Posts

Showing posts with the label Poet Sagher Saddiqi

Wo Bulain To Kya Tamasha Ho

وہ بُلائیں تو کیا تماشا ہو؟ ہم نہ جائیں تو کیا تماشا ہو!؟ یہ کناروں سے کھیلنے والے ڈوب جائیں تو کیا تماشا ہو۔؟ بندہ پرور جو ہم پہ گزری ہے ہم بتائیں تو کیا تماشا ہو۔۔؟ آج ہم بھی تری وفاؤں پر مسکرائیں تو کیا تماشا ہو۔۔؟؟ تیری صورت جو اتفاق سے ہم بھول جائیں تو کیا تماشا ہو۔۔۔؟؟؟ وقت کی چند ساعتیں "ساغر" لوٹ آئیں تو کیا تماشا ہو۔۔۔!!

Gulon K Ishare Dua Kar Rahe Hai

*-._._._.Naat._._._.-* . Gulon K Ishare Dua Kar Rahe Hai . Chaman K Nazare Dua Kar Rahe Hai . Inhain Shab Ki Tareeqeyon Ka Alam Hai . Chamak Kar Sitare Dua Kar Rahe Hai . Shikasta Safeeno Ko Mazbot Kr Day . Shagufta Kinare Dua Kar Rahe Hai . Hamain Sabr E Shabbeer (R.A) Sy Ashna Kar . Kah Ashkon K Dharay Dua Kar Rahe Hai . Rihai Aseeron Ki Ho Ya Muhammad (S.A.W.W) . Fidai Tumhare Dua Kar Rahe Hai.....'*SA*' . Type By.....-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad...-* . Poet:- Sagher Saddiqui Book Kuliyat E Sagher

Aankh Gulabi Mast Nazr Hai

Aankh Gulabi Mast Nazr Hai Allah Hi Jaane Kon Bashar Hai . Hoor O Malaik Hazir E Khidmat Arsh E Muallah Rah Guzar Hai . Gaisu E Mushkeen Rooh E Muzammil Rukh Py Taloo E Noor E Saher Hai . Mathay Py Roshan Roshan Sehra Jalwa E Rangeen Husn E Qamar Hai . Abro E Aaali Aaya E Quraan Seena E Uqdus Kaan E Goher Hai . Mohr E Nabowat Pusht Panahi Masnid E Yazdaan Ap (S.A.W.W) Ka Ghr Hai . Chand Sitare Naqsh E Kaf E Paa Manzil E Hasti Gird E Safar Hai . Sabr O Kina'at Shaan E Risalut Saloot E Shaahaan Zair Asar Hai . Ghaar E Hira Thi Uski Kamaai Sari Khudai Jiska Samar Hai . Naam E Muhammad (S.A.W.W) Jug Ujyala Log Kahain Jisay Kamli Wala....'*SA*' . Type By.....-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad...-* . Poet:- Sagher Saddiqui Book Kuliyat E Sagher

Hamain Jo Yaad Madine Ka Laala Zaar Aaya

"._._._.NAAT._._._." . Hamain Jo Yaad Madine Ka Laala Zaar Aaya . Tasauraat Ki Dunya Pay Ik Nikhaar Aaya . Kabhi Jo Gumbad E Khizra Ki Yaad Aai Hai . Bara Sakoon Mila Hai Bara Qaraar Aaya Hai . Yaqeen Kar Kah Muhammad (S.A.W.W) K Astanay Par . Jo Bad-Naseeb Gaya Hai Wo Kaamgaar Aaya Hai . Hazaar Shams O Qamar Rah E Shok Sy Guzray . Khayal Husn E Muhammad (S.A.W.W) Jo Baar Baar Aaya . Arab K Chand Nay Sehra Basa Diay "Sagher" . Wo Saath Ly K Tajal'li Ka Ik Diyaar Aaya....'*SA*' . Type By.....-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad...-* . Poet:- Sagher Saddiqui Book Kuliyat E Sagher

Jari Hai 2 Jahan Pay Haakomat Rasool (S.A.W.W) Ki

*-._._._.Naat._._._.-* . Jari Hai Do Jahan Pay Haakomat Rasool (S.A.W.W) Ki . Karte Hai Mahr O Maah Ita'at Rasool (S.A.W.W) Ki . Imaan Aik Naam Hai Hub E Rasool (S.A.W.W) Ka . Hai Khuld Ki Bahaar Muhabt Rasool (S.A.W.W) Ki . Nook E Misra Py Jinki Rahe Aksh E Karbala . Payain Gay Hashr Main Wo Shifa'at Rasool (S.A.W.W) Ki . Gaar E Hira Ko Yaad Hai Sajdy Rasool (S.A.W.W) K . Daikhi Hai Pathron Ny Ibadat Rasool (S.A.W.W) Ki . Daman E Aqal O Hosh Sahara Na Day Mujhe . Chahat Khuda Ki Ban Gai Chahat Rasool (S.A.W.W) Ki . "Sagher" Tamam Alam Hasti Hai Behijaab . Ankhon Main Bas Rahi Hai Wo Khilwat Rasool (S.A.W.W) Ki....*SA* . Type By...-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad...-* . Poet:- Sagher Saddiqui Book Kuliyat E Sagher

Bazm E Konain Sajany K Liay Ap (S.A.W.W) Aaye

*-._._._.Naat._._._.-* . Bazm E Konain Sajany K Liay Ap (S.A.W.W) Aaye . Shamma E Toheed Jalane K Liay Ap (S.A.W.W) Aaye . Aik Pegaam Jo Hr Dil Main Ujal*-._._._.Naat._._._.-* . Jari Hai 2 Jahan Pay Haakomat Rasool (S.A.W.W) Ki . Karte Hai Mahr O Maah Ita'at Rasool (S.A.W.W) Ki . Imaan Aik Naam Hai Hub E a Kr Day . Sari Dunya Ko Sunany K Liay Ap (S.A.W.W) Aaye . Ik Muddat Sy Bhat'ky Howay Insano Ko . Aik Markaz Par Bulany K Liay Ap (S.A.W.W) Aaye . Na KhuRasool (S.A.W.W) Ka . Hai Khuld Ki Bahaar Muhabt Rasool (S.A.W.W) Ki . Nook E Misra Py Jinki Rahe Aksh E Karbala . Payain Gay Hashr Main Wo Shifa'at Rasoda Ban K Ubalty Howy Tofano Main . Kashtiyan Paar Lagane K Liay Ap (S.A.W.W) Aaye . Kafilay Wale Bhatak Jayain Na Manzil Say Kahin . Door Tak Rah Dikhanyol (S.A.W.W) Ki . Gaar E Hira Ko Yaad Hai Sajdy Rasool (S.A.W.W) K . Daikhi Hai Pathron Ny Ibadat Rasool (S.A.W.W) Ki . Daman E Aqal O Hosh Sahara Na Day K Liay Ap (S.A.W.W) Aaye . C

Aay Kaash Wo Din Kab Aain Gay Jab Hum Bhi Madine Jayain Gay

Aay Kaash Wo Din Kab Aain Gay Jab Hum Bhi Madine Jayain Gay . Daman Main Muradain Lain Gay Jab Hum Bhi Madine Jayain Gay . Betabi Ulfat Ki Dhun Main Hum Deeda O Dil K Barbut Par . Toheed K Nagmay Gayain Gay Jab Hum Bhi Madine Jayain Gay . Thamain Gay Sunaihri Jaliyon Ko Chomain Gay Moat'ter Pardon Ko . Kismat Ko Zara Suljhain Gay Jab Hum Bhi Madine Jayain Gay . Zum Zum Main Bhigo Kr Daman Ko Sar Masti E Irfaaan Payain Gay . Kosar K Sabuu Chalkaain Gay Jab Hum Bhi Madine Jayain Gay . Hansti Hoi Kirnain Photain Gi Zulmaat K Qil'lay Totay Gay . Jalwon K Aalum Lehrain Gay Jab Hum Bhi Madine Jayain Gay . Hum Khak E Dar E Uqdas Lay Kr Palkon Pay Sajain Gay "Sagher" . Yun Dil Ka Chaman Mehkaain Gay Jab Hum Bhi Madine Jayain Gay.....'*SA*' . Type By.....-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad...-* . Poet:- Sagher Saddiqui Book Kuliyat E Sagher

Ye Kehti Hai Fizain Zindagi 2 , 4 Din Ki Hai

"._._._.Naat._._._." . Ye Kehti Hai Fizain Zindagi 2 , 4 Din Ki Hai . Madina Daikh Aain Zindagi 2 , 4 Din Ki Hai . Sonaihri Jaliyon Ko Choom Kr Kuch Arz Krna Hai . Machalti Hai Duain Zindagi 2 , 4 Din Ki Hai . Ghum E Insan Ki Ik Sorat Ibadat Khaiz Hoti Hai . Kisi K Kaam Aain Zindagi 2 , 4 Din Ki Hai . Wo Rahain Sabut Hai Jin Par Nishan Paye Muhammad (S.A.W.W) K . Inhain Manzil Banain Zindagi 2 , 4 Din Ki Hai . Ghum E Dunya Ghum Uqba Ye Sab Jhotay Sahary Hai . Kisay Apna Banain Zindagi 2 , 4 Din Ki Hai . Biyaad E Karbala "Sagher" Sada Barsain Un Ankhon Say . Ye Rehmat Ki Ghatain Zindagi 2 , 4 Din Ki Hai....'*SA*' . Type By.....-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad...-* . Poet:- Sagher Saddiqui Book Kuliyat E Sagher

Short Poetry

Mere Daman Main Shararo K Siwa Kuch Bhi Nahi..*  -  -  Ap Pholon K Kharidaar Nazar Aate Hai....'*SA*'  .  Sagher Saddiqui. /////////////////////////   Zindagi Jabr E Musalsal Ki Tarha Kaati Hai..*  -  -  Jane Kis Jurm Ki Pai Hai Saza Yaad Nahi....'*SA*'  .  Sagher Saddiqui 

SHama Is RaH Par Jali Hai AbHi

<SHama Is RaH> PoEt_SagHar Saddiqui _ _ TYPE by *._Legend_.* ===>SHama Is RaH Par Jali Hai AbHi_* _RanjH Ki SHab KaHan DHali Hai AbHi_* _AankH MeHtab Ne Mali Hai AbHi_* _Dil K Jis Ko Faqeer KeHte Hain_* _Aik Ujrri Hoi Gali Hai AbHi_* _Karobar_E_Janu Ki Gumnami_* _SHoHrat_E_Aqal Se BHali Hai AbHi_* _CHand Utren Ge RaH_Guzaron Mein_* _Rasam_E_Tabandagi CHali AbHi_* _Ab Tabiyat BaHaal Hai 'SAGHAR'_* _KucH Zara Man Mein Be_Kali Hai AbHi_* _END_ ...ZINDAGI... [typers] (SMSall.pk)

Kab Hoi Pyar Ki Barsat Humain Yaad Nahi.

Kab Hoi Pyar Ki Barsat. ",, ",, Type By......-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad...-* ",, ",, Kab Hoi Pyar Ki Barsat Humain Yaad Nahi....> ",, ",, Khof Main Doobi Mulaqat Humain Yaad Nahi....> ",, ",, Hum To Madosh Thay Kuch Itna Uski Chahat Main....> ",, ",, Usnay Kab Chordiya Saath Humain Yaad Nahi....> ",, ",, Zindagi Jabr E Musalsal Ki Tarah Kati Hai....> ",, ",, Janay Kis Jurm Ki Paai Hai Saza Yaad Nahi....> ",, ",, Main Nay Palkon Say Dar E Yaar Par Dastak Di Hai....> ",, ",, Main Wo Sahil Hun Jissay Sada Yaad Nahi....> ",, ",, Aao Aik Sajda Karain Aalam E Madoshi Main....> ",, ",, Log Kahte Hai K "Sagher" Ko Khuda Yaad Nahi....'*'SA'*' ",, ",, POET:- Sagher Sadiqui

Mehfile Lut Gayi Jazbat Ne Dam Torr Diya.

Mehfile Lut Gayi TaYpEd By  TLASH25 Mehfile Lut Gayi Jazbat Ne Dam Torr Diya. = Saaz Khamosh Hain Nagmaat Ne Dam Torr Diya. = Har Musarat Ghum E Deeroze Ka Unwan Bani. = Waqt Ki God Mein Lamhat Ne Dam Torr Diya. = Un Gint Mehfile Mahroom Chiragaan Hai Abhi. = Kon Kehta Hai K Zulmat Ne Dam Torr Diya. = Aj Phir Bujh Gaye Jal Jal K Umeedo K Chiraag. = Aj Phir Taaro Bhari Rat Ne Dam Torr Diya. = Jin Se Afsana E Hasti Mein Tasulsul Tha Kabhi. = In Muhbat Ki Riwayat Ne Dam Torr Diya. = Jhil Milate Huwe Ashko Ki Lari Tot Gayi. = Jag Magati Huwi Barsat Ne Dam Torr Diya. = Haaye Aadab E Muhbat K Takaze Sagar. = Lab Hile Aur Shikayat Ne Dam Torr Diya...! = Poet By Sagar Siddiqui. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Azmat E Zindagi Ko Baich Diya

Azmat E Zindagi TaYpEd By   TLASH25 Azmat E Zindagi Ko Baich Diya Ham Ne Apni Khushi Ko Baich Diya. = Chashm E Saqi K Ek Ishare Pe Umar Ki Tishnagi Ko Baich Diya. = Rind Jam O Subo Pe Hansate Hain Shekh Ne Bandagi Ko Baich Diya. = Raah Guzaaro Pe Lut Gayi Radha Sham Ne Bansuri Ko Baich Diya. = Jagmagate Hain Wihshaton K Dayar Aql Ne Aadmi Ko Baich Diya. = Lab O Rukhsar Ke Ewaz Hum Ne Sitwat E Khusrawi Ko Baich Diya. = Ishq Baharopya Hai Aayi Sagar Ap Ne Sadgi Ko Baich Diya...! = Poet By Sagar Siddiqui. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Kuch Harf Iltija Thay Duaon Se Dar Gaye.

Kuch Harf Iltija TaYpEd By       TLASH25 Kuch Harf Iltija Thay Duaon Se Dar Gaye. = Armaan Bandagi Ke Khudaaon Se Dar Gaye. = Ab Kon Dekhta Hai Tere Shams Ki Taraf. = Sooraj Mukhi Ke Phool Shuaaon Se Dar Gaye. = Hans Kar Jo Jhelte Thay Zamane Ki Talkhiyan. = Aay Chashm E Yaar Teri Adaon Se Dar Gaye. = Rangeen Fizaa Mein Jal Gain Khamosh Titliyaan. = Aanchal Urre To Phool Hawaon Se Dar Gaye. = Aahon Ko Aitbaar E Samaat Samajh Liya. = Nagmon Ki Be Qarar Sadaaon Se Dar Gaye. = Saqi Ne Muskura Ke Gale Se Laga Liya. = Wo Admi Jo Apni Khataon Se Dar Gaye. = Tashna Labi Ne Saghar O Meena Ko Dus Liya. = Zulfon Ki Mast Mast Ghataon Se Dar Gaye...! = Book Name Muhbat Mustaqil Ghum Hai. = Poet By Saghar Siddiqui. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001 

Pocha Kis Ne Haal Kisi Ka To Ro Diye.

Pocha Kisi Ne TaYpEd By          TLASH25 Pocha Kis Ne Haal Kisi Ka To Ro Diye. = Paani Mein Aks Chand Ka Dekha To Ro Diye. = Nagma Kisi Saaz Par Chaira To Ro Diye. = Guncha Kisi Shaakh Se Tora To Ro Diye. = Urta Huwa Gubaar Sar E Rah Dekh Kar. = Anjaam Ham Ne Ishq Ka Socha To Ro Diye. = Badal Fizaa Mein Ap Ki Tasveer Ban Gaye. = Saaya Koh Khayal Se Guzra To Ro Diye. = Rang E Shafq Se Aag Shagofon Mein Lag Gayi. = Saghar Hamare Haath Se Chalka To Ro Diye...! = Book Name Muhbat Mustaqil Ghum Hai. = Poet By Saghar Siddiqui. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Ihsaas Garaan Baar Hai Dil Doob Raha Hai.

Ihsas Garaan TaYpEd By       TLASH25 Ihsaas Garaan Baar Hai Dil Doob Raha Hai. = Pasmurda Chaman Zaar Hai Dil Doob Raha Hai. = Zanjeer Ke Halqe To Salamat Hai Meri Jaan. = Sahmi Huwi Jhankaar Hai Dil Doob Raha Hai. = Khamosh Huwi Garmi E Bazaar E Muhbat. = Ab Kon Khareedar Hai Dil Doob Raha Hai...! = Book Name Muhbat Mustaqil Ghum Hai. = Poet By Saghar Saddiqui. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Hadse Kiya Kiya Tumhari Berukhi Se Ho Gaye

TaYpEd By          TLASH25 Hadse Kiya Kiya Tumhari Berukhi Se Ho Gaye. = Saari Dunya Ke Liye Ham Ajnabi Se Ho Gaye. = Kuch Tumhare Gaisuon Ki Barhami Ne Kar Diye. = Kuch Andhere Mere Ghar Mein Roshni Se Ho Gaye. = Banda Parwar Khul Gaya Hai Astaano Ka Bharam. = Ashna Kuch Log Raz E Bandagi Se Ho Gaye. = Gardish Doraa Zamane Ki Nazar Ankhon Ki Neend. = Kitne Dushman Ek Rasm E Dosti Se Ho Gaye. = Zindagi Aghaa Thi Siyaad Ki Tabeer Se. = Ham Aseer E Daam E Gul Apni Khushi Se Ho Gaye. = Ab Kahan Aaye Dost Chashm E Muntazir Ki Aabro. = Ab To In Ke Ihd O Pemaan Har Kisi Se Ho Gaye. = Har Qadam Saghar Nazar Aane Lagi Manzilein. = Marhale Kuch Thay Meri aAwargi Se Ho Gaye...! = Book Name Muhbat Mustaqil Ghum Hai. = Poet By Saghar Saddiqui. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Har Shaye Hai Purmalal Bari Taiz Dhoop Hai.

Har Shaye Hai TaYpEd By      TLASH25 Har Shaye Hai Purmalal Bari Taiz Dhoop Hai. = Har Lab Pe Hai Sawal Bari Taiz Dhoop Hai. = Chakra Ke Gir Na Jaon Mein Is Taiz Dhoop Mein. = Mujh Ko Zara Sanbhal Bari Taiz Dhoop Hai. = De Hukam Badilon Ko Khaybaan Nasheen Hon. = Jaam E Suboo Uchal Bari Taiz Dhoop Hai. = Mumkin Hai Abr E Rahmat Yazdaan Bars Pare. = Zulfon Ki Chhaon Daal Bari Taiz Dhoop Hai. = Ab Shahr E Arzo Mein Wo Inayatein Kahan. = Hai Gul Kaday Nidhaal Bari Taiz Dhoop Hai. = Samjhi Hai Jis Ko Saaya E Umeed Aqal E Khaam. = Saghar Ka Hai Khayal Bari Taiz Dhoop Hai...! = Book Name Muhbat Mustaqil Ghum Hai. = Poet By Saghar Saddiqui. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Khizan Ke Dour Mein Lutf E Bahaar Leta Hon

Khizaan Ke Dour TaYpEd By       TLASH25 Khizaan Ke Dour Mein Lutf E Bahaar Leta Hon. Gham E Bahaar Ko Hans Kar Guzaar Leta Hon. Guloon Se Rang Sitaron Se Roshni Le Kar. Jamal E Yaar Ka Naqsha Utaar Leta Hon...! Book Name. Muhabt Mustaqil Ghum Hai Poet Sagher Saddiqui. eND Follow Tlash25 Send To 8001

Waqar E Anjum Ham Se Farog E Anjum Ham Se

Waqar E Anjum TaYpEd By       TLASH25 Waqar E Anjum Ham Se Farog E Anjum Ham Se. = Sakot E Shab Se Pocho Subah Ki Pahli Kiran Ham Se. = Ham Hi Se Gulistan Ki Bijliyon Ko Khaas Nisbat Hai. = Baharein Janti Hai Ronaq E Sahn E Chaman Ham Se Hai. = Zamane Ko Na De Ilzam Ay Nawaqif E Manzil. = Zamane Ki Nazar Ham Hai Zamane Ka Chalun Ham Hai. = Qareeb O Door Ki Batein Nazar Ka Wahim Hai Piyare. = Yaqeen Rahnuma Ham Se Fanon E Rahzun Ham Se Hai. = Talu E Aftab E Nu Hamare Naam Par Ho Ga. = Wo Jin Ki Khaak Ke Zarre Hain Khurseed E Watan Ham Se Hai. = Bahr Soorat Hamari Zaat Se Hai Silsile Sare. = Janon Ki Sadgi Ham Hai Khurd Ka Barkpun Ham Hai. = Hamare Hath Mein Hai Saghar Farda Idhar Dekho. = Idhar Dekho Hareef E Gardish E Churakh E Kohun Ham Hain...! = Book Name. Muhabt Mustaqil Ghum Hai. = Poet By Saghar Saddiqui. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001