Posts

Showing posts from March 22, 2014

*---...___HaMd___...---*

Image
*---...___HaMd___...---* . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Tera Hi Saya Hun Mujh Par Azal Say Taa Ba Abad . Mere Labo Pay Hai Mola Sawal Shafkat Ka . Najane Q Ye Gaa'roho Main Butt Gai Ya Rab . Teri Nazar Pay To Roshan Hai Haal Ummat Ka . Ye Tera Raham Hai Mujh Par K Maharban Tu Hai . Jo Karta Adal To Main Mustahiq Tha Nafrat Ka . Gunahgar Hun Tasleem Hai Mujhe Mola . Khata Say Barh K Samandar Hai Teri Rahmat Ka . Tere Siwa Main Ki Or Ko Na Pojo Ga . Khumar Chaya Hai Mujh Par Teri Ata'aat Ka . Mujhe Tareek Aata Kar Day Naat Goi Ka . Ho Jis Main Rang Numa Khalos O Ulfat Ka........* . End . Book Tumhara Maan Rah Jaye . Poet Asif Shahzad

Jesa Muthi Mein

Jese Ho Gulaab  TaYpEd By  TLASH25 Jesa Muthi Mein Dekh Laaya Hon Khuwab Muthi Mein Ek Adhora Sawal Honton Par Ek Mukamal Jawab Muthi Mein. Uski Khatir Sanbhal Rakha Hai Dil Khana-E-Kharab Muthi Mein Rooh Tak Dard Ki Chabhan Aayi Chekh Utha Gulaab Muthi Mein. Tergi Phelte Hi Mene Bi Bhar Liya Mehtab Muthi Mein Dasht Walo Ki Pyas Bujh Jaye Le Ke Jao Chunab Muthi Mein. Taq Ka Wo Diya To Bujh Bi Chuka Kis Liye Hai Kitab Muthi Mein Tera Chehra Nahi Mera Dil Hai Kese Aaye Janab Muthi Mein, Mein Sitare Talash Karta Tha Aa Gaya Aftab Muthi Mein...! Poet By Yasir Aftab Yasir eND.

Sachai Ke Munh Par Tamanch Sehna Parta Hai

Sachai Ke Munh  TaYpEd By TLASH25 Sachai Ke Munh Par Tamanch Sehna Parta Hai Sach Bol Kar Bi Jhel Jana Parta Hai Zamane Ke Zaleel Logo Se Pal Pal Daaman Bachana Parta Hai. Sharaafat Raas Nahin Is Jahan Ko Kabi Kabi Wahshi Roop Bi Apnana Parta Hai Har Waqt Khushiyan Kab Achi Lagti Hein Kabi Kabi Gham Ke Ghere Mein Bi Aana Parta Hai. Jin Ko Shaor-E-Munsafi Hi Na Ho Unko Bi Masnad-E-Munsaf Pe Bithana Parta Hai Kab Kisko Haasil Urooj Hi Raha Yaro Bila Akhir Sooraj Bi Doob Jana Parta Hai. Kabi Jo Nend Na Aaye Raaton Mein To Dil Ki Jhoti Tasaliyon Se Behlana Parta Hai Haasil Jo Karna Chaho Parwaz-E-Shahen Aftab To Phir Matha Zamin Par Lagana Parta Hai...! Poet By Yasir Aftab Yasir eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Rishty Bikhar Rahy Hain Har Aan Kaisy Kaisy,

Image
Rishty Bikhar Rahy Hain Har Aan Kaisy Kaisy, Dekho Badal Rahy Hain Insaan Kaisay Kaisay...> "+,, "+,, Gulshan Ko Ab Khizaan Ki Kaisay Nazar Lagi Hai, Khaali Parry Hain Harsoo Guldaan Kaisay Kaisay...> "+,, "+,, Auqaat Meri Kia Hai Uss Mah-E-Jabeen K Aagy, Dil Jaan Kar Gaey Hain Qurban Kaisay Kaisay...> "+,, "+,, Taabeer Ki Tamana Ek Khouwab Hi Rahy Gi, Tooty Hain Dil K Kitny Armaan Kaisay Kaisay...> "+,, "+,, Ikhlaas Ki Tamanaa Say Baaz Ab To Aaja, Jhely Hain -Mir- Tum Nay NuQsan Kaisay Kaisay....> "+,,+" "+,,+" Type_By,,,,,,,,,,-* Qais__e__Laila "+,,+" PoEt: MEER_HASSAN "+,,+" "+,,+"

Ay Khuda Kaisa Ajeeb Dour Aaya Hai

Ay Khuda Kaisa  TaYpEd By TLASH25 Ay Khuda Kaisa Ajeeb Dour Aaya Hai Koi Kisi Ki Yad Mein Ro Kar Bi Muskraya Hai. Jab Bi Jhanka Yad Ke Jharonko Se Chand Sa Mehbob Ka Bhehra Hi Nazar Aaya Hai. Mujhe Maloom Hai Ke Nahi Hon Mein Yad Ke Qabil Par Itna To Bataye Ke Aaj Apki Ankhon Mein Pani kyun Aaya Hai. Bhula Bethe Kis Darja_E-Na Laiq Thay Ham Bi Bhala Koi Kisi Ko Rula Kar Bi Muskura Paya Hai. Dekha Hai Kai Baar Ye Manzar Bi In Ankhon Ne Aftaab Jo Hansti Rahe Din Bhar Un Ankhon Mein Rat Ko Selaab Aaya Hai....! Poet By Yasir Aftab Yasir eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Meri Hasrat Ke Janaze Ko Uthane Wale

Image
Meri Hasrat Ke TaYpEd By TLASH25 Meri Hasrat Ke Janaze Ko Uthane Wale Kitne Be-Dard Hain Ye Log Zamane Wale. Koi Apna Nahi Matlab Ki Hai Dunya Sari Ab kahan Milte Hein Wo Dost Purane Wale Mein Dua.Go Hon Sada Neenden Hon Mubarik Tujh Ko Hijar Ka Dard Mujhe De Ke Jagane Wale. Bas Yahi Soch Ke Har Baar Manata Hon Usay Lot Ke Aate Nahi Rooth Ke Jane Wale Un Ke Seenon Mein kabhi Jhank Ke Dekho Mohsin Kitne Afsurda Hein Auron Ko Hansane Wale..! Poet By Mohsin Naqvi eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Na Tha Kuch To Khuda Tha Kuch Hota

Image
Na Tha Kuch To  TaYpEd By  TLASH25 Na Tha Kuch To Khuda Tha Kuch Hota To Khuda Hota Na Tha Kuch To Khuda Tha Kuch Hota To Khuda Hota. Duboya Mujhko Honi Ne Na Hota Mein To Kiya Hota Huwa Jab Gham Se Yun Behis To Gham Kiya Sar Ke Katne Ka Na Hota Gar Juda Tan Se To Zano Par Dhara Hota. Huwi Muddat Ke Ghalib Mar Gaya Par Yad Aata Hai Wo Har Bat Pe Kahna Ke Yun Hota To Kiya Hota....! Poet By Mirza Galib eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Bura Na Maan Agar Tujh Ko Pyar Karti Hon

Image
Bura Na Maan  TaYpEd By TLASH25 Bura Na Maan Agar Tujh Ko Pyar Karti Hon Bura Na Maan Agar Tujh Ko Pyar Karti Hon Gunaah Kon Sa Aisa Mein Yaar Karti Hon. Meri Khataon Mein Meri Samajh Ka Nahi Koi Dakhal Mein Jo Bi Karti Hon Be Ikhtiyar Krti Hon. Tu Kitne Pyar Ke Qabil Hai Kiya Khabar Mujh Ko Ke Mein To Jitna Bi Mumkin Hai Pyar Krti Hon. Wo Ghair Ho Ya Saajan Koi Bi Ho Magar Us Se Mein Tera Tazkira Dewana Waar Karti Hon. Khuda Ki Dunya Se Itni Muhbat Nahi Hai Shayad Khuda Ke Ek Bande Ko Mein Jitna Pyar Karti Hon...! Poet By  Parveen Shakir. eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Tumhare Qafile Ka Har Ghari Manzar Badalta Hai

Agar Malik Ke Dar Se Janwar  TaYpEd By  TLASH25  Tumhare Qafile Ka Har Ghari Manzar Badalta Hai Kabi Rehzan Bdalta Hai Kabi Rehbar Badalta Hai. Libaas_E_Fakhira Ki Aarzu To Sab Ko Hai Lekin Kahan Malboos Ke Andar Koi Pekar Bdalta Hai Tum Ek Insaan Ke Badle Huwa Tewar Pe Heraan Ho. Ye Wo Mosam Hai Ke Panchi Bi Apne Par Badalta Hai Chatanon Se Usay Mene Muhbat Se Tarasha Hai Bas Ab Ye Dekhna Hai Rang Kab Pathar Bdalta Hai. Usay To Shok Hai Har Dil Mein Yun Ja Kar Thehe Ka Wo Kuch Hi Roz Mein Ukta Ke Apna Ghar Bdalta Hai. Agar Malik Ke Dar Se Janwar Jata Nahin Ahmad To Ye Insan Kesa Hai Jo Itne Dar Badalta Hai...! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Aakhir Tumhen Aana Hai Zara Der Lage Gi,

Aakhir Tumhen TaYpEd By TLASH25 Aakhir Tumhen Aana Hai Zara Der Lage Gi, Aakhir Tumhen Aana Hai Zara Der Lage Gi Barish ka Bahana Hai Zara Der Lage Gi. Aakhir Tumhen Aana Hai Zara Der Lage Gi. Tum Hote Jo Dushman To Koi Bat Hi Kiya Thi Tum Hote Jo Dushman To Koi Bat Hi Kiya Thi. Apnon Ko Apnon Ko Manana Hai Zara Der Lage Gi Hamdard Muhbat Ka Mita Sakte Hain Lekin Hamdard Muhbat Ka Mita Sakte Hain lekin. Ye Rog Ye Rog Purana Hai Zara Der Lage Gi Ye Rog Purana Hai Zara Der Lage Gi. Ye Bat Nahi Wo Ke Mein Aate Hi Suna Don, Ye Bat Nahi Wo Ke Mein Aate Hi Suna Don. Seene Se Haaye Seene Se Lagana Hai Zara Der Lage Gi, Seene Se Lagana Hai Zara Der Lage Gi. Barish Ka Bahana Hai Zara Der Lage Gi, Aakhir Tumhen Aana Hai Zara Der Lage Gi, Ho Zara Der Lage Gi Ho Zara Der lage Gi, Zara Der Lage Gi, Zara Der Lage Gi....! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Wo Rat Dard Aur Sitam Ki Rat Hogi

Image
Wo Rat Dard Aur  TaYpEd By  TLASH25 Wo Rat Dard Aur Sitam Ki Rat Hogi Jis Rat Ruksat Unki Barat Hogi. Uth Jate Hain Ye Soch Kar Nend Se Ke Kisi Gair Ki Bahon Mein Meri Jan Hogi. Hosh Nahi Tha Mujhe Uski Shadi Ki Rat Mene Kabi Ye Na Socha Tha Ke Meri Zindagi Nelam Hogi. Meri Jan Ab Zinda Hon Teri Khatir Kal Shehr Mein Tere Kafan Mein Lipti Meri Lash Hogi. Tum Dekh Kar Khoon Ke Ansu Rogi Yun Khoon Se Bhari Meri Lash Hogi. Qayamat Hi Qayamat Hogi Tere Shehr Mein Annu Ke Har Gali Har Ghar Mein Likhi Meri Dukh Bhari Dastan Hogi. Wo Rat Dard Aur Sitam Ki Rat Hogi Wo Rat Dard Aur Sitam Ki Rat Hogi....! eND. Follow Tlash25 Send To 8001
Image
Sitam Mere Dil  TaYpEd By TLASH25 Sitam Mere Dil Pe Wo Yun Dhata Raha Rat Bhar Bewafa Yad Aata Raha. Na Huwa Ehsas Usay Kisi Ki Tarap Ka Yahan Mein Sehra Mein Tanha Hi Chilata Raha, Chahta Tha Jise Mein Khud Se Bi Ziyada Wo Mujhe Dard De De Kar Aazmata Raha. Likhta Raha Jise Apne Jigar Ke khoon Se Khat Pata Chala Wo To Bina Parhe Hi Jalata Raha Wasi. Jab Us Ke Lout Aane Ki Koi Umeed Nahi Baqi Tu Kyun Rat Bhar Khud Ko Behlata Raha....! Poet By Wasi Shah eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Ham Dasht Ke Baasi Hein Ay Shehar Ke Logon

Ham Dasht Ke TaYpEd By TLASH25 Ham Dasht Ke Baasi Hein Ay Shehar Ke Logon Ye Rooh Pyaasi Hamein Wirse Mein Mili Hai. Dukh Dard Se Sadiyon Ka Taluk Hai Hamara Ankhon Ki Udaasi Hamein Wirse Mmdin Mili Hai. Jan Dena Rewayat Hai Qabeele Ki Hamari Ye Surkh Libaasi Hamein Wirse Mein Mili Hai. Jo Bat Bi Kehte Hein Utar Jaati Hai Dil Mein Taseer Juda Si Hamein Wirse Mein Mili Hai. Jo Haath Bi Thaama Hai Sada Saath Raha Hai Ehbaab Shanasi Hamein Wirse Mein Mili Hai....! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Mujhe Ab Nend Ki Talash Nahi Ab Raton Ko Jagna Acha Lagta Hai

Mujhe Ab Nend Ki  TaYpEd By TLASH25 Mujhe Ab Nend Ki Talash Nahi Ab Raton Ko Jagna Acha Lagta Hai. Mujhe Nahi Maloom Ke Wo Meri Hai Ya Nahi Magar Khuda Se Usay Mangna Acha lagta Hai. Jane Mujhe Haq Hai Ya Nahi Par Us Ki Parwah Karna Acha Lagta Hai. Usay Pyar Karna Sahi Hai Ya Nahi Par Is Ehsaas Ko Jeena Acha Lagta Hai. Kabhi Hm Sath Hon Ge Ya Nahi Par Ye Khuwab Dekhna Acha lagta Hai. Wo Meri Hai Ya Nahi Par Usay Apna Kehna Acha Lagta Hai. Dil Ko Samjhaya Buhat Par Manta Hi Nahi Shayad Ise Bi Us Ke Liye Dharkna Acha Lagta Hai...! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Thi Kisi Daor Mein Purzor JaVaani Apni,

Image
Thi Kisi Daor Mein Purzor JaVaani Apni, Aik Duniyaa Thi Kabhi Dil Say Divaani Apni..> "+,, Haye Kis Mun Say Sunaye Ga Kahani Apni, Kar K Barbaad Jo Bethaa Hai JaVaani Apni..> "+,, Mujh Ko Halaat Chhupane Bhi Nahin Aaty Hain, To Mujhy Chorr Gayaa Day Ke Nishaani Apni..> "+,, Gham-E-Duniyaa Say Parra Wastaa Be-Had Teraaa, Tou Nay Zidd Mein Jo Kabhi Baat Na Maani Apni..> "+,, Kache Dhagy Say Bandha Rishtaa Nahin Hai Koi, Dosti Soche To Barsoon Hai Puraani Apni..> "+,, Kisi Ko Gharqaab Kary Kisi Ko Kinaraa Bakhshe, Yaad Rakhty Hain Samandar To RaVaani Apni..> "+,, Be-Wafaa Meri Zuban Kaaat Chuka Hai Shayar Dastaan Kaisay Sunaon Gaa Zupaani Apni..> "+,,+" "+,,+" Type_By,,,,,,,,-> Qais__e__Laila "+,,+" PoEt: Shayar Ali Shayar "+,,+"+,,+"+,,+"

Gham-E-Ranj-o-Karb-o-Piyaass Ka Sehraaaa Hai Zindagi,

Image
Gham-E-Ranj-o-Karb-o-Piyaass Ka Sehraaaa Hai Zindagi, Harsoon Hujom-E-Yaas Ka Sehraa Hai Zindagi..> "+,, Ek Pal Khushi Ka Raaass Na Aayaa Kabhi Humhen, Hazn-o-Malaal-o-Aass Ka Sehraa Hai Zindagi..> "+,, Jab Maot Ikhtataam Hai Jeevan K Khel Ka, Socho To Ek Qiyaas Ka Sehraa Hai Zindagi..> "+,, Kandhu Py Apna Bojjh Uthaatay Hain Naatwaan, Gham Zad-o-Gham Shunass Ka Seharaa Hai Zindagi..> "+,, Bunyaad Par Imaarten Banti Hain Har Jagah, Dukh Dard Ki Asaas Ka Sehraa Hai Zindagi........-> "+,,+" "+,,+" Type_By,,,,,,,,,-* Qais__e__Laila "+,,+" PoEt: Shayar Ali Shayar Book Wo Chand Jaisaa Shakhs..> "+,,+"+,,+"+,,+"

Mein Jeet Kar Haara Wo Haar Kar Bi Geet Gaya

Mein Geet Kar  TaYpEd By TLASH25 Mein Jeet Kar Haara Wo Haar Kar Bi Geet Gaya Wo Mere Dil Aur Dimaag Par Chha Gaya. Mujhe Naaz Tha Buhat Khud Par Wo Mere Guroor Ko Khak Mein Mila Gaya Marte Rahe Husn Wale Aaj Tak Mujh Par Wo Mujhe Apna Deewan Bana Gaya. Muhbat Karna Mujhe Kaha Aata Tha Wo Mujhe Muhbat Karna Sikha Gaya, Zinda Rehne Ki Kab Talab Thi Baaqi Wo Zinda Rehna Sikha Gaya. Mein Andheron Mein Bhatakta Raha Wo Meri Zindagi Mein Shama Jala Gaya Dukhon Bhari Dastaan Thi Meri Wo Meri Jholi Mein Khushiyan Daal Gaya. Meri Har Ghazal Us Ke Naam Hai Wo Mujhe Aur Mere Kalaam Ko Nayi Zubaan Sikha Gaya...! By Nafees Khan. eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Aaj Uski Yad Ne Humein Tarpaya Buhat

Aaj Uski Yad Ne TaYpEd By  TLASH25  Aaj Uski Yad Ne Humein Tarpaya Buhat Aaj Na Chahte Huwe Bi Wo Yad Aaya Buhat. Uske Bad To Jese Wehshaton Se Dosti Ho Gayi Phir Kyun Aaj Tanhaiyon Ne Daraya Buht Wo Mera Tha Mera Hai Mera Rahega, Ham Ne Aise Khiyaalon Se Khud Ko Behlaya Buhat. Shama Ke Jalne Par Ham Afsos Kare Kyun Ham Ne Bi Manind Shama Khud Ko Jalaya Bahut. Ham Ne Jis Kisi Ko Bi Hamdard Samjha "Saima" Wo Hamaare Dukh Pe Naa Jane Kyun Muskuraya Bahut...! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Chaahat Bhary Fsanay Ka Anjam Dekhnaa,

Image
Chaahat Bhary Fsanay Ka Anjam Dekhnaa, Duniyaa Hai Kia Wafaa Ka VO Inam Dekhnaa..> "+,, VO Laot Kar Na Aaye Gaa Hum Intzar Mein, Karty Hain Kia Tamasha Sar-E-Sham DekhnAa..> "+,, Saaqi Nay Jaan Bojh K Zayaa Jo Ki Sharaab, Bhayaa Na Tashnagi Say Meraa Jaam Dekhnaa..> "+,, Pahly Dilao Yaad Wohi Piyaar Ka Khumaar, Phir Tum Junoon Ka Raqs Safar-E-Aam Dekhnaa..> "+,, Pataa Samjh Ke Mujh Ko Khizan Nay Giraa Diyaa, Ab Hashar Meraa Gardsh-E-Ayaam Dekhnaa..........-> "+,,+" "+,,+" Type_By,,,,,,,,,,-* Qais__e__Laila "+,,+" PoEt: Shayar Ali Shayar "+,,+" "+,,+"

Ab Tak Khuloos-o-Piyar Ki Manzil Na Mill Saki,

Image
Ab Tak Khuloos-o-Piyar Ki Manzil Na Mill Saki, Shaayar Ko Aetbaar Ki Manzil Na Mill Saki..> "+,, Seeny Pay Rakh K Haath VO Rukhsat Huwa Magar, Dharrkan Ko Q? Qaraar Ki Manzil Na Mill Saki..> "+,, Ghayal To Teer-E-Tanz Say Hoty Rahay Sabhi, Lekin Kisi Ko Piyaar Ki Manzil Na Mill Saki..> "+,, Khush Bakht-o-Khush Naseeb Hain Ullfat Jinhein Mili, Hum Ko To Qurb-E-Yaar Ki Manzil Na Mill Saki..> "+,, Sachi Lagan Thi Shaoq Thaaaa Shaayar Ke Dill Mein Phir, Q? ISHQ-E-Paydar Ki Manzil Na Mill Saki............-> "+,,+" "+,,+" Type_By,,,,,,,,,-* Qais__e__Laila "+,,+" PoEt: Shayar Ali Shayar "+,,+"+,,+"+,,+"

Ye Jewan Pyar Se Bhar Do Tum,

Ye Jewan Pyar TaYpEd By TLASH25 Ye Jewan Pyar Se Bhar Do Tum, Bas Itna Kar Do Tum Mit Jaye Dil Se Tanhaiya Maheka Do Aj Tamanaye Maheka Do Khuwabon Ko Chahat Ki Deke Rangeenya. Ye Jewan Pyar Se Bhar Do Tum Bas Itna Kar Do Tum. Jab Tum Na They To Kuch Na Tha Nakam Ye Zindgani Thi Aawara Tha Ye Dil Mera Badnam Apni Kahani Thi Tumne Hi Jena sikhaya. Apna Jo Mujhko Banaya Uthi Hai Dil Mein Phir Halchal Ho Jaonga Pagal Leti Hai Dharkan Angraiya. Ye Jewan Pyar Se Bhar Do Tum Bas Itna Kar Do Tum. Har Sans Mein Samaye Ho Tum Basne Lage Ho Nigahon Mein Ab Har Taraf Bahare Khili Weran Si Dil Ki Rahon Mein Jene Ka Ehsas Tum Ho Ab To Mere pas Tum Ho. Mile Ho Jab Se Tum Janam Chahat Ka Ye Mnsam Laya Hai Kitni Ranaiya. Ye Jewan Pyar Se Bhar.. Mit Jaye Dil Se Tanhaiya Maheka Do Aj Tamanaye Maheka Do Khuwabon Ko Bas Itna Kar Do Tum! Follow Tlash25 Send To 8001

Kehte Hain Usay Shehar Ke Sab Log Maseeha

Kehte Hain Usay TaYpEd By TLASH25 Kehte Hain Usay Shehar Ke Sab Log Maseeha Wo Shakhs Mere Dard Se Anjan Sa Kyun Hai. Be-Adal Hi Hoti Rahi Yahan Pyar Ke Takseem Is Mulk Mein Pyar Ka Fukdan Sa Kyun Hai. Izhar Ke Bawajood Bhi Wo Mujh Ko Muyassar Nahin To Phir Seene Mein Us Se Pyar Ka Toofan Sa Kyun Hai. Jo Ham Se Koi Taluk Hi Nahin Rakhna Chahta Us Shakhs Ke Lot Aane Ka Imkaan Sa Kyun Hai Mitti Ka Bana Hai To Ghul Kyun Nahin Jata Pathar Ka Agar Hai To Phir Insan Sa Kyun Hai....! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Zara Sa Dhayan Rakh Lena Meri Pehli Muhbat Hai

Image
Zara Sa Dhayan TaYpEd By TLASH25 Zara Sa Dhayan Rakh Lena Meri Pehli Muhbat Hai Wafa Ka Maan Rakh Lena Meri Pehli Muhbat Hai. Kahan Is Umr Mein Ham Bhes Badlen Ge Faqeron Ka Milan Aasan Rakh Lena Meri Pehli Muhbat Hai. Judai Ke Dinon Mein Log Chehre Bhool Jate Hain Meri Pehchaan Rakh Lena Meri Pehli Muhbat Hai Judai To Mein Seh Lon Ga Magar Tum Phir Se Milne Ka Koi Imkaan Rakh Lena Meri Pehli Muhbat Hai. Agar Shaya Karaao Apna Pehla Shair E Majmooa To Ye Unwaan Rakh Lena Meri Pehli Muhbat Hai...! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Abhi Is Taraf Na Nigaah Kar

Abhi Is Taraf Na Nigaah Kar  TaYpEd By TLASH25 Abhi Is Taraf Na Nigaah Kar Mein Gazal Ki Palkein Sanwar Lon Mera Lafz Lafz Ho Aaina Tujhe Aaine Mein Utar Lon. Mein Tamam Shab Ka Thaka Huwa Tu Tamam Shab Ka Jaga Huwa Zara Thehar Jaa Isi Morr Par Tere Sath Shaam Guzar Lon. Agar Asman Ki Numaaishon Mein Mujhe Bhi Izen-E-Qayam Ho To Mein Motiyon Ki Dukan Se Teri Baliyan Tere Haar Lon. Kuch Ajnabi Tere Shehar Ke Mere Paas Se Yun Guzar Gaye Unhen Dekh Kar Ye Tarap Huwi Tera Nam Le Ke Pukaar Lon...! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Kiya Kahon Us Se K Jo Bat Samajhta Hi Nahin.

Kya Kahon Us Se  TaYpEd By TLASH25 Kiya Kahon Us Se K Jo Bat Samajhta Hi Nahin. Kiya Kahon Us Se K Jo Bat Samajhta Hi Nahin. Wo Milne Ko Mulaqaat Samajhta Hi Nahin Ham Ne Dekha Hai Faqat Khuwab Khuli Ankhon Se Khuwab They Wasl Ko Wo Rat Samajhta Hi Nahin. Mene Puhanchaya Usey Jeet K Haar Khane Tak Meri Bazi Thi Meri Maat Samajhta Hi Nahin. Dukh To Mujh Ko Bi Judayi Ki Ghari Ka Hai Magar Aaj Kyun Sochen Har Ek Bat Samajhta Hi Nahi....! Poet By Fatima Hassan  eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Wo Jazbon Ki Tijarat Thi Ye Dil Kuch Aur Samjha Tha

Image
Wo Jazbon Ki  TaYpEd By  TLASH25 Wo Jazbon Ki Tijarat Thi Ye Dil Kuch Aur Samjha Tha Wo Jazbon Ki Tijarat Thi Ye Dil Kuch Aur Samjha Tha Usey Hansne Ki Aadat Thi Ye Dil Kuch Aur Samjha Tha. Mujhe Usne Kaha Aao Nahi Dunya Basate Hain Usey Sooji Shararat Thi Ye Dil Kuch Aur Samjha Tha. Hamesha Uski Ankhon Mein Dhanak Ke Rang Hote Thay Ye Uski Aam Aadat Thi Ye Dil Kuch Aur Samjha Tha. Wo Mere Paas Bethi Der Tak Ghazlen Meri Sunti Us Se Khud Se Muhbat Thi Ye Dil Kuch Aur Samjha Tha. Mere Kandhe Par Sar Rakh Kar Kahin Par Kho Gayi Thi Wo Ye Ek Waqti Inayat Thi Ye Dil Kuch Aur Samjha Tha. Mujhe Wo Dekh Kar Aksar Nighahen Pher Leti Thi Ye Dar Parda Haqarat Thi Ye Dil Kuch Aur Samjha Tha.....! Poet By Tawakal Bukhari eND. Follow Tlash25 Send To 8001

VO Mery Aankh Say Aakar Hataa Gaye Pathar,

Image
VO Mery Aankh Say Aakar Hataa Gaye Pathar, Mujhy Jo Jalvaa Dikhaa K Banaa Gaye Pathar..> "+,, Har Aik Baat Py Aanson Bahany Lagtaa Thaa, Ye Dill Kaa Sheeshaa Bhi Pathar Banaa Gaye Pathar..> "+,, VO Sang-E-Meel Thay Kahny Ko To Magar Yaaro, Jo Raah Geer Ko Raastaa Dikhaa Gaye Pathar..> "+,, Abhi To Sheesh Mahil Mein Kami Thi Kuch Baaqi, Abhi Say Uss Ko Giraany Ko Aaa Gaye Pathar..> "+,, Kabhi To Shahr-E-Khamoshan Ka Bhi Nazaraa Kar, Najaany Kitnay Nishan Tak Mita Gaye Pathar..> "+,, Tamaash Been Hai Duniyaaa Tamashaaaa Gar Duniyaa, Qadam Qadam Pay Sabaq Ye Sikhaa Gaye Pathar..> "+,, Sitam Zadon Mein Likha Naam Hai Teraa Shayar, Zameer-E-Yaaar Say Pardaa Utha Gaye Pathar....> "+,,+" "+,,+" Type_By,,,,,,,,,-* Qais__e__Laila "+,,+" PoEt: Shayar Ali Shayar "+,,+"+,,+"+,,+"

Wohi Jhuki Huwi Belen Wohi Dareecha Tha

Image
Wohi Jhuki Huwi  TaYpEd By TLASH25 Wohi Jhuki Huwi Belen Wohi Dareecha Tha Magar Wo Phool Sa Chehra Nazar Na Aata Tha. Mein Lout Aaya Hon khamoshiyon Ke Sahare Se Wahan Bhi Teri Sada Ka Gubar Phaila Tha. Qareeb Tair Raha Tha Baton Ka Ek Joda Main Aabju Ke Kinare Udas Baitha Tha. Bani Nahin Jo Kahin Par Kali Ke Turbat Thi Suna Nahin Jo Kisi Ne Hawa Ka Nauha Tha. Ye Aadi-Tirchi Lakeeren Bana Gaya Hai Kon Mein Kiya Kahon Ki Mere Dil Ka Waraq To Sada Tha. Udhar Se Barha Guzra Magar Khabar Na Huwi Ki Zer-E-Sang KhunAk Paniyon Ka Chashma Tha. Wo Uska Aks-E-Badan Tha Ki Chandani Ka Kanwal Vi Neeli Jheel Thi Ya Aasman Ka Tukra Tha...! Poet By Shakeeb Jalali eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Bat Phoolon Ki Suna Karte They Ham

Image
Bat Phoolon Ki TaYpEd By TLASH25 Bat Phoolon Ki Suna Karte They Ham Kabhi Sher Kaha Karte They Mashalen Leke Tumhare Gham K Ham Andheron Mein Chala Karte They. Ab Kahan Aisi Tabiyat Wale Chot Kha Kar Jo Dua Karate They Tark-E-Ehasas-E-Muhbat Mushkil Han Magar Ahl-E-Wafa Karate They. Bikhari Bikhari Zulfon Wale Qafile Rok Liya Karate They. Aaj Gulshan Mein Shaguf-E-Sagar Shikave Bad-E-Saba Se Karate They...! Poet By Sagar Siddiqui eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Ye Din Bahar Ke Ab Ke Bhi Raas Na Aa Sake

Ye din Bahar Ke  TaYpEd By TLASH25 Ye Din Bahar Ke Ab Ke Bhi Raas Na Aa Sake Ki Gunche Khil To Sake Khil Ke Muskura Na Sake. Meri Tabahi Dil Par To Raham Kha Na Saki Jo Roshni Mein Rahe Roshni Ko Pa Na Sake. Na Jane Aah Ki Un Aansuon Pe Kya Guzri Jo Dil Se Aankh Tak Aaye Mishgan Tak Aa Na Sake Rahe Khuloos-E-Muhbat Ke Hadsat Jahan Mujhe To Kya Mere Naqsh-E-Qadam Mita Na Sake. Karenge Mar Ke Baqa-E-Davam Kya Hasil Jo Zinda Reh Ke Muqam-E-Hayat Pa Na Sake Naya Zamana Banane Chale They Deewane Nayi Zameen, Naya Aasman Bana Na sake...! Poet By Josh Malihabadi eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Barish Huwi To Phoolon Ke Tan Chak Ho Gaye

Image
Barish Huwi To TaYpEd By  TLASH25  Barish Huwi To Phoolon Ke Tan Chak Ho Gaye Mosam Ke Hath Bheeg Ke Safak Ho Gaye. Badal Ko Kya Khabar Ki Barish Ke Chaah Mein Kitne Buland-O-Bala Shajar Khak Ho Gaye. Jugnu Ko Din Ke Waqt pakarane Ke Zid Karen Bache Hamare Ahad Ke Chalak Ho Gaye Lahra Rahi Hai Barf Ke Chadar Hata Ke Ghas.  Sooraj Ke Shah Pe Tinke Bhi Bebak Ho Gaye Sooraj Dimaag Log Bhi Iblag-E-Fikr Mein Zulf-E-Shab-E-Firaq Ke Pechak Ho Gaye. Jab Bhi Gareeb-E-Shahar Se Kuch Guftagu Huwi Lehje Hawa-E-Sham Ke Namnak Ho Gaye. Sahil Pe Jitne Aabguzida They Sab Ke Sab Dariya Ke Rukh Badalate Hi Tairak ho Gaye...! Poet By  Parveen Shakir eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Teri Panah Mein Hamen Rakhna

Teri Panah Mein TaYpEd By TLASH25 Teri Panah Mein Hamen Rakhna Teri Panah Mein Hamen Rakhna Sikhe Ham Nek Raah Par Chalna.  Kapat Karam Chori Beimaani Aur Hinsa Se Ham Ko Bachana Nirmal Gangajal Hi Banana Apni Nigaah Mein Hamen Rakhna Teri Panah Mein. Xamavan Koyi Tujhsa Nahin Aur Mujhsa Nahin Koyi Apraadhi Punay Ki Nagri Mein Bhi Maine Paapo Ki Gathari Hi Baandhi Ho Ho Ho. Karuna Ki Chhanv Mein Hamein Rakhna Teri Panah Mein Mila Ujaala Lekin Kaali Raat Na Ab Tak Peecha Chore.  Mujhse Do Qadam Aagay Mera Peechhala Karam Sada Kyun Dau De Karij Gunaah Se Hamein Rakhna Teri Panaah Mein. Koyi Na Jaane Kal Tou Kahan Par Kaise Aur Kis Roop Mein Aaye Ham In Neki Ke Bandon Mein Tere Hi Parabhu Darshan Paave Charno Ki Chaah Mein Hamein Rakhna Teri Panaah Mein...! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Phool Khushbu K Nashe Hi Mein Bikhar Jaate Hain

Image
Phool Khushbu K  TaYpEd By TLASH25 Phool Khushbu K Nashe Hi Mein Bikhar Jaate Hain, Log Pehchan Banate Huwe Mar Jaate Hain. Manzalein Unka Muqadar Ko Talab Ho Jin Ko, Betalab Log To Manzil Se Guzar Jaate Hain. Jin Ki Aankh Mein Hon Aansu Unhen Zinda Samjho, Paani Marta Hai To Dariya Bhi Utar Jaate Hain. Lab E Khandan Hon K Unki Shagufta Aankhen Ham Samajhte Thay Ke Ye Zakham Bhi Bhar Jaate Hain. Ham Hain Sookhe Huwe Talaab Pe Bethe Huwe Hans Jo Ta'aluq Ko Nibhate Huwe Mar Jaate Hain. Ay Khuda Aisi Aziyat Se Bachana Ham Ko Jahan Dastaar To Reh Jati Hai, Sar Jaate Hain.....! Poet By Saadullah Shah  eND. Follow Tlash25 Send To 8001

VO Chaand Jaisa Shakhs Mujhy Raat Dy Gayaa,

Image
VO Chaand Jaisa Shakhs Mujhy Raat Dy Gayaa, Aankhon Mein Ashak Piyaar Ki Saoghaat Dy Gayaa..> "+,, Uss Say Milan K Baad To Gum Hai Mera Wajod, Kaisaa VO Dill Kaif-E-Mulaqaat Dy Gayaa..> "+,, Mahboob Mashghalaa Thaa K Kaar-E-Hunar Thaa Yeh, Main Jeet Ashna Thaa Mujhy Maat Dy Gayaa..> "+,, Aayaa Firaaq-o-Hijar Ke Sadmat Lay Ke VO, Thahraa To Mujh Ko Gardish-E-Haalaat Dy Gayaa..> "+,, Saawan Mujhy Pasand Hai Shaaayad Ye Soch Kar, Jaaty Huwe VO Aaankh Mein Barsaat Dy Gayaa..> "+,, Shaam-o-Sahir Hi Jaltaaa Hai Yaaadon Ki Aaag Mein, Shaaayar Ko Kaisy Karb Ke Lamhaaat Dy Gayaa...........-> "+,,+" "+,,+" Type_By,,,,,,,,-* Qais__e__Laila "+,,+" Shayar Ali Shayar "+,,+"+,,+"+,,+"

Phir Ek Cigrete Jala Raha Hon

Phir Ek Cigrete TaYpEd By TLASH25 Phir Ek Cigrete Jala Raha Hon Phir Ek Teeli Bujha Raha Hon Teri Nazar Mein Ye Mashgala Hai Mein To Tera Wada Bhula Raha Hon. Samajhna Mat Is Ko Meri Aadat Mein To Bas Dhuwaan Urra Raha Hon,Ye Teri Yadon Ke Silsile Hain Mein Teri Yadein Jala Raha Hon. Mein Pi Ke Itna Behak Chuka Hon Ke Gham Ke Qisse Suna Raha Hon, Agar Tumheen Bhi Gham Hai To Pas Aao Mein Pi Raha Hon Aur Pila Raha Hon. Hain Meri Aankhein To Aaj Nam Magar Mein Sab Ko Hansa Raha Hon, Kho Kar Apni Zindagi Mein, Apne Be-Inteha Pyar Ko Bhula Raha Hon. Ek CigretE Ki Shama Ke Bahane Mein Apna Ap Jala Raha Hon, Phir Ek Cigrete Phir Ek TeeLi......! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Ye Jamal Kya Ye Jalal Kya Ye Aroj Kya

Image
TaYpEd By TLASH25 Ye Jamal Kya Ye Jalal Kya Ye Aroj Kya Ye Zawal Kya Wo Jo Pair Jar Se Ukhar Gaya Hai Use Mosamo Ka Milal Kya. Wo Jo Lamha Lamha Bikhar Gaya Wo Jo Apni Had Se Guzr Gaya Hai Use Fikr E Sham-O-Sahr Ho Kya Use Ranjish-E-Mah-O-Sal Kya. Wo Jo Benyaz Sa Hogaya Wo Jo Ek Raz Sa Hogaya Jise Kuch Garz Hi Nai Rahi Use Dast-E-Harf_E-Sawal Kya. Ho Reza Reza Jo Dil Tera Use Jor Jor K Mat Dikha Wo Jo Apne Husn Me Mast Hai Use Aaine Ka Khyal Kya. Wohi Hijar Hi Bat Hai Wohi Chand Taro Ka Sath Hai Jo Firag Se Hua Ashna Use Arzo-E-Wisal Kya Kisi Or Se Kare Q Gila Hame Apne Ap Se Dukh Mila Wo Jo Dard-E-Dil Se Ashna Hua Ashna Use Dunya Bhar Ka Wabal Kya. Wohi Gard Gard Gubar Hai Wohi 4ro Fishar Hai Wo Jo Khud Ko B Janta Nahi Wo Ho Mera Waqif Hal Kya. Use SAAD Kese Batain Ham Use Kis Se Ja K Milain Ham Wo To Khud Sarapa Misal Hai Ye Gulab Kya Ye Gzl Kya! Poet Saadullah Shah

HUMAARAY BSS MEIN KAB THAA

Image
HUMAARAY BSS MEIN KAB THAA "+,,+"+,,+"+,,+" Ye Ujllaa Dhun Humaary Bss Mein Kab Thaa, Tumharaa Man Humaary Bss Mein Kab Thaa..> "+,,+" Dill-E-Bissmil Py Hum Marham Lagaaaty, Magar Ye Fan Humaaray Bss Mein Kab Thaa..> "+,,+" Chamkti Chandni Ly Kar Utarty, Teraa Aangan Humaaray Bss Mein Kab Thaa..> "+,,+" Bharrkti Aatish-E-Ullfat Bujhaaty, Magar Saawan Humaary Bss Mein Kab Thaa..> "+,,+" Boht Chahaaa Yonhi Khelen Sadaa Hum, Magar Bachpan Humaary Bss Mein Kab Thaa..> "+,,+" Tujhy Dill Say Lagaaa Kar Piyaar Kartay, To Jaan-E-Man Humaaray Bss Mein Kab Thaa..> "+,,+" Najaany Kon Thaaa Mahfil Mein Shaayar, VO Seemein Tan Humaary Bss Mein Kab Thaa...............-> "+,,+" "+,,+" Type_By,,,,,,,,,-* Qais__e__Laila "+,,+" PoEt: Shayar Ali Shayar "+,,+"+,,+"+,,+"

Hamd-E-Bari Ta'ala

Image
Hamd-E-Bari Ta'ala TaYpEd By TLASH25 Ye Tujh Se Ilteja Aaye Malik Wo Muqtar Karti Hon Khata Se Darguzar Farma Khata Har Baar Karti Hon Khata Wo Sahu Se Mein Astaghfaar Karti Hon. Nadamat Ke Bahaa Kar Ashk Tere Zikar Se Mola Mein Apne Dil Ke Weerane Ko Lalah Zaar Karti Hon, Mere Sajde Ye Meri Bandagi Ek Rasam Hai Lekin Bharosa Hai Teri Rehmat Par Hi Emaan Tujh Pe Rakhti Hon. Bachana Qabar Ki Tangi Se Aur Naar-E-Jahanam Se Yahi Hai Ilteja Ya Rab Jo Sou Sou Bar Karti Hon. Teri Hamd Wo Sana Ka Haq Ada To Ho Nahi Sakta Sukoon-E-Qalib Ki Khatir Raqm Ashar Karti Hon Ataa Kar De Mujhe Benawa Ko Aagaahi Ya Rab...! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Kat Hi Gayi Judai Bi Kab Ye Huwa Ke Mar Gaye

TaYpEd By TLASH25 Kat Hi Gayi Judai Bi Kab Ye Huwa Ke Mar Gaye Tere Bi Din Guzar Gaye Mere Bi Din guzar Gaye. Tu Bi Kuch Aur Aur Hai Ham Bi Kuch Aur Aur Hain Jane Wo To Kidhar Gaya Jane Wo Ham Kidhar Gaye Raho Me Hi Mile Thay Ham Rahen Naseb Ban Gain To Bi Na Apne Ghar Gaya Ham Bi Na Apne Ghar Gaye. Wo Bi Gubar-E-Khaq Tha Ham Bi Gubar-E-Khaq Thay Wo Bi Kahi Bikhar Gaya Ham Bi Kahi Bikhar Gaye. Koi Kinar-E-Aab Betha Jo Huwa Hai Sar Nango'n Kashti Kidhar Chali Gayi Jane Kidhar Banhwar gaye. Tere Lye Chale Thay Ham Tere Lye Tehar Gaye Tune Kaha To Ji Uthay Tune Kaha To Mar Gaye Waqt Hi Kuch Judai Ka Itna Taweel Ho Gaya. Dil Me Tere Firaq Ke Jitne Zakham Thay Bhar gaye Barish-E-Wisl Wo Huwi Sara Gubar Dhul Gaya Wo Bi Nikhar Nikhar Gaya Ham Bi Nikhar Nikhar Gaye. Itne Qareb Ho Gaye Itne Raqeb Ho Gaye Wo Bi Adeem Dar Gaya Ham Bi Adeem Dar Gaye...! Poet Adeem Hashmi.

Aaye Husn-E-Lala Zara Aankh To Mila

Image
Aaye Husn-E-Lala Faam TaYpEd By TLASH25 Aaye Husn-E-Lala Zara Aankh To Mila Khaali Pare Hain Jaam Zara Aankh To Mila. Kahte Hain Aankh Aankh Se Milna Hai Bandagi Dunya Ke Chor Kaam Zara Aankh To Mila. Kiya Wo Na Aaj Aayenge Taaron Ke Sath Sath Tanhaiyon Ki Shaam Zara Aankh To Mila. Ye Jaam Ye Saabo,Ye Tasaawur Ki Chandni Saaqi Kahan Madaam Zara Aankh To Mila. Saaqi Mujhe Bhi Chahiye Ik Jaam-E-Arzo Kitne Lagayen Ke Daam Zara Aankh To Mila. Paamal Ho Na Jaye Sitaaron Ki Aabron Aye Mere Khush-O-Khurram Zara Aankh To Mila. Hai Raah-E-Kahkashan Mein Azal Se Khare Huwe "Saghar" Tere Ghulam Zara Aankh To Mila....! Poet By Saghar Siddique Book Name.  Muhbat Mustaqil Ghum Hai. eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Manzil-E-Gham Ki Fizaon Se Lipat Kar Ro Lon

Image
Manzil-E-Gham Ki  TaYpEd By TLASH25 Manzil-E-Gham Ki Fizaon Se Lipat Kar Ro Lon Tere Daaman Ki Hawaon Se Lipat Kar Ro Lon. Jaam-E-Ma'y Peene Se Pahle Mera Ji Chahta Hai Bikhri Zulfon Ki Ghaaton Se Lipat Ke Ro Lon. Zard Guncho Ki Nigaahon Mein Nigaahein Dalo Surkh Phoolon Ki Kaabaon Se Lipat Kar Ro Lon. Aane Wale Tere Raste Mein Bichaon Aankein Jaane Wale Tere Paon Se Lipat Kar Ro Lon. Apne Majboor Taqadus Ke Sahaare Saghar Dar-O-Kaaba Ke Khuda Se Lipat Kar Ro Lon....! Poet By. Saghar Siddiqui. Book Name.  Muhbat Mustaqil Ghum Hai. eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Kaha Usne Zamana Dard Hai Aur Tum Dawa Jese

Image
Kaha Usne Zamana Dard  TaYpEd By TLASH25 Kaha Usne Zamana Dard Hai Aur Tum Dawa Jese Kaha Usne Zamana Dard Hai Aur Tum Dawa Jese. Laga Tum Se Muhbat Hai Mujhe Usne Kaha Jese Talab Ki Usne Jab Mujhse Muhbat Ki Wazahat To Bataya Dasht Ke Honton Pe Barish Ki Dua Jese. Kaho-E-Gul Kabhi Khushbu Ka Tum Ne Aks Dekha Hai Kaha Qos-E-Qaza Ke Saare Rangon Ki Sada Jese. Suno Khuwahish Ki Lehron Par Sambhalna Kyun Huwa Mushkil Bataya Paniyon Par Khuwab Ki Rakhi Bana Jese. Suno Ankhon Hi Ankhon Ka Bayan Kesa Laga Tumko Laga Phoolon Se Sargoshi Si Karti Hai Saba Jese......! Poet By Fakhara Batool eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Lahu Lahu Hai Gulabon Ki Dastaan DeKho

Image
Lahu Lahu Hai TaYpEd By TLASH25 Lahu Lahu Hai Gulabon Ki Dastaan DeKho Huwe Hein Qatal Bahaaron Mein Gulistan Dekho. Soo-E-Falak To Sada Dekhte Hi Rehte Ho Kabi To Palkon Pe Bikhri Ye Kehkashaan DeKho Kisi Ne Dil Lagi Dil Ki Lagi Kisi Ne Kaha Kisi Ke Jazbon Ka Ho Bi Gaya Zeya DeKho. Shajar Shajar Ko Kahaani Tumhari Batla Di Saba Ko Samjha Tha Tum Ne Hi Razdaan DeKho Hamari Aankhon Ki Barsat Dekhte Kiya Ho Utar Gayi Hain Lahu Mein Jo Bijliyan DeKho. Nishan Unhi Ke Hain Baqi Kitab-E-Hasti Mein Zamana Karta Raha Jin Ko Be Nishan Dekho. Faseel-E-Jism Hi Chalni To Sar Salamat Hi Ajeeb Rooh Mein Chalti Hain Aandhiyan DeKho Batool Jis Ke Liye Zindagi Luta Di Hai Wo Shakhs Aaj Bi Ham Se Hi Badgumaan Dekho...! Poet By Fakhara Batool. eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Rafta Rafta Rang Mein Badalti Ho Gi Khak-E-Khass

Image
Rafta Rafta  TaYpEd By TLASH25 Rafta Rafta Rang Mein Badalti Ho Gi Khak-E-Khass Qatra Qatra Zindagi Tapka Rahi Hai Apna Ras. Mout Jin Shehron Ko Ajza-E-Paresha Kar Chuki Phir Inhein Chu'ne Laga Zaeest K Hathon Ka Habs. Haan Kabi Doobe Taqaluf Doston Ke Beech Khamoshi Itni Aziyat Naak Hoti Hai Ke Bas. Khushk Patton Se Ye Kah Kar Rone Par Jati Hai Bahaar Phir Milenge Zindagi Laayi Agar Agle Baras. Subah Bistar Se Uthi Angraiyan Leti Huwi Dhoop Ki Aahat Pe Chonk Uthay Hai Mandir Mein Kaalas. Aur Dunya Ki Muhbat Barh Gayi Ye Jaan Kar Sab Fana Ho Jaye Ga Allah Bas Baaqi Hai Bas..!. Book Name. Aas. Poet By Bashir Badar. eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Dil Shikasta Koi Ham Jesa Yahan Dafan Hai Dair Tak

Image
Dil Shikasta Koi  TaYpEd By TLASH25 Dil Shikasta Koi Ham Jesa Yahan Dafan Hai Dair Tak Rat Rone Ki Sada Aati Hai. Jese Chashme Pe Nahati Huwi Shahzadi Khuwab Chandni Rat Ab Ashkon Mein Naha Jati Hai. Kya Yahan Dasht -E-Tamana Mein Koi Phool Khila Ab Idhar Roz Kayi Baad-E-Saba Aati Hai Kis Dastak Ne Buhat Chupke Se Sargoshi Ki. Chand Se Chandni Nazdeek Huwi Jati Hai Meri Ankhon Mein Aaye Hai Kaale Badal Jaao So Jao Ke Mosam Bara Jazbati Hai. Khushk Paton Ko Koi Rond Raha Hai Shayad Baal Bikhre Huwe Baad-E-Saba Aati Hai....! Book Name. Aas. Poet By. Bashir Badar. eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Betaab Hai Rangat Ke Liye Pyar Ki Khushbu Kab

Image
Betaab Hai  TaYpEd By  TLASH25 Betaab Hai Rangat Ke Liye Pyar Ki Khushbu Kab Sar Ke Qareeb Ayegi Talwar Ki Khushbu. Mat'laa Mein Damak Uthta Hai Is Mathe Ka Mutti'la Rukhsar Mein Aa Jati Hai Rukhsar Ki Khushbu. Kahti Hai Ke Aangan Ki Chambeli Thay Kabi Ham To Thay Par Tarapti Gul Bazar Ki Khushbu. Darkaar Hai Aaraish-E-Nik'hat Ke Liye Rang Wo Nik'hat-E-Gesu Hai Ke Rukhsar Ki Khushbo. Ab Agle Baras Ye Dar-O-Deewar Na Honge Ik Sar Ka Lahu Mange Hai Deewar Ki Khoshbu.....! Book Name. Aas. Poet By Bashir Badar. eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Ibadaton Ki Tarah Mein Ye Kama Karta Hon

Image
Ibadato Ki Tarah  TaYpEd By TLASH25 Ibadaton Ki Tarah Mein Ye Kama Karta Hon Mera Asool Hain Pahle Salam Karta Hon. Mukhaalfat Se Meri Shakhsiyat Sanwarti Hai Mein Dushmanon Ka Bara Ehtraam Karta Hon. Mein Jeb Mein Apna Pata Nahin Rakhta Safar Mein Sirf Yahi Ehtamaam Karta Hon. Mein Dar Gaya Hon Apne Se Daar Pehro Se Zara Si Dhoop Bicha Kar Qayam Karta Hon. Mujhe Khuda Ne Ghazal Ka Darya Bakhsha Hai Ye Saltanat Mein Muhbat Ke Naam Karta Hun.....! Poet By Bashir Badar Book Name Aas. eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Dard Kesa Bi Ho Ankhnamna Karo Raat Kaali

Muskurate Raho TaYpEd By  TLASH25 Dard Kesa Bi Ho Ankhnamna Karo Raat Kaali Sahi Koi Gham Na Karo Ik Sitara Bano. Jagmagate Raho Zindagi Mein Sada Muskurate Raho Bant'ni Hai Agar Bant Lo Har Khushi Gham Na Zahir Karo. Tum Kisi Par Kabi Dil Ki Gehrayi Mein Gham Chupate Raho Zindagii Mein Sada Muskurate Raho. Ashk Anmol Hain Kho Na Dena Kahin In Ki Har Bond Hai Motiyon Se Haseen In Ko Har Aankh Se Tum Churate Raho. Zindagii Mein Sada Muskurata Raho Faasle Kam Karo Dil Milate Raho Zindagii Mein Sada Muskurate Raho....! eND. Follow Tlash25 Send To 8001