Posts

Showing posts with the label Poet Shahbaz Ahmad

Eid Ka Maza To Hai Yar K Sath

New Eid Ghazal. . Poet:- Shahbaz Ahmad . Type By *-.SA-Ki-JAN.-* . Eid Ka Maza To Hai Yar K Sath..* - - Us K Lab O Rukhsar K Sath..* - - Eid K Din Wo Mujh Say Hum Kalam Ho..* - - Kuch Muskarahat Kuch Pyar K Sath..* - - Main Uski Rafaqat Main Khush Aisay..* - - Jisay Gul Khush Hote Hai Bahaar K Sath..* - - Kis Qadar Lutf Hai Us K iqraar Main..* - - Jab Nigah Jhokti Hai Izhaar K Sath..* - - Maikhane Na Sharab Main Wo Nasha "Shahbaz"..* - - Us Ki Aankhon Main Jo Hai Khumaar K Sath....'*SA*'

Ajab Shehr Hai Wo Ajab Eid Hai

New Eid Ghazal. . Poet:- Shahbaz Ahmad . Type By *-.SA-Ki-JAN.-* . Ajab Shehr Hai Wo Ajab Eid Hai..* - - Lashon Say Saji Ghazab Eid Hai..* - - Falasteen Ki Galiyon Main Khoon Ki Barish..* - - Har Aankh Main Aanso Be Sabab Eid Hai..* - - Har Zuban Par Aik Hi Faryad Wahan..* - - Na Sajao Bazm E Eid Ye Be Talab Eid Hai..* - - Falasteen Kal Bhi Maqtal Aur Aaj Bhi Maqtal..* - - Wahan Na Tab Eid Thi Wahan Na Ab Eid Hai..* - - Kis Qadar Behis Ho Chuke Hai Log "Shahbaz"..* - - Falasteen Laho Laho Hum Puchte Hai Kab Eid Hai.....'*SA*'

Koofy Main Eid K Din Manzar Ajeeb Tha

Poet Shahbaz Ahmad . Type By *-.SA-Ki-JAN.-* . Koofy Main Eid K Din Manzar Ajeeb Tha..* - - Ek Laash Be Kafan Thi Wo Itna Ghareeb Tha..* - - Pairon Main Beriyaan Thi Tann Pay Nahi Tha Sir..* - - Pasr E Aqeel Ka Ye Kaisa Naseeb Tha....'*SA*'