Posts

Showing posts with the label Poet Asghar Meer Puri

Main Tanha Nahi Hon Sath Ghamo Ka Lashkar Hai

Image
Main Tanha Nahi Hon Sath Ghamo Ka Lashkar Hai Gham Hai Ziada Or Meri Choti C Chadar Hai,,,-* . Koi Humdam Na Sathi Na Hi Koi Dilbar Hai , Isi Soch Main Ghom Hun K Ye Kaisa Safar Hai,,,-* . Kash Main Apne Hath Ki Lakeerain Mita Sakta Agar Tu Sath Nahi Kis Kam Ka Aisa Muqadar Hai,,,-* . Tum Jis Jheel K Kinare Chor Gaye Thay Aaj Bhi Wohin Tumhara Muntazir "Asghar" Hai,,,-*,,SA,,* . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Book Makhmoor Ankhain Poet Asghar Meer Puri

Sirf Teri Khatir Aay Yar Main Likhta Hun

Image
Sirf Teri Khatir Aay Yar Main Likhta Hun Khon Jigar Say Jo Ash'aar Main Likhta Hun,,,-* . Kaai Baar Kuch Likhne Ka Irada To Nahi Karta Teri Chah Main Hokar Bayqarar Main Likhta Hun,,,-* . Main Un Main Har Tarha K Rang Bharta Hun Kya Kahon Kaise Ye Shahkaar Main Likhta Hun,,,-* . "Asghar" Ki Tarha Ye Sab Bhi Dukhi Hai Apni Nazmo K Kirdaar Jo Main Likhta Hun,,,-*,,SA,,* . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Book Makhmoor Ankhain Poet Asghar Meer Puri

Uski Aik Jhalak K Samne Ye Zamana Kya Hai

Image
Uski Aik Jhalak K Samne Ye Zamana Kya Hai Jis Zindagi Main Wo Shamil Nahi Aisa Jeena Kya Hai,,,-* . Wo Jab Mere Pahlo Main Nagin Ki Tarha Bul Khaye Agar Wo Mere Sath Hai To Phr Jaam O Meena Kya Hai,,,-* . Zamane Say Jo Zakhm Us K Pyar K Ewaz Mile Wo Uski Chahat Ka Tohfa Hai Unhain Seena Kya Hai,,,-* . Uski Muhabt Mere Liay Bohat Baara Sarmaya Hai Sachi Ulfat K Samne Dolat Ka Khazana Kya Hai,,,-* . Zindagi Say Jo Jeena Ka Falsala Seekhain Wohi Jante Hai Jeena Ka Kareena Kya Hai,,,-*,,SA,,* . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Book Makhmoor Ankhain Poet Asghar Meer Puri

Jiski Muhabt Meri Qismat Main Na Thi

Image
Jiski Muhabt Meri Qismat Main Na Thi , Wafa Us Shakhs Ki Fitrat Main Na Thi,,,-* . 2no Hijar K Samandar Main Dobtay Rahe Wisal Ki Raat Hamare Bakht Main Na Thi,,,-* . Main Dil K Hathon Bay Bas Tha Us Jaisi Sorat Kainat Main Na Thi,,,-* . Wo Mera Dil Jeet Kar Bhi Udas Rahte Hai Hamain Koi Nadamat Shikast Main Na Thi,,,-* . Chahat Main Shararo Pay Bhi Chalna Parta Hai Ye Baat Hamari Kitaab E Hayat Main Na Thi,,,-*,,SA,,* . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Book Makhmoor Ankhain Poet Asghar Meer Puri

Mere Dil Main Wo Thikana Dhondhta Hai

Image
Mere Dil Main Wo Thikana Dhondhta Hai Mujh Say Pyar Karne Ka Bahana Dhondhta Hai,,,-* . Dil Ka Panchi Kab Say Azaad Phirta Hai Ab Ye Bhi Koi Ashyana Dhondhta Hai,,,-* . Jab Sara Din Un K Sath Guzarta Tha Dil Nadan Phr Wohi Zamana Dhondhta Hai,,,-* . Kabhi Galyo Main Bhi Bazaron Main Mera Dil Usay Rozana Dhondhta Hai,,,-* . Parinda Khud Uski Tlash Main Jata Hai Panchi Ko Na Kabhi Aab O Dana Dhondhta Hai,,,-*,,SA,,* . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Book Makhmoor Ankhain Poet Asghar Meer Puri

Hamari Muhabt Kisi Nay Azmai Nahi Hai

Image
Hamari Muhabt Kisi Nay Azmai Nahi Hai Sabhi Jante Hai "Sarfraz" Harjai Nahi Hai,,,-* . Aaj Wo Bhi Muhabt K Daway Karte Hai Jinki Baton Main Sachai Nahi Hai,,,-* . Un Ankhon Ko Sach Ki Parakh Kya Hogi Jin May Insaaf Ki Benai Nahi Hai,,,-* . Lagta Hai Boht Masrof Ho In Dino Jo Tere Dais Say Chitti Aai Nahi Hai,,,-* . Wo Khud Aa Kar Sajayega Bazm E Khayal Abhi Sajai Nahi Hai,,,-*,,SA,,* . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Book Makhmoor Ankhain Poet Asghar Meer Puri

Aaj Kal Kuch Aise Haal Main Hum Hai

Image
Aaj Kal Kuch Aise Haal Main Hum Hai Daman Main Sari Dunya K Gham Hai,,,-* . Dil Hai K Rota Hi Rahta Hai Sath Ankhain Bhi Purnum Hai,,,-* . Wohi Dunya K Mazay Laite Hai Jin Logo Ki Jaibain Garam Hai,,,-* . Tanhai Ka Koi Sath Nahi Waise Mere Boht Ahl E Karam Hai,,,-* . Gham Ki Barsat Thamti Nahi Zameen O Asman Dono Barhum Hai,,,-*,,SA,,* . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Book Makhmoor Ankhain Poet Asghar Meer Puri

Nazar K Samne Say Jo Guzar Gaya Hai

Image
Nazar K Samne Say Jo Guzar Gaya Hai Dil Ki Gahraiyo Main Wo Utar Gaya Hai,,,-* . Jis Chorr Ko Main Dhondta Rahta Hun Dil Churra Kar Na Jaane Kidhar Gaya Hai,,,-* . Jo Zindagi Main Aaya Tha Pal Bhr K Liay Mera Jewan Khushyo Say Bhr Gaya Tha,,,-* . Jis Nay Wada Kia Tha Dil Main Basanay Ka Wohi Kar K "Asghar" Ko Bay Ghar Gaya Hai,,,-*,,SA,,* . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Book Makhmoor Ankhain Poet Asghar Meer Puri

Mere Pas Khushyo Ka Jo Sarmaya Hai

Image
Mere Pas Khushyo Ka Jo Sarmaya Hai Sari Umar Ki Mahnat Say Ye Kamaya Hai,,,-* . Aaj Wo Bhi Baat Baat Pay Rota Hai Tamam Umar Jis Nay Mujhe Rulaya Hai,,,-* . Hum Anjaan Thay Tamam Umar Anjan Rahe Har Kisi Nay Hum Say Faida Uthaya Hai,,,-* . Jo Log Hamara Maal Khate Rahe Akhri Waqt Wo Kisi Kaam Na Aaya Hai,,,-*,,SA,,* . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Book Makhmoor Ankhain Poet Asghar Meer Puri

Meri Qabr Pay Aa K Jab Wo Cheek 0 Pukaar Karte Hai

Image
Meri Qabr Pay Aa K Jab Wo Cheek 0 Pukaar Karte Hai Hum Mout K Maaro Ko Q Baidaar Karte Hai,,,-* . Jeete Jee Sakon Ka Sans Tak Na Laine Dia , Ab Marne K Baad Q Aisa Sarkar Karte Hai,,,-* . Meri Turbat Pay Gulab K Phol Saja Kar Is Tarha Meri Lehad Ko Gulzar Karte Hai,,,-* . Tum Kahte Thay Tanha Jee Na Sako Gay "Asghar" Daikh Lo Guzar Oqaat Tumhare Baghair Karte Hai,,,-*,,SA,,* . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Book Makhmoor Ankhain Poet Asghar Meer Puri

Jo Mujhe Sari Dunya Say Piyara Hai

Image
Jo Mujhe Sari Dunya Say Piyara Hai , Us Say Door Rahna Kab Hamain Gawara Hai,,,-* . Kabhi Dare E Judai Kabhi Dard E Tanhai In Sab Nay Mil Kar Hamain Maara Hai,,,-* . Tofaan Main Ghiri Hai Kashti Jahan Say Bari Door Kinara Hai,,,-* . Jahan Rahe Jis Hal Main Rahe , Har Hal Main "Asghar" Faqat Tumhara Hai,,,-*,,SA,,* . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Book Makhmoor Ankhain Poet Asghar Meer Puri

Tere Chand Say Chahre Ki Batain Hoti Hai

Tere Chand Say Chahre Ki Batain Hoti Hai , Bari Pur Sakoon Meri Ratain Hoti Hai,,,-* . Waise To Aik 2jay Say Door Hai 2no Magar Sapno Main Roz Mulakatain Hoti Hai,,,-* . Main Har Ghari Khuda Say Tujhe Mangta Hun Dua Qabol Hone Ki Kuch Sa'atain Hoti Hai,,,-* . Hum To Kisi Sy Koi Gila Nahi Karte Magar Sabko Hum Say Shikayatain Hoti Hai,,,-*,,SA,,* . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Book Makhmor Ankhain Poet Asghar Meer Puri