Posts

Showing posts with the label Poet Bashir Badr

Ik Paari K Saath Moojon Pay Taihelta Hai Raat Ko

Image
Ik Paari K Saath Moojon Pay Taihelta Hai Raat Ko Ab Ye Qudrat Kahan Hai Admi Ki Zaat Ko,,,-* . Jin Ka Sara Jism Hota Hai Hamari Hi Tarha Phool Kuch Aise Bhi Khilte Hai Hamaisha Raat Ko,,,-* . Ik Ik Kar K Sabhi Kapray Badan Say Girr Chukay Subah Phr Hum Ye Kafan Pehnaye Gay Jazbaat Ko,,,-* . Peechay Peechay Raat Thi Caaron Ka Ik Lashkar Liay Rait Ki Patri Pay Soraj Chala Aa Raha Tha Raat Ko,,,-* . Aab O Khak O Baad Main Bhi Wo Leher Aa Gaye Hai Surkh Kar Daiti Hai Dum Bhar Main Jo Patli Dhaat Ko,,,-* . Subah Bister Band Hai Jis Main Lipat Jate Hai Hum Aik Safar K Baad Phr Khulte Hai Aadhi Raat Ko,,,-*,,SA,,* . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Poet Bashir Badar Book Aaaassss

Wo Bujhe Ghairon Ka Chirag Tha Ye Kabhi Kisi Ko Khaber Na Ho

Image
Mere Qatl Main Mera Haath . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Wo Bujhe Ghairon Ka Chirag Tha Ye Kabhi Kisi Ko Khaber Na Ho,,,-* . Usay Lay Gai Hai Kahan Hawa Ye Kabhi Kisi Ko Khaber Na Thi,,,-* . Kaai Log Jaan Say Jayen Gay Mere Qatil Ki Tlash Main,,,-* . Mere Qatl Main Mera Hath Tha Ye Kabhi Kisi Ko Khaber Na Ho,,,-* . Wo Tamaam Dunya K Waste Jo Muhabto Ki Misaal Tha,,,-* . Wohi Apne Ghr May ha Bewafa Ye Kabhi Kisi Ko Khaber Na Ho,,,-* . Kahin Masjido Main Shahadain Kahin Mandiro Main Adalatain,,,-* . Yahan Kon Karta Hai Faisla Ye Kabhi Kisi Ko Khaber Na Ho,,,-* . Mere Paas Jitni Hai Roshni Ye Hi Chiragh Ki Zindagi,,,-* . Main Kahan Jala Main Kahan Bujha Kabhi Kisi Ko Khaber Na Ho,,,-*,,SA,,* . Poet Bashir Badr

Pather K Jiger Waalo Gham

Image
Pather K Jiger Waalo . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Pather K Jiger Waalo Gham Main Wo Rawani Hai,,,-* . Khud Rah Bana Lay Ga Bahta Howa Paani Hai,,,-* . Pholo Main Gzl Rakhna Ye Raat Ki "Rani" Hai,,,-* . Us Main Teri Zulfo Ki Berabt C Kahani Hai,,,-* . Ek Zahn E Paraishan Main Wo Phool Sa Chehra Hai,,,-* . Pathar Ki Hifazat Main Sheeshay Ki Jawani Hai,,,-* . Q Chandni Raato Main Darya Pay Naahatay Ho,,,-* . Soay Howay Pani Main Kya Aag Lagani Hai,,,-* . Is Hosla E Dil Par Hum Nay Bhi Kafan Pahna,,,-* . Hans Kar Koi Puchay Ga Kya Jan Ganwani Hai,,,-* . Rone Ka Asar Dil Rah Rah K Badalta Hai,,,-* . Ansoo Kabhi Sheesha Hai Ansoo Kabhi Pani Hai,,,-* . Ye Shabnami Lahja Hai Aahista Gzl Parhta,,,-* . Titli Ki Kahani Hai Pholo Ki Zubani Hai,,,-*,,SA,,* . Poet Bashir Badar

Pather K Jiger Waalo Gham

Image
Pather K Jiger Waalo . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Pather K Jiger Waalo Gham Main Wo Rawani Hai,,,-* . Khud Rah Bana Lay Ga Bahta Howa Paani Hai,,,-* . Pholo Main Gzl Rakhna Ye Raat Ki "Rani" Hai,,,-* . Us Main Teri Zulfo Ki Berabt C Kahani Hai,,,-* . Ek Zahn E Paraishan Main Wo Phool Sa Chehra Hai,,,-* . Pathar Ki Hifazat Main Sheeshay Ki Jawani Hai,,,-* . Q Chandni Raato Main Darya Pay Naahatay Ho,,,-* . Soay Howay Pani Main Kya Aag Lagani Hai,,,-* . Is Hosla E Dil Par Hum Nay Bhi Kafan Pahna,,,-* . Hans Kar Koi Puchay Ga Kya Jan Ganwani Hai,,,-* . Rone Ka Asar Dil Rah Rah K Badalta Hai,,,-* . Ansoo Kabhi Sheesha Hai Ansoo Kabhi Pani Hai,,,-* . Ye Shabnami Lahja Hai Aahista Gzl Parhta,,,-* . Titli Ki Kahani Hai Pholo Ki Zubani Hai,,,-*,,SA,,* . Poet Bashir Badar

Chal Chal K Ruke Ruk Ruk K Chale Jo Dil Ne Kaha Hum Ne Wo Kya

Image
Chal Chal K Ruke Ruk Ruk K Chale Jo Dil Ne Kaha Hum Ne Wo Kya Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Chal Chal K Ruke Ruk Ruk K Chale Jo Dil Ne Kaha Hum Ne Wo Kya . Phal Phool Rakhe Un Charno Par Jo Saraj K Ghar Jate Hai . Ya Baat Kabhi Utri Na Gale Jo Dil Ne Kaha Wo Hum Ne Kya . Mosam K Deen o Mazhab Ko Hum Ne Apna Mazhab Jana . Pholon K Badan Palkon Say Mile Jo Dil Ne Kaha Wo Hum Ne Kya . Roshan Roshan Shakhon Pay Khile Jab Sham Dhale Taqoon Main Jale . Moti Chamke Palkon K Tale Jo Dil Ne Kaha Wo Hum Ne Kya . Matki Makhhan Ghaghar Chan Chan Rim Jhim Rim Jhim Barse Sawan . Sundar Sundar Godoon Main Pale Jo Dil Ne Kaha Wo Hum Ne Kya...............! . Poet Bashir Badar

Chirag Le K Tere Shahar Say Guzarna Hai

Chirag Le K Tere Shahar Say Guzarna Hai Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Chirag Le K Tere Shahar Say Guzarna Hai . Ya Tajarba Hamain Bar Bar Karna Hai . Main Wo Pahaar Hun Jo Cut Raha Hon Pani Say . Ya Dil Nahi Hai Mere Ansuon Ka jharna Hai . Mere Aziz Main Utri Nadi Ka Lahja Hun . Mujhe Charhe Howe Darya Ko Paar Karna Hai . Boht Kadeem Hun Laikin Ya Mera Wirsa Hai . Isi Kadeem Gali Say Mujhe Guzarna Hai . Tumhain Khabar Nahi Hai Soraj Hai Aks Mera . Tamam Din Ka Mujhe Intazar Karna Hai . Wo Aik Shakhs Kah Jis Ko Gzl Bhi Kahte Hai . Usi K Nam pay Jeena Usi pay Marna Hai.......! . Book Khuda Hafiz . Poet Bashir Badar

Khwab In Ankhon Se Ab Koi Churaa Kar Le Jaye

Khwab In Ankhon Se Ab Koi Churaa Kar Le Jaye Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Khwab In Ankhon Se Ab Koi Churaa Kar Le Jaye . Qabr k Sookhe Howe Phol Utha Kar Lay Jaye . Muntazir phool Main Khushbo Ki Tarah Hun Kab Se . Koi Jhonken Ki Tarah Aye Uraa Kar Le Jaye . Ye Bhi Pani Hai Magar Ankhon Ka Aisa Pani . Jo Hatheli Pe Rachi Mehndi Ko Uraa Kar Lay Jaye . Main Muhbbt Se Mahakta Hua Khat Hun Mujh Ko . Zindagi Apni Kitabon Main Dabaa Kar Le Jaye . Khaak Insaaf Hai Nabeenaa Butoon K Agee . Raat Thali Main Chiragon Ko Sajaa Kar Le Jaye...,..! . Poet Bashir Badar

Sadiyon Say Jagi Ankhon Ko Ek Bar Sulane Aajao

Sadiyon Say Jagi Ankhon Ko Ek Bar Sulane Aajao Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Sadiyon Say Jagi Ankhon Ko Ek Bar Sulane Aajao . Mana K Tum Ko Piyar Nahi Nafrat Hi Jatane Aa Jao . Jis Mor Pe Hum Ko Chor Gaye Hum Baithe Ab Tak Soch Rahe . Kya Bhol Hui Q Juda Howay Bas Ya Samjhane Aa Jao . Har Lamha Teri Furkat Main Hum Tarapte Rahe Hum Taraste Rahe . Meri Mano Tum is Dil Ko Kuch Pal Bahlane Aajao . Sadiyon Se Jagi Ankhon Ko Ek Bar Sulaany Aajao...-*,,SA,,*

Galyun Se Meri Tum Ne Guzar Kar Nahi Daikha

Galyun Se Meri Tum Ne Guzar Kar Nahi Daikha Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Galyun Se Meri Tum Ne Guzar Kar Nahi Daikha . Gham Ya Hai K Khushyon Nay Mera Ghar Nahi Daikha . Mehroom Hai Wo Pyar Ki Dolat Se Abhi Tak . Dil Jis Ne Kahin Laga Kar Nahi Daikha . Gumnaam Hai Wo Phol Gulistan e Jahan Main . Khushbo Ki Tarha Jis Ne Bikhar Kar Nahi Daikha . Aaine Faqat Uski Tasalli K Liay hai . Dulhan Ki Tarha Jis Ne Sanwar Kar Nahi Daikha . Ye Sach Hai Mera Qatal Sar e Aam Hua Hai . Kis Ka Tha Meri Peeth Par Khanjar Nahi Daikha . Dil Cheer K Nikle Hai Ye Ash'aar Hamare . Afson Inhen Ap Ne Parh Kar Nahi Daikha.......! . Poet Bashir Badar

Mohabt Ka Guman Hota Boht Hai K Ab Lafz Bhi Ruswa Boht Hai

Mohabt Ka Guman Hota Boht Hai K Ab Lafz Bhi Ruswa Boht Hai Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Mohabt Ka Guman Hota Boht Hai K Ab Lafz Bhi Ruswa Boht Hai . Udasi Ka Sabab Main Kya Btaon Gali Kochon Main Sannata Boht Hai . Na Milne Ki Kasam Kha K Bhi Main Ne . Tujhe Har Rah Main Dhounda Boht Hai . Ya Ankhain Or Kiya Dekhain Kisi Ko . In Ankhon Ne Tujhe Daikha Boht Hai . Najane Q bachaa Rakhe Hai Ansoo . Abhi Shayad Mujhe Rona Boht Hai . Tujhe Maloom To Hoga Mere Hamdam . Tujhe Ek Shakhs Ne Chaha Boht Hai.......! . Poet Bashir Badar

Tum Nay Bhi Kam Naseeb Py Kuch Kam Nigah Ki

Image
Tum Nay Bhi Kam Naseeb Py Kuch Kam Nigah Ki Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Tum Nay Bhi Kam Naseeb Py Kuch Kam Nigah Ki . Usne To Khair Apni Zindagi Tabah Ki . Hum Dono Dunya Dar Nahi Hai Is Liay . Sorat Koi Nazar Nahi Ati Nibah Ki . Pather Samjh K Tum Jise Tukra K Chal Diay . Is Dil Pe Thi Nigah Boht Mehr O Mah Ki . Uski Nazr Main Payar Gunah e Azem Hai . Tofeeq Day Khuda Unhain Aese Gunah Ki . Halat Bewafai Pe Majbor Kar Gaye . Warna Use Bhi Chah Boht Thi Nibah Ki . Apne Ko Rashk e Meer Samjhte hai Badar G . Gumrah Kar Gai Hai Sada Wah Wah Ki........! . Poet Bashir Badar

Ye Chandni Bhi Jin Ko Chutay Hoay Darti Hai

Image
Ye Chandni Bhi Jin Ko Chutay Hoay Darti Hai Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Ye Chandni Bhi Jin Ko Chutay Hoay Darti Hai . Dunya Unhi Pholon Ko Peron Main Masalti Hai . Shohrat Ki Bulandi Bhi Pal Bhar Ka Tamasha Hai . Jis Daal Pe Bethay Ho Wo Tot Bhi Sakti Hai . Labon Main Chingari Jese Koi Rakh Jaye . Yun Yad Teri Shab Bhar Seeny Main Sulagti Hai . Aa Jata Hai Khud Khench Kar Dil Seenay Say Patrii Par . Jab Raat Ki Sarhad Se Ek Rail Guzarti Hai . Aansu Kabhi Palkon Par Ta Dair Nahi Rukte . Urr Jate Hai Ye Panchi Jab Shakh Lachakti Hai . Khush Rung Parindo K Loat Anay K Din Aye . Bichre Howe Milte hai Kab Barf Pighalti Hai.........! . Poet Bashir Badar

Gham Chupate Rahe Muskurate Rahe

Image
Gham Chupate Rahe Muskurate Rahe Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Gham Chupate Rahe Muskurate Rahe . Mehfilon Mehfilon Gun Gungunaate Rahe . Ansuon Se Likhi Dil Ki Tahreer Ko Phol Ki Pattiyon Se Sajate Rahe . Ghazlen Kumhalaa Gain Nazmen Murjha Gain . Geet Sanvalaa Gaye Saaz Chup Ho Gaye . Phr Bhi Ahl e Chaman Kitne Khush Zauq The . Naghma E Fasl E Gul Gun Gunate Rahe . Teri Sanson Ki Khushbo Labon Ki Mehak . Jaane Kesi Haawaen Uraa Lai Thi . Waqt Ka Har Qadam Bhi Behakta Raha . Paaon Bhi Dagmagaate Rahe,,,-*,,SA,,* . Poet Bashir Badar

Ajnabi Parriyon K Saaye Se Mohabt Hai Boht

Image
Ajnabi Parriyon K Saaye Se Mohabt Hai Boht . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Ajnabi Parriyon K Saaye Se Mohabt Hai Boht . Ghar Se Niklo To Ya Dunya Khubsorat Hai Boht . Raat Taaron Se Ulajh Sakti Hai Zarron Say Nahi . Raat Ko Maloom Hai Jugnu Main Himmat Hai Boht . Mukhtasir Baaten Karo BeJAA Wazaahat Mat Karo . Ye Naa'ii Dunya Hai Bachon Main Zahaanat Hai Boht . Kis liay Hum Dil Jalain Raat Din Mahnat Karain . Kya Zamana Hai Bure Logon Kh Izzat Hai Boht . 7 Sandoqon Main Bhar Kar Dafan Kar Do Nafratain . Aj K Insan Ko Muhabt Ki Zarorat Hai Boht........! . Poet Bashir Badar

Ajab Mosam Hai Mere Har Qadam Pay Phool Rakhta Hai

Ajab Mosam Hai Mere Har Qadam Pay Phool Rakhta Hai Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Ajab Mosam Hai Mere Har Qadam Pay Phool Rakhta Hai . Muhabt Main Mohabt Ka Farishta Sath Chalta Hai . Har Ansoo Main Tasveer Jhilmilati Hai . Tumhain Ankhain Batain Gi Dii'yon Main Kon Jalta Hai . Main Jab So Jaon In Ankhon Pay Hont Rakh Daina . Yaqeen Aa Jaye Ga Palkon Talay Bhi Dil Dharakta Hai . Bara Hokar Kahain Mandir Kahin Masjid Banae Ga . Ya Bacha Dekhna School Jane Se Darta Hai..,-*,,SA,,* . Poet Bashir Badar

Wo Shakh Hai Na Phool Agar Titliyan Na Hon

Wo Shakh Hai Na Phool Agar Titliyan Na Hon Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Wo Shakh Hai Na Phool Agar Titliyan Na Hon . Wo Ghr Bhi Koi Ghr Nai Jahan Bachiyan Na Hon . Palkon Say Ansuon Ki Mahak Ani Chahiay . Khali Hai Asman Agar Badliyan Na Hon . Dushman Ko Bhi Khuda Aisa Makaan Na Day . Taza Hawa Ki Kahin Jis Main Khirki Na Ho . Main Pochta Hun Wo Mairi Gali Main Aye Q . Jis Dakiay K Pas Teri Chithiyan Na Hun...-*,,SA,,* . Book KhUdA HaFiZ . Poet Bashir Badar

Main Kab Kahta Hum Wo Acha Boht Hai

Main Kab Kahta Hum Wo Acha Boht Hai Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Main Kab Kahta Hum Wo Acha Boht Hai Magar Usne Mujhe Chaha Boht Hai Khuda Usk Shahr Ko Mahfoz Rakhe Ya Bachon Ki Tarha Hasta Boht Hai Main Har Lamhe Main Sadiyan Daikhta hun Tumhare Sath Ek Lamha Bohat Hai Mera Dil Barishon Main Phool Jaisa Ya Bacha Raat Ko Rota Boht Hai Wo Ab Lakhon Dilon Say Khailta Hai Mujhe Pahchan Lay Itna Boht Hai,,,-*,,SA,,* . Poet Bashir Badar

Wo Jahan Thay Wahin Khare Hun Gay

Wo Jahan Thay Wahin Khare Hun Gay Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Wo Jahan Thay Wahin Khare Hun Gay . Jo Kisi Baat Par Urray Hun Gay . Palnoon Main Kahin Pare Hun Gay . Kal Jo Soraj Boht Bare Hun Gay . Ab Na'ay Zahan Or Ayen Gay . Imtihanam Bhi Kaare Hon Gay . Tajdaron Kay Sar Charhe Hire . Aaj Paposh Main Jare Hun Gay . Ak Chote Say Saiban K Liay . Umar Bhar Dhoop Say Lare Hun Gay . Main Utha Kar Gzl Bana Donga . Lafz jitne Gire Pare Hun Gaye . 7 Rangon K Sath Tajmahal Ak Dewar Main Jare Hun Gay . Dhoop Kab Tak Mujhe Satay Gi kal Mere Pair Bhi Bare hn Gay . Kitne Lahje Bashir Badar Hoay . Apne Peeon Par Kab Khare Hun Gay,,,-*,,SA,,* . Poet Bashir Badar

Achi Ankhain Sache Dil Poja Karen

Image
Achi Ankhain Sache Dil Poja Karen . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Achi Ankhain Sache Dil Poja Karen . Aa Sanam Khano Main Hum Sajda Kare . Phool Jaise Khobsorat Zakhm Hai . Zindagi Say Kya Gila Shikwa Karen . Jab Wo Aye Ga Zamana Aye Ga . Hum Akele Hai Akele Kya Karain . Aao Janaa Badalon K Sath Sath . Dhoop Jati Hai Kahan Pecha Karain . Palkan Palkan Raat Bhar Shabnam Chuni . Qatra Qatra Jor Kar Darya Karen . Door Jain Door Say Batain Karen . Pas Ayen Pas Say Daikha Karen,,,-*,,SA,,* . Poet Bashir Badar

Ya Maza Laina Ka Mosam Phr Kahan

Image
Ya Maza Laina Ka Mosam Phr Kahan Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Ya Maza Laina Ka Mosam Phr Kahan . Rahmaton Ki Raat Hai Sajda Karen . Mohabt Pani Pani Hai Meri Pani Ki Basti Hai . Samandar Parr Karne K Liay Kaghaz Ki Kashti Hai . Dilon K Khana Wirani Ka Yun Matam Nahi Karte . Jahan Badal Nahi Hote Wahan Rahmat Barasti Hai . Mohabt K Khariday "Jan G" Uper Say Ate Hai . Mohabt Zindagi Day Kar Agar Mil Jaye Sasti Hai,,,-*,,SA,,* . Poet Bashir Badar