Posts

Showing posts with the label Poet Waqas Mehmood Hashmi

Mein Tanha Akela Phirta Raha Tere Shahar Mein.

Mein Tanha TaYpEd By  TLASH25 Mein Tanha Akela Phirta Raha Tere Shahar Mein. = Qadam Larkharate Rahe Chalta Raha Tere Shahar Mein. = Teri Talash Mein Bhatakta Raha Galiyon Mein Ban K Aawara. = Pata Tera Har Kisi Se Pochta Raha Tere Shahar Mein. = Ajab Maseeha Hai Tu K Tujh Ko Khabar Tak Na Huwi. = Ek Mareez Tera Dard Se Tarapta Raha Tere Shahar Mein. = Hazaron Rishte Hazaron Manzilein Thi Mere Samne. = Kon Sa Rasta Kon Si Manzil Meri. = Sochta Raha Tere Shahar Mein. = Kisi Ne Sahara De Ke Bachaya, Kisi Ne Nanzil Se Bhatkaya. = Tamasha Bani Zat Meri Aur. = Mein Tamasha Dekhta Raha Tere Shahar Mein. = Kabhi Kanton Pe Chalaya Gaya kabhi De K Hansi Rulaya Gaya. = Tere Milne Ki Aas Mein Waqas. = Ghum Sahta Raha Tere Shahar Mein...! = Poet By Waqas Mehmood Hashmi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Sham Se Pahle Ek Diya Jalana Chahta Hon.

Sham Se Pahle TaYpEd By   TLASH25 Sham Se Pahle Ek Diya Jalana Chahta Hon. = Mein Aaj Apni Muhbat Ko Azmana Chahta Hon. = Ye Anaa Parast Log Hain Andar Se Toote Huwe. = Mein Ye Bat Dunya Walon Ko Batana Chahta Hon. = Teri Zat Ki Mehromiyan. = Tere Man Ki Ye Udasiyan. = Mujhe Moka To De Mein Inhein Mitana Chahta Hon. = Tere Hath Mein Mere Rahbar Tere Naqsh E Paa Meri Manzil K. = Tujhe Mein Chilchilati Dhoop Mein Anchal Banana Chahta Hon. = Cheen Lo sahare Mujh Se Apne Raraaye Sare Mujh Se. = Bas Do Hosla Mujhe Mein Khud Ko Manwana Chahta Hon. = Poocha Jo Yaron Ne Muskurahat Ka Sabab To Kahne Laga Waqas. = Mein Hansi K Parde Mein Dard Apna Chupana Chahta Hon...! = Poet By Waqas Mehmood Hashmi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Buhat Koshish Ki Magar Fasila Mita Na Saka.

Buhat Koshish Ki TaYpEd By  TLASH25 Buhat Koshish Ki Magar Fasila Mita Na Saka. = Mein Lamha Bhar K Liye Bhi Us Ko Apna Na Saka. = Yon To Zindagi K Safar Mein Kayi Humsafar Mile Hum Ko. = Lekin Us Ki Tarah Dil Mein Koi Ghar Bana Na Saka. = Lagta Tha Dar Mujhe Tanhai Se Buhat. = Shayad Isi Liye Dosto Ko Aazma Na Saka. = Is Se Barh Kar Aur Kiya Ho Meri Muhbat Ka Saboot. = Jis Ne Ghar Jalaya Mera Us K Khat Tak Jala Na Saka. = Barson Mein Ne Ki Thi Jis K Qurb Ki Khuwahish Waqas. = Aaj Wo Mera Muntazir Tha Magar. = Mein Qadam Barha Na Saka....! = Poet By Waqas Mehmood Hashmi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Har Saal Ki Tarah Barafbaari Ka Mosam

Har Saal Ki Tarah TaYpEd By  TLASH25 Har Saal Ki Tarah Barafbaari Ka Mosam. = Is Saal Bhi Aaye Tha. = Faraq Sirf Itna Tha. = K Pichle Baras Hum DonoHar Saal Ki Tarah TaYpEd By TLASH25 Har Saal Ki Tarah Barafbaari Ka Mosam. = Is Saal Bhi Aaye Tha. = Faraq Sirf Itna Tha. = K Pichle Baras Hum Dono Sath They. = Magar Aaj = Aaj Bhi Mein Tanha Nahin Hon. = Guzre Huwe Kal Ki Sari Yadein Mere Sath Hain. = Magar Yadein. = Tere Aaghosh Ki Garmi Ka Nemul- Sath They. = Magar Aaj = Aaj Bhi Mein Tanha Nahin Hon. = Guzre Huwe Kal Ki Sari Yadein Mere Sath Hain. = Magar Yadein. = Tere Aaghosh Ki Garmi Ka Nemul-Badal To Nahin...! = Poet By Waqas Mehmood Hashmi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Band Aankh Se Sapne Bunte Bunte Umar Guzar Gayi Apni.

Band Aankh Se TaYpEd By  TLASH25 Band Aankh Se Sapne Bunte Bunte Umar Guzar Gayi Apni. = Toote Dil K Raize Chunte Chunte Umar Guzar Gayi Apni. = Wo Hum Se Bichar Kar Kaise Jeeta Ho Ga. = Bas Yahi Sochte Sochte Umar Guzar Gayi Apni. = Us Ki Talash Mein Nikle Apna Pata Bhool Gaye. = Phir Khud Ko Khojte Khojte Umar Guzar Gayi Apni. = Shama Ban To Gaye Roshni Ki Khatir. = Magar Phir Jalte Jalte Umar Guzar Gayi Apni. = Us Ne Anaa Ki Deewar Tor Kar Pukara To Sahi. = Lekin Rukte Rukte Umar Guzar Gayi Apni. = Ab Ye Zindagi Usi Ki Amaanat Hai Waqas. = Jis Ki Raah Takte Takte Umar Guzar Gayi Apni...! = Poet By Waqas Mehmood Hashmi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001