Posts

Showing posts from September 29, 2013

Adhoray Sapno Ki Takmeel Hai Tu . Mere Khawbo Ki Tabeer Hai Tu . Ankhain Band Karo To Tera Chahra Nazar Aye . Tujhe Apni Rooh Samjho Ya Meri Jan Hai Tu . Daikho Har Soo To Tu Hi Tu Nazar Aye . Lagta Hai Meri Ankhon Main Samaya Hai To . Tere Liay Saare Jahan Ko Bhola Sakta Hun . Mere Dil Ka Arman, Meri Tamanna Hai Tu . Jaise Khuda Hai Baday K Shaa'rag K Qareeb . Waise Mere Jism O Jan Main Basa Hai Tu . Shukar Hai Khuda Ka K Najoomi Nay Khushkhabri Sunai . Daikh K Hath Ko Kahta Hai Meri Qismat Main Hai Tu..........*S+A *.*.*.*.*.*.*.*.*.*.*.*. Poet Sarfraz Ahmad *.*.*.*.*.*.*.*.*.*.*.*. Typed By *__S-Ak-Jan__* *.*.*.*.*.*.*.*.*.*.*.*. Follow *__S-Ak-Jan__* Send To 8001

Zinda Thay To Kisi Ne Na Pocha Halat E Zindagi K Bare Main .-"*"-. Ab Mar Gaye Hai To Matti Main Dafnane Aa Gaye .-"*"-. Chor K Duniya Ko Sakon Ki Neend Sonay Ja Rahe Thay Ham .-"*"-. Wo Na Jane Kiya Soch Kar Ham Ko Jagane Aa Gaye .-"*"-. Zinda Thay To Ujale Main Tha Ya Andhaire Main Koi Farq Na Parta Tha Usay .-"*"-. Pata Nahi Kya Soji Usay K Qabar Pe Diya Jalane Aa Gaye .-"*"-. Socha Tha Jab Aaain Gay Qabr Par To Jee Bhar Deedar Karo Ga .-"*"-. Sitam Ki Intiha Daikhiay K Aj Bhi Wo Neqaab Main Aa Gaye .-"*"-. Zinda Thay Aik Nazar Na Dekha Piyar Se .-"*"-. Ab Mar Gaye Hai To Qabar Pe Aanso Bahane Aa Gaye .-"*"-. Jis Ki Khatir Aj Khak E Zameen Hoay Un Ki Sitamgari Daikhiay .-"*"-. K Meri Qabar Ki Takhti Par *__S-Ak-Jan__* Likhawa K Aa Gaye...........*._S+A._* .-"*"-. End .-"*"-..-"*"-..-"*"-..-"*"-. Poet Sarfraz Ahmad .-"*"-. Typed By *__S-Ak-Jan__* .-"*"-. Follow *__S-Ak-Jan__* Send To 8001

Ajeeb Manzar Tha Jab Mayyat Uthi Meri . Aik Sannata Sa Chaa Gaya Jab Mayyat Uthi Meri . Qasid To Jiger Tha Apna Or Maikhane K Mashhor Mai'kash Thay Hum . To Qasid Bhi Tha Or Saqi Bhi Tha Jab Mayyat Uthi Meri . Qasid Nay Bhi Kamal Kya Dee Aya Khabr "Jan*G" Ko . Phr Kya Tha Nange Paaon Dorta Hoa Aya Jab Mayyat Uthi Meri . Shikway Kiay Boht Or Kaha K Mujhay To Tum Say Mohabt Hai . Roo Roo K ".Jan*G.* Nay Maanaya Mujhe Jab Mayyat Uthi Meri . Kaha K Tere Bagair To Jee Nahi Sakti Kon Hai Tere Siwa Mera Is Dunya May . Wo Wo Alfaz Sunay Jo Pahle Kabhi Na Sunay Thay Jab Mayyat Uthi Meri . Kaha K Tujh Ko Sataya Karti Thi Sirf Apna Dil Bahalanay K Liay . Hath Jor Kar Mafi Mangi Mujh Say Jab Mayyat Uthi Meri . Saqi Nay Kaha Ye To Piaa Karta Tha Tera Ghum Bhulane K Liay . Phr Kya Tha Mere Hi Paimane Say Piya Jam *..Jan*G..* Nay Jab Mayyat Uthi Meri....*.S+A.* *.*.*.*.*.*.*.*.*.*.*.*.* Poet Sarfraz Ahmad . Follow *__S-Ak-Jan__* Send To 8001

Soay Asmaan Ronay Laga Par Usay Khabr Tak Na Hoi . Ushi K Samnay Maira Ghar Ujra Par Usay Khabr Tak Na Hoi . Wo To Magan Thi Apne Baal Sanwarne Main . Kaise Maira Kafan Khareeda Gaya Usay Khabar Tak Na Hoi . Usay Fursat Na Mili Apni Ankhon Main Kajal Lagane Say . Kaise Mujh Pay Phol Charhaye Gay Usay Khabr Tak Na Hoi . Wo Apne Hothon Pay Surkhi Hi Lagati Rahi . Kaise Uthi Meri Mayyat Usay Khabr Tak Na Hoi . Aashiq Ka Janaza Tha Zara Dhom Say To Nikalna Tha . Us Din Dhop Main Barish Bhi Hoi Par Usay Khabr Tak Na Hoi . Wo To Masroof Thi Apne Hathon Pay Mahndhi Lagane Main . Kaise Mujh Ko Dafna Gaya Usay Khabr Tak Na Hoi . End . Poet Sarfraz Ahmad . Follow *__S-Ak-Jan__* Send To 8001

Poet_Anwar Masood TYpE By *_TaNhA_* = = >Raat Ai Hai Balaon Se Rihai De Gi_ >Ab Na Dewaar Na Zanjeer Dikhai De Gi_ >Wakt Guzra Hai Par Mausam Nahin Badla Yaro_ >Aisi Gardish Hai Zamin Khud Bi Duhai De Gi_ >Ye Dhundalaka Sa Jo Hai Us Ko Ganimat Jano_ >Dekhna Phir Koi Surat Na Sujhai De Gi_ >Dil Jo Tooty Ga To Ik Tarfa Tamasha Ho ga_ >Kitne Ainon Main Ye Shaql Dikhai De Gi_ >Sath K Ghar Main Bara Shor Barpa Hai 'Anwar'_ >Koi Aye Ga To Dastak Na Sunai De Gi_ END*H

Poet_Bahadur Shah Zafar TYpEd By *_TaNhA_* = = >Utha De Parda Nahi Parda Main Utha Dun Ga_ >Taish Se Dil Ki Abi Arsh Tak Hila Dun Ga_ >Na Hota Ishq Ka Maikash Agr Khabar Hoti_ >K Aik Jam Main Dono Jahan Buhla Dun Ga_ >Jo Pocha Main Ne Lab Zakhm Tu Kahe Ga Kya_ >Kaha K Khanjar Qatal Ko Main Dua Dun Ga_ >Ye De Ky Dam Mujhe Laya Tha Kehnch Josh Zahoor_ >K Chal Jahan k Tmasha Tujhe Dikha Dun Ga_ >Na poch Mujh Sa Zafar Tu Meri Haqeqat Haal_ >Agr kahon Ga Abi Tuj Ko Main Rula Dun Ga_ END*H

Poet_Qateel Shifai TYpEd By *_TaNhA_* = = >Pyas Wo Dil Ki Bujane Kabi Aya Bi Nahi_ >Kesa Badal Hai Jis Ka Koi Saya Bi Nahi_ >Be Rukhi Is Se Bari Aur Bhla Kia Ho Gi_ >Ik Mudat Se Hamain Us Ne Staya Bi Nahi_ >Roz Aata Hai Dar_E_Dil Pe Wo Dastak Dene_ >Aaj Tak Ham Ne Jise Pass Bulya Bi Nahi_ >Sun Liya Kese Khuda Jane Zamane Bhar Ne_ >Wo Fasana Jo Kabi Ham Ne Sunya Bi Nahi_ >Tum Tu Sayar Ho Qateel Aur Wo Aam Sa shakhs_ >Us Na Chaha Bi Tujhe Aur Jtaya Bi Nahi_ END*H

Poet_Habib Jalib TYpEd By *_TaNhA_* = = >Is Dard Ki Dunya Se Guzar Kun Nahe Jate_ >Ye Log Bi Kia Log Hain Mar Kun Nahe Jate_ >Hai kon Zamane Main Mera Poohne Wala_ >Nadaan Hain Jo Kehte Hain K Gahr Kun Nahe Jate_ >Shouley Hain To Kun In Ko Bharakte Nahe Dehka_ >Hain Khak To Rahon Main Bikhar Kun Nahe Jate_ >Aansu Bhi Hain Aankhon Main Dua'in Bhi Hain Lab Par_ >Bigrey Hue Halaat Sanwar Kun Nahe Jate_ END*H

Poet_Faiz Ahmed Faiz TYpEd By *_TaNhA_* = = >Tum Aaye Ho Na Shab_E_Inezar Guzri Hai_ >Talash Main Hai Sahar Bar Bar Guzri Hai_ >Junoon Main Jitni Bi Guzri Bekaar Guzri Hai_ >Agarche Dil Pe Kharabi Hazaar Guzri Hai_ >Hui Hai Hazarat_E_Naaseh Se Guftagu Jis Shab_ >Wo Shab Zaroor Sar_E_kuu_E_Yaar Guzri Hai_ >Wo Baat Sare Fasany Main Jis Ka Zikar Na Tha_ >Wo Baat Un ko Bohat Na Gawar Guzri Hai_ >Na Gul Khile Hn Na Un Se Mile Na Mai Pii Hai_ >Ajiib Rang Main Ab K Bahar Guzri Hai_ >Chaman Main Gaarat_E_Gulachin Se Jane Kya Guzari_ >Qafas Se Aaj Sab Beqarar Guzri Hai_ END*H

Poet_Faiz Ahmed Faiz TYpEd By *_TaNhA_* = = >Yun Saja Chand K Jhalka Tere Andaz Ka Rang_ >Yun Faza Mehaki K Badla Mere Hamraz Ka Rang_ >Saya_E_Chashm mein Heeran Rukh_E_Raushan Ka Jamaal_ >Surkhi_E_Lab Pe Paresan Tere Aawaz Ka Rang_ >Be piye Hon ki Agr Lutf Karo Aahkir_E_Shab_ >Shiiha_E_May Main Dahle Suhba K Aagaaz ka Rang_ >Chango_Nay Rang The Apny Lahu Ke Dam Say_ >Dil Ne lay Badle To Madham Hua Har Saaz ka Rang_ > Ik Sukhan Aur Ki Phir Rang_E_Takallum Tera_ >Harf_E_Sada Ko Inaayat Kare Ejaaz ka Rang_ END*H

Poet_Habib Jalib TYpEd By *_TaNhA_* = = >Ye Aur Baat Teri Gali Main Na Ayen Ham_ >Lekin Ye Kia K Shehr Tara Chor Jayen Ham_ >Mudat Hoyi Hai Koye Butan Ki Tarf Gaye_ >Awargi Se Dil Ko Kahan Tak Bachyen Ham_ >Shayad Baqed_E_Zeesat Ye Sa'at Na Aa Sake_ >Tum Dastan_E_Shoq Suno Aur Sunain Ham_ >Be Noor Ho Chuki Hai Bahut Shehar Ki Faza_ >Tareek Raston Main Kahin Kho Na Jayen Ham_ >Us Ke Baghair Aaj Bahut Ji Udass Hai_ >Jalib Chalo Kahin Se Usay Dhond Layen Hum_ END*H

Poet_Bahdur Shah Zafar TYpEd By *_TaNhA_* = = >Na Kisi ki Aankh Noor Hun Na Kisi K Dil Ka Qarar Hun_ >Jo Kisi K Kam Na Aa Sakay Main Wo Aik Mush_E_Ghubar Hun_ >Mera Rang Roop Bigar Gya Mera Yar Muj Say Bichar Gya_ >Jo Chaman Khazan Se Ujar Gya Main Usi Ki Fasal_E_Bahar Hun_ >Na To Main Kisi Ka Habib Hun Na To Me Kisi Ka Raqeeb Hun_ >Jo Begar Gya Wo Naseeb Hun Jo Jahrr Gya Wo Diyaar Hun_ >Pye Fatih Koi Aye Kun Koi Char Phool Charhaye Kun_ >Koi Aa K Shama Jalaye Kun Main Wo Be Kasi Ka Mazar Hun_ >Main Nahin Hun Nagma_E_Janfran Mujhe Sun K Koi Kare Ga Kia_ >Mian Baray Brog Ki Hun Sada Main Bare Dukhi ki Pukar Hun_ END*H

Poet_Parveen Shakir TYpEd By *_TaNhA_* = = >Bouht Araam Karna Chahti Hun_ >Yahi Ak Kam Karna Chahti Hun_ >Shaoor_E_Aagahi Almiaa Hai_ >Ise Neelaam Karna Chahti Hun_ >Mein Apni Umar K Saaray Asaasay_ >Tumhary Naam Karna Chahti Hun_ >Tumharay Khaima_E_Kusbu Mein Reh Kar_ >Mein Subah_O_Shaam Karna Chahti Hun_ >charaaghon Se Haawa Ke Dusmani Hai_ >Ise Nakaam karna Chahti Hun_ END*H

Poet_Habib Jalib TYpEd By *_TaNhA_* = = >Kahan Qatal Badlte Hain Faqat Chehray Badalte Hain_ >Ajab Apna Safar Hai Fasle Bi Sath Chalte Hain_ >Bahut Kam Zarf Tha Jo Mehflon Ko Kar Gya Veraan_ > Na Pocho Hal_E_Yaran Sham Ko Jab Saye Dhalte Hain_ >Wo Jis Ki Roshni Kache Gharon Tak Bi Pahunchti Hai_ >Na Wo Suraj Nikalta Hai Na Apny Din Badlte Hain_ END*H

Poet_Faiz Ahmed Faiz TYpEd By *_TaNhA_* = = >Tere Gum Ko Jan Ki Talash Thi Tere Jan Nisaar Chale Gaye_ >Tere Raah Main Karte The S Ik Gali Me Para Hua Kisi Badnaseeb Ka Khat Mila ' ' Kahin Khoon-e-Dil Se Likha Hua ' Kahin Ansuo'n Se Mita Hua ' Mujhe Zabt-e-Gham Pe Ghuror Tha Sar-e-Bazam Aj Ye Kia Hua, Meri Ankh Kesy Chalak Pari ' ' Mujhe Ranj Hai Ye Bura Hua ' Mujhe Ap Kiun Na Samjh Saky Ye Apne Dil Se Puchiye ' ' Meri Dastan-e-Hayat Ka ' Hai Warq Warq Khula Hua ' Mujhe Hamsafar B Mila Koi ' Tu Meri Tarah Hi Luta Hua ' Kabi Manzilo'n Se Hata Hua ' Kabi Qafilo'n Se Luta Hua ' Mujhe ek Gali Me Para Hua Kisi Badnaseeb Ka Khat Mila ' ' Kahin Khoon-e-Dil Se Likha Hua ' ' Kahin Ansuo'n Se Mita Hua........!:-* [likh.gzl]

Poet_Faiz Ahmed Faiz TYpEd By *_TaNhA_* = = >Ye Kis Khalish Ne Phir Dil Main Ashiyana Kia_ >Phir Aaj Kis Ne Sukhan Ham Se Gayebana Kia_ >Gam_E_Jahan Ho,Rukh_E_Yaar ko k Dast_E_Uduu_ >Salook Jis Se Kia Ham Ne Aashiqana Kia_ >The Khaak_E_Raah bi Ham Log Qahar_E_Toofan Bi_ >Sahaa To Kia Na Sahaa Aur Kia to kia na kia_ >Khusha k Aaj Har Ik Muddaii K Lab Par Hai_ > wo Raaz Jis Ne Hamain Raand_E_Zamana Kia_ >Wo Hlilagar Jo Wafa juu Bi Hai Jafa kuu Bi_ >Kia Bi 'Faiz' To Kis But Se Dostana Kia_ END*H

Poet_Amjad Aslam Amjad TYpEd By *_TaNhA_* = = >Waqt Bhi Kitna Zalim Hai_ >Etne Bars Ki Dori Or Mahjori K Afson e Safaz Mai Lipta Huwa_ >Ik Shaks Achanak Aan Mila_ >Mai Us Ko K Shashdar Tha_ >Wo Mujh Se Siwa Hiran Mila_ >Ye Waqt Bhi Kitna Zalim Hai_ >Es Hijar Mai Kiya Kiya Roye Thay Ham_ >Es Yad Mai Kiya Kiya Khoye Thay Ham_ >Kuch Der To Dono Chup Se Rahe_ >Phir Us Ne Kaha_ >Tum Kese Ho_ >Or Mai Ne Kaha_ >Bus Acha Hon_ >Phir Us Ne Kaha_ >Ye Etne Dino K Bad Ka Milna Khob Raha_ >Koi Puran Dost Mile To Dil Ko Bhala Sa Lagta Hai_ >Ye Shehar To Bilkul Badl Giya_ >Ab Chalti Hon_ >Phir Mai Ne Kaha_ >Mai Sham Same Har Roz Yaha Par Aata Hon_ >Jab Waqt Mile Tum Aa Jana_ >Es Waqt Mujhe Jaldi Bhi Jaldi Hai_ >b Chalta Hon_ >Ye Waqt Bhi Kitna ZaLiM Hai_ END*H

Poet_Faiz Ahmad Faiz TYpEd By *_TaNhA_* = = >Ishq Minnat Kash_E_Qaraar Nahi_ >Husn Ranjish K Inteha Maloom_ >Hasraton Ka Mere Shumaar Nahi_ >Apni Nazren Bikhre De Saqi_ >Me Be_Andaaza_E_Khumaar Nahi_ >Zer_E_Lab Hai Abi Tabassum_E_Dost_ >Muntashir Jalwa_E_Bahaar Nahi_ >Apni Takmeel Kar Raha Hun Main_ >Warna Tujh Se To mujh Ko Pyar Nahi_ >Charaat_E_Intezaar Kun Kare_ >Tere Nafrat Bi Ustawaar Nahi_ >'Faiz' Zinda Rehen Wo Hain To Sahi_ >Kya Hua Gar Wafa Shu'aar Nahi_ END*H

Poet_Bashir Badr TYpEd By *_TaNhA_* = = >Mujhe Bhulaye Kabhi Yaad Kar Ke Roye Bhi_ >Wo Apne Aap Ko Bikhraye Aur Piroye Bhi_ >Bahut Gubaar Bhara Tha Dilon Mein Donon Key_ >Magr Wo Eik Hi Bistar Pe Raat Soye Bhi_ >Bahut Dinon Se Nahaaye Nahin Hain_ >Kabhi To Raah Barish Hamein Bhigoye Bhi_ >Ye Tumse Kisne Kaha Raat Se Main Darta Hun_ >Zaroor Aye Mere Bazuon Mein Soze Bhi_ >Wo Nojawan To Jawaani Ki Neend Mein Gum Tha_ >Bahut Pukara Jhinjhora Lipat ke Roye Bhi_ >Yaqeen Janiye Ahsaas Tak Na HoGa Hamein_ >Nason Mein Suiyan Koi Agr Chubhoye Bhi_ END*H

Poet_Saghar Siddiqui TYpEd By *_TaNhA_* = = >Pocha Kisi Ne Haal Kisi Ka To Ro Diye_ >Pani Mein Aks Chand Ka Dekha To Ro Diye_ >Naghma Kesi Ne Saaz Pe Chherra To Ro Diye_ >Ghuncha Kesi Ne Shakh Se Torra To Ro Diye_ >Urrta Howa Ghubar Sar-E-Rah Dekh Kar_ >Anjaam Hum Ne Ishq Ka Socha To Ro Diye_ >Badal Faza Mein Aap Ki Tasveer Ban Gaye_ >Saya Koi Khayal Se Guzra To Ro Diye_ >Rang-E-Shafaq Se Aag Shagofon Mein Lag Gai_ >SAGHAR Humare Haat Se Jhalka To Ro Diye_ END*H

Poet_Faiz Ahmad Faiz TYpEd By *_TaNhA_* = = >Ham Parwarish_E_Loh_E_Qalam Kartay Rahian Ge_ >Jo Dil Pe Guzarti Hai'Raqam Kartay Rahian Ge_ >Asbaab_E_Gham_E_Ishq Behem Kartay Rahian Ge_ >Veerani_E_Dauraan Pe Qaram Kartay Rahian Ge_ >Haan Talkhi_E_Ayyam Abhee Aur Barhay Gi_ >Haan Ahl_E_Sitam Mashq_E_Sitam Kartay Rahian Ge_ >Manzoor Ye Talkhi Ye Sitam Ham Ko Gawaara_ >Dam Hai To Madawa_E_Alam Kartay Rahian Ge_ >Mey Khana Salamat Hai To Ham Surkhi Mey Se_ >Tazeen_E_Dar_O_Baam_E_Haram kartay Rehian Ge_ >Baqi Hai Lahu Dil Mein Tou Har Ashq Se Paida_ >Rung_E_Lab_O_Rukhsaar_E_Sanam Kartay Rahian Ge_ >Ik Taraz_E_Taqghaaful Hai So Wo Un Ko Mubark_ >Ik Arz_E_Tamana Hai So Hum Kartay Rahian Ge_ END*H

Poet_Bashir Badr TYpEd By *_TaNhA_* = = >Hai Ajeeb Shahr Ki Zindagi Na Safar Na Qayaam Hai_ >Kahin Karobar Si Dophar Kahin Badmizaj Si Shaam Hai_ >Kahan Ab Duaon Barkatein Wo Naseehatein Wo Hidaytein_ >Ye Zaroraton Ka Khuloos Hai Ye Mataalbon Ka Salaam Hai_ >Yun Hi Roz Milne Ki Aarzo Badi Rahk Rakhao Ki Guftagu_ >Ye Sharaafatein Nahin Be Gahraz Use Aap Se Koi Kam Hai_ >Wo Dilon Mein Aag Laagye Ga Mein Dilon Ki Aag Bujaun Ga_ >Use Apne Kaam Se Kaam Hai Mujhe Apne Kam Se Kam Hai_ >Na Udas Ho Na Malaal Kar Kisi Baat Ka Na Khyal Kar_ >Kahen Saal Baad Mile Hain Ham Tere Naam aaj Ki Shaam Hai_ >Koi Naghma Dhoop Key Gaon Sa Koi Naghma Shaam Ki chhaon Sa_ >Zara In Parindon Se Pochna Ye Kalaam Kis ka Kalaam hai_ END*H

Poet_Saghar Saddiqui TYpEd By *_TaNhA_* = = >Shama jali Parwane Jage_ >Naqsh Ubhre Afsane Jage_ >Gham Jaga Gham Khane Jage_ >Khawabon K Werane Jage_ >Sun K Meri Rudad_E_Muhabbat_ >Apne Aur Begane Jage_ >Basti Basti Shoor Macha Hai_ >Shayad Pher Diwane Jage_ >Saghar Jhalke Kirnain Phooti_ >Wo Dekho May Khane Jage_ END*H

Poet_Bashir Badr TYpEd By *_TaNhA_* = = >Ghazlon ka Hunar Apni Aankhon Ko Sikhayen Ge_ >Royen Ge Bahut Lekin Aansu Nahin Aayen Ge_ >Keh Dend Samandar Se Ham Os Key Moti Hain_ >Darya Ki Tarah Tujh Say Milne Nahin Aayen Ge_ >Wo Dhoop Ka Chappar Hon Ya Chhaon Ki Deewaren_ >Ab Jo Bhi Uthayen Ge Mil Jul K Uthayen Ge_ >Jab Saath Na De Koi Aawaz Hamein Dena_ >Ham Phool Sahi Lekin Patthar Bhi Uthayen Ge_ END*H

Po3t_Bashir Badr TYp3d By *_TaNhA_*56* * * >>>Log Toot Jate Hain Eik Ghar Banane Mein_! _Tum Taras Nahin Khate Bastiyan Jalne Mein_! _Aur Jaam Tootenge Is Sharaab Khaane Mein_! _Musamon K Aane Mein Musamon K Jaany Mein_! _Har Dhadakte Patthar Ko Log Dil Samajhte Hain_! _Umar Beet Jaati Hai Dil Ko Dil Banane Mein_! _Fakhta Ki Majboori Ye Bhi Kah Nahin Sakti_! _Kaun Saanp Rakhta Hai Uske Aashiyane Mein_! _Doosri Koi Lahrki Zindagi Mein Aaye Ge_! _Kitne Der Lagti Hai Usko Bhool Jaane Mein_! END*H

Po3t_Bashir Badr TYp3d By *_TaNhA_*56* * * >>>Kise Khabar Thi Tujhe Is Tarah Sajaaun Ga_! _Zamana Dekhe ga Aur Mein Na Dekh Paaun Ga_! _Hayat_O_Maut Firaaq_O_wisaal Sab Yak jaan_! _Main Eik Raat Mein Kitne Diye Jalaaun Ga_! _Pala Badaa Hun Abhi Tak Inhi Andheron Mein_! _Main Tez Dhoop Se Kaise Nazar Milaaun Ga_! _Mere Mizaj Ki Ye Maadrana Fitrat Hai_! _Sawere Saari Azziyat Main Bhool Jaaun Ga_! _Turn Eik Ped Se Wabasta Ho Magr Main To_! _Hawa K Sath Bahut Door Door Tak Jaaun Ga_! _Mera Ye Ahad Hai Main Aaj Shaam Hone Tak_! _Jahaan Se Rizq Likha Hai Wahin Se Laaun Ga_! END*H

Po3t_Bashir Badr TYp3d By *_TaNhA_*56* * * >>>Gulon Ki Tarh Ham Ne Zindagi Ko Is Qadar Jana_! _Kisi Ki Zulf Mein Ik Raat Sona Aur Bikhar Jana_! _Agar Aise Gaye To Zindagi par Harf Aaye Ga_! _Hawaon Se Lipatna Titliyon Ko Choom Jana_! _Dhunak Key Rakh Diya Tha Baadlon Ko Jin Parindon Ne_! _Unhen Kisne Sikhaaya Apne Saaye Bi Dar Jana_! _Kahaan Tak Ye Diya Beemar Kamray Ki Fiza Badle_! _ Kabhi Tum Eik Mutthhi Dhoop In Taaqon Mein Bhar Jana_! _Isi Mein Aafiyat Hai Ghar Mein Apna Chain Se Baitho_! _Kisi ki Simt Jana Ho To Raste Mein Utar Jana_! END*H

Po3t_Saghar Saddiqui TYp3d By *_TaNhA_*56* * * >>>Dua Nahi To Gila Deta Koi, Meri Wafaon Ka Sila Deta Koi_! _Jab Muqaddar Hi Nahi Tha Apna_! _Deta Bhi To Bhala Kia Deta Koi_! _Hasil-E-Ishq Faqat Dard Hai_! _Aye Kash Pehle Hi Bata Deta Koi_! _Taqdeer Nahi Thi Gar Aasman Choona_! _Khaak Mein Hi Mila Deta Koi_! _Bewafa Bhi Humain Bewafa Keh Gia_! _Is se Ziada Kia Dagha Deta Koi_! _Gumaan Hi Ho Jata Kisi Apne Ka_! _Daman Hi Pakar Kar Hila Deta Koi_! _Arse Se Aatka Hai Hinchkion Pe Dam_! _Acha Hota Jo Bhula Deta Koi_! _Ye To Ro Ro K Kat Gai "Sagar"_! _Kia Hota Agarche Hansa Deta Koi_! END*H

Po3t_Faiz Ahmad Faiz TYp3d By *_TaNhA_*56* * * >>>Ye Kis Khalish Ne Phir Is Dil Mein Aashiyanaa Kia_! _Phir Aaj Kis Ne Sukhan Ham Se Gayebanaa Kia_! _Gam_E_Jahan Ho Rukh_E_Yaar Ho K Dast_E_Uduu_! _Salook Jis Say Kia Ham Ne Aashiqanaa Kia_! _The Khaak_E_Raah Bi Ham Log Qahar_E_Tufaan bi_! _Sahaa To Kia Na Sahaa Aur Kia To Kia Na Kia_! _Khush Aa K Aaj Ik Muddaii K Lab Par Hai_! _Wo Raaz Jis Ne Hamen Raand_E_Zamana Kia_! _Wo Hilaagar Jo Wafajuu Bi Hai jafaa kuu bi_! _Kia Bi "Faiz" To Kis But Se Dostaana Kia_! END*H

Po3t_Parveen Shakir TYp3d By *_TaNhA_*56* * * >>>Khula Hai Aaj Dil_E_Lala_Faam Kis K Liye_! _Wo Ja Chuka Hai To Aai Hai Shaam Kais K Liye_! _Jo Phol Khele Thay Wo Rakh Ho Chuke Hon ge_! _Naseem-E-Subh Ko Ab Azaan_E_Aaam Kais K Liye_! _Wo Gul Ghadar Nahi Ho Ga Ab Chaman Aara_! _Sabba K Hath Salam_O_Payaam Kais K Liye_! _Wo May Gasaar To Aye Bada-E-No Bahaar Gia_! _Sharb-E-Surkh Se Bharti Hai Jaam Kais K Liye_! _Bahut Se Log Thay Mehman Mere Ghar Lekin_! _Wo Janta Tha K Hai Ehtamam Kais K Liye_! END*H

Po3tess_Parveen Shakir TYp3d By *_TaNhA_*56* * * >>>Jashan Sa Aath Pehar Dil Mein Hai_! _Kitni Yaadon Ka Shehr Dil Mein Hai_! _Tujh Se Milne Ki Sar Khushi K Sath_! _Aik Udasi Ki Lehar Dil Mein Hai_! _Hai Azal Se Rukh_E_Falak Nila_! _Kais Qayamat Ka Zehar Dil Mein Hai_! _Dhop Nikli Hoi Hai Baraf K Baad_! _Kon Ye Subh Chehr Dil Mein Hai_! _Khushk Hoti Nahi Kisi Musam_! _Gham Ki Ek Aysi Nehr Dil Mein Hai_! _Haif Hai Aysi Meezbani Par_! _Hasrat_E_Seer_E_Dahar Dil Mein Hai_! END*H

Po3tess_Parveen Shakir TYp3d By *_TaNhA_*56* * * >>>Kia Bat Hai Jis Ka Gham Bahut Hai_! _Kuch Din Se Ye Aankh Nam Bahut Hai_! _Mil Lete Hain Guftago Ki Had Tak_! _Itna Hi Tera Karam Bahut Hai. Ghar Aap Hi Jagmaga Uthe Ga_! _Dehleez Pe Ek Qadam Bahut Hai_! _Mil Jaye Agr Teri Rafaqat_! _Mujh Ko To Yehi Janam Bahut Hai_! _Kia Shab Se Hamein Sawal Karna_! _Hona Tera Subh Dam Bahut Hai_! _Kion Bujhne Lage Charag Mere_! _Ab K To Hawa Bhi Kam Bahut Hai_! _Chup Kion Tujhe Lag Gai Hai Parveen_! _Sunte Thay K Tujh Mein Reham Bahut Hai_! END*H

Po3t_John Eliya TYp3d By *_TaNhA_*56* * * >>>Azaab_E_Hijjer Barrha Lon Agr Ijjazat Ho_! _Ek Or Zakham Men Kha Lon Agr Ijjazat Ho_! _Tumhare Aarz_O_Lab ki Judai K Din Hen_! _Men Jaam Moh Sy Laga LOn Agr Ijjazat Ho_! _Tumhara Husan Tumhare Khayal Ka Chyhera_! _Shbahaton Men Choppa Lon Agr Ijjazat Ho_! _Tumhen Sy Hai Mere Har Khuwab_E_Shoq Ka Reshta_! _Ek Or Khuwab Kama Lon Agr Ijjazat Ho_! _Thaka Diya Hai Tumahare Firaq Ne Muj Ko_! _Kahen men Khud Ko Gira Lon Agr Ijjazat Ho_! _Braye Naam Banaam_E_Shab_ E_Vasal Yahan_! _Shab_E_Firaq Mana Lon Agr Ijjazat Ho_! END*H

Po3t_Meer Taqi Meer TYp3d By *_TaNhA_*56* * * >>>Gham Usko Sari Raat Sunaya To Kya Hua_! _Ya Roz Uthky Sar Ko Phiraya To Kya Hua_! _Me Sahayd_natwaan B Tujhy Kya Kron Ga Yaad_! _Zalim Ak Or Teer Lagaya To Kya Hua_! _Kya Kya Duaye'n Mangi Hain Khalwat Me Shaikh Yuun_! _Zaahir Jahan Sy Haath Uthaya To Kya Hua_! _Jeety To "MEER" Un Ny Mujy Dagh Hi Rakha_! _Pir Gor Pr Chiraagh Jalaya To Kya Hua_! END*H

Po3t_Aqa Hashir TYp3d By *_TaNhA_*56* * * >>>Tum Aur Fareb Khao Bayan_E_Raqib Se_! _Tum Se To Kam Gila Hai Ziyada Naseeb Se_! _Goya Tumhari Yaad Hi Mera Ilaj Hai_! _Hota Hai Pahron Zikr Tumhara Tabib Se_! _Barbad_E_Dil Ka Ahkhri Saramaya Thi Umeed_! _Wo Bi To Tum Ne Chhin Lia Mujh Garib Se_! _Dhundla Chali Nigah Dam_E_Wapasi Hai Ab_! _Aa Pas Aa K Dehk Luun Tujh Ko Qarib Se_! END*H

Po3t_Noshi Gilani TYp3d By *_TaNhA_*56* * * >>>Meri Aankhon Ko Soojhta Hi Nahi_! _Ye Muqaddar Mein Raasta Hi Nahi_! _Wo Bharay Sheher Mein Kisi Se Bhi_! _Mere Baaray Mein Poochta Hi Nahi_! _Phir Wohi Shaam Hai Wohi Ham Hain_! _Haan Magr Dil Mein Honsla Hi Nahi_! _Ham Chalay Os Ki Bazm Se Uth Kar_! _Aur Wo Hai K Rokta Hi Nahi_! _Dil Jo Ek Dost Tha Magr Wo Bhi_! _Chup Ka Pathar Hai Bolta Hi Nahi_! _Mein To Os Ki Talash Mein Guum Hun_! _Wo Kbhi Mujh Ko Dhondta Hi Nahi_! END*H

Po3t_Qateel Shifai TYp3d By *_TaNhA_*56* * * >>> Hijar ki Pehli Shaam K Saaye Door Ufaq Tak Chaaye Thay_! _Ham Jab Os K Sehar Se Nlklay Sab Raastay Sath Laye Thay_! _Janay Wo Kia Soch Raha Tha Apne Dil Mein Saari Raat_! _Pyar Ki Baatain Kartay Kartay Os K Nain Bhar Aaye Thay_! _Mere Andar Chali Thi Aandhi Theek Osi Din Pat Jhar Ki_! _Jis Din Apne Jorray Mein Os Ne Kuch Phool Sajaye Thay_! _Os Ne Kitnay Pyar Se Apna Kufar Dia Nazraany Mein_! _Ham Apne Emaam Ka Sodaa Jis Se Karnay Aaye Thay_! _Kaisay Jati Mere Badan Se Beetay Lamhon Ki Khushbu_! _Khwabon Ki Is Basti Mein Kuch Phool Mere Hamsaaye Thay_! _Kaisa Pyara Manzar Tha Jab Dekh K Apne Saathi Ko_! _Pairr Pe Bethi Ek Chirrya Ne Apne Per Phailaaye Thay_! _Rukhsat K Din Bheegi Aankhon Os Ka Wo Kehna Haye 'QATEEL'_! _Tum Ko Lout Hi Jana Tha Tou Is Nagari Mein Kun Aaye Thay_! END*H

Po3t_Munir Niazi TYp3d By *_TaNhA_*56* * * >>>Kisi Ko Apny Amal Ka Hisaab Kia Detay_! _Sawaal Saaray Ghalat Thy Jawab Kia Detay_! _Kharab Sadyon Ki Be_Khwabiyan Theen Aankhon Mein_! _Ab In Be_Aant Khala'on Main Khwaab Kia Detay_! _Hawa Ki Tarha Musafir Thy Dilbron K Dil_! _Unhain Bus Aik Ka Azaab Kia Detay_! _Sharaab Dil Ki Talab Thi Sharaa K Pehray Main_! _Hun Inti Tangi Main Us Ko Sharaab Kia Detay_! _'MUNIR' Dasht Shuroo Se Saraab Aasa Tha_! _Os Aainay Ko Tamana Bi Aab Kia Detay_! END*H

Po3t_Prof'Iqbal Azeem TYp3d By *_TaNhA_*56* * * >>>Kuch Esay Zahkam Bi Ham Dil Pe Kaye Behtaey Hain_! _Jo Cahra Sazon Ki Zaad Say Bachay Behtaey Hain_! _Na Jany Kon Sa Aansu Kise Say Kia Keh Day_! _Ham Es Khayal Say Nazar Juhkay Behtaey Hain_! _Na Khof Bad_E_Mhukalif Na Entizar_E_Sehar_! _Ham Ak Gohsay Mein Khud Ko Chupaey Behtay Hain_! _Hamray Dil Mein Hain Mehfooz Chand Taj Mehal_! _Jinein Ham Apna Muqaadar Banaey Behtay Hain_! _Zamana Dikha Hai Ham Ne Hamri Qadar Karo_! _Ham Apni Aankhon Mein Dunya Bahsaey Behtay Hain_! _Ham Apni Zaat Say Ik Hehaad Hain Magr 'IQBAL'_! _Ham Apny Aap Ko Qaasddan Bulaey Behtay Hain_! END*H

Po3t_Noshi Gilani TYp3d By *_TaNhA_*56* * * >>>Khouf Ki Shab Mein Hont Seenay Se_! _Marna Behtar Hai Aisay Jeenay Se_! _Kuch To Qaayim Rahay Anaa Ka Bharam_! _Dekhna Hai Ose Qareenay se_! _Yun Tamasha To Osko Hona Tha_! _Jo Ghiri Aarzoo Ke Zeenay se_! _Kuch Hawaaon Ka Aitbaar Nahi_! _Warna Kia Khof Os Sefeenay Se_! _Dil Ka Ab Talkhion Se Naata Hai_! _Lutf Laita Hai Zehar Peenay Se_! END*H

Poet_Qateel Shifai TYpE By *_TaNhA_* = = >Tere Mehndi Lage Hathon Pe Mera Nam Likha Hai_ >Zra Se Lafz Main Kitna Paigam Likha Hai_ >Ye Teri Shan K Khayaan Nahin Lekn Majbouri_ >Teri Masti Bhari Ankhon Ko Main Ne Jam Likha Hai_ >Main Shayar Hun Magr Agay Na Barh Paya Riwayat Se_ >Labon Ko Pankhrri Zulfon Ko Main Ne Sham Likha Hai_ >Mujhe Mout Aye Ge Jab Bi Tere Pehlu Me Aye Ge_ >Tere Gham Ne Bohat Acha Mera Anjam Likha Hai_ >Mere Qismat Main Ek Din Griftar_E_Wafa Hona_ >Meray Cheray Pe Tere Pyar Ka Ilzam Likha Hai_ >Qateel Ek Khubsurat Boht Hai Jis Ka Main Pojari Hn_ >Mere Mazhab K Khaney Main Magr Islam Likha Hai_ END*H

TYpE By*_TaNhA_*>Ab Ye Bhi Nahi Yad kea Naam Tha Uska~/>Jis Shaks Ko Manga Tha manajaat Ki Manid~/>Kis Darja Muqaddas Hai Tery qurb ki khwahish~/>Masoom Se Bache Ke Khayalat Ki Manind~/>us shaks se milna mera Mumkin Hi Nai Tha~/>Main Piyaas Ka Kehra Hun Wo Barsat Ki Manind~/>Mohsin Usey Samjhao Ke Ab Reham Kary Wo~/>Dukh Bant'ta Phirta Hai Woh Soghaat Ki Manind~/END*HPoet_Mohsin naqvi

Poet_Nasir Kazmi TYpE By *_TaNhA_* = = >Karta Usay Be'qaraar Kuch Dair_/ >Hota Agr Ikhtiyar Kuch Dair_/ >Kya Royen Faraib_e_Asaman ko_/ >Apna Nahe Aitbar kuch Dair_/ >Aankhon Men Kati Pahaar Si Raat_/ >So Ja Dil_E_Be Qaraar Kuch Dair_/ >Ay Sharhe_E_Tarab Ko Jany Walo_/ >Karna Mera Intezar Kuch dair_/ >Be Kaifi Roz_O_Shab Musalsal_/ >Sar Masti_E_Intezaar Kuch dair_/ >Takleef_E_Gam_E_Firaap Daaim_/ >Tarqeeb_E_Visaal_E_Yaar kuch dair_/ >Ye Ghuncha_O_Gul Hain Sab Musafir_/ >Hai Qaafila_E_Bahaar kuch Dair_/ >Dunya To Sada Rahe Gi 'Nasir_/ >Hum Log Hain Yaadgaar Kuch Dair_/ END*H

Poet_Sagar Siddiqui TYpE By *_TaNhA_* = = >Teri Nazar Ka Rang Bahnon Ne Le Lia_/ >Afsurdgi Ka Roop Taraano'n Ne Le Lia_/ >Jin Ko Bhare Bahaar Mein Ghunchay Na Keh Sake_/ >Woh Waaqeyaa Bi Mere Fasaanon Ne Le Lia_/ >Shayad Milay Ga Qaryaa Mehtaab Mein Sakoon_/ >Ehl_E_Fard Ko Aese Gumaano'n Ne Le Lia_/ >Yazwaa'n Se Bacha Raha Tha Jalalat Ka Ek Lafz_/ >Us Ko Haram Ke Shokh Beyaano'n Ne Le Lia_/ >Tere Adaa se Ho No Saka Jis Ka Faisla_/ >Woh Zindagi Ka Raaz Fashaano'n Ne Le Lia_/ >Afsaana Hayaat Ki Takmeel Ho Ga'e_/ >Apno'n Ne Le Lia K Begaano'n Ne Le Lia_/ >Bholi Nahe Woh Qos_E_Qazaah Ki Si Surtain_/ >Sagar Tumhain To Mast Dheyaano'n Ne Le Lia_/ END*H

Poet_Unkown TYpE By *_TaNhA_* = = >Hajiyo Aao Shahishah Ka Rooza Dekho_ >Ka'bah To Dekh Chuke Ka'be Ka Ka'bah Dekho_ >Rukne Shami Si Milti Wehshate Shaame Ghurbat_ >Ab Mandiny Ko Chalo Subhe Dil Ara Dekho_ >Abay Zam_Zam To Khoob Bujhae Piyasein_ >Aao Jo Day Shahay Kohsar Ka Bi Darya Dekho_ >Zair_E_Meezaab Khoob Meelay Karam Ke Cheenty_ >Abre Rehmat Ka Yahaan Zor_E_Barasna Dekho_ END*H