Posts

Showing posts with the label Poet Nasir Kazmi

Musalsil Be Kali Dil Ko Rahi Hai

Musalsil Be Kali TaYpEd By  TLASH25 Musalsil Be Kali Dil Ko Rahi Hai Magar Jeene Ki Soorat To Yahi Hai. = Mein Kiyon Phirta Hon Tanha Mara Mara Ye Basti Chain Se Kiyon So Rahi Hai. = Chale Dil Se Umeedo Ke Musafir. = Ye Nagri Aaj Khaali Ho Rahi Hai. = Na Samjho Tum Usay Shor E Bahaaran. = Khizaan Patton Mein Chup Kar Ro Rahi Hai. = Hamaare Ghar Ki Deewaron Pe Nasir. = Udaasi Baal Khole So Rahi Hai...! = Poet By Nasir Kazmi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Dunya K Sitam Yad Na Apni Wafa Yad.

Dunya K Sitam TaYpEd By  TLASH25 Dunya K Sitam Yad Na Apni Wafa Yad. = Ab Mujh Ko Nahin Kuch Bhi Muhbat K Siwa Yad. = Mein Shikwa Ba Lab Tha Mujhe Ye Na Bhi Raha Yad. = Shayad K Mere Bhoolne Wale Ne Kiya Yad. = Kiya Janiye Kiya Ho Gaya Arbab E Junon Ko. = Jeene Ki Ada Yad Na Marne Ki Ada Yad. = Kiya Lutf K Mein Apna Pata Ap Batao. = Kejiye Koi Bhooli Huwi Khas Apni Ada Yad. = Muddat Huwi Ek Hadsa E Ishq Ko Lekin. = Ab Tak Hai Tere Dil K Dharakne Ki Sada Yad...! = Poet By Nasir Kazmi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Karta Usay Be Qaraar Kuch Dair

Karta Usay Be TaYpEd By  TLASH25 Karta Usay Be Qaraar Kuch Dair Hota Agar Ikhtiyar Kuch Dair. = Kiya Royein Fareb E Asmaan Ko Apna Nahin Aitbar Kuch Dair. = Ankhon Mein Kati Pahaar Si Rat So Ja Dil E Be Qaraar Kuch Dair. = Ay Shahar E Tarab Ko Jaane Walon. = Karna Mera Intizar Kuch Dair. = Be Kefi Roz O Shab Musalsal Sar Masti E Intizar Kuch Dair. = Takleef E Ghum E Firaq Daaim Taqreeb E Wisal E Yar Kuch Dair. = Ye Ghoncha O Gul Hain Sab Musafir Hain Qafila E Bahaar Kuch Dair. = Dunya To Sada Rahe Gi Nasir Ham Log Hain Yadgaar Kuch Dair...! = Poet By Nasir Kazmi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Zuban Sukhan Ko Sukhan Barak Pan Ko Tarse Ga.

Zuban Sukhan TaYpEd By  TLASH25 Zuban Sukhan Ko Sukhan Barak Pan Ko Tarse Ga. = Sukhan Kada Meri Tarz E Sukhan Ko Tarse Ga. = Naye Piyale Sahi Tere Dor Mein Saqi. = Ye Dor Meri Sharab E Kohan Ko Tarse Ga. = Mujhe To Khair Watan Chor Ke Amaan Na Mili. = Watan Bhi Mujh Se Gareeb Ul Watan Ko Tarse Ga. = Unhein Ke Dam Se Farozan Hain Millaton Ke Chiraag. = Zamana Suhbat E Arbab E Fun Ko Tarse Ga. = Badal Sako To Badal Do Ye Baagban Warna. = Ye Baag Saaya E Sard O Saaman Ko Tarse Ga. = Hawa E Zulm Yahi Hai To Dekhna Ek Din. = Zameen Pani Ko Sooraj Kiran Ko Tarse Ga...! = Poet By Nasir Kazmi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Dayaar Dil Ki Rat Mein Chiraag Sa Jala Gaya.

Dayaar E Dil  TaYpEd By  TLASH25 Dayaar Dil Ki Rat Mein Chiraag Sa Jala Gaya. = Mila Nahi To Kia Huwa Wo Shikal To Dikha Gaya. = Judaon K Zakhm Dard E Zindagi Ne Bhar Diye. = Tujhe Bhi Neend Aa Gai Mujhe Bhi Sabar Aa Gaya. = Ye Subah Ki Safediyan Ye Dopehar Ki Zardiyan. = Ab Aaine Mein Dekhta Hon Mein Kahan Chala Gaya. = Pukarti Hain Fursatein Kahan Gayi Wo Suhbatein. = Zameen Nigal Gayi Unhein Ya Aasman Kha Gaya. = Wo Dosti To Khair Ab Naseeb E Dushmanan Huwi. = Wo Choti Choti Ranjishon Ka Lutf Bhi Chala Gaya. = Ye Kis Khushi Ki Rait Par Ghamon Ko Nend Aa Gayi. = Wo Lehar Kis Taraf Gayi Ye Mein Kahan Samma Gaya. = Gaye Dinon Ki Lash Par Pare Raho Ge Kab Talak. = Utho Amal Kashon Utho Ki Aaftab Sar Pe Aa Gaya...! = Poet By Nasir Kazmi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

CHup Jati Hain Aina DikHa Kar Teri Yadien

Image
<CHup Jati Hain> <TaYpEr> *._LEGEND_.* ^ Po3T>Nasir Kazmi _ _ <><>CHup Jati Hain Aina DikHa Kar Teri Yadien_* _Soney Nahi Detein MujHey SHab BHar Teri Yadien_* _Tu Jisay Merey Pas Hai Or Maho_E_SukHan Hai_* _MeHfil Si Jama Deti Hain Aksar Teri Yadien_* _Main Kun Na PHiron Tapti DopeHron Me Harasan_* _PHirti Hain Tasawor Me KHuley Sar Teri Yadien_* _Jab Tez Hawa CHalti Hai Basti Me Sar_E_SHam_* _Barsati Hain Itraf Sey PatHar Teri Yadien_* <EnD> _Ik DiN BuLa Do Ge_ Follow *._LEGENG_.* SEND 8001

Na AankHein Hi Barsi Na Tum Hi Mily

Image
<Na AankHein> <TaYpEr> *._LEGEND_.* ^ Po3T>Nasir Kazmi _ _ <><>Na AankHein Hi Barsi Na Tum Hi Mily_* _BaHaron Me Ab K Naye Gul Kily_* _Na Jany KaHan Lay Gaye Qafly_* _Musafir Bari Door Ja Kar Mily_* _WaHi Waqt Ki Qaid Hai Darmiyan_* _WaHi Manzilein Aur WaHi Fasly_* _JaHan Koi Basti Nazar Aa Gai_* _WaHen Ruk Gaye Ajnabi Qafly_* _Tum Hi Dil Garifta Nhi Dosto_* _Hamein B Zamany Sy Hain KucH Gily_* _Hamen B Karein Yaad Ehl_E_CHaman_* _CHaman Me Agr Koi GHuncHa KHily_* _Abi Aur Kitni Hai Meyaad_E_GHam_* _KawHan Tak Milen Gy Wafa K Sily_* <EnD> _Ik DiN BuLa Do Ge_ Follow *._LEGENG_.* SEND 8001

Manzil Hai Door

Image
<TaYpEr> *._LEGEND_.*  _ POET>Nasir Kazmi _ _ >_>_>DaikH MoHabbat Ka Dastor_* _To MujH Sy Main TujH Sy Door_* _TanHa TanHa Phirty Hain_* _Dil Weeran AankHein Be-Noor_* _Dost BicHrrty Jaty Hain_* _SHoq Liye Jata Hai Door_* _Hum Apna GHam BHol Gaye_* _Aaj Kisy DaikHa Majbor_* _Dil Ki DHarrkan KeHti Hai_* _Aaj Koi Aaye Ga Zaror_* _KosHisH Lazim Hai Payary_* _Aagy Jo Us Ko Manzor_* _Soraj Doob CHala 'NASIR'_* _Aur AbHi Manzil Hai Door_* <EnD> <_Ik DiN BuLa Do Ge_> Follow *._LEGENG_.* SEND 8001

Po3t_Nasir Kazmi TYp3d By *_TaNhA_*56***>>>Kisi Ka Dard Ho DiL Beqarar Apna Hai_!_Hawa Kahein Ki Ho Seena Fagaar Apna Hai_!_Ho Koi Fasal Magar Zakhm Khil Hi Jate Hain_!_Sada Bahaar DiL_E_Dagh Daar Apna Hai_!_Na Tang Kar Dil-e-Makhzo Ko Aaye Gham_E_Duniya_!_Khudai Bhar Mein Yehi Gham Gusaar Apna Hai_!_Kahein Mila To Kisi Din Mana Hi Lein Gay Usay_!_Wo Zoad Ranj Sahe Phir Bhi Yar Apna Hai_!_Na Dhoond 'NASIR' Aashufta Haal Ko Ghar Mein_!_Wo Boo_E_GuL Ki TarhaBeqaraar Apna Hai_!END*H

Image

Po3t_Nasir Kazmi TYp3d By *_TaNhA_*56* * * >>>Kisi Kali Ne Na Dehka Aankh Bhar k Mujhe_! _Guzar Gaya Jars_E_Gul Udas Kar K Mujhe_! _Mein So Raha Tha Kis Yaad K Shabistan Me_! _Jaga K Chor Gaya Qafle Saher K Mujhe_! _Mein Ro Raha Tha Mukdar Ki Sakht Rahon Mein_! _Ura K Le Gaya Jadu Teri Nazar K Mujhe_! _MainTeri Dard k Tugiyaniyon Mein Doob Gaya_! _Pukarte Rahe Tere ubar Ubar k Mujhe_! _Tere Firaq Ke Raten Kabi Na Bhule Gi_! _Maze Mile Inhin Raton Mein Umar Bhar K Mujhe_! _Zara Si Der Thaharne De Ae Gam_E_Duniya_! _Bula Raha Hai Koi Bam Se Utar K Mujhe_! _Phir Aaj Aye Thi Ik Mouj_E_Hawa_E_Tarab_! _Suna Gai Hai Fasane Idhar Udhar K Mujhe_! END*H

Po3t_Nasir Kazmi TYp3d BY *._LEGEND_.* ^ * * >>>Us Shakhs Ko Mera Halka Sa Ehsas To Hai_! _Bedard Sahi Wo Mera Hamaraz To Hai_! _Wo Aye Na Aye Mere Pas Lekin_! _Shidat Se Mujhe Us Ka Intizar To Hai_! _Abhi Nahi To Kia Howa Mil Hi Jayain Ge Kabhi_! _Mere Dil Mein Us Se Milne Ki Aas Hai_! _Pyar Ki Gawahi Mere Aanso Se Na Maang_! _Barasti Nahi Aankhain Magar Dil Udas To Hai_! ^ END*H* Follow *._LEGEND_.* Send to 8002

Po3t_Nasir Kazmi TYp3d BY *._LEGEND_.* ^ * * >>>Apni Dhun Mein Rehta Hun_! _Main Bhi Tere Jisa Hun_! _O Pichli Rut K Satthi_! _Ab K Baras Main Tanha Hun_! _Tere Gali Mein Sara Din_! _Dukh K Kankar Chunta Hun_! _Mujh Se Aankh Milaye Kun_! _Main Tera Aaina Hun_! _Mera Diya Jalaaye Kun_! _Main Tera Khaali Kamra Hun_! _Tu Jivan Ki Bhaarii Galli_! _main Jangal Ka Rasta Hun_! _Apni Lahar Hai Apna Rog_! _Dariya Hun Or Pyaasa Hun_! _Aati Rut Mujhe Roye Gi_! _Jaati Rut Ka Jhonka Hun_! >>> *.__.* Sad Gzl k Liay Follow *._LEGEND_.* Send to 8002

Poet_Nasir Kazmi TYpE By *_TaNhA_* = = >Karta Usay Be'qaraar Kuch Dair_/ >Hota Agr Ikhtiyar Kuch Dair_/ >Kya Royen Faraib_e_Asaman ko_/ >Apna Nahe Aitbar kuch Dair_/ >Aankhon Men Kati Pahaar Si Raat_/ >So Ja Dil_E_Be Qaraar Kuch Dair_/ >Ay Sharhe_E_Tarab Ko Jany Walo_/ >Karna Mera Intezar Kuch dair_/ >Be Kaifi Roz_O_Shab Musalsal_/ >Sar Masti_E_Intezaar Kuch dair_/ >Takleef_E_Gam_E_Firaap Daaim_/ >Tarqeeb_E_Visaal_E_Yaar kuch dair_/ >Ye Ghuncha_O_Gul Hain Sab Musafir_/ >Hai Qaafila_E_Bahaar kuch Dair_/ >Dunya To Sada Rahe Gi 'Nasir_/ >Hum Log Hain Yaadgaar Kuch Dair_/ END*H

Gaye dinon ka chirag lekar kidhar se aya kidhar gaya wo . Ajeeb manoos ajnabi tha mujhe to heran kar gaya woh . Bas ai moti si chub dikha kar bas aik mithi c dhun suna kar . Sitara sham ban k aya barang khuwab shahr gaya woh . Khushi ki raat ho k gham ka mosam nazar usay dhundhti hai har dam . Wo buu e gul tha ke nagmaa e jaan mere to dil may utar gaya wo . Wo maikaday ko jaganay wala wo raat ki neend urane wala . Yeh aaj kia us k ji main aya kay sham hote hi ghar gia wo . Kuch ab sambhalne lagi hai jan bhi badal chala rang asman bhi . Jo raat bhari thi tal gai hai jo din kadaa tha guzar gaya wo . Shikasta paa raah main khara hun gaye dinon ko bulaa rahaa hon . Jo qaafila mera hamsafar tha misl e gard e safar gaya wo . Na ab wo yaadon ka charhata darya na fursatoon ki udas bharka . Yonhi zara c kasek hai dil main jo zakhm gehra tha bhar gaya wo . Wo jis k shanay pay hath rakh kar safar kia to nay manzilon ka . Teri gali say naa janay kon aaj sar kukaye guzar gya wo . Wo hijar ki raat ka sitara wo ham nafas hum sukhan hamara . Sadaa rahe us ka nam pyaaraa suna hai kal raat mar gaya wo . Bas ek moti si chab dikhakar bas ik mithi c dhun suna kar . Sitaraa e sham ban ke aya barang e khayal e sahar gaya wo . Na ab wo yadon ka charhataa darya na fursuon ki udas barkha . Yun hi zara si kasak hai dil main jo zakham gahraa tha bhar gaya wo . Wo raat ka be mawa musafir wo tera shair wo tera Nasir . Teri gali tak to hum ne dekha phr na jane kidhar gaya wo.......,! . End . Poet NaSiR kAZmI . . Typed by ---------------------- |*__S-Ak-Jan__*| ----------------------

POET NASIR KAZMI. TYPE BY *SHANI_M_B* Be_karan Tanhaiyon ka Silsila Reh jaye Ga.* . Tere Mere Darmiyan Bas Ik Khala Reh Jaye ga.* . Aks Beh Jayein Ge Saray Dhoop K Silaab Mein.* . Aur Koi Panion Mein Jhankta Reh Jaye Ga.* . Mujh ko Mere Humsafar Aisa Safar Darpaish Hai.* . Rasta Kat B Gaya To Fasla Reh Jaye Ga.* . Log so Jayein Ge Khamoshi Ki Chadar Orh Kr.* . Chand Sonay Anganon Mein Jagta Reh Jaye Ga.* . Jo kabhi us Ne Parhein Thein Mujh se Nasir Mang Kr.* . Naam Mera Un Kitabon mein Likha Reh Jaye ga.* . END**S.J *SHANI_M_B*

Apni Dhun Main Rahta Hon Main Bhi Tera Jesa Hon. Oo Phichli Rut Ke Sathi Main Bhi Tere Jesa Hoön. Teri Gali Main Sara Din Dukh Ke Kankar Chunta Hoön. Mera diya Jalaye Kon Main Tere Khali Kamra Hoon. Tu Jeevan Ki Bari Gali Main Jungale Ka Tanha Rasta Hoon. Aati Rut Mujhe Roye Gi Jaati Rut Ka Jhonka Hoon....! Poet By Nasir Kazmi TaYpEd By TLASH25 END** Follow Tlash25 Send To 8001

Aaj Tujhe Kun. TaYpEd By *SHANI_M_B* Aaj Tujhe Kun Chup C Lagi Hai. Kuch To Bata Kia Baat Howi Hai. Aaj To Jese Sari Duniya. Hum Dono Ko Dekh Rahi Hai. Tu Hai Aur Be Khuwab Dareche. Main Hon Aur Sunsaan Gali Hai. Khair Tujhe To Jana Hi Tha. Jaan Bhi Tere Saath Chali Hai. Ab To Aankh Laga Le NASIR. Dekh To Kitni Raat Gai Hai. Poet. Nasir Kazmi. END**S Follow *SHANI_M_B* Send To 8001

Mujhko Mere Humsafar Aisa TaYpEd By TLASH25 Be-karaan Tanhaiyon Ka Silsila Reh Jaye Ga Tere Mere Darmiyan, Bus Ik Khalaa Reh Jaye Ga. Aks Reh Jayenge Sare Dhoop Ke Sailaab Mein Aur Koi Paniyon Mein Jhankta Reh Jayega. MUJH KO MERE HAMSAFAR AISA SAFAR DARPAISH HAI RASTA KAT BHI GAYA TO FASLA REH JAYE GA. Log So Jayenge Khamoshi Ki Chadar Orh Kar Chand Soone Anganon Mein Jagta Reh Jaye Ga. Jo Kabhi Usne Parheen Thi Mujhse" NASIR" Mang Kar, Naam Mera Un Kitaabon Mein Reh Jaye Ga...! eND. Poet By Nasir Kazmi Follow Tlash25 Send To 8001

Gaye Dino Ka. TaYpEd By *SHANI_M_B* Gaye Dino Ka Surag Le Kar Kidhar Aya Kidhar Gaya Wo. Ajeeb Manus Ajnabi Tha Mujhe To Hairan Kar Gaya Wo. Bas Ek Moti Si Chab Dekha Kar Bas Ik Meethi Si Dhun Suna Kar. Sitara E Sham Ban Kar Aya Barang E Khawab Sehar Gaya Wo. Khushi Ki Rut Ho Ya Gham Ka Mousam Nazar Use Dhundti Hai Har Dam. Wo Bo E Ghul Tha K Naghma E Jaan Mere To Dil Main Utar Gaya Wo. Na Ab Wo Yaadon Ka Charhta Dariya Na Fursaton Ki Udas Barkha. Yunhi Zara Si Kasak Hai Dil Main Jo Zakham Gehra Tha Bhar Gaya Wo. Kuch Ab Sambhalne Lagi Hai Jaan Bhi Badal Chala Daur E Asman Bhi. Jo Rat Bhari Thi Tal Gai Hai Jo Din Khara Tha Guzar Gaya Wo. Shikasta Pa Raah Main Khara Hon Gaye Dino Ko Bula Raha Hon. Jo Qafila Mera Humsafar Tha Misal E Gard E Safar Gaya Wo. Mera To Khoon Ho Gaya Hai Pani Sitamgaron Ki Palak Na Bheegi. Jo Naala Utha Raat Dil Se Na Jane Kun Be Asar Gaya Wo. Wo Hijr Ki Raat Ka Sitara Wo Humnafas Humsukhan Hamara. Sada Rahe Uska Naam Pyara Suna Hai Kal Raat Mar Gaya Wo. Wo Jis K Shane Pe Haath Rakh Kar Safar Kia Tu Ne Manzilon Ka. Teri Gali Se Na Jane Kun Aaj Sar Jhukaye Guzar Gaya Wo. Wo Raat Ka Be Nawa Musafir Wo Tera Shayar Wo Tera NASIR. Teri Gali Tak To Hum Ne Dekha Tha Phir Na Jane Kidhar Gaya Wo. Poet. Nasir Kazmi. END**S Follow *SHANI_M_B* Send To 8001

Dil Dharakne Ka Sabab. TaYpEd By *SHANI_M_B* Dil Dharakne Ka Sabab Yaad Aya. Wo Teri Yaad Thi Ab Yaad Aya. Aj Mushkil Tha Sambhalna Ay Dost. Tu Musibat Main Ajab Yaad Aya. Din Guzra Tha Bari Mushkil Se. Phir Tera Wada E Shab Yaad Aya. Tera Bhula Howa Paiman E Wafa. Mar Rahen Ge Agar Ab Yaad Aya. Phir Kai Log Nazar Se Guzre. Phir Ko Shahar E Tarab Yaad Aya. Hal E Dil Hum Bhi Sunate Lekin. Jab Wo Rukhsat Howe Tab Yaad Aya. Baith Kar Saya E Gul Main Nasir. Hum Bohat Roye Wo Jab Yaad Aya. Poet. Nasir Kazmi. END**S Follow *SHANI_M_B* Send To 8001