Posts

Showing posts with the label Book . Pas e Andaz Mosam

Ye Aakhri Saa'at Shaam Ki Hai

Image
Ye Shaam Tumhare Naam . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Ye Aakhri Saa'at Shaam Ki Hai,,,-* . Ye Shaam Jo Hai Mahjori Ki,,,-* . Ye Shaam Apno Say Dori Ki,,,-* . Us Shaam Ufq K Honthon Par,,,-* . Ye Lali Hai Zahreeli Hai,,,-* . Us Shaam Nay Meri Ankhon Say,,,-* . Sahba E Tarb Sab Pee Li Hai,,,-* . Ye Shaam Aaqb Tanhai Ki,,,-* . Patt Jhar Ki Hawa Barfeeli Hai,,,-* . Us Shaam Ki Rangaat Rangeeli Hai,,,-* . Us Shaam Faqt Awaaz Teri,,,-* . Aise Sunai Daiti Hai Jaise Awaaz Dikhai Daiti Hai,,,-* . Ye Sham Saa'at Ki Shaam Hai Ye Shaam Bhi Tere Naam Ki Hai,,,-*,,,SA,,* . Book Pas E Andaz Mosam Poet Ahmad Faraz

Gaisu E Shaam Main Aik Sitara Aik Khayal

Image
Gaisu E Shaam Main . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Gaisu E Shaam Main Aik Sitara Aik Khayal Dil Main Liay Phirte Hai Tumhara Aik Khayal,,,-* . Baam E Falak Par Soraj Chand Sitare Thay Hum Nay Biyaaz E Dil Pay Utara Aik Khayal,,,-* . Kabhi To Unko Bhi Daikho, Jin Logo Nay Umar Gawai Or Sanwara Aik Khayal,,,-* . Yad K Shaher K Shor Say Kosoon Door Dasht E Faramoshi Say Pukara Aik Khayal,,,-* . Yun Bhi Howa Hai Kah Dil K Muqabil Ik Dunya Thi Phr Bhi Na Haara, Phr Bhi Na Haara Aik Khayal,,,-* . Hum Masafat Aik Udasi Aik "Faraz" Aik Tamasha Aik Sharara,Aik Khayal,,,-*,,SA,,* . Book Pas E Andaz Mosam Poet Ahmad Faraz

Wo Shakal Wo Lalay Ki C Kiyari Nahi Bholay

Image
Wo Shakal Wo Lalay . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Wo Shakal Wo Lalay Ki C Kiyari Nahi Bholay,,,-* . Agyaar Main Jo Shaam Guzari Nahi Bholay,.,-* . Sorat Thi Kah Gum Jaise Sanam Saaz Bhi Gum Thay,,,-* . Morat Thi Kah Hum Jaise Baychare Nahi Bholay,,,-* . Ab Uska Tagaful Bhi Gawara Kah Abhi Tak,,,-* . Hum Tark E Mulakat Ki Khuwari Nahi Bholay,,,-* . Yaron Ki Khataon Pay Nazar Hum Nay Na Rakhi,,,-* . Or Yar Koi Bhol Hamari Nahi Bholay,,,-* . Khil'aat K Liay Harf Ka Soda Nahi Karte,,,-* . Kuch Log Abhi Wahzaih Hamain Nahi Bholay . Daane Ki Hawas Laa Na Saki Daam May Mujh Ko,,,-* . Ye Meri Khata Mere Shikari Nahi Bholay,,,-* . Hum Apne Tak Laakh Zikhud Rafta Hon Lekin,,,-* . Youn Hai Kah Koi Baat Tumhari Nahi Bholay,,,-* . Ik Lub'aat E Hindi Nay "Faraz" Ab K Likha Hai,,,-* . Radha Ko Kabhi Kishan Morari Nahi Bholay,,,-*,,SA,,* . Book Pas E Andaz Mosam Poet Ahmad Faraz

Wehshat Thi Magar Chaak Libada Nahi Tha,

Image
Wehshat Thi Magar . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Wehshat Thi Magar Chaak Libada Nahi Tha,,,-* . Yun Zakhm Numai Ka Irada Nahi Tha,,,-* . Khal'aat K Liay Qeemat E Jan Yun Bhi Boht Thi,,,-* . Phr Itna Dil Awaiz Libada Nahi Tha,,,-* . Hum Mar'habah Kahte Rahe Tere Har Sitam Par,,,-* . Sach Baat Kah Dil Itna Koshada Nahi Tha,,,-* . Hum Khoon Main Nahlaye Gaye,,,-* . Teri Gali Main Or To Sar E Baam Sitara Bhi Nahi Tha,,,-* . Yaaro Koi Taqeed Karo Tum Kah,,,-* . Wo Hum Say Na Khush Tha Magar Itna Ziada Nahi Tha,,,-* . Aakhir To Gul Ho Gaye Soraj Say Musafir,,,-* . Or Main To Chirag E Sar Juda Bhi Nahi Tha,,,-* . Pagal Ho "Faraz" Aaj Jo Rah Daikh Rahe Ho,,,-* . Jab K Us Say Mulaqat Ka Irada Bhi Nahi Tha,,,-*,,SA,,* . Book Pas E Andaz Mosam Poet Ahmad Faraz

Gaye Dino Main Muhabat Mizaj Uska Tha

Image
Gaye Dino Main Muhabt . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Gaye Dino Main Muhabat Mizaj Uska Tha,,,-* . Wo Shaher E Yaar Aqleem E Harf Main Aya To,,,-* . Mera Dast E Nagar Takht O Taaj Uska Tha,,,-* . Main Kya Btao Kah Q Usne Bewafai Ki,,,-* . Magar Yahi Kah Kuch Aisa Mizaj Uska Tha,,,-* . Hamain Bhi Dukh Hai Dil E Zinda K Marr Jaane Ka,,,-* . Kisi K Pas Magar Kab Ilaj Uska Tha,,,-* . Laaho Lohan Tha Main Or Adal Ki Maizan Jhuki Thi Janib E Qatal Ka Raaj Uska Tha,,,-* . Tujhe Gila Hai Kah Dunya Nay Phair Li Ankhain,,,-* . "Faraz" . Ye To Saada Say Riwaaj Uska Tha,,,-*,,SA,,* . Book Pas E Andaz Mosam Poet Ahmad Faraz

Ye Jaan Kar Bhi Kah Dono K Raste Thay Alag

Ye Jaan Kar Bhi . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Ye Jaan Kar Bhi Kah Dono K Raste Thay Alag,,,-* . Ajeeb Haal Tha Jab Us Say Ho Rahe Thay Alag,,,-* . Ye Harf O Lafz Hai Dunya Say Guftagu K Liay,,,-* . Kisi K Hum Sukhni K Muqalmay Thay Alag,,,-* . Khayal Un Ka Bhi Aaya Kabhi Tumhain Jana,,,-* . Jo Tum Say Door Boht Door Jee Rahe Thay Alag,,,-* . Humhi Nahi Hai, Hamari Tarha K Or Bhi Log,,,-* . Azaab Main Thay Jo Oron Say Sochtay Thay Alag,,,-* . Akaile Pan Ki Aziyat Ka Ab Gila Kaisa,,,-* . "FARAZ" . Khud Hi To Apno Say Ho Gaye Thay Alag,,,-*,,SA,,* . Book Pas E Andaz Mosam Poet Ahmad Faraz

Main To Maqtal Main Bhi Qismat Ka Sikandar Nikla

Main To Maqtal Main . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Main To Maqtal Main Bhi Qismat Ka Sikandar Nikla,,,-* . Ye Qur'ra Ay Faal Mere Naam Ka Aksar Nikla,,,-* . Tha Jinhain Za'aam Wo Darya Bhi Mujh'hi Main Dobay,,,-* . Main Sahra Nazar Ata Tha Samandar Nikla,,,-* . Main Nay Us Jan E Bahara Ko Boht Yaad Kiya,,,-* . Jab Koi Phool Meri Shaakh E Hunar Par Nikla,,,-* . Shaher Waalon Ki Muhabt Ka Qayal Hon Magar,,,-* . Main Nay Jis Haath Ko Chooma Wohi Khanjar Nikla,,,-* . Tu Yahin Aa'rr Gaya Hai Mere Buzdil Dushman,,,-* . Mujh Tanha K Muqabil Tera Lashkar Nikla,,,-* . Main Sahra E Muhabt Ka Musafir Tha,,,-* . "Faraz" . Ik Jhonka Tha K Khushbo K Safar Par Nikla,,,-*,,SA,,* . Book Pas E Andaz Mosam Poet Ahmad Faraz

Ghairat E Ishq Salamat Thi Aa'naa Zinda Thi

Image
Ghairat E Ishq Salamat . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Ghairat E Ishq Salamat Thi Aa'naa Zinda Thi,,,-* . Wo Bhi Kya Din Thay K Rah O Rasm E Wafa Zinda Thi,,,-* . Qais Ko Dosh Na Do Rakho Na Farhad Ka Naam,,,-* . Inhi Logon Say Muhabt Ki Ada Zinda Thi,,,-* . Shaher E Beemar K Har Kocha O Dar O Baam Par,,,-* . Hum Bhi Mar'ray Thay K Jab Khalkat E Khuda Zinda Thi,,,-* . Bhuj Gai Shamain To Dum Tor Gay Jhonke Bhi,,,-* . Jis Tarha Zaher E Raqabt Say Hawa Zinda Thi,,,-* . Yaad E Ayyam K Sahra E Muhabt Main,,,-* . "Faraz" . Jars E Kafila Dil Ki Sada Zinda Thi,,,-*,,SA,,* . Book Pas E Andaz Mosam Poet Ahmad Faraz

Koi ahsan chashm e yaar par nahi

Image
Koi ahsan chashm e yaar par nahi .Hum is k hai magar usko khabr nahi. Ajeb nasha hai mastana ravi main .Khayal e manzil e raaz e safar nahi. Muhabt apna apna tajarba hai. Yahan farhad o majno mo'tabbir nahi. Boht say khob sorat log daikhe. Agar aisa hai tujh ko daikh kar nahi .Faraz us ki gali say phr na aaya .Wo dewana nahi par dar badar nahi........! .BookPas e Andaz Mosam. Poet Ahmad Faraz . .-*-..-*-..-*-..-*-. Typed by *__Sarfraz Ahmad__* *._.**._.**._.*._.*

Ghairat e ishq salamat

Image
Ghairat e ishq salamat thi aa'na zinda thi. Wo bhi kya din thay kah rah o rasm e wafa zinda thi. Qais ko dosh na do rakhyo na FARHAD ka naam .Inhi logon say muhabt ki ada zinda thi .Shahar e bemar k har kocha o dar o baam par .Hum bhi maray thay kah jab khalkat e Khuda zinda thi. Bhuj gai shamain to dam tor gay jhonke bhi. Jis tarha zahr e raqabt say hawa zinda thi. Yaad e ayyam kay sahra e muhabt main. +++FArAZ+++. Jars e kafila dil ki sada zinda thi.....!     .Book Pas E Andaz Mosam *._.* Poet Ahmad Faraz *._.* Typed by *.__Sarfraz Ahmad__.*
Image
Wo dushman e jan, jaan say piyara bhi kabhi tha. Ab kis say kahin koi hamara bhi kabhi tha. Utra hai ragon main to dil katt sa gaya hai. Yah zahr e judai kah gawara bhi kabhi tha .Har da'saat jahan abr e gureezan ki tarha hai. Ya shahar kabhi shahar hamara bhi kabhi tha .Titli k taaqub main koi phool sa bacha. Aisa hi koi khawab hamara bhi kabhi tha. Ab agle zamane kay mile log to pochain. Jo hal hamara hai,tumhara bhi kabhi tha. Har bazm main ham nay aase afsurda hi dekha .Kahte hai FARAZ anjumam aara bhi kabhi tha.....!. Book Pas E Andaz Mosam *._.* Poet Ahmad Faraz *._.* Typed by*.__Sarfraz Ahmad__.*

Ye jaan kar bhi kah

Image
Ye jaan kar bhi kah dono k raste thay alag .-"*"-. Ajeb hal tha jab us say ho rahe thay alag .-"*"-. Ya harf o lafz hai dunya say guftagu k liay .-"*"-. Kisi k hum sukhni k muqalmay thay alag .-"*"-. Khaya un ka bhi aya kabhi tumhe jana .-"*"-. Jo tum say door boht door jee rahe thay alag .-"*"-. Hami nahi hai, hamari tarha k or bhi log .-"*"-. Azab main thay jo oron say sochtay thay alag .-"*"-. Akale pun ki aziyat ka ab gila kaisa -"*"-..-"*"-..-"*"-. FArAZ *._.**._.**._.**._.*  KHUd hi to apno say ho gaye thay alag......! *._.* Book Pas E Andaz Mosam *._.* PoetAhmad Faraz *._.* .-"+"-..-"+"-..-"+"-.       Typed by    *__Sarfraz Ahmad__.* +._.++._.++._.++._.+