Posts

Showing posts from July 26, 2013

@__Main to maqtal may bhi qismat ka sikandar nikla__@ +..++..+ @__Ya qurra e faal maire naam ka aksar nikla__@ +..++..+ @__Tha jinhain za'aam wo darya bhi mujhhi may dobay__@ +..++..+ @__Main sahra nazar ata tha samandar nikla__@ +..++..+ @__Main nay us jaan e bahara ko boht yaad kiya__@ +..++..+ @__Jab koi phol meri shakh e hunar par nikla__@ +..++..+ @__Shahar walon ki muhabt ka qayal hon magar__@ +..++..+ @__Main ne jis hath ko choma wahi khanjar nikla__@ +..++..+ @__To yahin yaar gaya hai meray buzdil dushman__@ +..++..+ @__Mujh tanha k muqabil taira lashkar nikla__@ +..++..+ @__Main sahra e muhabt ka musafir tha__@ +..++..+ +++FArAz+++ +..++..+ @__Ik jhonka tha k khushbo k safar par nikla......! +..++..+ Book Pas E Andaz Mosam +..++..+ Poet Ahmad Faraz +..++..+ Typed by *__SA-k-Jan__*

Wo shakal wo lalay ki c kiyari nahi bholay @+.+.+.@ Agboor main jo sham guzari nahi bholay @+.+.+.@ Sorat thi kah hum jaise sanam saaz bhi gum thay @+.+.+.@ Morat thi kah hum jaise baichare nahi bholay @+.+.+.@ Ab uska tagaful bhi gawara kah abhi tak @+.+.+.@ Hum tark e mulakat ki khuwari nahi bholay @+.+.+.@ Yaron ki khataon pay nazar hum nay na rakhi @+.+.+.@ Or yaar koi bhol hamari nahi bholay @+.+.+.@ Khilaat k liay harf ka soda nahi karte @+.+.+.@ Kuch log abhi wahzaih hamain nahi bholay @+.+.+.@ Daane ki hawas la na saki daam may mujh ko @+.+.+.@ Yah mairi khata maire shikari nahi bholay @+.+.+.@ Hum apne tak lakh zikhud rafta hon laikin @+.+.+.@ Youn hai kah koi baat tumhari nahi bholay @+.+.+.@ Ik lub'aat e hindi nay +.FaRAz+. Ab k likha hai @+.+.+.@ Radha ko kabhi kishan morari nahi bholay.....! . @+.+.EnD+.+.@ . Book Pas E Andaz Mosam @+.+.+.@ Poet Ahmad Faraz @+.+.+.@ Typed by *__SA-k-Jan__*

@@@@@@@@@@ Bin Baas ki ik Shaam @@@@@@@@@@ .-"+"-. Ya akhri sa'aat sham ki hai . Ya sham jo hai mahjori ki . Ya sham apno say dori ki . Us sham ufq k honthon par . Ya lali hai zahrili hai . Us sham ne meri ankhon say . Sahba e tarb sab pee li hai . Ya sham aaqb tanhai ki . Patt jhr ki hawa barfeeli hai . Us sham ki rangaat rangeeli hai . Us sham faqt awaz tairi . Aise sunai daiti hai awaz dikhai daiti hai . Ya sham sa'aat ki sham hai ya sham bhi taire naam ki hai......! .-"+"-. Book Pas E Andaz Mosam +..++.+ Poet Ahmad Faraz +..++..+ Typed by *__SA-k-Jan__*

Gaye dino main muhabt mizaj uska tha . Wo shahar e yaar aqleem e harf main aya to . Maira dast e nagar takht o taaj uska tha . Main kya btao kah Q usne bewafai ki . Magar yahi kah kuch aisa mizaj uska tha . Hamain bhi dukh hai dil e zinda k mar jane ja . Kisi k pas magar kab ilaj uska tha . Laho lohan tha main or adal ki maizan jhuki thi janib e qatal k raaj uska tha . Tujhay gila hai kah dunya ne phair li ankhain . +++FaRaZ+++ . Ya to sada say riwaj uska tha.....! *.-.* Book Pas E Andaz Mosam +..++.+ Poet Ahmad Faraz +..++..+ Typed by *__SA-k-Jan__*

Gaisu e shaam main aik sitara aik khaya dil main liay phrte hai tumhara aik khayal . Baam e falak par soraj chand sitare thay hum nay biyaaz e dil pay utara aik khayal . Kabhi to unko bhi daikho, jin logo nay umar gawai or sanwara aik khayal . Yaad k shahar k shor say kale koson door dasht e faramoshi say pukara aik khayak . Yun bhi howa hai kah dil k muqabil ik dunya thi phr bhi na haara,phr bhi na haara aik khaya . Mujh par zarb pari,to khalkat ne daikha meri bajay para para aik khayal . Hum masafat, aik udasi, aik +++FaRaZ+++ aik tamasha,aik sharara,aik khayal........! *..**..* Book Pas E Andaz Mosam +..++.+ Poet Ahmad Faraz +..++..+ Typed by *__SA-k-Jan__*

Wohi ishq tha jo kabhi janon usay rozgar bana diya . Kahin zakhm baich k aa gaye kahin shair koi suna diya . Wahi hum kah jin ko aziz thi darr e abro ki chamak dhamak . Yahi hum kah rozay siyah main zarr e daag e dil bhi lota diya . Kabhi youn bhi tha kah hazar teer e jigar main thay to dukhi na thay . Magar ab ya hai kah kisi maharban k tapaak ne bhi rula diya . Kabhi jo khud ko tot'tay phot'tay bhi daikhay thay hazeen na thay . Magar aj khud pay nazar pari to shakist e jaan ne rula diya . Koi nama dilbar e shahar ka kah gzl giri ka bahana ho . Wahi harf e dil jisay muddaton say ahl e dil nay bhola diya.....! *..**..* Book Pas E Andaz Mosam +..++.+ Poet Ahmad Faraz +..++..+ Typed by *__SA-k-Jan__*

Jis tarha koi kahe . Tere shahar say jab rakht e safar bandh lia . Dar o dewar pay hasrat ki nazar kya karte . Chand kajlaai hoi sham ki dahleez pay tha . Us ghari bhi tere mahjor safar kya karte . Dil thaher jane ko kahta tha magar kya karte . Hum ne jab wadi e gurbat may kadam rakha tha . Jis tarha yaad e watan aaye thay samjhane ko . Kuch is tarha ki kaifiyat e jaan aj bhi hai . Jis tarha koi qayamat ho guzar jane ko . Jis tarha koi kahe phr say palat aane ko.......! . Book Pas E Andaz Mosam +..++..+ Poet Ahmad Faraz +..++..+ Typed by *__SA-k-Jan__*

Qurbat nahi to shiddat e hijran zaror ho janaa say koi silsala jaan zaror ho . Hum aise wahshi ki tawazoh kay waste har ghr may ik zara sa biyan zaror ho . Noo wardan e modarsa ishq kay liay dars e wafa ka qaida asaan zaror ho . To multafat agar hai to har dard ki dawa yah kya zaror hai kah meri jaan zaror hai . Jaisa bhi tera hal hai aye dil tere liay lazim nahi kah woh bhi pareshan zaror thay . Aao jab uski bazm main saz e sukhan liay mazrab e gham ki zad pay rag e jaan zaror ho . Qurbat boht aziz hai uski magar . +++FaRaZ+++ . Jee chahta hai sohbat e yaara zaror ho.....! . Book Pas E Andaz Mosam +..++.+ Poet Ahmad Faraz +..++..+ Typed by *__SA-k-Jan__*

Ridaey zakhm har gul peerhun pahne howay hai jise daikho wohi chup ka kafan pahne howay hai . Wohi sach bolne wala hamara dost daikho gale main tooq, paon main rasan pahne howe hai . Andheri or akaili raat dil or yaadain ya jugnu jungle ka peerhun pahne howe hai . Riha ho bhi chuke sab hum qafs kab kay magar dil wohi wahshi ab bhi zanjeer e kayhiin pahne howe hai . Suna hai aisa taaifa hai ahl e dil ka jo dewana nahi dewana pan pahne howe hai . +++fArAz+++ . Us shahar may kis ko dikhaon zakhm apne yahan to har koi mujh sa badan pahne howe hai.......! . Book Pas E Andaz Mosam +..++.+ Poet Ahmad Faraz +..++..+ Typed by *__SA-k-Jan__*

Wahshat thi magar chak libada nahi tha yun zakhm numai ka irada nahi tha . Khalaat k liay qemat e jaan yun bhi boht thi phr itna dil awaiz libada nahi tha . Hum marhabah kahte tere har sitam par . Sach baat kah dil itna koshada nahi tha . Hum khon may nahlayan gay teri gali main or to kah sar e baam sitara bhi nahi tha . Yaaro koi taqeer karo tum kah wo hum se na khush tha magar itna ziada nahi tha . Akhir to gul ho gaye soraj say mosafir or main to chirag e sar juda bhi nahi tha . Pagal hon FARAZ aj jo rahh daikh rahe ho . Jab k us say mulaqat ka irada bhi nahi tha.........! . Book Pas E Andaz Mosam +..++.+ Poet Ahmad Faraz +..++..+ Typed by *__SA-k-Jan__*

Hum bhi shair thay kabhi jaan e sukhan yaad nahi tujh ko bhole hai to dildari fun yaad nahi . Dil say kul mahvay takallum thay to malom howa koi kakul, koi lab, koi dahan yad nahi . Aaqal k shahar may aya hai to yun gum hai janon labb e goya ko bhi bay sakhta pan yad nahi . Awwal awwal to ma thay wakif e adab e kafs or ab hamain rasm o rah e ahl e chaman yaad nahi . Har ko nok o turkish ki dukan pochta hai kisi gahak ko magar apna badan yaad nahi . Waqt kis dahshat e faramoshi may lay aya hai ab tera nam kabhi khakim badan yad nahi . Ya bhi kya kam hai gareeb ul watni may kah "FARAZ" Hum ko bay mahri arbab e watan yad nahi.......! . Book Pas E Andaz Mosam +..++..+ Poet Ahmad Faraz +..++..+ Typed by *__SA-k-Jan__*

Rone say malal ghat gaya hai badal tha baras k chhat gaya hai . Ab dosh pay sar nahi to goya ik bojh sa dil se hat gaya hai . Ya khalwat e jan may kon aya hai har chez ulat pulat gaya hai . Kya maal e ghanimat tha maira shahar q lashkaro main batt gya hai . Ab dil main +FARAZ+ kon aye dunya say ya shahar kaat gaya hai......! . Book Pas E Andaz Mosam +..++.+ Poet Ahmad Faraz +..++..+ Typed by *__SA-k-Jan__*

Wo zakhm e intazar ki lazzat bhi lay gaya . Ab nama barr ki rah na daikha karen gaye hum . Wo kis tarha mila tha juda kaise hogaya . Socha tha ya sawal na socha karen gaye hum . Aye zindagi jab us say wafa kar na saki to . Phr to bata tujh say wafa kya karen gaye hum......! . Book Pas E Andaz Mosam +..++.+ Poet Ahmad Faraz +..++..+ Typed by *__SA-k-Jan__*

Jahan k shor say ghabra gaye kya musafir ghr ko wapis aa gaye kya . Ya thi itni kari taza mosafat porane humsafar yaa aa gaye kya . Yahan kuch ashna si bastiyan theen jaziron ko samander tha gaye kya . Meri gardan may bahain daal di hai tum apne ap say ukta gaye kya . Nahi aya maira jan e baharan darakhto k shagofay aa gaye kya . Yahan meela gaya hai qatilon ka +FARAZ+ Us shahar may tanha gaye kya........? . Book Pas E Andaz Mosam +..++..+ Poet Ahmad Faraz +..++..+ Typed by *__SA-k-Jan__*

Jab molaqat bay irada thi us main asodgi ziada thi . Na tawaqqo, na intazar, na ranj subah hijran na sham e wada thi . Na takaluf, na ahtihat, na zu'aam dosti ki zuban sada thi . Jab bhi chaha kah gungunao usay shairy paish paa fatada thi . Lal say lab chirag c ankhain naak saton e jabeen kashada tha . Hiddat e jaan say rang tanba sa sagar afzor moj e bada thi . Zalf ko hum saa'ri ka da'waa tha phr bhi khush qeemti ziada tha . Kush to paikar main thi baala ki kashish kuch wo kafir tang mizaj ziada tha . Apsara thi na hoor thi na pari dilbari may magar ziadi thi . Jitni bay mahar, maharban utni jitni dushwar utni sada thi . Aik zamana jise kahe qatil mere shaane pay sar nihada thi . Ya gazak deen us gzl ki hai jis may hum say wafa ziada thi . Wo bhi kya din the jab FARAZ US say ishq kam, ashiqi ziada thi.......! . Book Pas E Andaz Mosam +..++.+ Poet Ahmad Faraz +..++..+ Typed by *__SA-k-Jan__*

Ya dil jo tujh ko bazahir bhola chuka bhi hai . Kabhi kabhi tere bare main sochta bhi hai . Guzar sake to guzar ja shab e firaq, kah hum . Thake howe bhi hai barson ka raat jaga bhi hai . Dil malal na rakh us say to kah wo zalim . Sare jahan ka sahi, tera bhi hai . Wohi hawain jo hamain lay gai theen meri gali . Inhi ki zad pay tera torrah o kaaba bhi hai . Ganeem ka magar us ka nahin hai andaza . Jo bay super tann e tanha hai kafila bhi . Faraz shahar gzl may qadeem salook say rakh . Kah us may Meer sa,GALIB sa khush nowa bhi hai......! . Book Pas E Andaz Mosam *._.* Poet Ahmad Faraz *._.* Typed by *__SA-k-Jan__*

Shaguft e gul ki sada main main rang e chaman main aao . Koi bhi rut ho bahaar k peerhun main aao . Koi safar ho tumhi ko manzil samjh k jaaon . Koi masafat ho tum meri hi lagan main aao . Kabhi to aisa bhi ho kah logon ki baat sun kar . Meri taraf tum riqebon ki jalan main aao . Wo jab garor or naaz say tum chale gaye thay . Kabhi usi tamkinat, usi bankpun main aao . Ya q hamaisha meri talab hi tumhain sada day . Kabhi to khud bhi sapurdagi ki thakan may aao . Hazar muflis sahi magar hum sakhi balaa k . Kabhi to tum ahl e dard ki anjuman main aao . Hum ahl e dil hai hamari aqleem harf ki hai . Kabhi to jan e sukhan diyaar e sukhan may aao . Kabhi kabhi doriyon say koi pukarta hai . +++FarAZ+++ Jani Faraz piyare, watan main aao......! . Book Pas E Andaz Mosam *._.* Poet Ahmad Faraz *._.* Typed by *__SA-k-Jan__*

Is dar pay thikana kabhi us rah main daira . Hum khana badoshon ka yahi sham sawaira . Bay mahri dunya ka gila hai tere lab par . Ab kaise btao tujhay, may bhi nahi tera . Do char kadam hai yah kiran hum safri ki . Phr aage wahi shahar e judai ka andhaira . Hai Jo tang kho to zamane k liay hain . Aye jaan kabhi hum ne tera farman nahi phaira . Ik mushk e gubar or kaf e moj e hawa par . Chaha tha samaita hai na chaha to bakhaira . Mil jaye jo gurbat main FARAZ ab wahi hum dum . Jo jaye jahan sham wahin hai basaira.......! . Book Pas E Andaz Mosam *._.* Poet Ahmad Faraz *._.* Typed by *__SA-k-Jan__*

Thaka gaya hai musalsal safar udasi ka . Or ab bhi hai mere shaane pay sar udasi ka . Wo kon kemiya gar tha kah jo bikhar gaya . Tere gulab say chahre pay zar udasi ka . Mere wajod k khilwat kaade may koi to tha . Jo rakh gaya hai diya taak par udasi ka . Main tujh say kaise kahon yaar e maharban mere . Kah to ilaag nahi meri har udasi ka . Ya ab jo aag ka darya mere wajod main hai . Yahi to pahle pahel tha shar udasi ka . Na jane aaj kahan kho gaya wo sitare e shaam . Wo maira dost,mera humsafar udasi ka . FARAZ deeda pur aab main na dhondha usay . Kah dil ki tah main kahin hai gahar udasi ka.......! . Book Pas E Andaz Mosam *._.* Poet Ahmad Faraz *._.* Typed by *__SA-k-Jan__*

Jaan say ishq or jahan say gureez . Dosto say kya kahan say gureez . Ibtada ki tere kaside say . Ab yah mushkil karo kahan say gureez . Main wahan hon jahan jahan tum ho . Tum karo gaye kahan kahan say gureez . Kar gaya mere tere kisse may . Dastan e goh, yahan wahan say gureez . Jang haari na thi abhi . +++FArAZ+++ . Kar gaye dost darmiyan say gureez......! . Book Pas E Andaz Mosam *._.* Poet Ahmad Faraz *._.* Typed by *__SA-k-Jan__*

Ghairat e ishq salamat thi aa'na zinda thi . Wo bhi kya din thay kah rah o rasm e wafa zinda thi . Qais ko dosh na do rakhyo na FARHAD ka naam . Inhi logon say muhabt ki ada zinda thi . Shahar e bemar k har kocha o dar o baam par . Hum bhi maray thay kah jab khalkat e Khuda zinda thi . Bhuj gai shamain to dam tor gay jhonke bhi . Jis tarha zahr e raqabt say hawa zinda thi . Yaad e ayyam kay sahra e muhabt main . +++FArAZ+++ . Jars e kafila dil ki sada zinda thi.....! . Book Pas E Andaz Mosam *._.* Poet Ahmad Faraz *._.* Typed by *__SA-k-Jan__*

Wo dushman e jan, jaan say piyara bhi kabhi tha . Ab kis say kahin koi hamara bhi kabhi tha . Utra hai ragon main to dil katt sa gaya hai . Yah zahr e judai kah gawara bhi kabhi tha . Har da'saat jahan abr e gureezan ki tarha hai . Ya shahar kabhi shahar hamara bhi kabhi tha . Titli k taaqub main koi phool sa bacha . Aisa hi koi khawab hamara bhi kabhi tha . Ab agle zamane kay mile log to pochain . Jo hal hamara hai,tumhara bhi kabhi tha . Har bazm main ham nay aase afsurda hi dekha . Kahte hai FARAZ anjumam aara bhi kabhi tha.....! . Book Pas E Andaz Mosam *._.* Poet Ahmad Faraz *._.* Typed by *__SA-k-Jan__*

Lagi hai aag, par koi bhi ghar nahi . Abhi tak jalne walon ko khabr nahin . Ajab naqsha hai shahar e bay iman ka . Kisi ka sas kisi kay dosh nahin . Ya baygana rawi hai hum rahon ki . Musafir ko musafir ki khabr nahi . Hawa ki saltanat main kya bharosa . Chirag e jaan udhar ho idhar nahi . Parindon ko rihai mil chali hai . Agar ho jurrat e parwaz, par nahi..........! . Book Pas e Andaz Mosam . Poet Ahmad Faraz . Typed by .-*-..-*-..-*-..-*-. |*__SA-k-Jan__*| *._.**._.**._.*._.*

++HUM NA kaHTE thE++ . Amaan mango na in say dil fagaran hum na kahte thay . Ganeem e shahar hai chabuk sawara hum na kahte thay . Fiza nay to faqt malboos cheenay thay darakhton say . Saleebain bhi tarashay gi barahan hum na kahte thay . Tars jaye gi hum say bay nawaon ko tairi gali . Hmare bad is shahr e nigara hum na kahte thay . Jahan mela laga hai ka nasohoon ghum gusaron ka . Wahin say koocha bay aitbaran hum na kahte thay . Pas e zindan koi hoga sar e maqtal koi hoga . Bane gi is tarha tasveer e yaara hum na kahte thay . Faraz ahl e hawas nay shahr e dushman hum ko thahraya . Khata ya thi madhe shahar yaara hum na kahte thay........! . Book Pas e Andaz Mosam . Poet Ahmad Faraz . Typed by .-*-..-*-..-*-..-*-. |*__SA-k-Jan__*| *._.**._.**._.*._.*

Na sah saka jab mosafiton k azaab sare . To kar gaye kooch mairi ankhon say khawab sare . Biyaz e dil pay gzl ki sorat raqam kiay hai . Tere karam bhi, tere sitam bhi, hisab sare . Bahar aai to tum bhi aao idhar say guzro . Kah daikhna chahte hai tum ko gulab sare . Ya saniha hai k waizoon say ulaj pare hum . Ya waqiya hai kah pee rahe thay sharab sare . Bhol hoi hum gunahgaron nay zid na ki . Sameet kar lay gaya na'saah khawab sare . FARAZ kis ne mere muqaddar main likh diay hai . Ik darya ki dosti main sairab sare...........! . Book Pas e andaz Mosam . Poet Ahmad Faraz . Typed by .-*-..-*-..-*-..-*-. |*__SA-k-Jan__*| *._.**._.**._.*._.*

Kabi zindgi ka nam hy mohabat . kabhi moat ka pegham hy mohabat . Kabhi mohabt say milti hai khushi . Kabhi ghum ki sham hai mohabt . Kabhi aansuon ki barish hai mohabt . Kabhi hansi ka jaam hai mohabt . Kabhi dil ki jalan hai mohabt . Kabhi dil ka arman hai mohabt . Kabhi mout ki tarah benaam hai mohabt . Kabhi zindagi kahti hai mera naam hai muhabt........! . Typed by ---------------------- |*__S-Ak-Jan__*| ----------------------

Zindagi say yahi gila hai mujhe to boht dair say Mila Hai Mujhay . Mohabt say koi chaal to chal haar jane hosla hai mujhe . Dil dharakta nahi tapakta hai kal jo khoahish thi ab nahi hai mujhe . Hum safar chahiay, hajoom nahi aik musafir bhi lagta hai kafila mujhe . Kohkin ho, kah Qais ho ya "FaRaZ" sab main aik hi shakhs mila hai mujhe...........! . Book Pas e andaz Mosam . Poet Ahmad Faraz . . Typed by ---------------------- |*__S-Ak-Jan__*| ----------------------

>PaRdA nAsHEen< ... Jahan main ehl e iman surat khurshid jaisy hai.+ ..... Idhar doby uthar nikle udhar dobay idhar nikle.+ ..... Dil teri yaad say abad hai ab tak warna.+ ..... Ghum nay kab ka isay werana bana diya hota.+ ..... Woh jis nay dard bhi baksha hai ladawa mujh ko.+ ..... Yah dil bhi usi k liay be qarar rahta hai.+ ..... Mere dil main jo aa bethi to phr dil say nikli nahi.+ ..... Kisi parda nasheen ki yaad bhi parda nasheen nikli........! . Typed by ---------------------- |*__S-Ak-Jan__*| ----------------------

Zikr-E-Shab-E-Firaq Se Wehsht TaYpEd By TLASH25 Zikr-E-Shab-E-Firaq Se Wehshat Usay Bhi Thi, Meri Tarh Kisi Se Muhbat Usay Bhi Thi. Mujh Ko Bhi Shoq Tha Naye Chehron Ki Deed Ka, Rasta Badal K Chalne Ki Aadat Usay Bhi Thi. Us Rat Dair Tak Wo Raha Mahv-E-Guftago, Masrof Mein Bhi Kam Tha Faraghat Usay Bhi Thi. Sunata Tha Wo Bhi Sab Se Purani Kahaniyan, Taza Rafaqaton Ki Zarorat Usay Bhi Thi. Mujh Se Bichar K Shehar Mein Ghul Mil Gaya Wo, Halan Ke Shehar Bhar Se Rafaqat Usay Bhi Thi. Wo Mujhse Barh K Zabt Ka Aadi Tha Ji Gaya, Warna Har Ek Sans Qayamat Usay Bhi Thi..! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Ajab Din They Muhbat Ke TaYpEd By TLASH2 Ajab Din They Muhbat Ke Ajab Ratein Thi Chahat ki Kabhi Agar Yad Aa Jayen To Palkon Per Sitare Jhil Milate Hen. Kisi Ki Yad Men Raton Ko Aksar Jagna Mamool Tha Apna Kabhi Agar Neend Ajati To Ham Ye Soch Letey They. Abhi To Wo Hamare Waste Soya Nahi Ho Ga Abhi Roya Nahi Ho Ga To Phir Ham Jagte They Aur Us Ko Yad Kerte They. Akele Beth Kar Weeran Dil Abad Kerte They Hamare Samne Taron Ki Jhurmat Men Akela Chand Hota Tha. Jo us Ke Husn Ke Aage Buhat Hi Mand Hota Tha Jab Agle Roz Ham Milte To To Guzri Rat Ki Har Be-Kali Ka Zikar Kerte They. Har Ek Qisa Sunate They Kahan Kis Bat Pe Dil Dharka Batate They Men Jab Kehta Ke Janan Rat Ko Roshan Sitaron Men Tumhara Nam Dekha Tha. To Wo Kehti Razi Tum Jhot Kehtey Ho Sitare Men Ne Dekhe They...! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Andhe Khuwabon Ko TaYpEd By TLASH25 Andhe Khuwabon Ko Usolon Ka Tarazo De De Mere Malik Mujhe Jazbat Pe Kabo De De Mein Samandar Bhi kisi Gair ke Hathon Se Na Lon Ek Qatra Bhi Samandar Hai Agar To De De. Sab Ke dukh Dard Simat jaye Mere Seene Mein Baant De Sab Ko Hansi La Mujhe Anso De De. Ban Ke Pholon Ki Mehak Mujh Ko Jagane Aaye Subha Ki Pehli Kiran Ko Koi Gungaro De De. Mere Malik Mujhe Jazbat Pe Kabo De De Andhe Khuwabon Ko Usolon Ka Tarazo De De Mere Malik Mere Jazbat Pe Qabo De De..! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Aya Hon B0hat Door Se Zara Pani TaYpEd By TLASH25 Aya Hon Buhat Door Se Zara Pani To Pila Do Marta Hon Tere Ishq Mein Zara Chehra To Dikha Do. Mein Hon Ishq Mein Ghayal Meri Piyas Tum Bujha Do Sadiyon Se Ik khuwahish Hai Tum Seene Mujhe Laga Do. Gham-O-Andho Mein Doba Huwa Hon Jaisy Bhi Ho Mere Dard Sub Mita Do. Mein Lakh Bura Sahi Magar Ik Kaam karo Mere Sub Aib Tum Chupa do...! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Aisi Lagi Udaas TaYpEd By TLASH25 Aisi Lagi Udaas Sar-e-shaam Zindagi Jaise kisi ki Ankh Ka Ilzam Zindagi Apne Jahan Mein Dekha Tere Bad Kuch Nahi. Hum Ne Laga Di Aj Tere Nam Zindagi Ab doston ke Hath Mere Hath Mein Nahi Girne Laga Hon Aj Mujhe Tham Zindagi..! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Ankhen Toot Ke Barsi Thi TaYpEd By TLASH25 Ankhen Toot Ke Barsi Thi Kuch Baadal Toot Ke Barsa Tha Kuch Ankhen Meri Purnum Thi Kuch Manzar Bhege Bhege They. Kuch Palken Bojhal Bojhal Thi Kuch Dard Bhara Be Dardi Tha Kuch Bondein Pagal Pagal Thi Kuch Lehja Toota Toota Tha. Kuch Batein Abhi Adhoori Thi Kuch Wo Bhi Haraana Chahta ThaKuch Hum Bhi Haarna Chahte They. Kuch Rishte Dil Ke Nazuk They Jab Toote To Dil Toot Gaya Phir Shab Bhare Saawan Rota Raha Aur Ankhen Toot Ke Barsi Thi....! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Ay Khuda Tu Ne TaYpEd By TLASH25 Ay Khuda Tu Ne Muhbat Ye Banayi Kyun Hai Agar Banayi To Muhbat Mein Judai Kyun Hai. Kyun Diya Pyar Mujhe Is ki Zarorat Kiya Thi Meri Barbadi Mein Shamil Teri Hikmat Kiya Thi. Meri Rahon Mein To Khushboo Ka Safar Rehta Tha Dil Mein Abaad Gulabon Ka Nagar Rahta Tha. Zindagi Khiar Bhari Rahon Mein Layi Kyun Hai Ay Khuda Tu Ne Muhbat Ye Banayi Kyun Hai. Mein Hon Bikhra Huwa Gardish Mein Sitare Mere Gham Ke Toofan Mein Doobe Hain Kinaare. Mere Na Khatavar Na Mujrim Na Gunehgaar Hon Mein Such To Ye Hai Ke Muhbat Ka Paristar Hon Mein. Ay Saza Phir Bhi To Mere Hise Mein Ayi Kyu Hai Ay Khuda Tu Ny Muhbat Ye Banayi kyun Hai.....! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Is Eid Per Tum Aa Jate To Hmari TaYpEd By TLASH25 Is Eid Per Tum Aa Jate Aa Kar Gale Se Lag Jate To Hamari Eid Ho Jati. Mere Paas Kuch Waqt Ke Liye Aa Jate To Hamari Eid Ho Jati. Buhot Tanha Hon Tum Aa Jate To Hamari Eid Ho Jati. Tum Se Milta Hai Har Pal Hosla Mujhe Chahye Bahon Ka Sahara Tum Aa Jate To Hamari Eid Ho Jati. Barson Se Ji Raha Hon Tere Bin Jana Ek Pal Bhi Nahin Guzar Raha Tum Aa Jate To Hamari Eid Ho Jati...! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Chardy Suraj Dhaldy Waikhy TaYpEd By TLASH25 Chardy Suraj Dhaldy Waikhy Bujdy Diway Baldy Waikhy. Heery Da Koi Mul Na Taary Khoty Siky Chaldy Waikhy, Jina,n Da Na Jagg Ty Koi O Vi Putar Paldy Waikhy. Ohdi Rehmat Dy Nal Bandy Pani Uty Chaldy Waikhy. Lnki Kehndy Dal Ni Galdi Maen Te Pathar Galdy Waikhy. JINHAN GADAR NA KETI YAAR DI BULHY.. HATH KHALI O MALDY WAIKHY....! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Bus Dua Karna Mere Liye. TaYpEd By TLASH25 Bus Dua Karna Mere Liye Kuch Din Ji Loon Tere Liye. Sans Chale Sath Sath Mere Hath Mein Ho Tera Hath. Meri Har Khushi Tere Liye, Tumhara Har Dukh Mere Liye. Mehsoos Ho Yahi Tamam Umar, Tum Ji Rahe Ho Mere Liye Mein Ji Raha Hon Tere Liye. Keh Dena Zamane Bhar Se Ke Tum Ho Mere Liye Mein Hon Tere Liye. Bus Dua Karna Mere Liye Kuch Din Ji Lon Tere Liye...! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Bichar Gaya To Yaad Aaya Wo. TaYpEd By TLASH25 Bichar Gaya To Yaad Aaya Wo Apna Lagta Tha, Mene Usey Pane Ka Kabhi Socha Na Tha. Wo Mera Apna Tha Jo Gheron Ki Tarah Lagta Tha, Wo Mujh Ko Meri Dharkan, Meri Jan Lagta Tha. Rehta Tha Wo Har Pal Meri Yadon Mein, Ek Pal Bicharna Bhi Usey Bura Lagta Tha. Yaqeen Nahi Aata Ke Us Ne Bewafai Kar Li, Jo Shakhs Mujhe Ehl-E-Wafa Lagta Tha Ab To Us Ne Monh Pher Liya Mujhse. Hum Ne Jo Pocha Kiya Yaad Aate They Hum Tum Ko, Usne Muskura Kar Keh Diya Ke Tu Mera Kiya Lagta Tha.....! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Zindagi Ka Naam Hai Muhbat. TaYpEd By TLASH25 Kabhi Zindagi Ka Naam Hai Muhbat Kabhi Mout Ka Pegham Hai Muhbat. Kabhi Muhbat Se Milti Hai Khushi Kabhi Gham Ki Sham Hai Muhbat. Kabhi Ansuon Ki Barish Hai Muhbat Kabhi Hansi Ka Jaam Hai Muhbat. Kabhi Dil Ki Jalan Hai Muhbat Kabhi Dil Ka Araam Hai Muhbat. Kabhi Mout Ki Tarah Be Naam Hai Muhbat Kabhi Zindagi Kehti Hai Mera Naam Hai Muhbat....! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Qaid E Tanhai Se TaYpEd By TLASH25 Qaid-E-Tanhai Se Humein Chutkara Nahi Milta, Ab Kisi Se Bhi Andaz Humara Nahi Milta. Qismat Mein Hi Na Ho Wafa To Kisi Se Kiya Gila, Ishq Mein Doobne Walon Ko Kinara Nahin Milta. Kyun Rota Hai Akela Beth Kar Kisi Ki Khatir Jo Ik Baar Bichar Jaye Dobara Nahin Milta. Kuch Logon Ka Kehna Hai Ke Mil Jati Hai Har Cheez Lekin Jo Asman Se Toot Jaye Wo Sitara Nahi Milta. Kyun Talash Karta Hai Wafa Dunya Mein Yahan To Apnon Se Bhi Sahara Nahin Milta...! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Eid Ke Roz Men TaYpEd By TLASH25 Eid K Roz Men Aaonga Mehndi Laga K Jana Tum Ankhon Men Surma Dal K Apni Khobsorat Se Nigahon Ko Utha K Dekh Kar Chale Jana Tum. Bas Meri Janib Do Qadam Kar K Chale Jana Tum Palat Kar Dekhna Phair Aankh Nam Kar Chale Jana Tum. Kisi Ko Rokna Door Sada Tak De Na Sakon Meri Is Bebasi Ka Gham Kam Kar K Chale Jana Tum. Yahan Ab Koi Na Aaye Ye Andheron Ki Basti Hai Mere Dilbar Mere Dil Per Raqam Kar K Chale Jana Tum. Faqat Ek Bewafai Hi Nahi Ki Ab Talak Mujh Se So Mere Sath Ye Sitam Bhi Kar K Chale Jana Tum. Abi Tak Phir Milenge Keh Nahi Paye Ho Tum Mujhse Meri Jan Pe Hai Rukhsat Ki Rasam Kar K Chale Jana. Jo Kehti Hai Men Tum Se Dobara Mil Nahi Paongi Lakeeren Do Mere Hathon Se Kam Kar K Chale Tum. Tumhare Bad To Jeene Ka Tassawar Nahi Baqi Dafan Bhi Tum Mujhe Meri Qasam Kar K Chale Jana...! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Qatra Ab Ehetjaj TaYpEd By TLASH25 Qatra Ab Ehtejaj Kare Bhi To Kiya Mile Darya Jo Lag Rahe They, Samandar Se Ja Mile. Har Shakhs Dorta Hai Yahan Bheer Ki Taraf, Phir Ye Bhi Chahta Hai Usay Rasta Mile. Uski Arzoo Ne Aur Tamasha Bana Diya, Jo Bhi Mile Hamari Taraf Dekhta Mile. Dunya Ko Dosron Ki Nazar Se Na Dekhiye, Chehre Na Parh Sake To Kitabon Mein Kiya Mile. Is Dour-E-Munsifi Mein Zarori Nahin Hai Jis Shakhs Ki Khata Ho Usi Ko Saza Mile...! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Kyu Udas Phirte TaYpEd By TLASH25 Kyun Udas Phirte Ho Sardiyon Ki Shamon Mein Is Tarah To Hota Is Tarah Ke Kamo Mein. Ab To Uski Ankhon Maikade Muyasir Haio Phir Sukoon Dhondoge Sagaron Mein Jamon Mein. Dosti Ka Daawa Kiya Ashqi Se Kiya Matlab Mein Tere Faqiron Mein Mein Tere Gulamon Mein. Jis Tarah Shoiab Uska Naam Chun Liya Tum Ne Us Ne Bhi Hai Chun Rakha Ek Naam Namon Mein..! Poet By Shoaib Bin Aziz. eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Wo Log Hi Qadmon S Cheen TaYpEd By TLASH25 Wo Log Hi Qadmon Se Cheen Rahe Hain Jo Log Mere qad Ke Barabar Nahi Aate. Ik Tum Ke Tumhare Liye Mein Bhi Meri Jan Bhi Ik Main Ke Mujhe Tum Bhi Muyasar Nahin Aate. Jis Shan Se Lote Hain Ganwa Ke Dil-O-Jan Hum Is Tor Se To Haare Huwe Lashkar Nahin Aate. Koi To Khabar Le Mere Dushman-E-Jan Ki Kuch Din Se Mere Sehan Mein Pathar Nahin Aate. Dil Bhi Koi Aasaib Ki Nagri Hai Ke "Mohsin" Jo Is Se Nikal Jate Hain Mur Kar Nahin Aate...! Poet By Mohsin Naqvi. eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Qadam Qadam P Judai Ka Daagh TaYpEd By TLASH25 Qadam Qadam Pe Judai Ka Dagh De Ke Mujhe Utar Gaye Mere Kitne Hi Yar Qabron Mein. Na Sehn-E-Baagh Mein Sabza Na Phool Shakhon Per.. Chali Gayi Meri Sari Bahaar Qabron Mein. Kidhar Gaye Wo Mere Ashk Ponchne Wale Lahan Chupe Hain Mere Ghamgusaar Qabron Mein. Ye Doston Ko Rahe Yad Meri Mout Ke Baad Ke SAIF Dafan Huwa Tha Hazaron Qabron Mein. Mera Wajood Kisi Ek Muqaam Per Hoga Milegi Rooh Magar Be-Shumar Qabron Mein...! Poet By Saie U Din Saif. eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Qadam Gin Gin K TaYpEd By TLASH25 Qadam Gin Gin K Rakhte Hain Qamar Balkha Hi Jati Hai Khuda Jab Bhi Husn Deta Hai Nazakat Aa Hi Jati Hai. Bachna Lakh Chaho Samne Qayamat Aa Hi Jati Hai. Hai Mera Hal Kuch Aisa Shehr Mein In Dino Ay Dost Mere Ghar Pohanchne Se Pehle Shikayat Aa Jati Hai. Na Wo Pehli Si Baten Hain Na Wo Pehla Sa Apna Pan Suna Hai Husn Ke Nikharne Pe Ye Aadat Aa Hi Jati Hai. Ek Sa Hai Gam-E-Pinha Jo Us Gul Mein Mere Dil Mein Gul Ko Haste Dekh DIL mein Adavat Aa Hi Jati Hah. Kayi Bar Socha Kar Don Us Zalim Ko Ruswai Is Faisle Ke Beech Kambakht Sharafat Aa Hi Jati Hai...! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

*_TaNhA_* Poet: Ahmad Faraz Qurb-E-Janan Ka Na Mekhane Ka Musam Aaya. Pher Se Be-Sarfa Ujjarr Jane Ka Musam Aaya. Kanj-E-Gurbat Mein Kbi Gosha-E-Zindan Mei Thay Hum. Jan-E-Jaan Jab Bhi Tere Aane Ka Musam Aaya. Ab Lahu Rone Ki Khawish Na Lahu Hone Ki. Dil-E-Zinda Tere Marjane Ka Musam Aaya. Kocha-E-Yaar Se Har Fasal Mein Guzre Hain Magr. Shayad Aab Jaan Se Guzar Jane Ka Musam Aaya. Koi Zanjeer Koi Harf-E-Khard Le Aaya. Fasal-E-Gul Aai K Divane Ka Musam Aaya. Seel-E-Khoon Shahr Ki Galiyon Mein Dar Aaya Hai FARAZ. Aur Too Khush Hai K Ghar Jane Ka Musam Aaya.

*_TaNhA_* PeShaaniy0n Pe Likhe Muqaddar Nahin Mile, DaStaar Kab MilenGe Jahaan Sar Nahin Mile, AawarGi K0 Duubte SuuraJ Se Rabt Hai, MaGrib Ke Baad Ham Bhi T0 Ghar Par Nahin Mile, Kalaaiy0n Ka JaShn Hua Tha Tamam Raat, Andhe TamaaSh_Been0 K0 Patthar Nahin Mile, Main Chaahta Tha Khud Se Mulaaqaat H0 MaGar, Aaine Mere Qad Ke Barabar Nahin Mile, PardeS Jaa Rahe H0 T0 Sab Dekhte Chal0, Mumkin Hai WaapaS Aa0 T0 Ye Ghar Nahin Mile...!

Chalo Ek Zakham Naya Phr Sahi, Meri Muhabat Nakam Tu Abad Sahi, Tere Alfaz Hi Sache Jhooti Meri Ghazale Sahi, Meri Kahaniya'n Jhooti Teri Sachi Sahi, Wo Jo Bhool Chuka Tha Wahi Kahani Phr Sahi, Sari Zindagi Dukh To Sahy Hain, Chalo Ek Naya Dukh Aur Sahi, Wafa To Tum Ne Khoob Nibhayi, Chalo Bewafa Hum Hi Sahi, Zindagi To Pehlay Hi Barbad Thi Humari, Chalo Mout Ko Bahana Ek Bar Phr Sahi, Nahi Shikwa Mujhe Kisi Se Bhi, Akhir Sub Umeede Tooti Phr Sahi, Bare Humraz The Wo Humhare, Chalo Kisi Ne To Rasta Badla Phr Sahi, Agar Kismat Me Hi Gam Likhe Hun, To Koi Waja Phr Sahi, Jo Sapne Mil Dekhe The Kabi, Chalo Tere To Pore Huwe Mere Nakam Hi Sahi, Milna Bicharna Ye Riwayat To Hai Purani Zamane Ki, "JAVED" Teri Ghazal Me Tu Hi Pagal Phr Sahi..................!! Poet# Javed Lashari

Yadon Ka Ik Jhonka Aya Mujh Say Milne Barso Bad . Pahle Itna Roya Nahi Tha Jitna Roya Barso Bad . Lamha Lamha Ghar Ujra Hai Mushkil Say Ehsas Hoa . Pathar Aye Barso Pahle Sheeshe Totay Barso Bad . Aj Hamari Khaak Pe Dunya Rone Dhone Baithi Hai . Phlo Hue Kitne Saste jane Kitne Barso Bad . Bhol Bhi Jao Kisne Tora Kaire Tora Or Q Tora . Dhound Raha Hon Galyon Main Kya Dil K Tokre Barson Bad . Dastak Ki Umid Laga Kar Kab Tak Yun Hi Jeete Hum . Kal Ka Wada Karne Wale Milne Aye Barso Bad.........! . Typer .-"*"-.-"*"-.-"*"-. .|*__S-Ak-Jan__*| *.*._.**._.**._.*.*