard Sb Se Hai Motbar,,, "Kabhi Loat Aao Jo Ho Skey,,, "Tere Bin Soona Mere Dil Ka Nagar,,, "Mere Hum'nasheen Mere Humsafar,,, Tera Piyar Hai Azeem'tr,,, "Tujhe duaen Itni Mein De Sakoon,,, "Koi gin Saky Na Umar Bhar..!
Typed by *__SA-k-Jan__* . Chashm-e-Saqi ne ye kia khel recha rakha hai Koi "mujh sa" koi Mey-khar bna rakha hai Jo phansa phir na kabhi us ne rehai mangi Teri Zulfoon ne ajab jaal bicha rakha hai Hussn ho,Ishq ho dono ka asar yaksaan hai Chez hay 1 magar Naam juda rakha hai Sar se dhalti hain to shano pa bikhar jati hain Tu ne ZULFFON ko bara sar pa charra rakha hai Teri makhmoor Nigahon se hai Ronak sari Warna "SAQI" tere My-Khaney mein kya rakha hai.....
Labon ki TaYpEr by *SHANI_M_B* Labon kI sirsarahat Se Badan K Choor Hone Tak.* . Mein Tujh Ko Is Tarah Chahon K Meri Saans Ruk Jaye.* . Khtaaon par Khtaain Hon Na Ho Kuch Baat Kehne Ko.* . Mein Tujh Mein Yon sama Jaon k Meri Saans Ruk Jaye.* . Na Himmat Tujh Mein Ho Baqi Na Himmat Mujh Mein Ho Baqi.% . Magar Itna Qareeb Aaon k Meri Saans Ruk Jaye.* . Tere Honton Pe Rakhoon Mein Apne Hont Kuch Aise.* . Ya Teri Piyaas Bujh Jaye Ya Meri Saans Ruk Jaye.* . END**S
Dosti Nibhatey Nibhatey Hamein Us Se Muhbat C Ho Gai Naam Usk Liya To Uljhan C Ho Gai. Shayad Humain Us Se Muhbat C Ho Gai. Wo karti Rahi Badnaam Hum Log'on Main. Humain Bi Mashahoor Honey Ki Aadat C Ho Gai. Us Ke Aaney Se Pehle Saari Kainaat Main Thi Khizan, Us Ke Aaney Ke Bad Duniya Main Sajavat C Ho Gai Bichartey Waqt Kehney Lagi Wo Mujhe Se, Hum Ko Tum Se Piyar Nahi Tha Bus Shararat C Ho Gai. Jab Wo Bicharh Gai To Dil Ki Duniya Main, Aisa Tufaan Uttha Ke Qiyamat C Ho Gai...! TaYpEd By TLASH25 Follow Tlash25 Send To 8001
Ro Para Wo Shaks Aaj Alvida Kehte Kehte Meri Shararaton Pe Jo Deta Tha Dhamkiyan JUDAI ki Ye Dharkan To Bikhar Jati hai Sirf Lafzon Ki Chot Se Hasas Dharkan Ko Torne K Liye Zarorat nai Judai ki Wafa Hai Khasaron ki Tijarat Dekhte Jao Bare Oonchy suron Mein Bat karte Ho Judai Ki Jo Apni Zaat Se Barh Kar Kisi Se Pyar Karte Hain Wohi Mehsoos Karte Hain Saza zoq e JUDAI Ki...! TaYpEd By TLASH25 eND. Follow Tlash25 Send To 8001
Poet. SHAH NAWAZ. MAZARI. TaYpEd by *SHANI_M_B* Main Ourat Zaat Thehri Hon Mujhe Masjid Nahi Jaa'yez.* . Tum 5 waqat Jatay Ho KHUDA se Maang Lo Mujhe Ko.* . Mein Duniya Mein Tumhare Hi leye Ai Hon.* . Tujhe Main Mil Na Paon To Chura Le Zamane Se Mujh Ko.* . Mein Teri Yaad Main Roti Hon Tujhe Hi Yaad Krti Hon.* . Kabhi To A K Mil Jao Tera Har pal Intzar Hai Mujh Ko.* . Gire Jab Shaakh Se Toot K Sookhe Pate.* . Keh Tere Bichar jane Ki Wo Lamhe Rolati Hain Bohat Mujh Ko.* . Tera He Hath Thaon Gi Agr Tum Laot Aye To.* . Nahe Aye To Khuda Se Ye Dua Mangongi K Ajaye Ab Maot Mukh Ko.* . Main Ourat Zaat Tehri Hon Mujhe Masjid Nahe Jayaiz.* . Tum 5 Waqt jate Ho Khuda Se Mang Lo Mujh Ko.* . END**S
Poet Ansar bukhari TaYpEd By *SHANI_M_B* Us Bewafa Se Kehna Ek Yaar Tha Tumhara. Tum Zindagi Thay Uski wo Pyar Tha Tumhara. Wo Thukra'ta Raha Har Khushi Use Aziz Tha Sath Tumhara. Tum Jis Ko Chor Aye Dil Jis Ka Tor Aye. Use Na Garz Tha Kisi Ka Wo Bas Tha Tumhara. Na Kar To Nafrat Bhi Itna Waqt Badla To Ro'o Ge. Aj Main Hon Waqt K Age Tanha Kabhi Aye Ga Waqt Bhi Tumhara. To Bewafa Hai Ye Kehta Raha Zamana. Main Chup Raha Hamesha Mujhe Ras Na Tha Badnami Tumhara. Jo Dil Kare Jese Kare To Khel Mere Dil Se. Kal Bhi Ghulam Tha Main Aj Bhi Wo Hai Ghulam Tumhara.
Ay Ishq Tujhe Khuda Ka Wasta Ya Yaar De Ya Maar De De, Uska Pyaar Nahi To Mujhe Kaza De De Khuda Tu Meri Zindagi Ko Parda De De Me Bas Nahi Paya Jiske Dil Mein Us Shakas Ko Mere Dil Mein Jagha De De Agar Usko Chahna Khata Hai Meri Phir Shouk Se Tu Mujhko Saza De De Ya To Mein Jee Sakon Uske Bigair Ya mujhe Chahne Ki Use Wajah De De Agar Ho Sake To Mujhe Kaafir kar De Nahi To Mujhko Tu Mera Khuda De De Apni Soorat Mein Uska Chehra Nazar Aae Ya Khuda Mujhko To Aisa Aaina De De Ya Bhuja De Chiraag Meri Raahon Ke Ya Mujhe Meri Manzil Ka Pata De De Jaane Kyun Dam Nahi Nikalta Mera Aay Ishq Tujhe Khuda Ka Wasta Ya Yaar De De ya Maar De De...! TaYpEd By TLASH25 Follow Tlash25 Send To 8001
Farq Sirf Itna TaYpEd BY *SHANI_M_B* Farq sirf Itna Sa Hai Us Ki Doli Uthi Meri Maiyat Uthi. Phool Us Par Bhh Thay. Phool Mujh Par Bhi Thay. Mehfil Wahan Bhi Thi Log Yahan Bhi Thay. Un Ka Hasna Wahan In Ka Rona Yahan. Sahelian Us Ki Bhi Thain. Dost Mere Bhi Thay. Do Qul Us k Parhe Do Qul Mere Parhe.* Qazi Udhar Bhi Tha Moulvi idhar Bhi Tha. Wo Saj K Gaya Mujhe Sajaya Gaya. Wo Uth K Gaya Mujhe Uthaya Gaya. FARQ SIRF ITNA SA HAI. Use Apnaya Gaya Mujhe Dafnaya Gaya.
US k Honton Pe Honton k Nishan TaYpEd By *SHANI_M_B* Us K Honton Pe Honton k Nishan Chor Aya Hon. Usne Mangi thi Mohabat Ki Nishani Mujhse. Us K Jism Pe Apni Khushbo Chor Aya Hon. Bas Itna Pyar Kia Mane Use Raat Bhar. K Us Ki Jan Main Apni Jan Chor Aya Hon. Bohat Tamana Thi Use Mujhe Azmane Ki. Aj sari Hadain Tor Aya Hon. Wo Bhi Kaha Karti Thi Pyar Main Azmaongi. Aaj Pyar Mohabat Sab Ko Chor Aya Hon. Jate Jate Us Ne Kaha Meri Nishani Bhi Rakh To Aisa Aaina De De Ya Bhuja De Chiraag Meri Raahon Ke Ya Mujhe Meri Manzil Ka Pata De De Jaane Kyun Dam Nahi Nikalta Mera Aay Ishq Tujhe Khuda Ka Wast Nishani Chor Aya Hon. END**S
Poori Mehndi Bhi Lagani Nahi Aati TaYpEd By TLASH25 Poori Mehndi Bhi Lagani Nahi Aati Ab Tak Kyun Kar Aaya, Gairon Se Lagana Dil Ka. In Haseeno Ka Larakpan Hi Rahe Ya Allah Hosh Aata Hai, To Aata Hai Satana Dil Ka. Mera Aagosh Se Kya Hi Wo Tarap Kar Nikle Unka Jana Tha Elahi Ke Ye Jana Dil Ka. Be-Dili Ka Jo Kaha Haal To Farmate Hain Kar Liya Toone Kahin Aur Thikana Dil Ka. Chor Kar Usko Teri Bazm Se Kyonkar Ja-un Ek Janaze Ka Uthana Dil Ka Uthana Hai, Uthana Dil Ka Nigah-E-Yar Ne Kee Khana Kharabi Aisi Na Thikana Hai Zigar Ka Na Thikana Hai Dil Ka. Baad Muddat Ke Ye A Daag Samajh Mein Aaya, Wahi Dana Hai Kaha Jis Ne Na Mana Dil Ka.....! Poet By Daag Dehlvi eND.
Kuch Aur Bhi Jazboon Ko. TaYpEd By TLASH25 Kuch Aur Bhi Jazbon Ko Betaab Kya Usne. Jab Mehndi Wale Hathon Se Adaab Kya Usne. Chehre Ka Deedar Ka Mene Raat Ko Roshan Sitaroon Mein. Tumhara Naam Dekha Hai To Wo Kehti Tum Jhoot Kehte Ho Sitare Mene Dekhe The. Aur Un Roshan Sitaroon Mein Tumhara NaUsne. Sharn-e-Haya Ka Roshan Aftaab Kya Usne. Nazar na Lage yun Gero Se Hijab Kya Usne "AYAZ" AAJ Aa Ke Tujhe Shadaab Kya Usne....! eND.
Muhbaton Ne Kesa Kamal TaYpEd By TLASH25 Kabhi Milen To Puchen Ge Ek Doje Se K Kis ke Gham Ne Nidhal Kar Dala. Tu Bata Us Se Kia Kahongi Main Meri Udasi Pe Jo Kisi Ne Sawal Kar Dala. Suna Tha Zindagi Ka Safar Buhat Mushkil Hai Muhbat Kar K Isey Aur Be Muhal Kar Dala. Kuch Hum Bhi Maum Ke Thay Aur Kuch Tum Ne Bhi Zindagi Ko Shoulon Ki Shal Kar Dala. Pehle To Buhat Yad Kiya Karte Thay Tum Ab Aisa Bhulaya Ke Kamal Kar Dala. MUHBATON NE KESA KAMAL KAR DALA HUMEN TO UDASIYON KI MISAL KAR DALA. Kabhi Milein To Pucheinge Ek Doje Se Ke Kisko Kis Ke Gham Ne Nidhal Kar Dala. Tu Bata Us Se Kia Kahongi Main Meri Udasi Pe Jo Kisi Ne Sawal Kar Dala. Sun tha Zindagi Ka Safar Buhat Mushkil Hai Muhbat Kar Ke Ise Aur Bemisal Kar Dala. Kuch Hum B Maum K The Or Kuch Tumne Bi Zindagi Ko Sholon Ki Shal Kar Dala. Pehle To Buhat Yad Kia Karte The Tum Ab Aisa Bhulaya K Kamal Kr Dala..!
Dariya Ki Hawa Teez Thi. TaYpEd By *SHANI_M_B* Darya Ki Hawa Taiz Thi kashti Thi Purani. Roka To Bohat Dil Ne Magar Aik Na Mani. Main Bheegti Aankhon Se Use Kaise Hata'on. Mushkil Hai Bohat Abr Main Deewar Uthani. Nikla Tha Tujhe Dhoondne ik Hijr Ka Tara. Phir Us Ta,aqub Main Gai Sari Jawani. Kehne Ko Naii Baat Koi Ho To Sunaneen. Soo Baz Zamane Ne Suni Hai Ye Kahani Ye Pull Hai Yahan Phool Kahan Phchle Baras. Hai Din To Wohi Dost Magar Aur Hai Pani. Kis Tarah Mujhe Hota Gumaan Tark E Wafa Ka. Aawaz Main Tehraao Tha Lehje Main Rawani. Ab Main Use Qatil Kahoon Amajd K Masiha. Kia Zakham E Hunar Chor Gaya Apni Nishani. Poet. Amjid Islam Amjid.
Singer Munni Begam Type By *Khubair* Khud Apne Ko Dhoonda Tha, Main Ne Tujhe Youn Chaha Tha, Too Bilkul Waisa Nikla Jaisa Main Ne Socha Tha, Main Ne Tujhe Youn Chaha Tha, Khud Apne Ko Dhoonda Tha, Apne Zakm Dikhata Ja Wo Bhi To Mujh Jaisa Tha, Main Ne Tujhe Youn Chaha Tha, Khud Apne Ko Dhoonda Tha, Sath Wo Mera Kia Deta Wo Khud Bheer Mein Tanha Tha, Main Ne Tujhe Youn Chaha Tha, Khud Apne Ko Dhunda Tha, Mujh Ko Mila Ek Umar K Baad, Jo Meri Umar Ka Qisa Tha...........!
Typed by Tlash25 Labon Ki Sirsarahat Sey, Badan K Choor honey Tak, Main Tujh Ko is Tarah Chahoon, K Teri Saans Ruk Jaye. Khataon par Khataen hon, Na ho Kuch baat Kehney Ko, Main Tujh Mein yon Sama Jaon, K Teri Saans Ruk Jaye. Na himmat Tujh Mein ho baqi, Na himmat Mujh Mein ho baqi, Magar itna qareeb Aaon, K Teri Saans Ruk Jaye. Terey haonton pey Rakhoon Main, Apney haont Kuch Aisey!! Ya Teri Piyaas bujh Jaye, "YA MERI SAANS RUK JAYE"..
Hazaroon Phool Aise The Agar Khilte To Acha Tha, Tumhi ko Hum Ne Chaha Tha Tumhi Milte To Acha Tha. Koi Aa Kar Poche Tumhe'n Kaise Bholaya Hai, Tumhare Khat Ko Ashko'n Se Shab-e-Gham Me Jalaya Hai, Hazaro'n Zakham Aise Hai Agar Silte To Tha Tumhe'n Jitna Bhulaya Hai Teri Yaad Aayi Hai, Bahar-e-No Jo Aayi Hai Wahi Khushbo Bhi Laayi Hai, Tere Labb Meri Khatir Agar Hilte To Acha Tha, Tumhi ko Hun Ne Chaha Tha Tumhi Milte To Acha Tha. Mila Hai Lutf Bhai Hum Ko Hasee'n Yaado'n K Jhal'Mal Me, Kati Hai Zindagi Tum Bin Magar Itni Si Hai Dil Mai, Agar Aatey To Acha Tha Agar Melte To Acha Tha, Tumhi Ko Hum Ne Chaha Tha Tumhi Milte To Acha Tha....! POET BYE SAAD ULLAH SHAH. TYPED BYE.... ....TLASH25....
Poet Wasi Shah . Typed by *__SA-k-Jan__* ..... Sari raat ki jagi ankhain college mein kia parhti hon gi? .... khul na jay kahin raz-e-dil har waqt is se darti hon gi .... jany kesy,kidher se aay ga un ke khabon ka shehzada .... chupkay chupkay jis ke baray wo sochti hon gi ansoun ke sath jane kia un main chupa hai .... jis ke khony ka dar se hamesha he wo hansti hon gi .... Wasi .... jab se dekhi hain sharmeeli si wo aankhain main ne tab se ye soch raha hon wo ankhain kis ko doondhti hon gi....!
Typed by TLASH25 . Dil Ki Cho'khaat Pe Jo Ak Deep Jala Rakha Hai Tere Loot Anay Ka Emkaan Saja Rakha Hai Sans Taak Bhi Nahi Laite Tujhai Sochte Hoyee Hum Ne Is Kaam Ko Bhi Kaal Pe uTha Rakha Hai Rooth Jate Ho To Kuch Or Haseen Lagte Ho Hum Ne Ye Soch K Hee Tum Ko Khafa Rakha Hai Tum Jesi Rootha Howa Choor Gayee Thay Ak Din Hum Ne Us Shaam Ko Seenay Say Laga Rakha Hai Chein Laine Nahi Daite Ye Kisi Toor Mujhai Teri Yadoon Ne Jo Tufaan Utha Rakha Hai Janay Walay Ne Kaha Tha K Wo Loote Ga Zaror Ak Isee Aass Pee Darwaza Khula Rakha Hai Tere Janay Say Jo k Dhol Uthee Thi Ghaam Ki Hum Ne Us Dhool Ko Ankhon Main Basa Rakha Hai Mujh Ko Kal Shaam Say Wo Yaad Bohut Ane Lagay Dil Ne Mud'dat Say Jo Ak Shaks Bhula Rakha Hai Akhri Bar Jo Ayaa Tha Mere Naam Main Ne Us Khaat Ko Kaalejay Say Laga Rakha Hai.!
Type by *__SA-k-Jan__* . Ehsas Rookon To Apne Ghar Teri Kami Mehsoos Hoti Hai. . Chalo To Dar'Badar Teri Kami Mehsoos Hoti Hai . Kisi ko lamha bhar tairi kami mahsos hoti hai . Kisi ko umar bhar tairi kami mahsos hoti hai . Abhi to is qadar tairi kami mahsos hoti hai . Kahin bhi ho nazar teri kami mahsos hoti hai . Kisi ghm se guzarna ho k darya par jana ho . Koi bhi ho kami tairi mahsos hoti hai . Tujhay to mil gaye hun gaye naye sathi laikin . Mujhay har mor par tairi kami mahsos hoti hai . Kisi se guftagu may hi jo taira naam aa jaye . To phr sham.o.sahar tairi kami mahsos hoti hai . Kabhi milnay milanay ka koi tahwar aaya to . Mujhay phr tot k teri kami mahsos hoti hai . Zamane ho gay laikin abhi tairi nigahon may . Chupa hai koi dar teri kami mahsos hoti hai . Mohabt mar gai laikin meray ujray howay dil ka khula rahta hai dar TERI KAMI MAHSOS HOTI HAI....!
Typed by *__S-Ak-Jan__* ~....~ @__Bare tajiron ki sataai ho, ya dunya hai dulhan jalai hoi__* ~....~ @__Bhari dopahar ka khila phol hai paseenay nay mairi jaan nahai hoi__* ~....~ @__Kiran phol ki pattiyon may dabi, hansi us k hontho par aai hoi__* ~....~ @__Wo chahra kitabi raha samne, bari khobsurat parhai hoi__* ~....~ @__Khushi gham gharibon ki jaise__* ............... Jan G .............. @__Mazaaron pay chaadar charhai ho......!
Tera Faqeer hun Mola issy ihtamam se de wo Muhammad.o.Ali or Fatima k naam se de * Wo jis ki baat nay roshniyan bakheri hai tum hi to bus mujhe khush kalaam se de * Sharab.e.sek abuzar ko jis subhu se mili bas ek qatra mujhe bhi usi k jaam se de * kalaam.e.Mosi ye aebaran se dasht.e.shab mai kiya * To Harf.e.Noor mujhe bhi subha se sham se de * badan se rooh chali aaya to saaye mai k mot bhi mujhe is darja.e.ehtsham se de * tera faqeer hun mola is ihtmam se de....!
Typed by TLASH25 . Kuch Garz Usko Na Ab Milne Milaane Ki Rahi. Dosti Jis Se Meri Ek Zamane Se Rahi. Jane Wale Tujhe Kis Tarah Batae Koi. Zindagi Kitni Adhori Tere Jane Se Rahi. Men To Aawaara Tabiat Tha Bhatakta Hi Raha. Koi Manzil Se To Pochey Wo Thakane se Rahi. Tere Hone Se Har Ek Shakhs Ko Tha Mera Khayaal. Ye Dikhawey Ki Muhbat bi Bahaane Se Rahi. Lakh Tum Yaad Karo Karo Ehd Gazashta NADIR. Zindagi Khoye Huwe Waqt To Pane Se Rahi....! Poet By Athar Nadir
Typed by TLASH25 . Kisi Se Rabta Koi Nahin Hai Mujhe Kya Janta Koi Nahin Hai. Kise Awaz Doon Kise Pukaroon Yahan To Dosra Koi Nahi Hai. Meri Baten Hi La Yaney Hain Shayad Ke Mere Manta Koi Nahin Hai. Bazahir Door Hain Ek Dosre Se Diloon Main Fasla Koi Nahin Hai. Main Apne Haal Main Jesa Hon Khush Hon Kisi ka Aasra Koi Nahin Hai. Udaasi ka Sabab Kya Pochte Ho Udaasi Masala Koi Nahin Hai. To Kya Mere Siwa Dunya Main NADIR Sub Achey Hain Bura Koi Nahin Hai...p! Poet By Athar Nadir
Mili hayat hi aisi k haya bhi ro pari . Teri tlash may zalim saza bhi ro pari . Tujhay tot kay chaha or itna chaha . Teri wafa ki khatir wafa bhi ro pari . Mera naseeb maira muqaddar bane to . Tujhay hi mangtay mangtay dua bhi ro pari . Kitab.e.dil may tera bab jab band kiya . Khatam karte karte kitab bhi ro pari....! . Typed by *__SA-k-Jan__*
Ehsas Rookon To Apne Ghar Teri Kami Mehsoos Hoti Hai. . Chalo To Dar'Badar Teri Kami Mehsoos Hoti Hai . Kisi ko lamha bhar tairi kami mahsos hoti hai . Kisi ko umar bhar tairi kami mahsos hoti hai . Abhi to is qadar tairi kami mahsos hoti hai . Kahin bhi ho nazar teri kami mahsos hoti hai . Kisi ghm se guzarna ho k darya par jana ho . Koi bhi ho kami tairi mahsos hoti hai . Tujhay to mil gaye hun gaye naye sathi laikin . Mujhay har mor par tairi kami mahsos hoti hai . Kisi se guftagu may hi jo taira naam aa jaye . To phr sham.o.sahar tairi kami mahsos hoti hai . Kabhi milnay milanay ka koi tahwar aaya to . Mujhay phr tot k teri kami mahsos hoti hai . Zamane ho gay laikin abhi tairi nigahon may . Chupa hai koi dar teri kami mahsos hoti hai . Mohabt mar gai laikin meray ujray howay dil ka khula rahta hai dar TERI KAMI MAHSOS HOTI HAI . Type by *__SA-k-Jan__*
Gulon ki tarha hum nay zindgi ko is qadar jaana . Kisi ki zulf may ik raat sona or bikhar jana . Agar aise gaye to zindagi par harf aye ga . Hawaon se lipatna titliyon ko choom kar jana . Dhunak key rakh diya tha baadilo ko jin parindo nay . Unhain kisne sikhaaya apne saaye se dar jana . Kahan tak ye beemar kamre ki fiza badle . Kabhi tum ik muthi dhop in taaqo may bhar jana . Isi may aafiyat hai ghar may apne chain say baitho . Kisi ki simt jaana hoto raste may utar jaana.....! . Poet Bashir Badar . Typed by *__SA-k-Jan__*
Lahron may dobtay rahe darya nahi mila . Ussay bichar kay phr koi waisa nahi mila . Kuch log thori dair to ache lage magar . Hum jiske ho saken koi aisa na mila . Wo bhi bohat akaila hai shayad mairi tarha . Usko bhi koi chahne wala nahi mila . Do char din to kitne sakoon say guzar gaye . Sab khairiyat rahi koi apna nahi mila.....! . Poet Bashir Badar . Typed by *__SA-k-Jan__*
Ya chirag bay nazar hai ya sitara bezuban hai . Abhi tum say milta julta koi dosra kahan hai . Wohi shakhs jis pay apne dilo jan nisar kar do . Wo agar khafa nahi hai to zaror badguman hai . Kabhi paa kay tujhko khona kabhi kho kay tujhay pana . Ya janam janam ka rishta taire maire darmiyan hai . Mire sath chalne wale tujhay kya mila safar may . Wohi dukh bhari zameen hai wohi gham ka asmaan hai . May isi guman may barso bara mutmain raha ho . Taira jism be taghayyur mera piyar javidan hai . Unhi rasto ne jin par kabhi tum thay sath mere . Mujhay rok rok poncha taira hamsafar kaha hai....! . Poet Bashir Badar . Type by *__SA-k-Jan__*
Shabnam kay ansu phol par yah to wahi qissa hua . Ankhain mairi bhigi hoi chahra taira utra hoa . Ab in dino mairi ghazal khushbo ki ik tasveer hai . Har lafz ghunche ki tarah khil kar taira chahra hoa . Shayad use bhi lay gaye achay dino kay kafilay . Is bagh may ak hi phol tha tairi tarah hasta hoa . Har chez hai bazar may is hath lay us hath day . Izzat gai shohrat gai ruswa huay charcha hua . Mandir gaye, masjid gaye, peero faqeero say milay . Ik usko panay kay liay kya kya kiya kya kya hua . Anmol moti pyar kay dunya churakar lay gai . Dil ki hawaili may in dino koi darwaza tha tota hua . Barsat may dewar.o.dar ki sari tahrirain mitain . Dhoya bohat mita nahi taqdeer ka likha hua....! . Poet Bashir Badar . Typed by *__SA-k-Jan__*
Suno pani may yah kiski sada hai . Koi darya ki tah may ro raha hai . Sawaire mairi in ankho nay daikha . Khuda charo tarf bikhra para hai . Andhairi raat ka tanha musafir mairi palko may ab sahma hua hai . Samaito or seenay chupa lo . Ya sunnata bohat phaila howa hai . Haqeqat surkh machli janti hai . Badan apna sonahra ho chuka hai . Hamari shakh ka nokhaiz patta . Hawa kay hont aksar chomta hai . Mujhay un neeli ankho nay bataya . Tumhara naam bhi pani pay likha hai.....! . Poet Bashir Badar . Typed by *__SA-k-Jan__*
Husn Wale Wafa Nahi Karte. TaYpEd By TLASH25 Husn Wale Wafa Nahi Karte Ishq Wale Daga Nahi Karte Zulm Karna To Inki Aadat Hai Ye Kisi Ka Bhala Nahi Karte. Jo Nazar Aar Paar Ho Jaye Wohi Dil Ka Qaraar Ho Jaye Apni Zulfon Ka Daal Do Saya Teergi Khushgawar Ho Jaye. Teri Nazron Ko Dekh Paye Agar Shaikh Bhi Mai'gusaar Ho Jaye. Tujhko Dekhe Jo Ik Nazar Wo Rang Chand Bhi Sharamsar Ho Jaye. Aaina Apna Samne Se Hata Ye Na Ho Khud Se Pyar Ho Jaye Bhol Ho Jati Hai Yon Taish Mein Aaya Na Karo. Faasle Khatam Karo Bat Barhaya Na Karo Ye Nigahen, Ye Ishare, Ye Adaen Tauba. In Sharabon Ko Sir-E-Aam Lutaya Na Karo Shaan Gehri Ho To Kuch Aur Haseen Hoti Hai. Saya-E-Zulf Ko Chehre Se Hataya Na Karo Kali Kali Zulfon Ke Phande Na Dalo Hamen Zinda Rehne Do. Ay Husn Walo Na Chero Hamen, Hum Sataye Huwe Hain, Buhat Zakham Seene Pe Khaye Huwe Hain...! Sitam Gar Ho Tum Khub Pehchante Hen Tumhari Adaon Ko Hum Jante Hen. Daga Baz Ho Tum Sitam Dhane Wale Farebi Muhbat Men Uljhane Wale Ye Rangeen
Meri Chaht Ka Sar E Aam TaYpEd By TLASH25 Meri Chahat Ka Sar-E-Aam To Charcha Na Karo, Kam To Pehle Bhi Nahi, Aur To Ruswa Na Karo! Bhaanp Jaye Na Kahin Dil Ki Lagi Ye Duniya Yun Shafaq Ban Ke Mere Chehre Pe Thehra Na Karo! Baat Choti Si Bhi Afsan Bana Deti Hai, Tum Kitabon Pe Mere Naam Ko Likha Na Karo! Dil Ko Bechain Sa Karti Hain Tumhari Ankhen Raat Ko Dair Talak Tum Mujhe Socha Na Karo! Samne Sab Ke Kare Kis Tarah Iqrar, Yun Sar-E-Bazm To Us Se Ye Taqaza Na Karo....! eND.
Suna H Gao Main Phir Kisi ki Shadi TaYpEd By *SHANI_M_B* Suna Hai Gaoon Main Phir Kisi Ki Shadi Hai.* Aur Har Shadi Main Wo Sanwar K Ati Hai.* Beech Saheliyon Main Wo Ik Chand Ka Tukra.* Yoon Lage Jese Falaq Se Pari Aai Hai.* Kaash K Main Dekh Sakta Us k Wo Jalwe.* Jab Wo Balon main Apne Ungliyan phairti Hai.* Na Jane Kesi Hogi Wo Sanwarne K Baad.* Jo Larki Bin Sanwre Ik Pari Kehlati Hai.* Suna hai K Aik Hi Nahi Deewana Us Ka.* Wo Us Raat jugnuon ko Bhi Deewana Banati Hai.* Suna Hai Gaoon Main Phir Kisi Ki Shadi Hai.* END**S
Bad Naseeb ka khat TaYpEd By *SHANI_M_B* Mujhe Apne Zabt Pe Naz Tha Sar E Bazm Rat Ye Kia Howa Meri Ankh Kaise Chalakh Pari Mujy Ranj Hai Ye Bura Howa Meri Zindagi K Charaah Ka Ye Mizaj Koi Naya Nahi Kabhi Roshni Kabhi Tareqi Na Jala Howa Na Bujha Howa Mujy Ap Q Na Samj Sake Ye Apne Dil Se Hi Pochiye Meri Dastan E Hayat Ka Hai Warq Warq Khula Howa Abhi Abhi Mere Pas se Jo Nazar Bacha K Guzar Gaye Ye Mere Shaher K Log Hain Mere Ghar Se Ghar Mila Howa Mujy Jo B Dushman E Jan Mila Wohi Pukhta Kar E Jafa Mila Na Ksi Ki Chot Galt pari Na Ksi Ka War Khata Howa. Mujy Hmsfar B Mila Koi Tu Meri Trah Hi Luta Howa Kabhi Manzilon Se Hata Howa Kabhi Qafilon Se Luta Howa Mujy Gali Me Pra Howa Kisi Bad naseb Ka Khat Mila Kahen Khon E Dil Se Likha Howa Kahen Anson Se Mita Howa Hame To Ye B Haq Ni K Shreq Bazm Khalos Hon Na Chehre Pe Apne Naqb Hai Na Kuch Asten Main chupa Howa.
Gazab Hai Tera. TaYpEd By *SHANI_M_B* Gazab Hai Tera Naqab Saqi. Pila De Mujhko Sharab Saqi. Inhi Ko Choone Ki Arzoo Hai. Ye Hont Hain Ya Gulab Saqi. Suna Hi Tere Hi Hath Se Hai. Isi Ka Peena Sawab Saqi. Hashar Main Kehte Hain Tor Den Ge. Ye Ap Apna Hijaab Saqi. Bare Dinon Se Piya Nahi Hai. Na Mang Mujhse Hisab Saqi. END**S
Hum Din Rat Tujhe Yad Krte H TaYpEd By TLASH25 Hum Din Raat Tujhe Yad Karte Karte Hai, Hadd-Se Bhi Ziyada Tujhe Pyar Karte Hai, khud Ko Kabhi Akela Na Samajhna, Ham Har Pal Tere Sath Rehte Hai. Wo Na Aaye Unki Yad Wafa Kar Gayi Usne Milne Ki Tamana Tabah Kar Gayi Aahat Hui Socha Asar Dua Kar Gayi. Darwaza Khol Kar Dekha Mazak Hawa Kar Gayi. Dil Ki Ameeri Bazar Mein Nahi Milti Socha Pyar Har Dar Pe Nahi Khilte, Apno Pe Sada Eitbaar Rakho, Kyun Ke Sacha Pyar Baar Baar Nahi Milte...! eND.