Posts

Showing posts from July 1, 2013

Wo Sumar Tha Meri Duaon Ka. TaYpEd By TLASH25 Wo Sumar Tha Meri Duaon Ka Usey Kis Ne Apna Bana Liya. Meri Neend Kisne Ujaar Di. Mera Khuwab Kis Ne Chura Liya. Tujhe Kya Bataon Ay Dilnasheen. ..Tere Ishq Teri Yaad Mein Kabhi Guftago Rahi Phool Se. Kabhi Chand Chat Pe Bula Liya Mere Chand Honey Ki Hasraten. Mere Khushbo Honey Ki Khuwahishen. Wo Juda Hua To Yun Laga Main Ne Zindagi Ko Ganwa Diya...! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Wo Pani Ki Lehron. TaYpEd By TLASH25 Wo Pani Ki Lehron Pe Kya Likh Raha Tha.. Khuda Jane Hurf-e-Dua Likh Raha Tha... Likhe The Jisne Wafa Ke Maane Adhure... Wo Shakhs Pyar Ki Inteha Likh Raha Tha... Zara Uski Aankh Se Aanso Na Nikle... Wo Shakhs Jab Zindagi Ko Saza Likh Raha Tha.. Muhbat Mein Nafrat Mili Thi Usse Bhi... Wo Har Shakhs Ko Bewafa Likh Raha Tha....! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Wo Muhbat Bi Teri Thi

Image
.TaYpEd By TLASH25Wo Muhbat Bi Teri Thi ,Wo Shararat Bi Teri Thi.Agar Kuch Bewafai Thi To ,Wo Bewafai Bi Teri Thi.Hum Chor Gaye Tere Shehar To ,Wo Hidayat Bi Teri Thi.Aakhir Karte To Kis Se Karte ,Tumhari Shikayat Wasi.Wo Shehar Bi Tera Tha ,Aur Wo Aadat Bi Teri Thi ....!Poet By Wasi Shah eNd ......... Follow Tlash25 Send To 8001

Wo Husny Mujasm Kamal Uski Aankhen Wo Husny.e.Mujasm Kamal Uski Aankhen , Sarapa Muhbat Jamal Uski Aankhen. Main Jab Bi Us Se Sawal Puchon. Mujhe Rooz Deti Hai Taal Uski Aankhen. Jo Bechay To Dono Jahan Dey K Le Loon Wo Chera,Wo Zulfain,Wo Gaal Uski Aankhen. Agar Koi Pochey K Dunya Main Kya Hai, Zamane Ko Don Ga Misal Uski Aankhen....!p TaYpEd By TLASH25 END**S Follow Tlash25 Send To 8001

Wo Aksar Mtujhse Kahti Thi Wafa Hai Zaat Aurat Ki Magar Jo Mard Hotey Hain Buhat Bedard Hotey Hain kisi Bhanware Ki Surat Gul Ki Khushboo Loot Laitey Hain Suno Tum Ko Kasam Meri Rawayat Tor Daina Tum Na Tanha Chor Ke Jana Na Hi Dil Tor ke Jana Magar Phir Yun Huwa "MOHSIN" Mujhe Anjaan Rastey Per Akela Chor Kar Usney Mera Dil Tor Kar Usney Muhabbat Chor Di Usne Wafa Hai Zaat Aurat Ki Ye Rawayat Tor Di Usne....! POET MOHSIN NAQVI TYPED Bye.. *_KHILARI3.G_*

Wo Khafa Hen Hum Se To Khafa Rahne Do, Hum Ko Unka Gunahgar Hi Rahne Do, Wo Samajhte Hen Hum Ne Chorr Diya Hy Unko, Baat To Jhoot Hy Magar Such Hi Rahne Do, Mudaton Mangi Hen Khuda Se Khushian Unki, Jo Aata He Ilzam Hum Pe To Ilzam Hi Rahne Do....! TYPED BY TLASH25

Umeed Abi Kuch TaYpEd By TLASH25 Umeed Abhi Kuch Baqi Hai, Ek Basti Basne Wali Hai. Jis Basti Main Koi Zulm Na Ho, Aur Jeena Koi Jurm Na Ho. Wahan Phool Khushi K Khilte Hon, Aur Mosam Sare Milte Hon Bus Rang Aur Noor Baraste Hon, Aur Sare Hanste Baste Ho. Umeed Hai Aisi Basti Ki Jahan Jhoot Ka Karobar Na Ho, Dehshat Ka Bhi Bazar Na Ho. Jeena Bhi Dushwar Na Ho, Marna Bhi Azaar Na Ho. Ye Basti Kash Tumhari Ho, Ye Basti Kash Hamari Ho. Wahan Khoön Ki Holi Aam Na Ho, Us Angan Main Gham Ki Sham Na Ho. Jahan Munsif Se Insaf Mile, Dil Sab Ka Sab Se Saaf Mile. Ek Aas Hai Aisi Basti Ki, Jahan Bhook Se Roti Sasti Ho....! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Us Shakhs Se Milna MOHSIN TaYpEd By TLASH25 Maqrooz K Bigre Huwe Halaat Ki Manind Majboor K Honton Pe Sawalat Ki Manind. Dil Ka Teri Chahat Main Ajab Haal Huwa Hah Selaab Se Barbad Makanat Ki Nanind. Main Un Main Bhatakte Huwe Jugnu Ki Tarha Hon Us Shakhs Ki Aankhen Hain Kisi Raat Ki Manind. Dil Roz Sajata Hon Main Dulhan Ki Tarah Se Ghum Roz Chale Aate Hain Baraat Ki Manind. Ab Ye Bi Nahi Yad K Kiya Naam Tha Uska Jis Shakhs Ko Manga Tha Manajaat Ki Manind. Kis Darja Muqadas Hai Tere Qurb Ki Khuwahish Masoom Se Bache Ke Khayalat Ki Manind. US SHAKHR SE MILNA MOHSIN MERA MUMKIN HI NAHI HAI MAIN PYAAS KA SEHRA HON WO BARSAAT KI MANIND...! Poet By Mohin Naqvi eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Uske Aane Ki Khabar. TaYpEd By TLASH25 Uske Aane Ki Khabar Sunte Hi Tayari Ki Mene Gi Bhar K Gulabon Ki Kharidari Ki. Halat-E-Hijar Men Filhal Sukoon Milne Laga Nasha-E-dard Ne Awaz Nahin Bhaari Ki Warna Ye Log Mujhe Tujhse Juda Kar Dete. Mene Danista Muhbat Mein Adakari Ki Ishq Mein Mera Bhi Deewangi Masalak Hai Yahan. Mene Is Waste Majnoo Ki Tarafdari Ki. Phool Khilte Hi Koi Bichra Huwa Yaad Aaya Mene Khush Hone Ki Mosam Mein Azadari Ki....! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Uski Ankhon Ko. TaYpEd By TLASH25 Zulf Raton Si Hai Rangat Hai Ujalon Jaise Par Tabiyat Wohi Hai Bhoolne Walo Jaisi. Ik Zamane Ki Rifaqat Pe Bhi Ram-Khorda Hai Us Kam Aamaiz Ki Khu Bu Hai Ghazalon Jaisi. Dhoondta Phirta Hoon Logo Mein Shabahat Uski Ke Wo Khuwabo Mein Bhi Lagti Hai Khayalon Jaisi. Kisi Dil Azaar Musafat Se Mein Louta Hon Ke Hai Anso'on Mein Bhi Tapak Paon Ke Chalon Jaisi. Uski Batein Bhi Dil Awaiz Hai Surat Ki Tarah Meri Sochen Bhi Pareshan Mere Balon Jaisi. Uski Ankhon Ko Kabhi Ghor Se Dekha Hai "FARAZ" Sone Walon Ki Tarah Jagne Walon Jaisi...! Poet By Ahmad Faraz Follow Tlash25 Send To 8001

Us Bewafa Se Bhala. TaYpEd By TLASH25 Us Bewafa Se Bhala Rishta Mita Kaise Don, Jo Jan Hai Meri Use Bhula Kaise Don. Apni Rooh Mein Basa Ke Jise Pyar Kya Tha, Sochta Hon Use Ab Dagha Kaise Don. Kitne Khuwab Sajaye The Meri In Ankhon Ne, Mein Pana Har Khuwab Bhala Jala Kaise Don. Wo Royegi To Ansoo Mere Bhi Niklenge, Uski Bewafai Ki Use Saza Kaise Don. Wo Kehti Hai Ke Uski Khushi Ki Dua Mango Mein, Par Wo Kisi Aur Ki Ho Jaye Use Ye Dua Kaise Don...! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Utho Meri Dunya k Garebon. TaYpEd By TLASH25 Utho Meri Dunya K Garebon Ko Jaga Do Khak-e-Umar K Dar-o-Deewar Hila Do. Garmao Gulamo Ka Lahu Soz-e-Yaqeen Se Kunjishk-e-Phiromaya Ko Shahin Se Lara Do. Sultani-e-Jamahur Ka Ata Hai Zamana Jo Naqsh-e-Kuhan Tum Ko Nazar Aye Mita Do. Jis Khet Se Dahqan Ko Mayassar Nahin Rozi Us Khet K Har Khosha-e-Gandum Ko Jala Do. Kyun Khaliq-o-Makhlooq Mein Hayal Rahen Parda Piran-e-Kalisa Se Hata Do. Main Nakhush-o-Bezar Hun Marmar K Silon Se Aur Bana Do. Tahazeeb-e-kargah-e-Shishagaran Hai Adab-e-Junoon Shayr-e-Mashriq Ko Sikha Do...! Poet By Allama Iqbal Follow Tlash25 Send To 8001

Usne Sukoot-e-Shab Mein. TaYpEd By TLASH25 Sukoot-e-Shab Mein Bhi Apna Payaam Rakh Diya. Hijar Ki Rat Baam Per Maah-e-Tamaam Rakh Diya. Aamad-e-Dost Ki Naveed Koo-e-Wafa Mein Garm Thi. Mene Bi Ek Charagh Sa Dil Sar-e-Shaam Rakh Diya. SHIDDAT-E-TISHNAGI MEIN BHI GHAIRAT-E-MAIKAKASHI RAHI. Usne Jo Phairi Nazar Mene Bhi Jaam Rakh Diya. Usne Nazar Nazar Mein Hi Aisay Bhalay Sukhan Kahey. Mene To Uske Paaon Mein Saara kalaam Rakh Diya. Dekho Wo Mere Khuwab They Dekho Ye Mere Zakham Hain. Mene To Sab Hisaab-e-Jaan Barsar-e-Aam Rakh Diya. Aake Bahar Ne Bi Ki Asi Shararaten K Bs Kubk-e-dari K Chal M Tere Khiram Rakh Dya Jo Bi Mila Usi Ka Dil Halqa Bagosh-e-Yar Tha. Usne To Sare Shehr Ko Karke Gulam Rakh Diya. Aur FARAZ Chahiyen Kitni Muhbaten Tujhe. Maaon Ne Tere Naam Pe Bachoon Ka Naam Rakh Diya. Poet Ahmad Faraz Follow Tlash25 Send To 8001

Usi Ko Apni Dil Mein Basaya. TaYpEd By TLASH25 Usi Ko Apne Dil Mein Basaya Aur Basaya Kuch Bhi Nahin. Jidhar Dekha Udhar Wo Nazar Aya Aur Nazar Aya Kuch Bhi Nahin. Dunya Walon Ne Bewaja Badnaan Kar Diya Mujhe. Main Bus Uska Dil Churaya Aur Churaya Kuch Bi Nahin. Bus Ek Usi Ko Nahin Khona Chahte They Hum Lekin, Humne Bus Usi Ko Ganwaya Gunwaya Kuch Bhi Nahin. Wo Jisko Yaad Kiye Begair Sotey Nahin They Hum. Usne Bur Humen Hi Bhulaya Aur Bhulaya Kuch Bi Nahin...! Poet By Qateel Shifai Follow Tlash25 Send To 8001

Unhain Kho Kar. TaYpEd By *SHANI.M.B* Unhain Kho Kar Dukhe Dil Ki Dua Se Aur Kia Mangon. Main Hairan Hon K Aaj Apni Wafa Se Aur Mangon. Gariban Chaak Hai Aankhon Main Ansoo Lab Pe Aahein Hain. Yehe Kafi Hai Duniya Ki Hawa Se Aur Kia Mangon. Meri Barbadiyon Ki Dastan Un Tak Pohnch Jaye. Siwa Is K Mohabbat K KHUDA Se Aur Kia Mangon. Poet. Sahir Ludhiyanvi. END**S Mazed Gzls K Liye.Follow *S.N.B* Send To 8001

Udas Loga Se TaYpEd By TLASH25 Udas Logon Se Pyar Karna Koi To Seekhe. Koi To Aaye Khizan Main Pattay Ugaanay Wala Gulon Main Khushbo Ko Qaid Karna, Koi To Seekhe. Koi To Aaye Naye Ruton Ke Payaam Lekar Meri Nigaahon Se Baat Karna Koi To Seekhe. Koi To Aaye Andheriyon Main Charaagh Bankar Andheri Raton Main Chand Ban'na Koi To Seekhe. Koi Payamabar Koi Imaam-e-Zamaan Hi Aaye. Aseer Zehno main Soch Bharna Koi To Seekhe....! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Usey Apni Zid Ki Fikar Thi Mujhe Apni Ana Ka Khayal Tha, Na Mill Sake Hum Phir Kabhi, Wo Hamari Muhabaton Ka Zawal Tha, Mere Lye Us Ka Sath Hi Sab Kuch Tha, Us K Lye Sab Mazaq Tha, Usey Bus Apni Manziloon Ki Fikar Thi, OR, Yahaan Meri Zindagi Ka Sawal Tha....! TaYpEd By TLASH25 END**S Follow Tlash25 Send To 8001

Uljhan-Raat Abhi Tanhai ki Pehli Dehleez Pe Hai. Raat Abhi Tanhai ki Pehli Dehleez Pe Hai, Aur Meri Janib Apne Haath Barhati Hai, Soch Rahi Hön.. Un ko Thamoon. Zeena Zeena Sannaton Ke Teh-khaanon Mein Utron, Ya Apne Kamre Mein Thehroon Chaand Meri Khirki Pe Dastak Daita Hai..! Poet Name Parveen Shakir TaYpEd By TLASH25 End. Follow Tlash25 Send 8001

Us Simt Chalay Ho To Bas Intna Usey Kahna Ab Koi Tamana Nahi Hurf-e-Tamana Usey Kahna Usne Hi Kaha Tha To Yakeen Mein Ne Kiya Tha Umeed Pe Qayam Hai Ye Duniya Usey Kahna Duniya To Kisi Haal Mein Jeene Nahi Deti Chahat Nahi Hoti Kabhi Ruswa Usey Kahna Zarkhez Zameenen Kabhi Banjar Nahi Hoti Darya Hee Badal Leite Hain Raste Usey Kahna Wo Meri Rasaayi Mein Nahi Hai To Ajab kiya Hasrat Bhi To Hai Ishq Ka Lehja Use Kahna Us Samt Chale Ho To Bas Itna Use Kahna!!! Kuch Log Safar Ke Liye Mozoo Nahi Hote Kuch Raste Kat.te Nahi Tanha Use Kahna....! TYPED BYE.... ....TLASH25....

Uskh Aankho ki Isharon ki buhat yaad Aai Aj pat jhar main baharon ki buhat yaad aai, Larkharta huwj Maikhanay sey jab main nikla. Teri baahon k Saharon ki buhat yaad aai. Jab bi ponchay kabhi hathon say jo Aansou apney. Terey Daman key kinaron ki buhat yaad aai. Aaj viraan say iss sheher mein,Aay janay wafa. Mujh jo bus Apnay pyaron ki buhat YAAD Aai. TYPED BY TLASH25

Wade Bhi Dost Ne Kya Khub Nibhaye

Image
TaYpEd By   TLASH25 Wade Bhi Dost Ne Kya Khub Nibhaye ,Zakham Aur Dard Tohfe Mein Bhijwaye ,Is Se Bharkar Wafadari Ki Misaal Kya Hogi ,Ke Maut Se Pehle Dost Kafan Le Aaye...! Follow Tlash25  Send To 8001

Haq Meri Muhbat TaYpEd by *SHANI_M_B* Haq Meri Mohabbat Ka Ada Kiyon Nhi Karte.* . Tum Dard To Dete Ho Dawa Kiyon Nhi Karte.* . Kiyon Bethe Ho Khamosh Si Raah Me Mere Aage.* . Na Ro Mere samne mere Marne Ki Dua Kiyon Nhi Karte.* . Tum Dard To Dete Ho Dawa Kiyon Nhi Karte.* . Poolon Ki Tarha JiSm Hai Pathar Ki Tarah Dil.* . Mere Haseen L0G Wafa Kiyon Nhi Karte.* . Tum Dard To Dete Ho Dawa Kiyon Nhi Kart.* . Aankhon Ki AdaaLat Se Bari Kar To Diya Hai.* . Afsos Meri Jaan Reha Kiyon Nhi KartE.* . Tum Dard To Dete Ho Dawa Kiyon Nhi Kart.* . Haq Meri Mohabbat Ka Ada Kiyon Nhi Kart.* . Tum Dard To Dete Ho Dawa Kiyon Nhi Karte.* . END**S Date.19.9.12 Time.7.10pm

Poet Ansar bukhari TaYpEd By *SHANI_M_B* Us Bewafa Se Kehna Ek Yaar Tha Tumhara. Tum Zindagi Thay Uski wo Pyar Tha Tumhara. Wo Thukra'ta Raha Har Khushi Use Aziz Tha Sath Tumhara. Tum Jis Ko Chor Aye Dil Jis Ka Tor Aye. Use Na Garz Tha Kisi Ka Wo Bas Tha Tumhara. Na Kar To Nafrat Bhi Itna Waqt Badla To Ro'o Ge. Aj Main Hon Waqt K Age Tanha Kabhi Aye Ga Waqt Bhi Tumhara. To Bewafa Hai Ye Kehta Raha Zamana. Main Chup Raha Hamesha Mujhe Ras Na Tha Badnami Tumhara. Jo Dil Kare Jese Kare To Khel Mere Dil Se. Kal Bhi Ghulam Tha Main Aj Bhi Wo Hai Ghulam Tumhara. Tanha.G

Zulmat Kade Main. TaYpEd By *SHANI_M_B* Zulmat Kade Main Mere Shab E Gham Ka Josh Hai. Ik Shama Hai Dalil E Sahar So Khamosh Hai. Na Muzda E Visal Na Nazara E Jamal. Mudat Howi K Ashti E Chashm O Gosh Hai. Main Ne Kia Hai Hu7n E Khud_aara Ko Be Hijab. Aye Shauq Yaa'n Ijazat E Taslim E Hosh Hai. Gauhar Ko Ikd E Gardan E Khubaa'n Main Dekhna. Kia Aroj Par Sitara E Gauhar Farosh Hai. Didar Vada Hausala Saqi Nigah E Mast. Bazm E Khayal Maikada E Be Kharosh Hai. Aye Taza Varidan E Bisat E Hawa E Dil Zinhar Agr Umhain. Hawas E Na O Nosh Hai. Dekho Mujhe Jo Dida E Ibarat Nigah Ho. Meri Suno Jo Gosh E Nasihat Niyosh Hai. Saqi Ba Jalva Dushman E Imaan O Aagahi. Mutarib Ba Nagma Rahazan E Tamkhin O Hosh Hai. Ye Shab Ko Dekhte Thy K Har Gosha E Bisat. Daman E Bagban O Kaf E Gul Farosh Hai. Ye Subah Dam Jo Dekhiye Aakar To Bazm Main. Na Wo saror O Soz Na Josh O Kharosh Hai. Daag E Firaq E Sohabat E Shab Ki Jali Howi. Ik Shama Reh Gai Hai So Wo Bhi Khamosh Hai. Ate Hain Gaib Se Ye Mazamin Khayal Main. Ghalib Sarir E Khama Nava E Sarosh Hai. Poet. Mirza Asad Ullah Ghalib. END**S Follow *SHANI_M_B* Send To 8001

Poet. Abdul Hameed Addam. TaYpEd by *SHANI_M_B* Zulfen Barham Sambhal Kar Chaliye.* Rasta Dekh Bhal Kar Chaliye.* Mosam.e.Gul Hai Apni Bahon Ko.* Meri Bahon Main Dal Kar Chaliye.* Maykade main Na Bethiye Kuch Tabiyat Bahaal Kar Chaliye.* Kuch Na Denge To Kia zyan Hoga.* Harj Kia Hai Sawal Kar Chaliye.* Hai Agar Qatl.e.Aam Ki Niyat jism Ki Chhab nikal Kar Chaliye.* Kisi Nazuk Badan Se Takra Kar.* Koi Kasab E Kamal Kar Chaliye.* Ya Dupatta na Lijiye Sar Par Ya Dupatta sambhal Kar Chaliye.* Yaar Dozakh Main Hain Makeem Adam.* Khuld Se Intqal Kar Chaliye.* END**S

Zindagi Ek Kanch Ka. TaYpEd By *SHANI_M_B* Zindagi ek Kanch Ka Khilona Hai Akhir Toot Jana Hai. Do Ghari Baith Mere Pas Mujhko Bohat Dor Jana Hai. Tu Ne Hansi Dekhi Hai Mere Gham Nahi Dekhe. Mere Paon Main Musafton K Zakham Nahi Dekhe. Yado Ka Hasil Bhi Akhir Bhool Jana Hai. Main Us Ko Pane Ki Khawahish Main Khud Ko Kho Baitha Hon. Jo Mera Ho Nahi Sakta Main Us Ka Ho Behta Ho. Bohat Masoom Chahat Hai Bara Zalim Zamana Hai. Zindagi Kanch Ka Khilona Hai Akhir Toot Jana Hai. END**S Follow *SHANI_M_B* Sent To 8001

Yun Bhi Howa Hai. TaYpEd By *SHANI_M_B* Yun Bhi Howa Hai Raat Ko jab Hum Log So Gaye. Tanhai Aur Main Teri Baton Main Kho Gaye. Aa Dekh Tujhse Log Jo Rehte Thy Dor Dor. Sahwgxe Main Teri Yaad K Chup Chap So Gaye. Hum Wo Jo Sare Rhehar K Karte Thy Faisle. Hum Log Teri Chah Main Ruswa Bhi Ho Gaye. Tum Kia Gaye K Waqt Ka Ehsas Mar Gaya. Raton Ko Jagte Rahe Aur Din Ko So Gaye. Ab Zindagi Ki Masroofiyat Main Dhoonda Karen Ge Log. Arzan Howe Hum Itne K Nayab Ho Gaye. Arshad Wafa Ki Rah Main Shidat Thi Is Qadar. Tujhse Thy Kitne Log Jo Raste Main Kho Gaye. Poet. Arshad Malik. END**S Follow *SHANI_M_B* Send To 8001

Ya Rab Gham E Hijran. TaYpEd By *SHANI_M_B* Ya Rab Gham E Hijran Main Itna To Kia Hota. Jo Hath Jigar Pe Hai Wo Dast E Dua Hota. Ik Ishq Ka Gham Aafat Aur Us Pe Ye Dil Afat. Ye Gham Na Dia Hota Ya Dil Na Dia Hota. Gairon Se Kaha Tum Ne Gairon Se Suna Tum Ne. Kuch Hum Se Kaha Hota Kuch Hum Se Suna Hota. Umeed To Barh Jati Taskeen To Ho Jati. Wada Na Wafa Karte Wada To Kia Hota. Nakam E Tamana Dil Is Soch Main Rehta Hai. Yun Hota To Kia Hota Yun Hota To Kia Hota. END**S Follow *SHANI_M_B* Send To 8001

Yaadon Ka Ek. TaYpEd By *SHANI_M_B* Yaadon Ka Ek Jhonka Aya Hum Se Milne Barson Bad. Itne Roye Na Thy Pehle Jitne Roye Barson Bad. Lamha Lamha Ghar Ujra Hai Mushkil Se Ehsaas Howa. Pathar Aye Barson Pehle Sheeshe TooTe Barson Bad. Aaj Hamari Khaak Pe Duniya Rone Dhone Baithi Hai. Phool Howe Hain Saste Jane Kitne Barson Bad. Bhool Bhi Jao Kisne Tora Kaise Tora Aur Kun Tora. Dhoond Rahe Ho Galiyon Main Kia Dil K Tukre Barson Bad. Dastak Ki Umeed Laga Kar Kab Tak Yunhi Jeete Hum. Kal Ka Wada Karne Wale Milne Aye Barson Bad. END**S Follow *SHANI_M_B* Send To 8001

Ye Naam Mumkin. TaYpEd By *SHANI_M_B* Ye Naam Mumkin Nahi Rahe Ga. Muqam Mumkin Nahi Rahe Ga. Garoor Lehje Main Aa Gaya To. Kalam Mumkin Nahi Rahe Ga. Ye Barf Mousam Jo Sheher E Jaan Main Kuch Aur Lamhe Thehar Gaya To. Lahoo Ka Dil Ki Kisi Gali Main Muqam Mumkin Nahi Rahe Ga. Tum Apni Saanson Se Meri Sansain Alag To Karne Gage Ho Lekin. Jo Kaam Asaan Samajh Rahe Ho Wo Kaam Mumkin Nahi Rahe Ga. Wafa Ka Kaaghaz To Bheeg Jaye Ga Badgumani Ki Barishon Main. Khaton Ki Batain To Khwaab Hon Gi Payam Mumkin Nahi Rahe Ga. Main Janti Hon Mujhe Yaqen Hai Agar Kabhi Tu Mujhe Bhula De. To Teri Aankhon Main Roshni Ka Qayaam Mumkin Nahi Rahe Ga. Ye Hum Mohabbat Main La Ta'alluq Se Ho Rahe Hain To Dekh Lena. Duaaein to Khair Kon De Ga Salaam Mumkin Nahi Rahe Ga. Poet. Noshi Gilani. End**S Follow *SHANI_M_B* Send To 8001

Ye Saal Bhi Udaas Raha. TaYpEd By *SHANI_M_B* Ye Saal Bhi Udas Raha Rooth Kar Gaya. Tujh Se Mile Baghair December Guzar Gaya. Meri Masalehat Jo Howi Apne Ap Se. Mujh Main Jo Aik Shakhs Joraa Tha Wo Mar Gaya. Jo Baat Moutbar Thi Wo Sar Se Guzar Gai. Jo Harf Sarsari Tha Wo Dil Main Utar Gaya. Shah Ragg Main Yun Rawan Tha Hajoom E Sada Ka Khauf. Aksar Main Ap Apni Hi Ahat Se Dar Gaya. Ab Na Hijar Ki Khalish Na Khalish Wisaal Ki. Jese Nazar Main Aik Sa Mousam Thehar Gaya. Mohsin Ye Rang Ye Roop Ye Ronaq Baja Magar. Ab Kia Jiyon Ga Main K Mera Jee To Bhar Gaya. Poet. Mohsin Naqvi. END**S Follow *SHANI_M_B* Send To 8001

Yaad Ate Ho Shaam Dhalte. TaYpEd By *SHANI.M.B* Yaad Ate Ho Shaam Dhalte He. Jal Gaya Dil Chiraag Jalte He. Gham K Darwaze Khul Gaye Mujh Par. Halki Halki Hawa K Chalte He. Khud Ko Tabdeel Kar Liya Tum Ne. Ek Naya Hum Safar Badalte He. Gir K Bhi Hum Sambhal Gaye Yaaro. Aur Tum Gir Pare Sambhalte He. Phail Jati Hai Chaandni Har So. Chaand K Baam Par Nikalte He. Laakh Gham Aur Agye Shahzad. Ek Gham Mere Sar Se Talte He. END**S Follow *SHANI.M.B* Send To 8001

Zindagi Ne Kaha. TaYpEd By *SHANI.M.B* Zindagi Ne Kaha Muskurate Howe. Mil To Jao Kabhi Aate Jate Howe. Wo Bhi Shayad Pasheman Tha Meri Tarah. Murr K Dekha To Tha Us Ne Aate Jate Howe. Aadmi Ki Hain Bohat Si Majboriyan. Ye Kaha Us Ne Mujh Ko Sunate Howe. Apne Waade Pe Jin Ko Bohat Naaz Tha. Un Ko Dekha Baatein Banate Howe. Yaaro Hum Bhi Manzil Pe Aa Hi Gaye. Larkharate Howe Dagmagate Howe. END**S Follow *SHANI.M.B* Send To 8001

Ye Saal Mahene Din. TaYpEd By *SHANI.M.B* Ye Saal Mahene Din Shumar Na Karna. Be Ja Dil Dil E Muztrib Pe War Na Karna. Wo Keh Gaya Tha Waqt E Rukhsat Ye Bhi. Kisi Musafir Ka Aitebar Na Karna. Na Mujhe Yaad Dilana Na Mujhe Yaad Ana. Apni Barbad Hasraton Ka Izhar Na Karna. Safir E Hayat Main Apne Liye Tum Chun Lena. Koi Bhi Gosha E Makan Par Intzar Na Karna. Dawa E Dil K Liye Kafi Tha Us Ka Ye Kehna. Apni Hasti Ki Hadon Ko Par Na Karna. Saza K Taur Par Katna Ye Zindagi Apni. Wafa Be Mool Bhi Mile To Pyar Na Karna. Zakhmon Ko Apne Si Lena Tanhai Main Baith Kar Shaukat. Aur Zindagi Main Saal Mahene Shumar Na Karna. Poet. Shaukat Ali Khan. END**S Follow *SHANI.M.B* Send To 8001

Zilat.e.Tanhai Se Poet Parveen shaki. TaYpEr by *SHANI_M_B* Zilat.e.TANHAI se Ghabra K Aii Ho.* . Mein Abhi Abhi Shehr.e.WAFA se Aii Hon.* . Kuch Dair Hawa Ko Baton Mein Lagaye Rakhna.* . Mein Ghar Mein Ek Dya Jala k Aii Hon.* . Usne Pocha Hai Ehd.e.wafa Nibhao gi.* . So Hathon Mein Quran Utha K Aii Hon.* . Wo Chahe To Ab Mujh se Tark.e.taluq kr le.* . Wo meri Zindagi Hai UsE bata K aii Hon.* . Wo Ab Bhi mujhe Anna Parast Samajhta Hai.* . Mein Jise Roo roo K Mana k Aii Hon.* . END**S

Zindagi Ki Rahon Main Tum Bhi TaYpEr by *SHANI_M_B* Zindagi Ki Rahon Mein Tum Bhi chor Gaye Akhir.* . Bare Hmdard Bante Thay Mera Dil Tor Gaye Akhir.* . Tum Pe To Bare Maan Thay Meri Umeedon Ko.* . Ab kis Se Gila Kroon Tum Hi Moh Mor Gaye Akhir.* . Log To Chalo Log Thay Unhon Ne Jo Kia So Kia.* . Bhari Duniya Mein Aj Tum Bhi Tanha Chor Gaye Akhir.* . Tum To Kehte Thay Hum wo Nhi K chorein Apno Ko.* . Apne waade Apni Kasmen Khud Hi Tor Gaye Akhir.* . Wah Kia Khoob Pyar Nibhaayi Hai Ap Ne.* . MUJHE Ko Rah Mein Rota Chor Gaye Akhir.* . END**S

Zindagi Mili Zara Si Thi. TaYpEd By Tlash25 Zindgi Mili Zara si Thi. Kuch Is Main Kami Zara si Thi. Wo Roz Hota Gaya paas Mere. Lekin phir Bhi Doori Zara si Thi. Chaand Jaagte jaagte so Bhi Gaya. Raat Abhi Beeti Zara si Thi. Mohabat Baant Di Us Ne Zamane Main Lekin. jo Mere Hisse Main Aai. Wo Mohabat Zara si Thi. END**S

Zindagi Ye Meri Jane Kia Se Kia TaYpEd By *SHANI_M_B* Zindagi ye Meri Jane Kia Se Kia Ho Gai. Tu Jo Bichri Jana To Meri Har Ada Kho Gai. Tujhe Dekh K Saja Karte Thay Is Gulshan K Phool. Teri Udasi Dekh Kar Unki Har Muskan TooT Gai. Tera Sath Tha To Har Soo Baharr Thi. Tu jo Rothi To Jaise Meri Har Khushi So Gai. Kun Tarsati Ho Hum Be Qararon Ko Tum Shahid. Keh Ab To Is Dil Ki Har Gali He Veeran Ho Gai. Tanha.Dil Written By. Shahid Ali Kiyani. Follow *SHANI_M_B* Send To 8001 4 new Poetry

Ye Duniya Rahe Na Rahe. TaYpEd By *SHANI_M_B* Ye Duniya Rahe Na Rahe Mere Humdam. Kahani Mohabbat ki Zinda Rahe Gi. Kabhi Goh Mil Jaye Sathi. To Bedard Duniya Juda Kia Kare Gi. Ye Duniya Rahe Na Rahe Mere Hamdam. Kanhani Mohabat Ki Zinda Rahe Gi. Kabhi Geet Ban K Labon Pe Saje Gi. Kabhi Phool Ban k Mehka Kare Gi. END**S Follow *SHANI_M_B* Send To 8001

TaYpEd By *SHANI_M_B* Ye Raat Ye Khamoshi Ye Khuwab Se Nazare. Jugnu Hain Ya Zameen Par Utre Howe Hain Taare. Bekhuwab Meri Aankhain Bekhuwab Meri Ankhain. Madhosh Hai Zamana Mahosh Hain Zamana. Modhosh Hai Zamana Mousam Hai Ashiqana. Aye Dil Kahin Se Unko Aise Main Dhound Lana. Mousam Hai Ashiqana Mousam Hai Ashiqana. By Amim Jafri kashmir. Tanha.Dil Follow *SHANI_M_B* Send To 8001

Ye Hi Zindagi Ka Usool Hai. TaYpEd By *SHANI_M_B* Yehi Zindagi Ka Asool Hai Jo Bichar Gaya Use Bhool Ja. Jo Mila Hai Dil Se Laga K Rakh Jo Nahi Mila Use Bhool Ja. Na Wo Dhoop Tha Na Wo Chandni Na Charagh tha Na Wo Roshni. Wo Khayal Tha Koi Khuwab tha Wo Tha Aaina Use Bhool Ja. Wo Jo Tere Dil K Qareeb Tha Wo Na Jane Kis Ka Naseeb Tha. Tujhe Hans K Us Ne Bhula Dia To Bhi Muskura K Use Bhool Ja. END**S Follow *SHANI_M_B* Send To 8001

TaYpEd By *SHANI_M_B* Yahan Chahaton Ka Sila Nahi. Yahan Dosti Ka Maza Nahi. Yahan Jane Kaisi Hawa Chali. Rahi Doston Main Wafa Nahi. Yahan Jal Gaya Mera Aashiyan. Abhi Badloon Ko Pata Nahi. Tere Dar Pe Dastak De Sakoon. Ye Haq To Tu Ne Dia Nahi. Main Raahi Hon Rah E Umeed Ka. Mujhe Manziloon Ka Pata Nahi. Be Bus Hon Jahaan Main Itna. Jaise Mera Koi Khuda Khuda Nahi. Meri Sadgi Mere Jurm Hai. Koi Aur Meri Khata Nahi.

TaYpEd By *SHANI_M_B* Ye Jo Deewane Se Do Char Nazar Ate Hain. In Main Kuch Sahib E israr Nazar Ate Hain. Teri Mehfil Ka Bharam Rakhte Hain So Jatd Hain. Warna Ye Lo Bedar Nazar Ate Hain. Dor Tak Na Koi Sitara Hai Na Jogno Koi. Ab To Marg E umeed K Aasar Nazar Ate Hain. Kal Jinhain Cho Nahi sakti Thi Firshton ki Nazar. Ab Wo Ronaq E Bazar Nazar Ate Hain. Mere Daman Main Shararon k Siwa Kuch bhi Nahi. Ap To Phoolon k Kharedar Nazar Ate Hain. TANHA.G

TaYpEd By *SHANI_M_B* Yehi Zindagi ka Asool Hai Jo Bichar Gaya Use Bhool Ja. Jo Mila Hai Dil Se Laga K Rakh Jo Nahi mil Use Bhool Ja. Na Wo Dhoop Tha Na Wo Chaandni Na Chirag Tha na Roshni. Wo Khayal Tha Koi Khuwab Tha Wo Tha Aaina Use Bhool Ja. Wo Jo Tere Dil K Qareeb Tha Wo Na Jane Kis Ka Naseeb Tha. Tujhe Hans K Us Ne Bhola Dia Tu Bhi Muskura K Use Bhool Ja. Jo Saaz Se Nikki Hai Wo Dohn Sab ne Soni Hai. Jo Taar Pe Bajti Hai wo Kis Dil Ka Pata hai Use Bhool Ja. Tanha.G

TAYPED'BY *TANHA_56* Yun Hi Anjane Main Tujhse Rafaqat Si Ho Gai. Dosti Karne Chale Aur tujhse Chahat Si Ho Gai. Tu Na Ho To Main Khud Se Hi Ulahta Hoon. Kia Karoon Mujhe Teri Adat Si Ho Gai. Main Apne Wajood Main Tujhe Talash Karta Hoon. Mujhe Tum Se Is Qadar Mohabbat Si Ho Gai. Tanha.G Follow *TANHA_56* Send To 8001

Poet. BABUR,ALI TAYPED'BY *TANHA_56* Ye Sard Mousam Ye Thandi Hawain. Kitna Dil Ko Jalata Hai Ye Tanha December. Wo Yaadein Guzre Baras Ki Wo Sadain. Akhir Kun Hamain Itna Rolata Hai December. Teri Bewafai Tera Youn Chor Kar Jana. Mujhe Kun Har Saal Yaad Dilata Hai December. Mere TooTe Dil Ki Angan Main Ati Hain Mushkil Se Bharain. Phir Patte Peele Kar K Tanha Kar Deta Hai Decembar. Main Aj Bhi teri Wo Talakh Lehja Nahi bhola Babur. Jab To Keh K Gaya Tha Tujhe Rolaye Ga Har Lamha December. TANHA.G Follow *TANHA_56* Send 8001

TaYpEd By *SHANI_M_B* Ye Dolat Bhi Le Lo Ye Shohrat Bhi Le Lo. Bhale Cheen Lo Mujhse Meri Jawani. Magar Mujhko Lota Do Bachpan Ka Sawan. Wo Kagaz Ki Kashti Wo Barish Ka Pani. Muhalle ki Sab Se Purani Nishani. Wo Bhuriya Jise Bache Kehte Thay Nani. Wo Nani Ki Baton main Parion ka Dera. Wo Chehre ki Jhurion main Sadion ka Pehra. Bhulaye Nahi Bhool Sakta Hai Koi. Wo Choti Si Ratain Wo Lambi Kahani. Kari Dhoop Main Apne Ghar Se Nikalna. Wo Chiriya Wo Bulbul Wo Titli Pakarna. Wo Guriya Ki Shadi pe larna Jhagarna. Wo Jhuloon se Girna Or Gir Kar Sanbhalna. Wo Peetal K Chahalon K Piyare Se Tuhfe. Wo TooTi Howi Choorion Ki Nishani. Wo Kagaz Ki Kashti Wo Barish Ka Pani. Wo Kagaz Ki Kashti Wo Barish Ka Pani. END**S

TaYpEd By *SHANI_M_B* Yaqeen Ata Nahi Dil Ko K Aisa Ho Bhi sakta Hai. Hamara Hal E Gham Sun Kar Wo Zalim Ro B Sakta Hai. Kabhi Insan Akela Ho K Bhi Tanha Nahi Hota. Sar E Mehfil Kabhi Bethe Bithaye Kho Bhi Sakta Hai. Ta'ajjub Kun Hai Tum Ko Hamari Begunahi Par. Karam Ka 1 Qatra Daagh e Daman Dho Bhi sakta Hai Kabhi Insan Ko Neend Aati Nahi Phoolon k Bister Par. Kabhi Pathar Pe Sar Rakh Kar Maze Se So Bhi Sakta Hai. Wo Kehte Hain Teri Khatir Sitare Tor Layenge. Bazahir Yun Nahi Hota Magar Yun Ho Bhi Sakta Hai. END**S

TaYpEd By *SHANI_M_B* Ye Mizaaj e Yaar Ko Kia Howa Unhain Mujhse Pyar Hai Aj Kal.* Meri Justajo Meri Guftagoo Mera Intzar Hai Aaj kal.* Tere Khatoot Ko Nikalna Kabhi Dekhna Kabhi Choomna.* Yehi Mashghala Yehi Silsila Yehi Karobar Hai Aaj Kal.* Akela Na Ghar Se Nikal Miyaan Zara Dekh Bhaal K Chal Miyaan.* Bari Abtari Bari Rahzani Bari Lootmaar Hai Aaj Kal.* Ise Qatal Kar Use Qatal Kar Tujhe Saat khoon Maaf Hon.* Teri Saltanat Tera Dabdaba Tera Iqtadaar Hai Aaj Kal.* Are Kaif Kal To To Rind Tha Mere Yaar Tujh Ko Kia Howa.* Bara Mazhabi Bara Paarsa Bara Deendar Hai Aaj Kal.* END**S

TaYpEd By *SHANI_M_B* Ye Tum Se Keh Dia Kis Ne K Tum Bin Reh Nahi Sakte. Ye Dukh Hum Keh Nahi Sakte. Chalo Hum Maan Lete Hain K Tum Bin Hum Bohat Roye. Kai Raton ko Nahi Soye. Magar Afsos Hai Jana. Keh Ab k Tum Jo Loto Ge Humain Tabdeel Pao Ge. Bohat Mayous Ho Ge Tum. Agar Tum Pochna Chaho. K Aisa Kun Kia Hum Ne. To Sun Lo Ghour Se Jana. Aik Riwayat Thi Jo Tor Di Hum Ne. Mohabbat chor Di Hum Ne. END**S

TaYpEd By *SHANI_M_B* Ye Eid Tere Shaher Main Bhi Aii Hogi.* Haseen Haath Pe Mehndi Bhi Lagai Hogi.* Narm C Kalai Choriyon se Sajai Hogi.* Sitare Bhi tanke Hoon Ge Tum Ne Maang Main Apni.* Marmareen Paaon Main Pazaib Bhi Pehni Hogi.* Ankhon main Kajal Bhi Lagaya Hoga.* Rukhsaron pe Lali Bhi Bikhri Hogi.* Ajab c Khushi Se Dil Bhi Dharka Hoga.* Koi Chahne Wala Jab eid Mila Hoga.* END**S

POET. Ahmad Faraz. TaYpEd by *SHANI_M_B* Ye To Uska Hi karishma Hai Fusun Hai.* Yun Hai Yun To Kehne Ko Sabhi Kehte Hain Yun Hai Yun Hai.* Tum Mohabat Main Kahan Sood O Zayaan le Aye.* Ishq Ka Naam khirad Hai Na Juanun Hai Yun Hai Yun Hai.* Jaise Koi Ho Dar E Dil Pe Sitadra Kab Se.* Aik Saya Na Darun Hai Na Barun Hai Yun Hai* Ab Tum aye Ho Meri Jaan tamasha Karne.* Ab To Darya Main Talatum Na Sakoon Hai Yun Hai.* Tu Ne Dekhi Hi Nahi dasht E Wafa Ki Tasveer.* Nok E Har Khaar Pe Ek Qatra E Khun Hai Yun Hai.* Naseha Tujh Ko Khabar Kia K Mohabbat kia Hai.* Roz Aa Jata Hai Samjhata hai Yun Hai Yun Hai.* Shairi Taza Zamanon Ki Hai Memaar Faraz.* Ye Bhi ik Silsila E Kunfa Yakun Hai Hai Yun Hai.* END**S

TaYpEd by *SHANI_M_B* Yun Dost Sare Apne Apne Raste Badal Gaye.* Kuch Peechy Ruk Gaye To Kuch Aagy Nikal Gaye.* Halat Ki Dhoop Zara Si Deir Ko Teez Kia Howi.* Jitne Wafa K Paikar Thay Sare Pighal Gaye.* Wadon K Tare Raton se Baher Na Ja Sake.* Iradon k Din Nikalne Se Pehle Hi Dhal Gaye.* Wafaaon k Rang Shabnum K Qatron ne Dho Deeye.* Mohabbat K Phool Jazbon Ki Shiddat Se Jal Gaye.* Taanon k Teer Duniya Ki Kamaanon pe Jab charrhey.* Sabar K Daaman Haathon se Yak'dam Phisal Gaye.* Aankhain Khulen To Khuwabon ko Bura Laga Magar.* Kuch Deir Wo Reh K Muztarib Khud Hi Behal Gaye.* Pehle Phehal To Ajeeb Lage Badale Howey Chehre.* Phir Yun Howa K Waqt K Saath Hum Bhi Sambhal Gaye.* END**S Follow *SHANI_M_B* Send to 8001 4nem Sad Gzl's

Poet. Ali Hassan Sherazi. TaYpEd by *SHANI_M_B* Ye Kab kaha Hai K Marne Ki Bat Yar Na Kar.* Magar Ye Tazkara S Bar Bar Na Kar.* Wo Ik Karm Se Sabhi Kuch Tujhe Bhula De Ga.* Tu Is Liye Sitam Is K Shumar Na Kar.* Nazar Ko Rok Kisi Arzo K Sahil Par.* Ab Is K Hussan K Dariya Ko Aise Paar Na Kar.* Koi Umeed Na Rakh Ab Kisi K Ane Ki.* Jo Waqt Beet Gaya Us Ka Intzar Na Kar.* Sakon Bohat Hai Yahan Doriyon K Sehra Main.* Qareeb A K Hamain Phir Se Be Qarar Na Kar.* Smaj Le Is Ko Bhi Hiqmat Koi Khuda Ki Hassan.* Wo Ja Chuka Hai Tu Yun Khud Ko Sogawar Na Kar.* END**S Follow *SHANI_M_B* Send To 8001 4new sad gzl's

Poet Noshi Ghilani.* TaYpEr by *SHANI_M_B* Ye Kaisa Khuf Tha Rakhte Safar Bhi Bhool Gaye.* . Wo Kon Log Thay Jo Apne Ghar Bhi bhool Gaye.* . Ye Kaisi Kowat.e. Parwaz Dar Ne Paida Ki.* . Parinde urte Howe Apne Par Bhi Bhool Gaye.* . Dukhon Ne Cheen Li Ankhon ki Sari Benai.* . Hum Us Ka Shaher To Kia Rehguzar Bhi bhool Gaye.* . Kheyal Tha K Sunain Ge Hal.e.Dil Lekin.* . Hum Us K Samne Arz.e.Hunar Bhi bhool Gaye.* . Juda Howe To Khola Hai Tumhari Basti Mein.* . Hum Ek Dil Hi Nhe Chashm.e.Tar Bhi Bhool Gaye.* . END**S

TaYpEd by *SHANI_M_B* Ye Bata K Tera Atebar Kaise Karen.* . Bharam Hi Toot Gaya Ab pyar Kaise Karen.* . Khizan Khizan Hai Ye Zindagi Apni.* . Rutein Badal K Ab is Ko Bahar Kaise Karen.* . Jab Us Ki Baat Per Hum Ko Yaqeen Na Raha.* . Ab aur Us Se Qol.o.Qaraar Kaise Karen.* . Wafa Shanas To Ab Wo Raha Nahi.* . Ab us Bewafa Ka Intezar Kaise Karen.* . END**S Follow *SHANI_M_B* Send To 8001 4new Sad Gzl's

TaYpEd by *SHANI_M_B* Ye Dil Ki Baat Nahi Kisi Ko Batane Ki.* . Azal Se Hi Reet Hai Jag Se Ise Chupane Ki.* . Bohat Sehel Hai Wada Wafa Ka Kar Lena.* . Zara C Daal Lo Adat Ise Nibhane Ki.* . Samait Sakte Ho Jeet Kab apni Muthi Main.* . Hamain To Pehle Hi Adat Hai Haar Jane Ki.* . Hamain Yaqeen Thi Kisi Roz Choor Jao Ge.* . Nahi Hai Zaroorat Tum ko Kisi Bahane Ki.* . END**S

TaYpEr bY *SHANI_M_B* . Ye Ulfatain B ajeeb hain, Ye Chahtein B ajeeb hen.* . Kbi Mil k B na Pas hun Kbi pas ho k B na mil saky.* . Kbi Yad Aye to Beshumar kbi Ro diye to Behisab.* . Ye Halten B ajeeb hen ye Sazishen B ajeeb hen.* . Kbi Lrzishen kbi Ranjishen Kbi Doorian Majburian Ye Uljhanen B ajeeb hen Ye Mushkilen B ajeeb hen.* . Kbi pas Mery aaey wo AUR Pyar se muje Manaaey wo.* . Wo hansy Sirf Mery Liye Wo Roey sirf mery liye.* . Ye Khawahishen B ajeeb hen Ye Hasraten B ajeeb hain.* . END**S.

Poet Beedal Haidri TaYpEr by *SHANI_M_B* Ye Jo Chehron pe Leye Gird .e. Alam Ate Hein.* . Ye Tumhare He Peshman .e. Karam Ate Hein.* Itna Khol Kr Bhi Na Ro Jisam Ki Basti Ko Bacha.* . Barishein Kam Hon To Seelab Bhi Kam Ate Hein.* . To Suna Teri Musafat Ki Kahani Kia Hai.* . Mere Raste Mein To Har Kadam Pe zakham Ate Hein.* . Khol Chehron pe Charhane Nhe Ate Hum Ko.* . Gaon k Log Hein Hum Shaher Mein Kam Ate Hein.* . Wo To Beedal Koi Sokha Howa Pata Hoga.* . Aye Nadan Tere Angan Mein Kahan Un K Kadam Ate Hein. . END**S

TaYpEd by *SHANI_M_B* Yahan Pal Pal Jalna Prta Hai.* . Har Rang Mein Dhalna Parta Hai.* . Har Mor Pe Thokar Lagti Hai.* . Har Haal Mein Chalna Parta H.* .. Ghreeb_E_Shehar Ko Jhuk K Salaam Kia Kr.* .. Nhi Maangte M0habbat Ki Bheek Tum Se.* .. Hum Ehl_E_DIL Hein Hamara Ehtiraam Kia Kar.* .. Tabiyat Behel C Jati He TumSe Mil K.* .. Shaam Ka K0i Peher Mere Naam Kia Kr.* .. Tumhein MujhSe jo Gily Hein Mere Sath Kr.* .. Y00n Nrazgi Ka Charcha Na Sar_E_Aam Kia Kr.* .. .. END.. .. .. .. ..S

Poet. Noshi Gilani. TaYpEd By *SHANI_M_B* Ye Umar Bhar Ka Safar Aur Ye Raigani Teri. Kahan Gai Aye Mere Dil Wo Khush Gumani Teri.? Yahan Pe Kon andheron main Sath Chalta Hai.? Tu ab Bhi Sath Mere Hai Ye Meherbani Teri. Tujhe Khabar Nahi Hum Dekh Kar Bohat Roye. Nai Kitaab Main Tasveer Ik Purani Teri. Abhe Se Aable Parne Lage Hain Paon main. Abhi To Door Hai Manzil Safar Kahaani Teri. Bhulaye Baithe Hain Aur Apne Haal Main Khush Hain. Tu Ake Dekh K Kabhi Hum Ne Baat Mani Teri. END**S I Am Alone. Follow *SHANI_M_B* Send To 8001 4new gzl's

Poet. Noshi Gilani. TaYpEd By *SHANI_M_B* Ye Umar Bhar Ka Safar Aur Ye Raigani Teri. Kahan Gai Aye Mere Dil Wo Khush Gumani Teri.? Yahan Pe Kon andheron main Sath Chalta Hai.? Tu ab Bhi Sath Mere Hai Ye Meherbani Teri. Tujhe Khabar Nahi Hum Dekh Kar Bohat Roye. Nai Kitaab Main Tasveer Ik Purani Teri. Abhe Se Aable Parne Lage Hain Paon main. Abhi To Door Hai Manzil Safar Kahaani Teri. Bhulaye Baithe Hain Aur Apne Haal Main Khush Hain. Tu Ake Dekh K Kabhi Hum Ne Baat Mani Teri. END**S I Am Alone. Follow *SHANI_M_B* Send To 8001 4new gzl's

Zindagi K Har More Pe Kuch Is Tarha Azmaya Gya Mujhy, Zindagi Dy K Phir Zindagi K Liye Tarsaya Gya Mujhy, Pehley Inayaat Kya Ghamon Ka Saya Mujhy, Phir Khushi K Ek Ek Lamhay Ko Tarsaya Gya Mujhy, Logon K Liye Rakhtay Thy Wo PyarKa Samandar, Mgr Ek Ek Boond Ko Tarsaya Gya Mujhy, Kaisay Na Karty Is Mohabbat Se Nafrat, Chiragh Ki Tarha Har Dehleez Pe Jalaya Gya Mujhy............!!

Zindagi K Har More Pe Kuch Is Tarha Azmaya Gya Mujhy, Zindagi Dy K Phir Zindagi K Liye Tarsaya Gya Mujhy, Pehley Inayaat Kya Ghamon Ka Saya Mujhy, Phir Khushi K Ek Ek Lamhay Ko Tarsaya Gya Mujhy, Logon K Liye Rakhtay Thy Wo PyarKa Samandar, Mgr Ek Ek Boond Ko Tarsaya Gya Mujhy, Kaisay Na Karty Is Mohabbat Se Nafrat, Chiragh Ki Tarha Har Dehleez Pe Jalaya Gya Mujhy............!!

Zindagi K Har More Pe Kuch Is Tarha Azmaya Gya Mujhy, Zindagi Dy K Phir Zindagi K Liye Tarsaya Gya Mujhy, Pehley Inayaat Kya Ghamon Ka Saya Mujhy, Phir Khushi K Ek Ek Lamhay Ko Tarsaya Gya Mujhy, Logon K Liye Rakhtay Thy Wo PyarKa Samandar, Mgr Ek Ek Boond Ko Tarsaya Gya Mujhy, Kaisay Na Karty Is Mohabbat Se Nafrat, Chiragh Ki Tarha Har Dehleez Pe Jalaya Gya Mujhy............!!

Allah Allah Re Pareshani Meri. Dunya Jana Hai Dewani. Pagal Hai Zamana Phoolun Ka, Dunya Hai Phoolun Ki Dewani. Gulshan Se Keh Do Khair Nahe Aayi Hai Phoolun Ki Jawani. Hussan Ki Chahat K Parday Mein Hussan Ki Loot Chalti Hai. Gharib To Kya Karte, Dushman Hai Phoolun Ki Jawani. Wajeeb To Hoga Khaaron Ko, Us Ki To Khabar Naa Lena. Chak Hua Daman, Tab Mein Ne Chheri Phoolun Ki Jawani. Gulshan Ko Loota Dena Dunya Ka Ilzam Hai Kisi K Joban Par. Kaantun Ki Adalat Ho Bethi Par Kya Lena Phoolun Ki Zubani. Chehrti Khushbu Phehli Hai, Phehli Saher Ki Gulshan Mein. Mushtaq Hai Kisi Deed Ki, Yeh Roti Hui Phoolun Ki Jawani. . Dagh Dehlvi Ka Kalam Hai Bhai Singer Mohammad Rafi
Kise khabr thi tujhay is tarha sajaunga . Zamana daikha ga or may na daikh paon ga . Hayaat.o.mout firaaq.o.wisal sab yakjan . May ik raat may kitne diay jalaon ga . Pala barha hun abhi tak inhi andhairo may . May tez dhop say kaise nazar milaon ga . Mire mizaj ki ye maadrana fitrat hai . Saware sari azziyat may bhol jaonga . Tum ik pairh ray wabasta ho magar may to . Hawa kay sath bohat door door jaonga . Mira ya ahd hai main aaj sgam hone tak . Jahaan say rizq likha hai wahin say laonga...! . Poet Bashir Badar . Typed By *__SA-k-Jan__*