Posts

Showing posts from June 21, 2015

Aik Hikayat Thar'ra Uthi Aik Fasana Jaag Utha

Aik Hikayat Thar'ra Uthi Aik Fasana Jaag Utha . Us Ny Jidhar Ko Hans Kr Daikha Hairat Khana Jaag Utha . Mere Janon Ny Chup Sadhi Thi Uski Nazr Phr Hasnay Lagi . Aik Dewana Soya Hi Tha Aik Dewana Jaag Utha . Shamma Akeli Jalti Rahi Kal Raat Bari Mayosi Say . Junhi Magr Wo Raakh Hoi Morakh Parwana Jaag Utha . Yar K Kaano Tak Darban Nay Cheekh Na Meri Jane Di . Shor To Itna Tha Warna Apna Baigana Jaag Utha . Raat Boht Bay Waqt Adam Hum Ja Nikle Maikhane Ko . Phr Bhi Hamari Dastak Sun Kr Aik Paimana Jaag Utha.....'*SA*' - - Type By.....-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad...-* - Poet:- Abdul Hameed Adam Book Chara E Dard

Yun Tanha Tanha Na Khaak Ura

Yun Tanha Tanha Na Khaak Ura Meri Jaan Mere Qareeb Aa . Main Bhi Khasta Dil Hon Teri Tarha Meri Jaan Mere Qareeb Aa . Main Samandaro Ki Hawa Nahi K Tujhe Dikhai Na Day Saakon . Koi Bhola Basra Khayal Hon Na Gumaan Mere Qareeb Aa . Na Chupa K Zakhm E Wafa Hai Kya Teri Arzo Ki Katha Hai Kya . Teri Charagar Na Ye Zindagi Na Jahan Mere Qareeb Aa . Tujhe Aise Waison Ki Dosti Nay Boht Kharab O Khujal Kiya . Kisi Jhot Ki Ye Niqaab Rukh Pay Na Taan Mere Qareeb Aa . Jo Nikal Sake To Nikaal Lay Koi Waqt Apne Liay Koi . Mere Paas Baith K Ro To Lay Kisi Aan Mere Qareeb Aa . Na Muqalma Ho Na Guftagu Faqt Itna Ho K Na Main Na To . Milain Sirf Apne Jale Hoay Dil O Jaan Mere Qareeb Aa.....'*SA*' . Type By.....-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad...-* . Poet Aitbaar Sajid Book Ye Shaam Tumhare Naam

Hamain Hi Na Kanton Ka Ye Haar Dalain

Hamain Hi Na Kanton Ka Ye Haar Dalain . Zara Khod Ko Bhi Kho E Isaar Dalain . Irada Hai Nadaan O Shoqeen Dil Ko . Kisi Chand Si Shakal Par Waar Dalain . Agar Zindagi Waqayee Ik Jowa Hai . To Bar Waqt Sab Kuch Kaheen Haar Dalain . Wo Tanha Na Dil Apna Behla Sakain Gay . Kaho Saaz Main Aik Or Taar Dalain . Kaheen Yun Na Ho Zindagi Daine Wale . Boht Josh Main Aain To Maar Dalain . Guzar Jayain Gay Yun Bhi Din Zindagi K . Tere Khulq Par Kis Liay Baar Dalain . "Adam" Aao Allah Ka Naam Lay Kar . Kisi Chulbuli Moat Say Pyar Dalain....'*SA*' - - Type By.....-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad...-* - Poet:- Abdul Hameedul Hameed Adam Book Chara E Dard

Jab Zakhm Daiheknay Wale Hon

Jab Zakhm Daiheknay Wale Hon Or Khushbo K Paighaam Milain..* - - Or Apne Dareeda Daman K Jab Chaak Silain..* - - Dil Dukhta Hai..* - - Jab Ankhain Khud Say Khawab Bunain Khawabon Main Basray Chehro Ki..* - - Jab Bheer Lage Us Bheer Main Jab Tum Kho Jao..* - - Dil Dukhta Hai..* - - Jab Habs Barhay Tanhai Ka Jab Khawab Jalain Jab Ankh Bujhay Tum Yaad Aao..* - - Dil Dukhta Hai....'*SA*' - - Type By.....-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad...-* - - Poet Mohsin Naqvi Book Azaab E Deed

Khabr Koi Meri Agar Paaiye Ga

Khabr Koi Meri Agar Paaiye Ga Mujhe Bhi Mere Saath Milwaiye Ga . Zamane Ka Dastor Hai Nuqta Cheeni Zamane Say Bilkul Na Ghabraiye Ga . Zara Main Bhi Dil Apna Thanda Karonga Zara Ap Bhi Naaz Uthaiye Ga . Dawami Rafaqat To Mushkil Hai Phr Bhi Boht Jald Dhoka Na Day Jaiye Ga . Ye Dil Waqay'ee Boht By Kashish Hai To Kya Isko Weraan Kr Jaiye Ga . Yahi Aana Jana To Hai Zindagi Ka Kabhi Aaiye Ga Kabhi Jaiye Ga . Jo Humdardiyaan Ap Nay Ki Hai Kabhi Ap Hi Ghour Farmaiye Ga . "Adam" Hi Ka Ghr Aaj Ban Jaye Jannat Gai Raat Hai Kis Tarf Jaiye Ga....'*SA*' - - Type By.....-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad...-* - Poet:- Abd Adam Book Chara E Dard

Na Koi Ankh Uthti Hai Na Koi Jaam Milta Hai

Na Koi Ankh Uthti Hai Na Koi Jaam Milta Hai Abhi To Maikada Hum Ko Baraye Nam Milta Hai Khuda Ka Shukar Kr Tohmat Agr Us Ankh Ki Aye Bari Mushkil Sy Aaisa Qemti Ilzam Milta Hai Muhbat Kitni Na Jaiz C Or Mahmal Si Khawahish Hai Kisi Ko Kon Is Dunya Main Subah Sham Milta Hai Saba Sy Phol Sy Shabnum Sy Jugnu Sy Parindon Sy Garz Har Shy Sy Hr Dum Pyr Ka Paigaam Milta Hai Parstish Husn Ki Aik Qodrti Khowahish Hai Insaan Ki Jo Milta Hai Tumhare Ta'by Ehkam Milta Hai Tera Ghr Chin Gaya To Kya Hoa Ay Shahed Ki Makhhi Sharafat Ka To Dunya Main Yahi Inam Milta Hai Hamaisha Larte Rahte Ho Agarcha Hum Sy Tum Phr Bhi Tumhara Nam Laine Say Bara Aram Milta Hai Gulabi Rang Sy Jisko Muhabt Ho Wo Me'y Paikr Hamesha Gul Badn Gul Perhun Gulfam Milta Hai Muhbt Hi Adam Wo Khobsort Moat Hai Jisko Behr E Unwan Hayat E Jodaan Ka Naam Milta Hai..*SA* - - Type By..-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad..* - Poet:- A H Adam

Kitni Hamdardi Jatane Aaye Hai

Kitni Hamdardi Jatane Aaye Hai Gehri Khundak Main Giranay Aaye Hai . Khali Kar K Aap Pora Maikada Meri Mainoshi Choranay Aaye Hai . Humko Khushyon Say Bhala Kya Wasta Hum Jo Jashn E Ghum Manany Aaye Hai . Apni Hum Dardi Say Bhi Lagta Hai Darr Sochta Hon Kya Zamane Aaye Hai . Chandd Pagal Mut'tahid Ho Kar "Adam" Mujh Ko Nadaani Sikhanay Aaye Hai....'*SA*' - - Type By.....-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad...-* - Poet:- Abdul Hameed Adam Book Chara E Dard

Marg E "Jiger" Pay Malaal Na Kar

Marg E "Jiger" Pay Malaal Na Kar . Tu Khush Rah Mera Khayaal Na Kar . Dam E Aakhir Bas Tu Samne Hai . Khamosh Reh Koi Sawaal Na Kar . Hijar Nay Zindagi Bekaar Kar Di . Ab Ro K Meri Moat Misaal Na Kar . Farishta Aa Baitha Hai Ab Pehlu Bas . Suno Jaa'na Ab Ashko Ka Istamaal Na Kar.....'*SA*' . Poet Sarfraz Ahmad . Typing Date 09.06.2015 6.15

Nook E Abro Ko Taan Laite Hai

Nook E Abro Ko Taan Laite Hai Kis Ada Sy Wo Jaan Laite Hai . Main Unhain Saaf Dil Samjhta Hon Wo Mera Imtihaan Laite Hai . Apki Baat Waaqay'ee Sach Hai Apki Baat Maan Laite Hai . Mujhko Shikwa Tha Ap Say Ulta Ap Mujh Sy Zubaan Laite Hai . Baat Rehti Hai Kab Koi Makhfi Jan'nay Wale Jaan Laite Hai . Kya Ajab Dil Main Aa Basay Koi Rahne Wale Makaan Laite Hai . Jaise Sajday Ka Ho "Adam" Moqa Waisi Takbeer Thaan Laite Hai....'*SA*' - - Type By.....-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad...-* - Poet:- Abdul Hameed Adam Book Chara E Dard

Takleef Mit Gai Magar Ehsaas Reh Gaya

Takleef Mit Gai . Type By.....-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad...-* . Takleef Mit Gai Magar Ehsaas Reh Gaya..* - - Khush Hon K Kuch Na Kuch To Mere Paas Reh Gaya..* - - Pal Bhar Main Us Ki Shakal Na Aai Agar Nazr..* - - Yak Dum Ulajh K Rishta E Anfaas Reh Gaya..* - - Photo Main Dil Ki Chott Na Tabdeel Ho Saki..* - - Naqlain Utaar Utaar K Iqaas Reh Gaya..* - - Wo Jhotay Motiyon Ki Chamak Par Phisal Gaya..* - - Main Haath Main Liay Hoay Almaas Reh Gaya..* - - Aik Hum Safar Ko Kho K Ye Halat Hoi "Adam"..* - - Jangal Main Jis Tarha Koi Bay Aas Reh Gaya....'*SA*' - - Poet:- Abdul Hameed Adam Book Chara E Dard Page 10

Zindagi Main Wo Haseen Is Sadgi Say Aa Gaya

Zindagi Main Wo Haseen Is Sadgi Say Aa Gaya . Zindagi K Raston Par Chandni Barsa Gaya . Shaam K Bholay Hoay K Baab Main Kya Hukam Hai . Subah Ka Bhola Howa Agar Shaam Ko Ghr Aa Gaya . Khair Iradi Tour Par Sachai Roshan Ho Gai . Aaj Meri Baat Ko Wo Aap Hi Dohra Gaya . Meri Barbadi Bare Ashkhas Ki Marhoon Hai . Jo Bhi Aaya Bay Takal'luf Kuch Karam Farma Gaya . Waqt Hai Kuch Ghour Farma Lijiay Is Cheez Par . Ap Par Gar Mere Mar Jane Ka Ilzam Aa Gaya . Bulbalo Kis Soch Main Baithay Ko Itne Mutma'in . Akhri Gouncha Bhi Ab To Baagh Ka Murjha Gaya . Meri Or Uski Nigahon Ka Tasadum Kuch Na Pocho . Bay Khudi Main Aaine Say Aaina Takra Gaya . Hai Jibil'lat Mukhtalif Dunya Main Har Insan Ki . Aik Nay Tameer Ki Doja Amarat Dha Gaya . Aqal Wale Bhi "Adam" Kya Sar Phiray Insan Hai . Sochtay Rahte Hai K Har Dam Kya Mila Or Kya Gaya..*SA* - Type By...* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad..-* - Poet Abd

Gaisu O Taab Daar Ko Aur Bhi Taab Daar Kar.

Gaisu E Taab TaYpEd By  TLASH25 Gaisu O Taab Daar Ko Aur Bhi Taab Daar Kar. = Hosh O Khurd Shikaar Kar Qulb O Nazar Shikaar Kar. = Ishq Bhi Ho Hijaab Mein Husn Bhi Ho Hijab Mein. = Ya To Khud Ashkaar Ho Ya Mujhe Ashkaar Kar. = Tu Hai Moheet E Be Karaan Mein Hon Zara Si Aabijo. = Ya Mujhe Humkinaar Kar Ya Mujhe Be Kinaar Kar. = Mein Hon Sadaf To Tere Hath Mere Qoher Ki Abro. = Mein Hon Khazaf To Tu Mujhe Gohar E Shahwaar Kar. = Nagma E Nu Bahaar Agar Mere Naseeb Mein Na Ho. = Is Dum Neem Sooz Ka Taairik Bahaar Kar. = Baagh E Behshat Se Mujhe Hakeem E Safar Diya Tha Jiyon. = Kaar E Jahaan Daraaz Hai Ab Mera Intizaar Kar. = Roz E Hisaab Jab Mera Paish Ho Daftar Aamal. = Ap Bhi Sharamsaar Ho Mujh Ko Bhi Sharamsar Kar...! = Poet By Allama Iqbal. = Book Name Baal E Jibreel. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Mere Nawaye Shoq Se Shor Hareem E Zaat Mein.

Mere Nawaye TaYpEd By  TLASH25 Mere Nawaye Shoq Se Shor Hareem E Zaat Mein. = Galgala Haye Alamaan But Kada Sifat Mein. = Hoor E Farishta Hai Aseer Mere Takhliyaat Mein. = Meri Nigah Se Khalal Teri Tajal'liyat Mein. = Garcha Hai Meri Justaju Dair O Haram Ki Naqsh E Band. = Meri Fagaan Se Rastakhaiz Kaba O Somanaat Mein. = Gaah Meri Nigah E Taiz Cheer Gayi Dil E Wajood. = Gaah Ulajh Ke Rah Gayi Mere Tohmaat Mein. = Tu Ne Ye Ghazab Kiya Mujh Ko Bhi Faash Kar Diya. = Mein Hi To Ek Raaz Tha Seena E Kainaat Mein...! = Poet By Allama Iqbal. = Book Name Baal E Jibreel. = Page No .5. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Dard Ki Lehar Hai Ghum Ka Tofaan Hai

Dard Ki Lehar TaYpEd By  TLASH25 Dard Ki Lehar Hai Ghum Ka Tofaan Hai. = Aankh Numnaak Hai Dil Paraishan Hai. = Har Taraf Aaj Ibrat Ka Samaan Hai. = Ek Tanbiha Ek Elaan Hai. = Is Museebat Mein Bas Sahara Hai Tera. = Rab'bana Baab E Rehmat Khula Hai Tera. = Maang Ujri Huwi Ghar Ujre Huwe. = Kitni Maan Se Bache Hai Bichre Huwe. = Dekh In Ke Khilone Hai Toote Huwe. = Apne Piyaron Se Piyare Hai Chote Huwe. = Ghum Ki Shiddat Mein Bas Aasra Hai Tera. = RAB'BANA Baab E Rehmat Khula Hai Tera. = Zalzale Zameen Ki Jarein Kaat Di Dekhte Dekhte Sarhadein Kaat Di. = Mout Ne Zindagi Ki Ragein Kaat Di Dard Ne Zabt Ki Sab Hadein Kaat Di. = Rahum Kar Rahum Kar Rahum Shaiwa Tera. = RAB'BANA Baab E Rahmat Khula Hai Tera...! = Poet By Khalil Ullah Faroqi. = Book Name Muhbat Khush Guma Hai. = Page 159.160. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Tumhein Dekha Nahin Jana Nahin Phir Bhi Ye Lagta Hai.

Tumhein Dekha TaYpEd By TLASH25 Tumhein Dekha Nahin Jana Nahin Phir Bhi Ye Lagta Hai. = Qibla Ek Hai Apna. = Wahi Dard E Judai Hai Wahi Bheegi Huwi Palkein. = Naseeba Ek Hai Apna. = Kisi Se Kuch Nahin Kahna Koi Shikwa Nahin Karna. = Kareena Ek Hai Apna. = Kisi Ki Yaad Se, Weerana Dil Jagmaga Lena. = Khazeena Ek Hai Apna. = Yaqeen Ki Aakhri Had Tak Milan Ki Khush Gumaani Hai. = Nateeja Ek Hai Apna...! = Poet By Khalil Ullah Faroqi. = Book Name. Muhbat Khush Guma Hai. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Dil Buhat Zor Se Dharak Utha

Dil Buhat Zor Se TaYpEd By  TLASH25 Dil Buhat Zor Se Dharak Utha Sansanahat Ragon Mein Dour Gayi. = Kapkapane Laga Badan Saara. = Aur Palkein Jhipkana Bhool Gayi. = Ahd E Paimaan Zabt Toot Gaye. = Hosh Rukhsat Hawaas Choot Gaye. = Kiya Ghazab Thi Bala Thi Wo Ankhein. = Kaisi Aahon Ruba Thi Wo Ankhein. = Mein Samandar Mein Jaise Doob Gaya...! = Poet By Khalil Ullah Faroqi. = Book Name Muhbat Khush Guma Hai. = Page 158. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001 

Hum Dasht Nasheeno Ko Bhi Ghar Bakhsh Diya Hai.

Hum Dasht TaYpEd By   TLASH25 Hum Dasht Nasheeno Ko Bhi Ghar Bakhsh Diya Hai. = Ek Khuwab Ne Jeene Ka Hunar Bakhsh Diya Hai. = Kamyabi Asbaab Ka Shikwa Nahin Karte. = Ihsaan Ye Kam Hai Ke Safar Bakhsh Diya Hai. = Khush Fehmi Meri Jeet Ko Samjha Hai Meri Haar. = Dil Le Ke Mujhe Deeda Tar Bakhsh Diya Hai. = Us Se Sukhan War Dekha Na Suna Hai. = Jis Ne Mere Lahje Ko Asar Bakhsh Diya Hai...! = Poet By Khalil Ullah Faroqi. = Book Name Muhbat Khush Guma Hai. = Page. 133. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001 

Parveen Tere College Me Mein

TaYpEd By  TLASH25 Parveen Tere College Me Mein Har Simt Tumhari Khushbu Hai = Wahi Ronaq Hai Wahi Alam Hai Wahi Mela Hai Wahi Moram Hai Wohi Sandul Hai Wahi Kajal Hai Wahi Anchal Hai Wahi Gesu Hai = Parveen Tumhare College Me Har Simt Tumhari Khushbu Hai = Wahi Moj E Ada Wahi Ranj E Hina Wahi Sada Qaba Wahi Chal E Saba Raam E Aaho Hai Wahi Jadu Hai = Parveen Tumhare College Me Har Simt Tumhari Khushbu Hai = Har Chahra Naqsh Tumhara Hai Har Lehje Me Tum Bolti Ho Har Pekar Aks Tumhara Hai Tum Kaano Me Ras Gholti Ho = Awaz Tumhari Khushbu Hai Ye Khushbu Kaisa Jadu Hai = Parveen Tumhare College Me Har Simt Tuuhari Khushbu Hai = Mahol Wahi Tehzeb Wahi Tanzeem Wahi Tarteeb Wahi = USTAD Wahi Adaab Wahi Ankhe Bi Wahi Or Khuwab Wahi = Koi Dilkash Hai Koi Dil Jow Hai = Parveen Tumhard College Me Har Simt Tumhari Khushbu Hai...! = PoetBy Khalil Ullah Faroqi = Book Name Muhbat Khush Guma Hai

Sabak Sabak Se Naqsh The

Sobak Sobak Se TaYpEd By  TLASH25 Sabak Sabak Se Naqsh The Sarapa Nazneen Thi. = Tamaam Lafz Be Hunar Wo Is Qadar Haseen Thi. = Wo Buhat Hi Dil Nasheen Thi Wo Kon Mahjabeen Thi. = Wo Uski Chashm E Neem Da Kah Jab Kabhi Uthi Zara. = Ye Kainaat Tham Gayi Mein Dekhta Hi Rah Gaya. = Hayaat Ka Yaqeen Thi Wo Kon Mahjabeen Thi. = Wo Asmaan Ka Chand Thi Zameen Pe Mera Rasta. = Wo Kehkashaan Ki Humsafar Hamara Kaisa Wasta. = Mein Khaak Wo Nageen Thi Wo Kon Mahjabeen Thi. = Wo Kon Khush Naseeb Hai Jo Le Gaya Hai Ghar Usay. = Ye Zindagi Ka Khel Hai Koi Lote Koi Base. = Suna Khushi Ki Saij Par Wo Hum Ki Hum Nasheen Thi. = Wo Kon Mahjabeen Thi...! = Book Name Muhbat Khush Guma Hai. = Poet By Khalil Ullah Farooqi. = Page No. 48.49. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Shaam Ghum Aane Lagi Phir Teri Yaad Aane Lagi.

Shaam Ghum TaYpEd By  TLASH25 Shaam Ghum Aane Lagi Phir Teri Yaad Aane Lagi. = Faisla Ap Ne Khud Kiya Aankh Bhi Dabdabane Lagi. = Us Ne Dekha Tha Kal Ghoor Se Kiya Dua Rang Laane Lagi. = Ek Tabassum Ki Soghat Se Zindagi Muskurane Lagi. = Kaan Mein Kiya Saba Kah Gayi Sharam Kaliyon Ko Aane Lagi. = Barh Gayi Dil Ki Betabiyaan Din Dhala Raat Aane Lagi...! = Poet By Khalil Ullah Faroqi. = Book Name Muhbat Khush Guma Hai. = Page No. 53 = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Chor Ke Tum Ko Jane Wala Ek Din Lout Ke Aaye To

Chor Ke Tum Ko TaYpEd By  TLASH25 Chor Ke Tum Ko Jane Wala Ek Din Lout Ke Aaye To. = Yaad Ka Aanchal Khushbu Ban Kar Phir Tum Par Lehraye To. = Koi Puraana Zakham Kuraide Meetha Dard Jagaye To. = Guzre Pal Ka Dil Kash Sapna Ankhon Mein Bas Jaye To. = Dil Par Zakham Lagane Wala Marham Le Kar Aaye To. = Maan Ka Sheesha Torne Wala. = Phir Se Jorne Aaye To. = Dhoop Mein Chor Ke Jaane Wala Saaya Ban Ke Aaye To. = Dil Se Dil Ki Raaye Na Pocho Dil Pagal Ho Jaye To. = Chor Ke Tum Ko Jane Wala Ek Din Lout Ke Aaye To...! = Poet By Khalil Ullah Faroqi. = Book Name. Muhbat Khush Guma Hai. = Page No 64.65. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Agar Kunj Rou Hai Anjum Asmaan Tera Hai Ya Mera

Agar Kunj Rou TaYpEd By  TLASH25 Agar Kunj Rou Hai Anjum Asmaan Tera Hai Ya Mera. = Mujhe Fikar E Jahan Kiyon Ho Jahan Tera Hai Ya Mera. = Agar Hangama Haye Shoq Se Hai La-Makan Khali. = Khata Kis Ki Hai Ya-Rab La Makaan Tera Hai Ya Mera. = Aay Subah Inkar Ki Juraat Huwi Kiyon Kar. = Mujhe Maloom Kiya Wo Raazdaan Tera Hai Ya Mera. = Muhammad (S.A.W.W) Tera Jibraaeel Bhi Quraan Bhi Tera. = Magar Ye Harf E Shereen Tarjumaan Tera Hai Ya Mera. = Isi Kokaab Ki Taabani Se Hai Tera Jahaan Roshan. = Zawal E Aadam Khaki Ziyaan Tera Hai Ya Mera...! = Poet By Allama Iqbal. = Book Name Baal E Jibreel. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Ek Mitti K Dhair Par Mera Naam Ho Ga.

Ek Mitti K Dhair TaYpEd By  TLASH25 Ek Mitti K Dhair Par Mera Naam Ho Ga. = Phir Har Pal Rona Tera Kaam Ho Ga. = Karne Hai Jitne Sitam Kar Lejiye Hazoor. = Aisa Nahin Phir Koi Gulaam Ho Ga. = Ek Sitam Aur Bhi Karna Mere Marne Se Zara Pahle. = Nikaal K Dil Baich Dena Acha Daam Ho Ga...! = Poet By Sarfraz Ahmad. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Taig Chalane Ka Shoq Hai.

Taig Chalane Ka TaYpEd By  TLASH25 Taig Chalane Ka Shoq Hai. = Sar Urane Ka Shoq Hai. = Wo Jo Hai Ek Haseen Larki Usay Aankh Larane Ka Shoq Hai. = Aankhon Mein Kajal Lagane Ka Shoq Hai. = Zulfon Mein Gajra Lagane Ka Shoq Hai. = Wo Jo Hai Ek Haseen Larki Usay Deewanon Ko Satane Ka Shoq Tha. = Phool Torne Ka Shoq Hai Titliyon Ko Pakarne Ka Shoq Hai. = Wo Jo Hai Ek Haseen Larki Usay Gulshan Mein Khelne Ka Shoq Hai. = Mehndi Lagane Ka Shoq Hai. = Surkhi Lagane Ka Shoq Hai. = Wo Jo Hai Ek Haseen Larki Usay Ban'ne Sawarne Ka Shoq Hai. = Mahboob Se Khafa Hone Ka Shoq Hai. = Manane Phir Khud Rone Ka Shoq Hai. = Wo Jo Hai Ek Haseen Larki "Jiger". = Usay Hadood E Jaan Mein Rahne Ka Shoq Hai...! = Poet By Sarfraz Ahmad. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001
Tanhai Ke Sahra TaYpEd By  TLASH25 Tanhai Ke Sahra Mein Yon Chor K Chal Dena. = Choti Si Shikayat Pe Monh Mor K Chal Dena. = Ye Kaisi Muhbat Hai Ye Kaisi Rafaqat Hai. = Kiya Mere Bina Tum Ko Raas Aati Hai Ye Duniya. = Charhta Nahin Seene Mein Chahat Ka Koi Dariya. = Kiya Mujh Se Bhi Barh Kar Hai Rishton Ki Ye Zanjeerein. = Kiya Jan Se Ziyada Hai Dhundhli Si Ye Tasveerain. = Kiya Wo Mere Dil Ka Ek Dard Paraya Hai. = Kiya Tum Se Mera Rishta Asaib Hai Saya Hai. = Ye Kaisi Muhbat Hai Ye Kaisi Rafaqat Hai. = Gar Paas E Wafa Rakh Kar Tum Maan Barha Dete. = Be Los Rafaqat Par Imaan Barha Dete. = Tum Baab E Muhbat Ho Tum Jan E Rafaqat Ho. = Tum Bat Meri Suntein. = Ek Baar To Ruk Jate. = Zanjeer E Ana Az Khud Pairon Se Nikal Aati. = Choti Si Ye Qurbani So Deep Jala Jati...! = Part 2.2 TaYpEd By TLASH25 Ye Sub Hai Magar Tab Bhi Hai Mujh Ko Yaqeen Ab Bhi. = Jo Kuch Bhi Kaha Mein Ne Shikwa Hai Lekin Ye Haqeeqat Hai. = Bus Tum Se Muhbat Thi Aur Tum Se M

Dil Ko Rah Rah Ke Ye Andeshe Darane Lag Jayein.

Dil Ko Rah Rah TaYpEd By  TLASH25 Dil Ko Rah Rah Ke Ye Andeshe Darane Lag Jayein. = Wapsi Mein Use Mumkin Hai Zamane Lag Jayein. = Jeet Jayein Gi Hawaein Ye Khabar Hote Huwe. = Tez Aandhi Mein Charaghon Ko Jalane Lag Jayein. = Jun Tahi-Damanon Ke Hath Khazane Lag Jayein. = Jab Wo Mil Jaye To Wo Baat Chhupane Lag Jayein. = So Nahin Payein To Sone Ki Duaein Mangein. = Nend Aane Lage To Khud Ko Jagane Lag Jayein. = Phir Se Aankhon Mein Tere Khuwab Na Aane Lag Jayein. = Aur Phir Hum Bhi Nazar Tujh Se Churane Lag Jayein. = Har December Usi Wehshat Mein Guzara Ki Kahin. = Tum Mere Shahr Mein Aaye To Mujhe Aisa Laga. = Us Ko Dhondein Use Ek Baat Batane Ke Liye. = Itni Takheer Se Mat Mil Ki Hamein Sabar Aa Jaye...! = Poet By Rehana Rohi. = Book Name Ishq Zaad. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Jo Sahifon Mein Likhi Hai Wo Qayamat Ho Jaye.

Jo Sahifon Mein TaYpEd By  TLASH25 Jo Sahifon Mein Likhi Hai Wo Qayamat Ho Jaye. = Gar Muhbat Dil E Insan Se Bhi Rukhsat Ho Jaye. = Dev'taon Ki Tarah Un Se Aqeedat Ho Jaye. = Apne Jaise Kisi Zalim Se Muhbat Ho Jaye. = Bad'dua Usne Mujhe Di Hai K Rohi Tujh Ko. = Rafta Rafta Mujhe Tanhai Ki Aadat Ho Jaye. = Kahin Aisa Na Ho K Tanha Yonhi Rahte Rahte. = Aasmanon Ke Khuda Tujh Ko Bhi Herat Ho Jaye. = Tu Zameenon Pe Utar Kar Jo Guzare Ek Din. = Kuch Bashar Aise Bhi Hote Hai K. = Jin Se Mil Kar Muhbat Ho Jaye...! = Poet By Rehana Rohi = Book Name. Ishq Zaad. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Masroofiyat Usi Ki Hai Fursat Usi Ki Hai.

Masroofiyat Usi TaYpEd By  TLASH25 Masroofiyat Usi Ki Hai Fursat Usi Ki Hai. = Is Sar Zameen E Dil Pe Hukoomat Usi Ki Hai. = Milta Hai Wo Bhi Tark E Taaluq Ke Ba Wajood. = Mein Kiya Karon Ke Mujh Ko Bhi Aadat Usi Ki Hai. = Jo Umar Us Ke Sath Guzari Usi Ki Thi. = Baqi Jo Bach Gayi Hai Musafat Usi Ki Hai. = Hota Hai Phir Kisi Pe Usi Ka Gumaan Mujhe. = Lagta Hai Har Kisi Mein Shabaahat Usi Ki Hai. = Wo Jis Ke Haq Mein Jhooti Gawahi Bhi Mein Ne Di. = Roohi Mere Khilaf Shahadat Usi Ki Hai...! = Poet By Rehana Rohi. = Book Name Ishq Zaad. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Mere Dil Mein Tu Hi Tu Hai Dil Ki Dava Kiya Karon

Mere Dil Mein Tu TaYpEd By  TLASH25 Mere Dil Mein Tu Hi Tu Hai Dil Ki Dava Kiya Karon Dil Bhi Tu Hai Jan Bhi Tu Hai. = Tujh Pe Fida Kiya Karon Khud Ko Kho Kar Tujh Ko Pa Kar. = Kiya Kiya Mila Kiya Kahon Tera Ho Ke Jeene Mein Kiya Kiya. = Aaya Maza Kiya Kahon. = Kaise Din Hain Kaisi Ratein Kaisi Fiza Kiya Kahon. = Meri Ho K Tune Mujh Ko Kiya Kiya Diya Kiya Kahon. = Meri Pahlo Mein Jab Tu Hai Phir Mein Dua Kiya Karon. = Dil Bhi Tu Hai Jan Bhi Tu Hai Tujh Pe Fida Kiya Karon. = Hai Ye Dunia Dil Ki Dunia Mil Ke Rahen Ge Yahan. = Loten Ge Ham Khushiyan Har Pal Dukh Na Sahen Ge Yahan. = Armanon Ke Chanchal Dhare Aise Bahen Ge Yahan. = Ye To Sapnon Ki Janat Hai Sab Hi Kahen Ge Yahan. = Ye Dunia Mere Dil Mein Basi Hai Dil Se Juda Kiya Karon. = Dil Bhi Tu Hai Jan Bhi Tu Hai Tujh Pe Fida Kiya Karon...! = Poet By Kaifi Azmi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Itna To Zindagi Mein Kisi K Khalal Pare.

Itna To Zindagi TaYpEd By  TLASH25 Itna To Zindagi Mein Kisi K Khalal Pare. = Hansne Se Ho Sukoon Na Rone Se Kal Pare. = Jis Tarah Hans Raha Hon Mein Pee Pee K Ashk E Gham. = Yon Doosra Hanse To Kaleja Nikal Pare. = Ek Tum K Tum Ko Fikar E Nasheeb O Faraz Hai. = Ek Hum K Chal Pare To Bahar Hal Chal Pare. = Muddat K Bad Us Ne Jo K Lutf K Nigah. = Jee Khush To Ho Gaya Magar Ansu Nikal Pare. = Saqi Sabhi Ko Hai Gham E Tashna Labi Magar. = May Hai Usi K Naam Pe Jis K Ubal Pare...! = Poet By Kaifi Azmi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Jhuki Jhuki Si Nazar Beqarar Hai K Nahin.

Jhuki Jhuki Si TaYpEd By   TLASH25 Jhuki Jhuki Si Nazar Beqarar Hai K Nahin. = Daba Daba Sa Sahi Dil Mein Piyar Hai K Nahin. = Tu Apne Dil K Jawan Dharakano Ko Gin K Bata. = Meri Tarah Tera Dil Beqarar Hai K Nahin. = Wo Pal K Jis Mein Muhbat Jawan Hoti Hai. = Us Ek Pal Ka Tujhe Intizar Hai K Nahin. = Teri Umeed Pe Thukra Raha Hon Dunia Ko. = Tujhe Bhi Apne Pe Ye Aitbar Hai K Nahin...! = Poet By Kaifi Azmi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Meri Zindagi Hai Zalim Tere Ghum Se Ashkara.

Meri Zindagi Hai TaYpEd By  TLASH25 Meri Zindagi Hai Zalim Tere Ghum Se Ashkara. = Tera Ghum Hai Dar Haqeeqat Mujhe Zindagi Se Piyara. = Wo Agar Bura Na Mane To Jahan E Rang O Boo Mein. = Mein Sukoon E Dil Ki Khatir Koi Dhond Lon Sahara. = Ye Fulak Fulak Hawayein Ye Jhuki Jhuki Ghatayein. = Wo Nazar Bhi Kiya Nazar Hai Jo Samajh Na Le Ishara. = Mujhe Aa Gaya Yaqeen Sa Yahi Hai Meri Manzil. = Sar E Raah Jab Kisi Ne Mujhe Dafatan Pukara. = Mein Bataon Farq Naseeh Jo Hai Mujh Mein Aur Tujh Mein. = Meri Zindagi Talatum Teri Zindagi Kinara. = Mujhe Guftugo Se Barh Kar Ghum E-Ezn E Guftugo Hai. = Wahi Bat Pochte Hain Jo Na Keh Sakon Dobara. = Koi Aaye Shakeel Dekhe Ye Junon Nahin To Kiya Hai. = K Usi K Ho Gaye Hum Jo Na Ho Saka Humara...! = Poet By Shakeel Badayuni. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Na Ab Mujh Ko Sada Do Thak Gaya Mein

Na Ab Mujh Ko TaYpEd By  TLASH25 Na Ab Mujh Ko Sada Do Thak Gaya Mein. = Tumhein Jao Irado Thak Gaya Mein. = Nahin Uthti Meri Talwaar Mujh Se Utho Ay Shahzado Thak Gaya Mein. = Zara Sa Sath Do Gham K Safar Mein. = Zara Sa Muskurado Thak Gaya Mein. = Tumhare Sath Hon Phir Bhi Akela. = Rafeeqo Rasta Do Thak Gaya Mein. = Kahan Tak Ek Hi Tamseel Dekhon Bas Ab Parda Gira Do Thak Gaya Mein. = Adalat Kiya Qayamat Tak Chale Gi. = Mujhe Jaldi Saza Do Thak Gaya Mein. = Kahan Aati Hai Mujh Ko Nend Phir Bhi. = Mera Bistar Bichha Do Thak Gaya Mein...! = Poet By Liyaqat Ali Asim. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Buhat Chup Ho Shikayat Chor Di Kiya.

Buhat Chup Ho TaYpEd By  TLASH25 Buhat Chup Ho Shikayat Chor Di Kiya. = Rah O Rasm E Muhbat ChoR Di Kiya. = Ye Kiya Andar Hi Andar Bujh Rahe Ho. = Hawaon Se Raqabat Chor Di Kiya. = Manate Phir Rahe Ho Har Kisi Ko. = Khafa Rehne Ki Aadat Chor Di Kiya. = Liye Bethi Hain Ankhein Ansuon Ko. = Sitaron Ki Sayahat Chor Di Kiya. = Gubaar E Shehar Ki Kiyon Betha Huwa Hai. = Mere Aahon Ne Wehshat Chor Di Kiya. = Faqeero Ki Taraf Aane Lage Phir Numaaish Gaah E Shuhrat Chor Di Kiya. = Mere Kamre Ko Mabad Kehne Wali. = Kahan Hai Tu Ibadat Chor Di Kiya. = Ye Dunia To Nahi Maane Gi Asim. = Magar Tum Ne Bhi Hujjat Chor Di Kiya...! = Poet By Liyaqat Ali Asim. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Mere Dil Mein Tu Hi Tu Hai Dil K Dawa Kiya Karon.

Mere Dil Mein Tu TaYpEd By  TLASH25 Mere Dil Mein Tu Hi Tu Hai Dil K Dawa Kiya Karon. = Dil Bhi Tu Hai jan Bhi Tu Hai Tujh Pe Fida Kiya Karon. = Khud Ko Kho Kar Tujh Ko Pa Kar Kiya Kiya Mila Kiya Kahon. = Tera Ho K Jeene Mein Kiya Kiya Aaya Maza Kiya Kahon. = Kaise Din Hain Kaisi Ratein Kaisi Fiza Kiya Kahon. = Meri Ho K Tune Mujh Ko Kiya Kiya Diya Kiya Kahon. = Meri Pahlu Mein Jab Tu Hai Phir Mein Dua Kiya Karon. = Dil Bhi Tu Hai Jan Bhi Tu Hai Tujh Pe Fida Kiya Karon. = Hai Ye Dunia Dil K Dunia Mil K Rahen Ge Yahan. = Luten Ge Hum Khushiyan Har Pal Dukh Na Sahen Ge Yahan. = Armanon K Chanchal Dhare Aise Bahen Ge Yahan. = Ye To Sapanon K Janat Hai Sab Hi Kahen Ge Yahan. = Ye Dunia Mere Dil Mein Basi Hai Dil Se Juda Kiya Karon. = Dil Bhi Tu Hai Jan Bhi Tu Hai Tujh Pe Fida Kiya Karon...! = Poet By Kaifi Azmi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Ek Rangeen Jhijhak Ek Sada Payam.

Ek Rangeen TaYpEd By  TLASH25 Ek Rangeen Jhijhak Ek Sada Payam. = Kaise Bholon Kisi Ka Wo Pahla Salam. = Phool Rukhsar K Rasmsane Lage Hath Utha Qadam Dag Magane Lage. = Rang Sa Khal O Khad Se Chalakne Laga. = Sar Se Rangeen Anchal Dhalakne Laga. = Ajanabiyat Nigahen Churane Lagi. = Din Dharakne Laga Lahar Aane Lagi. = Sans Mein Ek Gulabi Girah Par Gayi. = Hont Tharaye Simate Nazar Gar Gayi. = Reh Gaya Umar Bhar K Liye Ye Hijaab. = Kiyon Na Sambhala Huwa De Saka Mein Jawab. = Kiyon Mein Be Qasd Be Azm Be Wasta. = Doosri Simt Ghabra K Takne Laga...! = Poet By Kaifi Azmi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Ye Aandhi Ye Toofan Ye Tez Dhare.

Ye Aandhi Ye TaYpEd By  TLASH25 Ye Aandhi Ye Toofan Ye Tez Dhare. = Karakte Tamashe Garajte Nazare Andheri Fiza Sans Leta Samandar. = Na Hamrah Misal Na Gardon Pe Tare. = Musafir Khara Reh Abhi Jee Ko Mere. = Shabab Usi Ka Hai Sahil Usi K Kagre. = Talatum Mein Phans Kar Jo Do Hath Mere. = Andheri Fiza Sans Leta Samandar. = Yon Hi Sar Patakte Rahen Ge Ye Dhare. = Kahan Tak Chale Ga Kinare kinare...! = Poet By Kaifi Azmi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Yahi Tuhfa Hai Yahi Nazrana

Yahi Tuhfa Hai TaYpEd By  TLASH25 Yahi Tuhfa Hai Yahi Nazrana Mein Jo Aawara Nazar Laya Hon. = Rang Mein Tere Milane K Liye Qatra E Khoon E Jigar Laya Hon. = Ay Gulabon K Watan Pahle Kab Aaya Hon Kuch Yad Nahi. = Lekin Aaya Tha Qasam Khata Hon. = Phool To Phool Hain Kanton Pe Tere. = Apne Honton K Nishan Pata Hon. = Mere Khuwabon K Watan. = Choom Lene De Mujhe Hath Apne Jin Se Tori Hain Kayi Zanjeeren. = Tune Badla Hai Mashiyat Ka Mizaj. = Tune Likhi Hain Nayi Taqdeeren Inqilabon K Watan. = Phool K Bad Naye Phool Khilen. = Kabhi Khali Na Ho Daman Tera Roshni Roshni Teri Rahein. = Chandni Chandni Aangan Tera Mehtabon K Watan...! = Poet By Kaifi Azmi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Ay Dil Kisi Ki Yad Mein Hota Hai Beqarar Kiyon.

Ay Dil Kisi Ki Yad TaYpEd By  TLASH25 Ay Dil Kisi Ki Yad Mein Hota Hai Beqarar Kiyon. = Jis Ne Bhula Diya Tujhe Us Ka Hai Intizar Kiyon. = Wo Na Mile Ga Ab Tujhe Jis Ki Tujhe Talash Hai. = Raahon Mein Aj Bekafan Teri Wafa Ki Lash Hai. = Ye To Zara Bata Mujhe Tu Ne Kiya Tha Piyar Kiyon. = Ay Dil Kisi Ki Yad Mein Hota Hai Beqarar Kiyon. = Ansu Jo The Ruke Huwe Hans K Inhein Baha Bhi De. = Jitne Hai Daag Piyar K Ro K Inhein Mita Bhi De. = Tu Ne Hai Phir Bana Liya Ghum Ko Gale Ka Haar Kiyon. = Ay Dil Kisi Ki Yad Mein Hota Hai Beqarar Kiyon. = Aaye Gi Na Ab To Roshni Ab Na Kisi K Naam Se. = Tu Wo Diya Hai Mere Dil Jo Bhuja Nahin Shaam Se. = Toote Gi Phir Koi Kiran Tujh Ko Hai Aitbar Kiyon. = Ay Dil Kisi Ki Yad Mein Hota Hai Beqarar Kiyon. = Jis Ne Bhula Diya Tujhe Us Ka Hai Intizar Kiyon...! = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Koi Tum Se Poche Kon Hon Me.

Koi Tum Se TaYpEd By  TLASH25 Koi Tum Se Poche Kon Hon Me. = Tum Kah Dena Koi Khas Nahi Ek Dost Hai Kacha Paka Sa. = Ek Jhoot Hai Adha Sacha Sa Jazbat Ko Dhoke Ek Purda Bus Ek Bahana Hai Acha Sa. = Jewan Ka Ek Aisa Sathi Hai Jo Dor Ho K Bi Pas Nahi. = Koi Tum Se Poche Kon Hon Me. = Tum Kah Dena Koi Khas Nahi Hawa Ka Ek Suhana Jhonka Hai. = Kabi Nazuk To Kabi Tofanon Sa Shakal Dekh Kar Jo Nazre Jhuka Le. = Kabi Apna To Kabi Begano Sa. = Zindagi Ka Ek Aisa Hamsafar Jo Samandar Hai Par Dil Ko Piyas Nahi. = Koi Tum Se Poche Kon Hon Me. = Tum Kah Dena Koi Khas Nahi Ek Sathi Jo Ankahi Kuch Bate Kah Jata Hai. = Yado Me Jis Ka Ek Dhundla Chahra Reh Jata Hai. = Yon To Us K Na Ho Ne Ka Kuch Ghum Nahi. = Par Kabi Kabi Ankho Se Anso Ban K Bah Jata Hai. = Yon Rahta To Mere Tasawur Me Hai. = Par In Ankho Ko Uski Talash Nahi. = Koi Tum Se Poche Kon Hon Me. = Tum Kah Dena Koi Khas Nahi...!

Meri Dastan E Hasrat Wo Suna Suna K Roye.

Meri Dastan TaYpEd By TLASH25 Meri Dastan E Hasrat Wo Suna Suna K Roye. = Mere Aazmane Wale Mujhe Aazma K Roye. = Koi Aisa Ihl E Dil Ho Ke Fasana E Muhbat. = Mein Use Suna K Royon Wo Mujhe Suna K Roye. = Meri Arzu Ki Dunia Dil E Natwan Ki Hasrat. = Jaise Kho K Aj Shadmaan The Use Aj Paa K Roye. = Teri Bewafaon Par Teri Kaj Adaon Par. = Kabhi Sar Jhuka K Roye Kabi Monh Chupa K Roye. = Jo Suni Anjuman Mein Shab Ghum Ki Ap Beeti Kayi Ro K Muskuraye. = Kayi Muskura K Roye..! = Poet By Saif U Din Saif. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Hum Hi Mein Thi Na Koi Bat Yad Na Tum Ko Aa Sake.

Hum Hi Mein Thi TaYpEd By  TLASH25 Hum Hi Mein Thi Na Koi Bat Yad Na Tum Ko Aa Sake. = Tum Ne Hamein Bhula Diya Ham Na Tumhein Bhula Sake. = Tum Hi Na Sun Sake Agar Gisa E Gham Sune Ga Kon. = Kis Ki Zuban Khule Gi Phir Ham Na Agar Suna Sake. = Hosh Mein Aa Chuke The Ham Josh Mein Aa Chuke The Ham. = Bazm Ka Rang Dekh Kar Sar Na Magar Utha Sake. = Shoq E Wisaal Hai Yahan Lab Pe Sawal Hai Yahan. = Kis Ki Majaal Hai Yahan Ham Se Nazar Mila Sake. = Ronaq E Bazm Ban Gaye Lab Pe Hikayatein Rahin. = Dil Mein shikayatein Rahin Lab Na Magar Hila Sake. = Aisa Bhi Koi Naamabar Bat Pe Kaan Dhar Sake. = Sun Kar Yaqeen Kar Sake Ja K Unhein Suna Sake. = Ihal E Zuban To Hain Buhat Koi Nahin Hai Ihal E Dil. = Kon Teri Tarah Hafeez Dard K Geet Ga Sake...! = Poet By Hafeez Jalandari = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Palat K Aaye Gi Wo Intizar Karta Hon

Palat K Aaye Gi TaYpEd By  TLASH25 Palat K Aaye Gi Wo Intizar Karta Hon. Qasam Khuda Ki Us Se Ab Bhi Piyar Karta Hon. = Mein Janta Hon K Ye Sirf Dard Deti Hain. = Magar Mein Chahaton Pe Aitbar Karta Hon. = Kabhi Jo Chand Utarta Hai Dil K Aangan Mein. = Sochta Hon Use Aur Yad Bar Bar Karta Hon. = Hawa Ko Choom K Bheja Hai Us Nagar Ki Taraf. = Mein Khud Ko Yon Bhi Kabhi Beqarar Karta Hon. = Wo Wada Karti Hai Aur Kar K Mukar Jati Hai. = Yaqeen Us Ka Magar Mein Har Bar Karta Hon...! = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

So SO Bar Chaman Mahka Sau 100 Bar Bahaar Aayi.

So So Bar TaYpEd By  TLASH25 Sao 100 Bar Chaman Mahka Sau 100 Bar Bahaar Aayi. = Dunia Ki Wahi Ronaq Dil Ki Wahi Tanhai. = Ek Lehaz Bahe Ansu Ek Lehaz Hansi Aayi. = Seekhe Hain Naye Dil Ne Andaz E Shakeebayi. = Ye Rat Ki Khamoshi Ye Alam E Tanhai. = Phir Dard Utha Dil Mein Phir Yad Teri Aayi. = Har Dard E Muhbat Se Uljha Hai Ghum E Hasti. = Kiya Kiya Humein Yad Aaya Jab Yad Teri Aayi. = Dekhe Hain Buhat Hum Ne Hangame Muhbat K. = Aagaz Bhi Ruswayi Anjaam Bhi Ruswayi. = Dunia Hi Faqat Meri Haalat Pe Nahin Chonki. = Kuch Teri Bhi Ankhon Mein Halki Si Chamak Aayi. = Aoron Ki Muhbat K Duhraye Hain Afsane. = Bat Apni Muhbat Ki Honton Pe Nahin Aayi. = Ankhon Ne Samete Hain Nazron Mein Tere Jalwe. = Phir Bhi Dil E Muztar Ne Taskeen Nahin Payi. = Ye Bazm E Muhbat Hai Is Bazm E Muhbat Mein. = Dewane Bhi Shedayi Farzane Bhi Shedayi...! = Poet By Sufi Ghulam Mustafa Tabasum.

Thukra Kar Muhbt Meri Kahan Jane Ka Irada Hai.

Thukra Kar TaYpEd By  TLASH25 Thukra Kar Muhbt Meri Kahan Jane Ka Irada Hai. = Mujhe Zindagi Ke Kis Mor Pe Lane Ka Irada Hai. = Ye Jo Ab Khafa Khafa Se Rahne Lage Ho. = Ye Piyar Ka Urooj Hai Yaa Chore Jane Ka Irada Hai. = Jate Jate Ye To Bata Jao Mere Piyar Mein Kami Thi. = Yaa Kisi Aur Se Dil Lagi Ka Irada Hai. = Mere Bad Meri Yad Aaye To Mur Ke Na Dekhna Ay Bewafa. = Kiyon Ke Tere Bad Mera Bhi Is Dunia Ko Chor Jane Ka Irada Hai...! = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001