Posts

Showing posts with the label Poet Munir Niazi

*._._._HAMD_._._.*

Poet:- Munir Niyazi - - *._._._HAMD_._._.* - - Type By *-.SA-Ki-JAN.-* - - Usi Ka Hukam Jari Hai Zameeno Asmaano Main..* - - Or Un K Darmiyan Jo Hai Makeen O Makaano Main..* - - Hawa Chalti Hai Baaghon Main To Uski Yad Aati Hai..* - - Sitaray Chand Soraj Hai Sabhi Us K Nishaano Main..* - - Usi K Dum Sy Tay Hoti Hai Manzil Khawab Basti Ki..* - - Wo Naam Ik Harf E Noraani Hai Zulmat K Jahano Main..* - - Usi K Israar E Jahan Ka Ilm Hai Sara..* - - Wohi Barpa Kare Ga Hashar Akhir Zamano Main..* - - Wo Kar Sakta Hai Jo Chahay Har Ik Shay Par Qadir Hai..* - - Wo Sun Sakta Hai Raazon Ko Jo Hai Dil K Khazano Main..* - - Bacha Laita Hai Apne Dosto Ko Khof E Batil Say..* - - Badal Daita Hai Sholon Ko Mehktay Gulistano Main..* - - "Munir" Is Hamd Say Rutba Ajab Hasil Howa Tujh Ko..* - - Nazeer Uski Mile Shayad Purani Dastano Main.....'*SA*' - - Book Mah E Munir

Pee Li To KucH Pata Na CHala Wo Saroor THa

<Pee Li To KucH> ^ PoEt_Muneer Niyazi _ _ TYPE by  *._Legend_.* ===>Pee Li To KucH Pata Na CHala Wo Saroor THa_* _Wo Us Ka Saaya THa K RasHk_E_Hoor THa_* _Kal Main Ne Us Ko DikHa To DikHa NaHi Gaya_* _MujH Se BicHr K Wo BHi BaHot GHam Se CHoor THa_* _Roya THa Kon Kon MujHe KucH KHabr NaHi, Main Us GHarri Watan Se KaHin Meel Door THa_* _SHam_E_Firaq Aai To Dil Dobney Laga_* _Hum Ko BHi Apne Aap Pe Kitna GHuroor THa_* _CHeHra THa Ya Sada THi Kisi BHoli Yaad Ki_* _AankHin THi Us Ki Yaro K Darya_E_Noor THa_* _Nikla Jo CHand Aai MeHak Taiz Si 'MUNEER'_* _Mere Siwa BHi BagH Mein Koi Zaroor Tha_* _END_ ....ZINDAGI....

Hai Shakal Teri Gulab Jaisi.

Hai Shakal Teri Gulaab. . Type By......-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad...-* . Hai Shakal Teri Gulab Jaisi. Nazr Hai Teri Sharab Jaisi....> ",, ",, Hawa Sahar Ki Hai In Dinon Main Badalte Mosam K Khwab Jaisi....> ",, ",, Sadaa Hai Ik Doriyon Main Ojhal Meri Sadaa K Jawab Jaisi....> ",, ",, Wo Din Tha Dozakh Ki Aag Jaisa Wo Raat Gahray Azaab Jaisi....> ",, ",, Ye Shehar Lagta Hai Dasht Jaisa Chamak Hai Uski Saraab Jaisi....> ",, ",, "Munir" Teri Gzl Ajab Hai Kisi Safar Ki Kitaab Jaisi....'*'SA'*' ",, ",, Poet:- Munir Niazi

Zinda Rahe To Kia Hai Jo Mar Jayein Hum To Kia.

Zinda Rahe To TaYpEd By  TLASH25 Zinda Rahe To Kia Hai Jo Mar Jayein Hum To Kia. = Dunya Mein Khamoshi Se Guzar Jayein Hum To Kia. = Hasti Hi Apni Kia Hai Zamane Ke Saamne. = Ek Khuwab Hain Jahan Mein Bikhar Jayein Hum To Kia. = Ab Kon Muntazir Hai Hamare Liye Wahan. = Sham Aa Gayi Hai Lot Ke Ghar Jayein Hum To Kia. = Dil Ki Khalish To Saath Rahe Gi Tamaam Umar. = Darya E Ghum Ke Par Utar Jayein Hum To Kia...! = Poet By Munir Niazi.

Us Simat Mujh Ko Yaar Ne Jaane Nahi Dia.

Us Simat Mujh Ko TaYpEd By  TLASH25 Us Simat Mujh Ko Yaar Ne Jaane Nahi Dia. = Ek Aur Sheher E Yaar Mein Aane Nahi Dia. = Kuch Aur Waqt Chahte They Ke Sochain Tere Liye. = Tu Ne Wo Waqt Hum Ko Zamane Nahi Dia. = Manzil Hai Is Mehak Ki Kahan Kis Chaman Mein Hai. = Is Ka Pata Safar Mein Hawa Ne Nahi Dia. = Roka Aana Ne Kawish E Besud Se Mujhe. = Us But Ko Apna Haal Sunaane Nahi Dia. = Hai Jis Ke Baad Ihad E Zawal Aashna Munir. = Itna Kamaal Ham Ko Khuda Ne Nahi Dia...! = Poet By Munir Niazi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Saaya E Qasr E Yar Mein Betha

Saaya E Qasr E TaYpEd By  TLASH25 Saaya E Qasr E Yar Mein Betha Mein Tha Apne Khumar Mein Betha. = Us Ka Aana Tha Khuwab Mein Aana. = Mein Abs- E Intizar Mein Betha. = Koi Soorat Nahin Hai Us Jaisi Us Ko Dekho Hazar Mein Betha. = Us Ko Khushiyon Se Khof Aata Hai Wiham Kiya Zahin E Yar Mein Betha. = Ham Bhi Raston Mein Phir Rahe They Munir. = Wo Bhi Tha Rahguzar Mein Betha...! = Poet By Munir Niazi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Meri Sari Zindagi Ko Be Samar Us Ne Kiya.

Meri Sari Zindagi TaYpEd By  TLASH25 Meri Sari Zindagi Ko Be Samar Us Ne Kiya. = Umar Meri Thi Magar Is Ko Basar Us Ne Kiya. = Mein Buhat Kamzor Tha Is Mulk Mein Hijrat Ke Bad. = Par Mujhe Is Mulk Mein Kamzor Tarr Us Ne Kiya. = Rahbar Mera Bana Gumraah Karne Ke Liye. = Mujh Ko Seedhe Raste Se Dar Badar Us Ne Kiya. = Shahar Mein Wo Motibar Meri Gawahi Se Huwa. = Phir Mujhe Is Shahar Mein Na Motibar Us Ne Kiya. = Shahar Ko Us Ne Barbad Kar Ke Rakh Diya Munir. = Shahar Par Zulm Mere Naam Par Us Ne Kiya...! = Poet By Munir Niazi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Khawab E Jamal E Ishq Ki Tabeer Hai Hussain

Image
Khawab E Jamal E Ishq Ki Tabeer Hai Hussain . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Book Saat E Sayyar By Munir Niazi . *._Salam Ya Hussain_.* . Khawab E Jamal E Ishq Ki Tabeer Hai Hussain . Shaam E Malal E Ishq Ki Tasveer Hai Hussain . Hairan Wo Bay Yaqeeni Ahl E Jahan Say Hai . Dunya Ki Bewafai Say Dilgeer Hai Hussain . Ye Zeest Aik Dasht Hai Laa Had O Bay Kinaar . Is Dasht E Ghum Pay Abr Ki Taseer Hai Hussain . Roshan Hai Is K Dam Say Alam Khana E Jahan . Noor E Khuda E Asr Ki Tanveer Hai Hussain . Hai Iska Zikr Shahr Ki Majlis Main Rahnuma . Ujre Nagar Main Hasrat E Tameer Hai Hussain......* . *---...___eNd___...---*

Garam Rang Pholo Ka Garam Thi Mahak Unki

Image
Poet Munir Niazi . Garam Rang Pholo Ka . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Garam Rang Pholo Ka Garam Thi Mahak Unki . Garam Khon Ankho Main Teez Thi Chamak Unki . Sochta Main Kya Usko Us Haseen Ki Baato Ko . Daikhta Main Kya UsK khak Rang Hatho Ko . Khof Tha Tamazat Main Aaysh Shab Ki Shiddat Ka . Dar Khula Tha Dozakh Ka Lams Lab Ki Hiddat Ka . Main Jawab Kya Daita Uski In Adao Ka . Aik Shahr Murda Main Door Ki Nadaao Ka......*SA* . EnD . Book Dushmano K Darmian Shaam

Adha Chahra Roshni Main Hai

Image
Adha Chahra Roshni Main . Poet Munir Niazi . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Adha Chahra Roshni Main Hai Adha Kaale Parday Main . Aik Ankh Hai Soraj Jaisi Aik Hai Kaale Parday Main . Bhaid Na Ab Tak Bahir Aya Adhay Giray Naqabo Say . Ankh Hamesha Ghiri Rahi Zahir Or Chupay Sarabo Say......*SA* . EnD . Book Dushmano K Darmian Shaam

Aik Ribban Kisi Ki Zulfo Ka

Image
Aik Ribban Kisi Ki Zulfo Ka . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Poet Munir Niazi . Aik Ribban Kisi Ki Zulfo Ka . Beemar Mahak Ki Jangal Ki Rangeen Jhalak Kisi Badal Ki . Darwaze Bare Makano K Kuch Phol Khile Wilano K . Kuch Rang Chupay Wirano K Fanos Khuli Dokano K . Ik Laari Main Artay Atay Hai . Or Wapis Mar Jate Hai......*SA* . End . Book Dushmano K Darmian Shaam

Chand Nikla Badlo Say Raat Gahri Hogai

Image
Chand Nikla Badlo Say Raat Gahri Hogai . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Poet Munir Niazi . Chand Nikla Badlo Say Raat Gahri Hogai . Jaise Ye Dunya Khuda Ki Gonghi Bahri Hogai . Daikh Kar Wo Mujh Ko Nagin Or Zahreeli Hogai . Jism Resham Hogaya Rangat Sunahri Hogai . Sar K Upar Shakh Thi Or Us K Upar Asmaan . Ankh Uski Surkh Or Rangat Sunahri Hogai.......*SA* . End . Book Dushmano K Darmian Shaam

Husn To Bus Do Tarha

Poet Munir Niazi . Husn To Bus Do Tarha Ka Khawab Lagta Hai Mujhe . Aag Main Jalta Hoa Ya Barf Main Soya Hoa . Darmian Main Kuch Nahi.....*SA* . End . Book Dushmano K Darmian Shaam

Apne Ghar Ko Wapis Jaon

Image
Apne Ghar Ko Wapis Jaon . Type By *-...Sarfraz Ahmad...-* . Apne Ghar Ko Wapis Jaon , Roo Roo Kar Samjhata Hai . Jahan Bhi Jaon Mera Saaya Pichay Pichay Ata Hai . Usko To Ja Kar Daikho , Uska Haal Bhi Mujh Sa Hai . Chup Chap Rah Kar Dukh Sahne Say To Insan Mar Jata Hai . Mujh Say Mohabt Bhi Hai Usko Laikin Ye Dastor Hai Uska . Gair Say Milta Hai Hans Hans Kar Mujh Say Hi Sharmata Hai . Kitne Yaar Hai Phr Bhi Munir Us Abadi Main Akaila Hai . Apne Hi Ghum K Nashay Say Apna Jee Bahlata Hai......*SA* . End . Poet Munir Niazi . Book Jangal Main Dhanak

Apne Ghar Ko Wapis Jaon , Roo Roo Kar Samjhata Hai

Image
Apne Ghar Ko Wapis Jaon . Type By *-...Sarfraz Ahmad...-* . Apne Ghar Ko Wapis Jaon , Roo Roo Kar Samjhata Hai . Jahan Bhi Jaon Mera Saaya Pichay Pichay Ata Hai . Usko To Ja Kar Daikho , Uska Haal Bhi Mujh Sa Hai . Chup Chap Rah Kar Dukh Sahne Say To Insan Mar Jata Hai . Mujh Say Mohabt Bhi Hai Usko Laikin Ye Dastor Hai Uska . Gair Say Milta Hai Hans Hans Kar Mujh Say Hi Sharmata Hai . Kitne Yaar Hai Phr Bhi Munir Us Abadi Main Akaila Hai . Apne Hi Ghum K Nashay Say Apna Jee Bahlata Hai......*SA* . End . Poet Munir Niazi . Book Jangal Main Dhanak

Dil Jal RaHa THa GHam Se Magar Nagmagar RaHa

Image
<Dil Raha THa> <TaYpEr> *._LEGEND_.* ^ Po3T>Munir Niazi _ _ <><>Dil Jal RaHa THa GHam Se Magar Nagmagar RaHa_* _Jab Tak RaHa Main SatH Mere YeH Hunar RaHa_* _SubaH_E_Safar Ki Raat THi Taare THe Aur Hawa_* _Saye Sa Ek Der Talak Baam Par RaHa_* _Meri Sada Hawa Mein Bohat Dor Tak Gai_* _Par Main Bula RaHa THa Jise Be_KHabar RaHa_* _Guzari Hai Kia Maze Se KHayalon Mein Zindagi_* _Dori Ka Yeh Tilism Bada Kargar RaHa_* _KHof Asman K SatH THa Sar Par JHuka Hua_* _Koi Hai BHi Ya NaHin Hai YeHi Dil Mein Dar RaHa_* _Is AkHri Nazar Mein Ajab Dard THa 'MUNIR'_* _Janay Ka Uska Ranj Mujhe Umr BHar RaHa_* <EnD> _Ik DiN BuLa Do Ge_ Follow *._LEGENG_.* SEND 8001

Kisi Ko Apnay Amal Ka Hisab Kia Detay

Image
<Kisi Ko Apnay> <TaYpEr> *._LEGEND_.* ^ Po3T>Muneer Niazi _ _ <><>Kisi Ko Apnay Amal Ka Hisab Kia Detay_* _Sawal Saray GHalat Thy Jawab Kia Detay_* _KHarab Sadyon Ki Be-KHwabiyan THeen AankHon Main_* _Ab In Be-Aant KHala On Main KHwab Kia Detay_* _Hawa Ki TarHa Musafir THy Dilbaron K Dil_* _UnHain Bus Aik Hi GHar Ka Azaab Kia Detay_* _SHarab Dil Ki Talab THi SHara K PeHray Main_* _Hum Itni Tangi Main Us Ko SHarab Kia Detay_* _'MUNEER' DasHt SHuro Se Sarab Aasa THa_* _Os Aainay Ko Tamanna Ki Aab Kia Detay_* <EnD> _Ik DiN BuLa Do Ge_ Follow *._LEGENG_.* SEND 8001

Meri Sari Zindagi Ko Be_Samar Us Ne Kia

<Meri Sari Zindagi> <TaYpEr> *._LEGEND_.* ^ Po3T>Muneer Niazi _ _ <><>Meri Sari Zindagi Ko Be_Samar Us Ne Kia_* _Umar Meri THi Magar Es Ko Basar Us Ne kia_* _Main BoHut Kamzor THa Es Mulq Main Hijrat K Bad_* _Par MujHe Is Mulq Mein Kamzor Tar Us Ne Kia_* _ReHbar Mera Bana GumraH Karne K Liye_* _MujH Ko SedHey Raste Se Darbadar Us Ne Kia_* _SHeHar Mein Wo Moatbir Meri Gawai Se Howa_* _PHir MujHe Is SHeHar Main Na_Moatbir Us Ne Kia_* _SHeHar Ko Barbad Kar Kay RakH Dia Us Ne 'MUNEER'_* _SHeHar Par YeH Zulm Mere Naam Par Us Ne Kia_* <EnD> _Ik DiN BuLa Do Ge_ Follow *._LEGEND_.* SEND 8001

TujH Se BicHar Kar Kia Hon Main Ab BaHar Aa Kar DekH

Image
<TujH Se BicHar Kar> <TaYpEr> *._LEGEND_.* ^ Po3T>Muneer Niazi _ _ <><>TujH Se BicHar Kar Kia Hon Main Ab BaHar Aa Kar DekH_* _Himmat Hai To Meri Halat AankH Mila Kar DekH_* _SHam Hai GeHri Tez Hawa Hai Sar Pe KHari Hai Raat_* _Rasta Gaye Musafir Ka Ab Diya Jala Kar DekH_* _Darwaze K Pas Aa Kar Wapis Murr_ti CHap_* _Kon Hai Is Sunsan Gali Main Pas Bula Kar DekH_* _SHayed Koi DekHne Wala Ho Jaye Hairan_* _Kamre Ki Dewaron Par Koi NaqsH Bana Kar DekH_* _To BHi 'MUNEER' Ab BHare JaHan Main Mil Kar ReHna SekH_* _BaHar Se To DekH Liya ab andar Ja Kar DekH_* <EnD> _Ik DiN BuLa Do Ge_ Follow *._LEGEND_.* SEND 8001

Saya_E_Qasr_E_Yaar Mein BaitHa

Image
<Saya_E_Qasr_E_Yaar> <TaYpEr> *._LEGEND_.* ^ Po3T>Munir Niazi _ _ <><>Saya_E_Qasr_E_Yaar Mein BaitHa_* _Mein THa Apnay KHumar Mein BaitHa_* _Os Ka Aana THa KHwab Mein Aana_* _Mein Abs_E_Intezar Mein BaitHa_* _Koi Sorat NaHi Hai Os Jaisi_* _Osko DekHo Hazar Mein BaitHa_* _Osko KHusHion Se Kouf Aata Hai_* _WeHam Kia ZeHen_E_Yaar Mein Baitha_* _Hum BHi Raston Mein PHir RaHay THay 'MUNEER'_* _Wo BHi THa RaHguzar Mein Baitha_* <EnD> _Ik DiN BuLa Do Ge_ Follow *._LEGEND_.* SEND 8001