Posts

Showing posts with the label Poet Shayar Ali Shayar
Main Chalaa Aayaa DIL KO Laganay DEKHO. Haoslaa Mujh KO Diyaa Meray KHUDAA Nay DEKHO...> "+,, Kaf-E-AfsoS Na Milna Ye Rafaqat Kho Kar. Phir Nahin Laot Kay Aatay Hain Zamaaanay DEKHO...> "+,, Meray Ashaar Vo Mujh Ko Hi Suna'nay Aayaa. Us Kay Mujh Say Zaraa Milnay Kay Bahaaany DEKHO...> "+,, Naam Letaa Hi Nahin Piyaar Ka Bhoolay Say Dil. Aisay Dhaay Hain Sitam Uski Jafaaa Nay DEKHO...> "+,, Vo Sar-E-Bazam Milaa Kartaa Hai Mujh Say Ab To. Rukh Badal Dala Mohabbat Ki Hawaa Nay DEKHO...> "+,, Ek Andheraa Sa Rag-o-Pay Main Samayaa Un Kay. JO Sar-E-Shaam Lagay Deeep Jalaaanay DEKHO...> "+,,+" "+,,+" Mujh Say POcho Na Meray Yaar Kahaani Meri. Meray Chehray Pay Likhay Fasaaany DEKHO...> "+,, Yaad Mujh Ko Jo Dilaataa Hai Meray Maazi Ko. VO Kureday Hai Meray Zakham Puraaany DEKHO...> "+,, Ab Chalay Aaao Bahaaron Ki Hai Aamad Aamad. Phir Madhr Geet

Thi Kisi Daor Mein Purzor JaVaani Apni,

Image
Thi Kisi Daor Mein Purzor JaVaani Apni, Aik Duniyaa Thi Kabhi Dil Say Divaani Apni..> "+,, Haye Kis Mun Say Sunaye Ga Kahani Apni, Kar K Barbaad Jo Bethaa Hai JaVaani Apni..> "+,, Mujh Ko Halaat Chhupane Bhi Nahin Aaty Hain, To Mujhy Chorr Gayaa Day Ke Nishaani Apni..> "+,, Gham-E-Duniyaa Say Parra Wastaa Be-Had Teraaa, Tou Nay Zidd Mein Jo Kabhi Baat Na Maani Apni..> "+,, Kache Dhagy Say Bandha Rishtaa Nahin Hai Koi, Dosti Soche To Barsoon Hai Puraani Apni..> "+,, Kisi Ko Gharqaab Kary Kisi Ko Kinaraa Bakhshe, Yaad Rakhty Hain Samandar To RaVaani Apni..> "+,, Be-Wafaa Meri Zuban Kaaat Chuka Hai Shayar Dastaan Kaisay Sunaon Gaa Zupaani Apni..> "+,,+" "+,,+" Type_By,,,,,,,,-> Qais__e__Laila "+,,+" PoEt: Shayar Ali Shayar "+,,+"+,,+"+,,+"

Gham-E-Ranj-o-Karb-o-Piyaass Ka Sehraaaa Hai Zindagi,

Image
Gham-E-Ranj-o-Karb-o-Piyaass Ka Sehraaaa Hai Zindagi, Harsoon Hujom-E-Yaas Ka Sehraa Hai Zindagi..> "+,, Ek Pal Khushi Ka Raaass Na Aayaa Kabhi Humhen, Hazn-o-Malaal-o-Aass Ka Sehraa Hai Zindagi..> "+,, Jab Maot Ikhtataam Hai Jeevan K Khel Ka, Socho To Ek Qiyaas Ka Sehraa Hai Zindagi..> "+,, Kandhu Py Apna Bojjh Uthaatay Hain Naatwaan, Gham Zad-o-Gham Shunass Ka Seharaa Hai Zindagi..> "+,, Bunyaad Par Imaarten Banti Hain Har Jagah, Dukh Dard Ki Asaas Ka Sehraa Hai Zindagi........-> "+,,+" "+,,+" Type_By,,,,,,,,,-* Qais__e__Laila "+,,+" PoEt: Shayar Ali Shayar Book Wo Chand Jaisaa Shakhs..> "+,,+"+,,+"+,,+"

Chaahat Bhary Fsanay Ka Anjam Dekhnaa,

Image
Chaahat Bhary Fsanay Ka Anjam Dekhnaa, Duniyaa Hai Kia Wafaa Ka VO Inam Dekhnaa..> "+,, VO Laot Kar Na Aaye Gaa Hum Intzar Mein, Karty Hain Kia Tamasha Sar-E-Sham DekhnAa..> "+,, Saaqi Nay Jaan Bojh K Zayaa Jo Ki Sharaab, Bhayaa Na Tashnagi Say Meraa Jaam Dekhnaa..> "+,, Pahly Dilao Yaad Wohi Piyaar Ka Khumaar, Phir Tum Junoon Ka Raqs Safar-E-Aam Dekhnaa..> "+,, Pataa Samjh Ke Mujh Ko Khizan Nay Giraa Diyaa, Ab Hashar Meraa Gardsh-E-Ayaam Dekhnaa..........-> "+,,+" "+,,+" Type_By,,,,,,,,,,-* Qais__e__Laila "+,,+" PoEt: Shayar Ali Shayar "+,,+" "+,,+"

Ab Tak Khuloos-o-Piyar Ki Manzil Na Mill Saki,

Image
Ab Tak Khuloos-o-Piyar Ki Manzil Na Mill Saki, Shaayar Ko Aetbaar Ki Manzil Na Mill Saki..> "+,, Seeny Pay Rakh K Haath VO Rukhsat Huwa Magar, Dharrkan Ko Q? Qaraar Ki Manzil Na Mill Saki..> "+,, Ghayal To Teer-E-Tanz Say Hoty Rahay Sabhi, Lekin Kisi Ko Piyaar Ki Manzil Na Mill Saki..> "+,, Khush Bakht-o-Khush Naseeb Hain Ullfat Jinhein Mili, Hum Ko To Qurb-E-Yaar Ki Manzil Na Mill Saki..> "+,, Sachi Lagan Thi Shaoq Thaaaa Shaayar Ke Dill Mein Phir, Q? ISHQ-E-Paydar Ki Manzil Na Mill Saki............-> "+,,+" "+,,+" Type_By,,,,,,,,,-* Qais__e__Laila "+,,+" PoEt: Shayar Ali Shayar "+,,+"+,,+"+,,+"

VO Mery Aankh Say Aakar Hataa Gaye Pathar,

Image
VO Mery Aankh Say Aakar Hataa Gaye Pathar, Mujhy Jo Jalvaa Dikhaa K Banaa Gaye Pathar..> "+,, Har Aik Baat Py Aanson Bahany Lagtaa Thaa, Ye Dill Kaa Sheeshaa Bhi Pathar Banaa Gaye Pathar..> "+,, VO Sang-E-Meel Thay Kahny Ko To Magar Yaaro, Jo Raah Geer Ko Raastaa Dikhaa Gaye Pathar..> "+,, Abhi To Sheesh Mahil Mein Kami Thi Kuch Baaqi, Abhi Say Uss Ko Giraany Ko Aaa Gaye Pathar..> "+,, Kabhi To Shahr-E-Khamoshan Ka Bhi Nazaraa Kar, Najaany Kitnay Nishan Tak Mita Gaye Pathar..> "+,, Tamaash Been Hai Duniyaaa Tamashaaaa Gar Duniyaa, Qadam Qadam Pay Sabaq Ye Sikhaa Gaye Pathar..> "+,, Sitam Zadon Mein Likha Naam Hai Teraa Shayar, Zameer-E-Yaaar Say Pardaa Utha Gaye Pathar....> "+,,+" "+,,+" Type_By,,,,,,,,,-* Qais__e__Laila "+,,+" PoEt: Shayar Ali Shayar "+,,+"+,,+"+,,+"

VO Chaand Jaisa Shakhs Mujhy Raat Dy Gayaa,

Image
VO Chaand Jaisa Shakhs Mujhy Raat Dy Gayaa, Aankhon Mein Ashak Piyaar Ki Saoghaat Dy Gayaa..> "+,, Uss Say Milan K Baad To Gum Hai Mera Wajod, Kaisaa VO Dill Kaif-E-Mulaqaat Dy Gayaa..> "+,, Mahboob Mashghalaa Thaa K Kaar-E-Hunar Thaa Yeh, Main Jeet Ashna Thaa Mujhy Maat Dy Gayaa..> "+,, Aayaa Firaaq-o-Hijar Ke Sadmat Lay Ke VO, Thahraa To Mujh Ko Gardish-E-Haalaat Dy Gayaa..> "+,, Saawan Mujhy Pasand Hai Shaaayad Ye Soch Kar, Jaaty Huwe VO Aaankh Mein Barsaat Dy Gayaa..> "+,, Shaam-o-Sahir Hi Jaltaaa Hai Yaaadon Ki Aaag Mein, Shaaayar Ko Kaisy Karb Ke Lamhaaat Dy Gayaa...........-> "+,,+" "+,,+" Type_By,,,,,,,,-* Qais__e__Laila "+,,+" Shayar Ali Shayar "+,,+"+,,+"+,,+"

HUMAARAY BSS MEIN KAB THAA

Image
HUMAARAY BSS MEIN KAB THAA "+,,+"+,,+"+,,+" Ye Ujllaa Dhun Humaary Bss Mein Kab Thaa, Tumharaa Man Humaary Bss Mein Kab Thaa..> "+,,+" Dill-E-Bissmil Py Hum Marham Lagaaaty, Magar Ye Fan Humaaray Bss Mein Kab Thaa..> "+,,+" Chamkti Chandni Ly Kar Utarty, Teraa Aangan Humaaray Bss Mein Kab Thaa..> "+,,+" Bharrkti Aatish-E-Ullfat Bujhaaty, Magar Saawan Humaary Bss Mein Kab Thaa..> "+,,+" Boht Chahaaa Yonhi Khelen Sadaa Hum, Magar Bachpan Humaary Bss Mein Kab Thaa..> "+,,+" Tujhy Dill Say Lagaaa Kar Piyaar Kartay, To Jaan-E-Man Humaaray Bss Mein Kab Thaa..> "+,,+" Najaany Kon Thaaa Mahfil Mein Shaayar, VO Seemein Tan Humaary Bss Mein Kab Thaa...............-> "+,,+" "+,,+" Type_By,,,,,,,,,-* Qais__e__Laila "+,,+" PoEt: Shayar Ali Shayar "+,,+"+,,+"+,,+"

Kal Tak Hum KO Apnaa Samjhaa Aajj Huwe Begaany Hum,

Image
Kal Tak Hum KO Apnaa Samjhaa Aajj Huwe Begaany Hum, Duniyaa Kitni Matlb Ki Hai Aajj Ye Nuktaa Jaany Hum..> "-,, PhOoll Khilaa Dein AngarOon Mein Aag Lagaa Dein Paani Mein, Apni Tabiyat Sub Sy Judaa Hai Aisy Hain Dewaany Hum..> "-,, Aaein Bahaaren Gullshan Mein TO Aan Bassy Hum Sahraaa Mein, DOor Andeshi Apni Fitrat Lekin Hain Anjaany Hum..> "-,, Jaa'n Gawaani Parr Jaaye Gi IshQ-O-Wafaaa Kaa Khel Na Khel, Bachaa Samjh Kar Apny Dil KO Bethhay Hain Samjhany Hum..> "-,, Jeevan Mein Aazaar BOht Thy Mar Kar Hi Jaa'n ChhOti Hai, KhOob Mazy Say SOty Hain Ab Khaak Ki Chaadar Taany Hum..> "-,, Apni Marzi Say Gullshan KO ChhOrr K Sahraa Aaaye Hain, Chaaahen TO Gulzaaar Banaa Dein Ek Pall Mein Veerany Hum..> "-,, Jitny Gham Thy Rasty Mein VO Saath Humaary Aaye Hain, Ghar Say Chaly Aaye Thy Shayar Aik Khushi KO Paany Hum..-

Jee Bhar Ke Yaar KhOob Satayaa Kary Mujhy,

Image
Jee Bhar Ke Yaar KhOob Satayaa Kary Mujhy, Mil Ke Raqeeb Say Na Jalaayaa Kary Mujhy.> "-,, Hai Uss Ki Shart Mun Na LagaOn Sharaab KO, Uss Say KahO VO Yaad Na Aayaa Kary Mujhy.> "-,, Hai Dekhny Ka ShaOq JO Barsaat Ka Ussay, Taqmeel-E-ShOq Mein VO Rulaayaa Kary Mujhy.> "-,, Khiltaa Huwaa Gullaab Hun Main Khaar TO Nahin, ZullfOn Mein Piyaar Say VO Sajayaa Kary Mujhy.> "-,, AaOn Ga Aaftaab Ki SOrat Palt Palt, Chahy TOu ROzz ROzz Bulaayaa Kary Mujhy.> "-,, Samjhaa DO Uss KO Qabil-E-Nafrt Nahin Hun Main, Naghmaa Wafaa Ka Jaan K Layaa Kary Mujhy..> "-,, VO Shamaa-E-Anjuman Hai TO Meri Dua Say Hai, Mahfil Mein Apny Paas Bithaayaa Kary Mujhy.> "-,, Main SamjhOon Ga Wafaa Ka Silaa Mujh KO Mil Gaya, KhuwabOon Mein Aake Dill Say Lagayaa Kary Mujhy..> "-,, SHAAYAR Qadam Qadam Pay Ussy Yaad AaOn Gaa, KOshish Hazaar

Dagh-E-Judaai Yaar Nay DhOny Ke Vaastay,

Image
Dagh-E-Judaai Yaar Nay DhOny Ke Vaastay, AankhOon Mein Ashak De Diye ROnay Ke Vaastay.> "-,, Be-ZOr Huwe TO Chain Say SOty Hain ROzz Hum, Rahzan Hi Be-SakOon Hai SOnay Ke Vaastay.> "-,, Humwaaar Fasl-E-Gull K Liye Main Nay Ki Zameen, Mery Hi Beej Rah Gaye BOnay Ke Vaastay.> "-,, Tum Ayesh Aur Nashaaat Mein Jeevan Basar KarO, Hum Hain Gham-E-Hayaat KO DhOny Ke Vaastay.> "-,, Pathar Naseeb Hath Mein Pathar Hi Sajtay Aaen Gy, Nazuk Kalai Aap Ki SOnay Ke Vaastay.> "-,, Nazuk LabOon Py Yaar Tabasum Sajaaa Rahy, Badly Mein Meri Aankh Hai ROnay Ke Vaastay.> "-,, ROtaa Hai Mun Chhupaa Ke VO HaathOn Mein Baaar Baaar, JO Chal Diyaaa Thaa Ghair Ka HOnay Ke Vaastay.> "-,, SHAAYAR Gawaa Ke Beth Gayaa Apnaa Aap VO, ROothaa Thaaa Mujh Say Ghair Ka HOnay Ke Vaastay............-> "-,,-" Type__By,,,,,,,,-* Qais__e__Lail

TalkhiyOoon KO Chaashni Kaisy KahOon,

Image
TalkhiyOoon KO Chaashni Kaisy KahOon, ZulmatOon KO Chaandni Kaisy KahOon..> "-,, Be-Dili Afsardgi Har Aaan Hai, Be-Bassi KO Zindagi Kaisy KahOon..> "-,, Khaslatay Aur Aadtein Haiwaan Ki, Bherriye KO Aadmi Kaisy KahOon..> "-,, Aasta'n Par Izatein JO LOat Lay, Uss Darindy KO Wali Kaisy KahOon..> "-,, Muskurayaaa Thaa Mujhy VO Dekh Kar, Aashnaa KO Ajnabi Kaisy KahOon..> "-,, NOor-E-Haq Say Dill Munawar HO Gayaa, ROshni KO Tairgi Kaisy KahOon..> "-,, Hai Ibaadat Aur KHUDAA Say DOor TO, Iss Amal KO Bandgi Kaisy KahOon..> "-,, Dill Lagaaty Hain Numaesh Ke Liye, Dil Lagi KO Aashqi Kaisy KahOon..> "-,, Lay Ke Dariyaa Piyaas Bujhti Hi Nahin, Iss Hawas KO Tashnagi Kaisy KahOon..> "-,, Dagmagaaye Maykashi Shaayar Tujhy, Be-Khudi KO Main Khudi Kaisy KahOon..........-> "-,,-"

ChhOtaa Saa Hun Diyaa Meri AOqat Kuchh Nahin,

Image
ChhOtaa Saa Hun Diyaa Meri AOqat Kuchh Nahin, Bharrkaa Diyaa Kisi Nay TO Ye Raat Kuchh Nahin..> "-,, Ye Abr-O-Baad Saghr-O-May KhOb Hain Magar, Tum JO Nahin TO MOsam-E-Barsaat Kuchh Nahin..> "-,, Aao Agar Qareeb TO Saanseen Bhi Jall Uthy, Warnaa Ye Keh DO Garmiye Jazbaat Kuchh Nahin..> "-,, Daaman Teraa Mily TO Ye Qatry Guhar Banein, Warna TO AansOon Ki Ye Barsaat Kuchh Nahin..> "-,,-" Dukh Dard-O-Aah-O-Karab Hi Tuhfy Hain IshQ Ke, Iss Ke Siwaa TO Piyaar Ki SaOghat Kuchh Nahin..> "-,, Aaye Bhi Tum Mily Bhi Magar Kuchh Naa Keh Saky, Aissi Rwaa Rawi Ki Mullaaqaat Kuchh Nahin..> "-,, Emaan Say KahO Tumhen Emaan Ki Qasam, Ye Shair Kuchh Nahin Mery Naghmaat Kuchh Nahin..> "-,,  Shayar Akelaa Pan TO Mujhy Khaa Hi Jaaye Ga, Tum Saath HO TO Gardish-E-Halat Kuchh Nahin...-> "-,,-" Type_By,,,,,,,,-* Qais_
Image
Har Baar Bujhaa Daalaa Be-Baak HawaaOn Nay, Umeed Ke Deepak KO Safaak HawaaOn Nay..> "-,, Tum Yaad Boht Aaye Tab Shaam Suhaani Mein, PalkOon KO BhigOyaa Jab Nam'Naak HawaaOn Nay..> "-,, MaqtOol Ke Chahry Say Pardaaa JO Hataaa LOgo, Har Shakhs KO Kar Daalaa Gham'Naak HawaaOn Nay..> "-,, TOofaan Ke Rukh Par Bhi Jalty Hain Diye Mery, Khud Un KO Banayaaa Hai Chalaak HawaaOn Nay..> "-,, LO Chaal Ki Masti Say Ab Day Hi Diyaa Mujh KO, Uss Zullaf Ki KhushbOo Kaa Adraak HawaaOn Nay..> "-,, Dharti Pay Parraa Aanaa Aakhir KO Unhen YaarO, Chho Kar TO BOht Dekhy Aflaak HawaaOn Nay..> "-,, Bhartaa Thaaa BaharOon Mein Har Zakhm-E-Jigar SHAAYAR, Iss Baar TO Kar Daalaa Sad Chaak HawaaOn Nay.....-> "-,,-" Type__By,,,,,,,,,-* Qais__e__Laila "-,,-" PoEt: Shayar Ali Shayar BOOK VO Chand Jaisaa Shakhs, "

MadhhOsh Gham Say Hun Yaa Kamal-E-Sharaaab Hai,

Image
MadhhOsh Gham Say Hun Yaa Kamal-E-Sharaaab Hai, Ba'HOsh Rah K Jeena TO Duhra Azaab Hai..> "+,, Gull JO Bhi Sar Charrha Tery Hasil Hua Kamal, TOu Jaaan Hai Chaman Ki TOu Shaan-E-Gullaab Hai..> "+,, Taz'EEn-E-DO Jiha'n Hai ZarOrt Bashar Ki TO, Tujh Say TO Piyar Karnaa Bhi Kaar-E-Sawaab Hai..> "+,, VO Chand Jaisaa Shakhs HO Mery Naseeeb Mein, Jiss Ka Hamesha Aaankh Mein Rehtaa Shabaab Hai..> "+,, Apnon Say TO Milan KO Tarsti Hain Larrkiyaan, Hum Aap K Hain Hum Say Ye Kaisa Hijaab Hai..> "+,, Nazren Milaa Ke Tujh Say Gawaa Betha Apny HOsh, AankhOOn Mein Jaan-E-Jaa'n Teri Kaisi Sharaaab Hai..> "+,, Shayar Nay Thak Ke Haar K Aakhir Ye Keh Diyaaa, Apni Misaaal Aap TO Apnaa Jawaab Hai......-> "+,,+"+,,+"+,,+" Type__By,,,,,,,-* Qais__e__Laila "+,,+"+,,+"+,,+" POEt: Shayar Ali Shayar BOOK VO Chand Jaisaa Shakhs, "+,,+""+,,+""+,,+"

Ussay Jiss ROzz Bhi Yaaaro Sanwartay

Image
Ussay Jiss ROzz Bhi Yaaaro Sanwartay Hum Nay Dekhaa Hai, TullOO-E-Subah Kaa Manzzar Ubhartay Hum Nay Dekhaa Hai..> "+,, Ajjab Thaa Uss Ki Angrrai Kaa Aalam Peash Manzzar Mein, BhaarOon KO QataarOon Mein Utartay Hum Nay Dekhaa Hai..> "+,, Boht Hii Naaaz Kartaa Thaa JO Apni Sarfrazi Par, Haseen VO Chand Dariyaa Mein Utratay Hum Nay Dekhaa Hai..> "+,, KOi TO Shakhs Bhi HOtaaa Jissay Hum Humsafar Kahtay, Jissy Dekhaa Ussy Rastaa Badaltay Hum Nay Dekhaa Hai..> "+,, Milaai Roshni Say Jab Nazar TOu Ny Mery Hum Dam, Teri AankhOon Mein Chandaaa KO Sanwartay Hum Nay Dekhaa Hai..> "+,, Nadi Thi PursakOon Paani Bhi Thaa Thahraa Huwaa Shaayar, Achaanak Aik Pathar Say Bapharty Hum Nay Dekhaa Hai...............-> "+,,+" Type__By,,,,,,,-* Qais__e__Laila  "+,,+" PoEt: Shayar Ali Shayar BOOK VO Chaand Jaisaa Shakhs Page 176 ""+,,+""+,,+""

Kia Shay Hain Heery Laal-o-Gohar Un Ke Saaaaamnay. Rakh Dengay Apni Jaan-o-Jigar Un Ke Saamnay..> "+,, Mazmoon Badal Badal K Hui Unssay Gufftgu. Meray Sukhan Mein Kab Thaa Assar Un Ke Saamnay..> "+,, Boyaa Thaa Jaisaa Beej Milaa Ussi Ka Hi Phall. Waisaa Hi Hai Shajar Mein Samr Un Ke Saamnay..> "+,, Do Boond Un Ki Aankh Mein Pani Na Aaa Sakaaa. Jaltaaa Rahaaa Humaraa Hi Ghar Un Ke Saamnay..> "+,, Ullfat Jo Hum Say Hoti To Hoti Judaai Kiyun. Baandhaa Thaa Hum Nay Rakht-E-Safar Un Ke Saamnay..> "+,, Un Ka Qaseedaa Kaisay Likhe Kis Tarah Likhe. Thehri Hai Kab Kisi Ki Nazar Un Ke Saamnay..> "+,, Mujh Mein Tamaam Khooobiyaan Bakhshish Unhein Ki Hain. Main Kia Hun Kia Hai Meraa Hunar Un Ke Saamnay..> "+,, Shaayar Thi Jis Say Sahn-E-Gullistaaan Ki Aaabrooo. Kataa Wohi Gaya Hai Shajar Un Ke Saamnay......../.*./ "+,,+" Type_By,,* Qais__e__Laila "+,,+" PoEt: Shayar Ali Shayar "+,,+" "+,,+"

Sab Rang Urraa Chuki Meray Tanhaayoon Ki Dhoop. Mujh Ko Na Raas Aayi Shanasayon Ki Dhoop..> "+,, Duniyaaaa Mein Unke Hussan Ko Milti Rahi Chalaa. Un Par Nazar Jo Laai Tamashayon Ki Dhoop..> "+,, Sub Khaak Rang-o-Roop Huwaaa Intzaaar Mein. Puhnchi Na Be-Khabar Ko Tamnaayoon Ki Dhoop..> "+,, Kaisay Bataaon Meri JaVaaani Kahaan Gai. Usko Nigal Gai Rukh-E-Zebaayon Ki Dhoop..> "+,, Gullshan Mein Tery Deed Khilaati Thi Jo Gullaaaaaaab. Aankhon Ki Roshni Thi Wo Ra'Naayoon Ki Dhoop..> "+,, Jhulsi Hai Rooh Naam-o-Nishan Bhi To Mit Gayaa. Apni Thi TezTar Wo Pazeraayoon Ki Dhoop..> "+,, Shayar Sufed Baalon Ny Dhoka Diyaaa Mujhay. Qaaim Bharam Na Rakh Saki Daanayoon Ki Dhoop............./.*./ "+,,+" ,,+"+,, Type_By,,,,,,,,,,.* Qais__e__Laila "+,,+" PoEt: Shayar Ali Shayar "+,,+" Book Name: Wo Chand Jaisa Shakhs..> "+,,+""+,,+""+,,+"