Posts

Showing posts from December 6, 2014

Kya Yahi Pyar Hota Hai.

Kya Yahi Pyar Hota Hai. ",, ",, Type By......-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad...-* ",, ",, Kya Yahi Pyar Hota Hai....> ",, ",, Shuro Aankhon Say Hota Hai....> ",, ",, Phir Dil Tak Ja Pohnchta Hai, Or Phir Ek Lamhe Main Aankhon Main Intazar Hota Hai....> ",, ",, Kya Yahi Pyar Hota Hai....> ",, ",, Phir Baat Milan Tak Pohanchti Hai Kuch Dil Ki Baatain Hoti Hai 2no Ki Qasmain Hoti Hai DiL O Jaan Nisaar Hota Hai....> ",, ",, Kya Yahi Pyar Hota Hai....> ",, ",, Phir Ek Bewafai Karta Hai Ek Beqarar Hota Hai Us Ki Bheegi Aankhon Main Hamesha Yahi Sawal Hota Hai....> ",, ",, Kya Yahi Pyar Hota Hai....'*'SA'*' ",, ",, .-._.-, '-._.JAN E JIGER.......-*

Chor Fikr Dunya Ki Chal Madinay Chaltay Hai

Naat:- Chor Fikr Dunya Ki ",, ",, Type By......-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad...-* ",, ",, Chor Fikr Dunya Ki Chal Madinay Chaltay Hai....> ",, ",, Mustafa (S.A.W.W) , Ghulamon Ki Qismatain Badaltay Hai....> ",, ",, Naqsh Kar Lay Seenay Par Naam Sarwar E Deen Ka (S.A.W.W)....> ",, ",, Ye Wo Naam Hai Jis Say Sab Azaab Taltay Hai....> ",, ",, Sirf Sari Dunya Main Wo Hai Kocha E Ahmad (S.A.W.W)....> ",, ",, Jis Jaga Bhi Hum Jaise Khotay Sik'kay Chaltay Hai....> ",, ",, Hum Ko Roz Milta Hai Sadqa Kamli Walay Ka....> ",, ",, Mustafa (S.A.W.W) K Tukron Par Khush Naseeb Paltay Hai....> ",, ",, Rahmaton K Saaye Main Saath Saath Chaltay Hai....> ",, ",, Mustafa (S.A.W.W) K Deewanay Ghar Say Jab Nikaltay Hai....> ",, ",, Naat E Mustafa (S.A.W.W) Sun Kar Aag Sard Hoti Hai....> ",, ",,
Naat:- Dar E Nabi Par ",, ",, Type By......-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad...-* ",, ",, Dar E Nabi Par Para Rahun Ga Parre Hi Rehne Say Kaam Hoga....> ",, ",, Kabhi To Qismat Khulay Gi Meri Kabhi To Mera Salaam Hoga....> ",, ",, Khilaf E Mashooq Kuch Howa Hai Na Koi Aashiq Say Kaam Hoga....> ",, ",, Khuda Bhi Hoga Udhar Bhi Aaye Dil Jidhar Wo Aali Maqaam Hoga....> ",, ",, Kiye Hi Jaaon Ga Arz Matlab Milega Jab Tak Na Dil Ka Matlab....> ",, ",, Na Shaam E Matlab Ki Subha Hogi Na Ye Fasana Tamaam Hoga....> ",, ",, Jo Dil Say Hai Maa'il Payambar Ye Is Ki Pehchan Hai Muqarrar....> ",, ",, K Har Dam Is Be Nawa K Lab Par Durood Hoga Salaam Hoga....> ",, ",, Isi Tawaqqo Pay Je Raha Hun Yahi Tamanna Jeeya Rahi Hai....> ",, ",, Nigah E Lutf O Karam Na Hogi To Mujh

Dhaiym Para Huwa Tere Dhaar Par Nahin Hon Mein.

Dhaiym Par TaYpEd By  TLASH25 Dhaiym Para Huwa Tere Dhaar Par Nahin Hon Mein. = Khak Aisi Zindagi Par Ke Pathar Nahin Hon Mein. = Kiyon Gardish E Madaam Se Ghabra Na Jaye Dil. = Insaan Hon Biyala O Sagar Nahin Hon Mein. = Ya Rab Zamana Mujh Ko Mitata Hai Kis Liye. = Looh E Jahan Par Haraf E Muqarar Nahin Hon Mein. = Har Chahre Saza Mein Aqobat Ke Waste. = Aakhir Gunahgar Hon Kafir Nahin Hon Mein...! = Poet By Mirza Ghalib. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Kabhi Kitabon Mein Phool Rakhna.

Kabhi Kitabon TaYpEd By  TLASH25 Kabhi Kitabon Mein Phool Rakhna. = Kabhi Darakhiton Pe Nam Likhna. = Humein Bhi Yad Hai Aj Tak Wo Nazar Se Harf E Salam Likhna. = Wo Chand Chahre Wo Bahki Batein. = Sulagte Din The Sulagti Ratein. = Wo Chote Chote Se Kaghizo Par Muhbaton K Piyam Likhna. = Gulaab Chahron Se Dil Lagana. = Wo Chupke Chupke Nazar Milana. = Wo Arzu'on K Khuwab Bun'na. = Wo Qisa E Na Tamam Likhna. = Mere Nagar Ki Haseen Fizaaon Kahin Jo Un Ka Nishan Pao. = To Pochna K Kahan Base Wo. = Kahan Hai Un Ka Qiyaam Likhna. = Gayi Rutoon Mein Rubab Apna. = Bus Ek Yahi To Mashghala Tha. = Kisi Ke Chahre Ko Subah Likhna. = Kisi K Chahre Ko Sham Likhna...! = Poet By Mirza Ghalib. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Sari Dunya K Riwajon Se Bagawat Ki Thi.

Sari Dunya K TaYpEd By  TLASH25 Sari Dunya K Riwajon Se Bagawat Ki Thi. = Tum Ko Yad Hai Jab Mein Ne Ek Himaqat Ki Thi. = Usey Razdaan Samajh Kar Bataya Tha Haal E Dil Apna. = Par Us Shakhs Ne Meri Zat Se Bagawat Ki Thi. = Jab Kisi Ki Yadon Ne Ankhon Ko Bhigoya Tha Meri. = Mein Ne Ek Nam Ki Tasbeeh Par Tilawat Ki Thi. = Us ko Chor Kar Hanste Huwe Ghar Aa Kar. = Itna Roye They K Ankhon Ne Shikayat Ki Thi. = Mere Ujarrne Ka Sabab Jab Bhi Kisi Ne Pocha. = Mein Ne Bataya K Muhbat Ki Thi...! = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Zameen Pe Chal Na Saka Asman Se Bhi Gaya

Zameen Pe Chal TaYpEd By  TLASH25 Zameen Pe Chal Na Saka Asman Se Bhi Gaya Katta Ke Parr Ko Parinda Uarran Se Bhi Gaya. = Tabah Kar Gayi Pake Makaan Ki Khuwahish Mein Apne Gaon Ke Kache Makaan Se Bhi Gaya. = Paraayi Aag Mein Kood Kar Kia Mila Tujh Ko. . Usay Bacha Na Saka Apni Jan Se Bhi Gaya. = Bhulana Chaaha To Bhulane Ki Inteha Kar Di Wo Shakhs Ab Mere Wehim O Gumaan Se Bhi Gaya. = Kisi Ke Hath Ka Nikla Huwa Wo Teer Hon Mein. = Hadaf Ko Chhu Na Saka Aur Kamaan Se Bhi Gaya...! = Poet By Mirza Ghalib. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001 

Aisa Nahin Ke Hum Ko Muhbat Nahin Mili.

Aisa Nahin Ke TaYpEd By  TLASH25 Aisa Nahin Ke Hum Ko Muhbat Nahin Mili. = Haan Jaisi Chahatein Thi Wo Qurbat Nahin Mili. = Milne Ko Zindagi Mein Kayi Hum Safar Mile. = Lekin Tabiyaton Se Tabiyat Nahin Mili. = Chahron Ke Is Hujoom Mein Hum Dhondte Rahe. = Soorat Nahin Mili Kahin Seerat Nahin Mili. = Wo Yak Baa Yak Mila To Buhat Der Se Mila. = Alfaaz Dhondne Ki Bhi Muhlat Nahin Mili. = Us Ko Gila Raha Ke Tawajah Na Di Usey. = Lekin Humein Khud Apni Rafaqat Nahin Mili. = Har Shakhs Zindagi Mein Buhat Der Se Mila. = Koi Bhi Cheez Hasb E Zaroorat Nahin Mili...! = Poet By Mirza Ghalib. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Tum Marasim Mein Bhi Mosam Ki Adaa Rakhte Ho.

Tum Marasim TaYpEd By  TLASH25 Tum Marasim Mein Bhi Mosam Ki Adaa Rakhte Ho. = Kabhi Baraste Ho To Kabhi Bond Ko Tarsate Ho. = Pal Mein Kahte Ho Zamane Mein Faqat Tere Hain. = Pal Mein Izhaar E Muhbat Se Mukar Jate Ho. = Bhari Mahfil Mein Dushmano Ki Tarah Milte Ho. = Aur Duwaaon Mein Mera Naam Liye Jate Ho. = Diyaar E Gair Mein Mujh Ko Talash Karte Ho. = Milo To Paas Se Chup Chap Guzar Jate Ho. = Lakh Mosam Ki Tarah Rang Badalte Raho. = Aaj Bhi Tot Ke Shidat Se Mujhe Chahte Ho...! = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Shola Hon Bharakne Ki Guzaarish Nahin Karta.

Shola Hon TaYpEd By  TLASH25 Shola Hon Bharakne Ki Guzaarish Nahin Karta. = Such Monh Se Nikal Jata Hai Koshish Nahin Karta. = Girti Huwi Deewar Ka Hamdard Hon Lekin. = Charhte Huwe Sooraj Ki Parastish Nahin Karta. = Mathey Ke Paseene Ki Mahik Aaye To Dekhein. = Wo Khoon Mere Jism Mein Gardish Nahin Karta. = Humdardi E Ahbaab Se Darta Hon Muzaffar. = Mein Zakhm To Rakhta Hon Numaaish Nahin Karta...! = Poet By Muzffar Warsi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Ab Ke Barsat Ki Rut Aur Bhi Bharkeeli Hai.

Ab Ke Barsat Ki TaYpEd By   TLASH25 Ab Ke Barsat Ki Rut Aur Bhi Bharkeeli Hai. = Jism Se Aag Nikalti Hai Qaba Geeli Hai. = Sochta Hon Ke Ab Anjaam E Safar Kiya Ho Ga. = Log Bhi Kaanch Ke Hain Raah Bhi Pathreeli Hai. = Shidat E Qarb Mein To Hansna Qarb Hai Mera Hath Hi Sakht Hain. = Zanjeer Kahan Dheeli Hai. = Gard Ankhon Mein Sahi Daag To Chahre Pe Nahin. = Lafz Dhundhle Hain Magar Fikar To Chamkeeli Hai. = Ghool Deta Hai Samaat Mein Wo Meetha Lehja. = Kis Ko Maloom Ke Ye Qeend Bhi Zahreeli Hai. = Pehle Rag Rag Se Meri Khoon Nichora Us Ne. = Ab Ye Kahta Hai Ke Rangat Hi Meri Peeli Hai. = Mujh Ko Be Rang Hi Na Kar De Kahin Rang Itne Sabz Mosam Hai. = Hawa Surkh, Fiza Neeli Hai. = Meri Parwaz Kisi Ko Nahin Bhaati To Na Bhaaye. = Kiya Karon Zihan Muzaffar Mera Jibraeeli Hai...! = Poet By Muzaffar Warsi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Kiya Bhala Mujh Ko Parakhne Ka Nateeja Nikla.

Kiya Bhala Mujh TaYpEd By  TLASH25 Kiya Bhala Mujh Ko Parakhne Ka Nateeja Nikla. = Zakham E Dil Ap Ki Nazro Se Bhi Gahra Nikla. = Tor Kar Dekh Liya Aaina E Dil Tu Ne. = Teri Soorat Ke Siwa Aur Bata Kiya Nikla. = Tishnagi Jam Gayi Pathar Ki Tarah Honton Par. = Doob Kar Tere Darya Mein, Mein Piyasa Nikla...! = Poet By Muzaffar Warsi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Isi Sarhad Pe Kal Dooba Tha Suraj Ho K 2 Do Tukre.

Isi Sarhad Pe Kal TaYpEd By  TLASH25 Isi Sarhad Pe Kal Dooba Tha Suraj Ho K 2 Do Tukre. = Isi Sarhad Pe Kal Zakhmi Huwi Thi Subah E Aazadi. = Ye Sarhad Khoon Ki Ashkon Ki Aahon Ki Shararon Ki. = Jahan Boi Thi Nafrat Or Talwarain Ugaayi Thi. = Mein Is Sarhad Pe Kab Se Muntazir Hon Subah E Farda Ka. = Yahan Mahbob Ankhon K Sitare Tilmilaye Thay. = Yahan Mashooq Chahre Ansuon Mein Jhilmilaye Thay. = Yahan Beton Se Maa Piyari Behan Bhai Se Bichari Thi. = Ye Sarhad Jo Lahu Peeti Hai Angare Ugalti Hai. = Humari Khaak K Seene Pe Nagin Ban K Chalti Hai. = Saja Kar Jang K Hathiyar Medan Mein Nikalti Hai. = Ye Sarhad Phool Ki Khushbu Ki Rangon Ki Baharon Ki. = Watan K Aarizon Pe Zulf Ki Manind Lahrati...! = Dhanak Ki Tarah Hansti Nadiyon Ki Tarah Bal Khati. = Mehkti Jagmagati Ek Dulhan Ki Maang Ki Surat. = Jo Balon Ko Do Hison Mein To Takseem Karti Hai. = Magar Sindoor Ki Talwar Se Sandal Ki Ungli Se. = Ye Sarhad Dilbaron Ki As

Mein Jahan Tum Ko Bulata Hon Wahan Tak Aao.

Mein Jahan Tum TaYpEd By  TLASH25 Mein Jahan Tum Ko Bulata Hon Wahan Tak Aao. = Meri Nazron Se Guzar Kar Dil O Jan Tak Aao. = Phir Ye Daikho Ki Zamane Ki Hawa Hai Kaisi. = Sath Mere, Mere Firdos E Jawan Tak Aao. = Teg Ki Tarah Chalo Chor K Agosh E Niyam. = Teer Ki Tarah Se Agosh E Kaman Tak Aao. = Phool K Gird Phiro Baag Mein Manind E Naseem. = Misl E Parawana Kisi Sham E Tapan Tak Aao. = Lo Wo Sadiyon K Jahannum Ki Hadein Khatm Huwi. = Ab Hai Firdos Hi Firdos Jahan Tak Aao. = Chor Kar WihamO Guman Hussn E Yaqeen Tak Puhancho. = Par Yaqeen Se Bhi Kabhi Wiham O Guman Tak Aao...! = Poet By Sardar Jafri. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Kaam Ab Koi Na Aaye Ga Bas Ek

Kaam Ab Koi Na TaYpEd By  TLASH25 Kaam Ab Koi Na Aaye Ga Bas Ek Dil K Siwa. = Raste Band Hain Sub Kocha E Qatil K Siwa. = Ba'ais E Rashq Hai Tanharawi E Rehrao E Shoq Hamsafar Koi Nahin Doori E Manzil K Siwa. = Hum Ne Dunya Ki Har Ek Shayi Se Uthaya Dil Ko. = Lekin Ek Shokh K Hangama E Mehfil K Siwa. = Tegh Munsif Ho Jahan Daar O Rasan Hon Shahid. = Be Gunah Kon Hai Us Shehar Mein Qatil K Siwa. = Jane Kis Rang Se Aayi Hai Gulshan Mein Bahar. = Koi Nagma Hi Nahi Shor E Silasil K Siwa...! = Poet By Sardar Jafri. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Aawara Hain Galiyon Main

Aawara Hain TaYpEd By  TLASH25 Aawara Hain Galiyon Mein, Mein Or Meri Tanhai. = Jayein To Kahan Jayein Har Mor Pe Ruswai. = Ye Phool Se Chahre Hain Hanste Huwe Guldaste. = Koi Bhi Nahi Apna Begane Hain Sub Raste Rahein Hain Tamashai. = Rahi Bhi Tamashai Mein Or Meri Tanhai. = Arman Sulagte Hain Seene Mein Chita Jaise. = Qatil Nazar Aati Hai Dunya Ki Hawa Jaise. = Roti Hai Mere Dil Par Bajti Huwi Shehnai. = Mein Or Meri Tanhai. = Aakash K Maathe Par Taron Ka Chiragan Hai Pehlu Mein Magar. = Mere Zakhmon Ka Gulistan Hai. = Ankhon Se Lahu Tapka Daman Mein Bahar Aayi Mein Or Meri Tanhai. = Har Rang Mein Ye Dunya 100 Sao Rang Dikhati Hai. = Ro Kar Kabhi Hansti Hai Hans Kar Kabhi Gaati Hai. = Ye Piyar Ki Bahein Hain Ya Mot Ki Angrai...! = Poet By Sardar Jafri. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Ek Joo E Dard Dil Se Jigar Tak Rawan Hai Aaj.

Ek Joo E Dard Dil TaYpEd By   TLASH25 Ek Joo E Dard Dil Se Jigar Tak Rawan Hai Aaj. = Pighla Huwa Ragon Mein Ek Atish Fishan Hai Aaj. = Lab Se Diye Hain Tana Shikayat Kare Koi. = Lekin Har Ek Zakham K Monh Mein Zuban Hai Aaj. = Tareekhiyon Ne Ghair Lia Hai Hayat Ko. = Lekin Kisi Ka Roo E Haseen Darmyan Hai Aaj. = Jeene Ka Waqt Hai Yahi Marne Ka Waqt Hai. = Dil Apni Zindagi Se Buhat Shadman Hai Aaj. = Ho Jata Hon Shahid Har Ihal E Wafa K Sath. = Har Dastan E Shoq Meri Dastan Hai Aaj. = Aaye Hain Kis Nishat Se Hum Qatilgaah Mein. = Zakhmon Se Dil Hai Choor Nazar Gulfishan Hai Aaj. = Zindanyon Ne Tor Dia Zulm Ka Guroor. = Wo Dabdaba Wo Rob E Hukoomat Kahan Hai Aaj...! = Poet By Sardar Jafri. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Sirf Lehra K Reh Gaya Aanchal.

Sirf Lehra K Reh TaYpEd By  TLASH25 Sirf Lehra K Reh Gaya Aanchal. = Rang Ban Kar Bikhar Gaya Koi. = Gardish E Khoon Ragon Mein Taiz Huwi. = Dil Ko Chhu Kar Guzar Gaya Koi. = Phool Se Khil Gaye Tassawur Mein. = Daman E Shoq Bhar Gaya Koi...! = Poet By Sardar Jafri. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Meri Wadi Mein Wo Ek Din Yon Hi Aa Nikli Thi.

Meri Wadi Mein TaYpEd By  TLASH25 Meri Wadi Mein Wo Ek Din Yon Hi Aa Nikli Thi. = Rang Or Noor Ka Behta Huwa Dhara Ban Kar. = Mehfil E Shoq Mein Ek Dhoom Macha Di Us Ne. = Khalawat E Dil Mein Rahi Anjumman Aara Ban Kar. = Shola E Ishq Sar E Arsh Ko Jab Choone Laga. = Ur Gayi Wo Mere Seene Se Sharara Ban Kar. = Or Ab Mere Tassawur Ka Ufaq Roshan Hai. = Wo Chamakti Hai Jahan Ghum Ka Sitara Ban Kar...! = Poet By Sardar Jafri. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Begana Ho K Saare Jahan Se Juda Huwa.

Begana Ho K TaYpEd By  TLASH25 Begana Ho K Saare Jahan Se Juda Huwa. = Ay Aalam Ashina Wo Tera Ashina Huwa. = Darya E Marfat Se Jo Dil Ashina Huwa. = Hai Be Khudi Sakeena E Fazl E Fanna Huwa. = Aathon Pehar Hai Jalwa E Mashooq Samne. = Hai Mudaton Se Zeest Ka Darya Utha Huwa. = Hoor Aa Gayi Nazar Ki Pari Koi Daikh Le. = Soda Sa Hai Ameer Ko Kia Jane Kia Huwa...! = Poet By Ameer Minai. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Ishq Mein Jan Se Guzarte Hain Guzarne Wale.

Ishq Mein Jan Se TaYpEd By  TLASH25 Ishq Mein Jan Se Guzarte Hain Guzarne Wale. = Mot Ki Raah Nahi Daikhte Marne Wale. = Akhiri Waqt Bhi Poora Na Kia Wada E Wasl. = Ap Aate Hi Rahe Mar Gaye Marne Wale. = Uthe Or Kocha E Mehboob Mein Puhanche Ashiq. = Ye Musafir Nahi Raste Mein Theharne Wale. = Jan Daine Ka Kaha Mein Ne To Hans Kar Bole. = Tum Salamat Raho Har Roz K Marne Wale. = Asman Pe Jo Sitare Nazar Aaye Ameer. = Yad Aaye Mujhe Daag Apne Ubharne Wale...! = Poet By Ameer Minai. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Acha Aisa Ho Mareezon Ka Khiyaal Acha Hai.

Acha Aisa Ho TaYpEd By  TLASH25 Acha Aisa Ho Mareezon Ka Khiyaal Acha Hai. = Ham Mar Jate Hain Tum Kehte Ho Haal Acha Hai. = Tujh Se Mangon Mein Tujhi Ko K Sub Kuch Mil Jaye. = 100 Sao Sawalon Se Yahi Ek Sawal Acha Hai. = Daikh Le Bulbul O Parvane Ki Betabi Ko. = Hijar Acha Na Haseeno Ka Wisal Acha Hai. = Aa Gaya Us Ka Tassawur To Pukara Ye Shoq. = Dil Mein Jam Jaye ELLAHI Ye Khiyaal Acha Hai...! = Poet By Ameer Minai. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Hans K Farmate Hain Wo Daikh Kar Halat Meri.

Hans K Farmate TaYpEd By  TLASH25 Hans K Farmate Hain Wo Daikh Kar Halat Meri. = Kiyon Tum Aasan Samajhte The Muhbat Meri. = Bad Marne K Bhi Chori Na Rafaqat Meri. = Meri Turbat Se Lagi Bethi Hai Hasrat Meri. = Mein Ne Agosh E Tassawur Mein Bhi Kheencha To Kaha. = Pis Gayi Pis Gayi Bedard Nazakat Meri. = Aaina Subah E Shab E Wisl Jo Daikha To Kaha. = Daikh Zalim Ye Thi Sham Ko Soorat Meri. = Yar Pehloo Mein Hai Tanhai Hai Keh Do Nikle. = Aaj Kiyon Dil Mein Chupi Bethi Hai Hasarat Meri. = Hussn Or Ishq Ham Aagosh Nazar Aa Jate. = Kiyon Tum Aasan Samajhte The Muhbat Meri...! = Poet By Ameer Minai. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Jhonka Idhar Na Aaye Naseem E Bahar Ka.

Jhonka Idhar Na TaYpEd By  TLASH25 Jhonka Idhar Na Aaye Naseem E Bahar Ka. = Nazuk Buhat Hai Phool Chiraag E Mazaar Ka. = Phir Bethe Bethe Wada E Wisl Us Ne Kar Lia. = Phir Uth Khara Huwa Wahi Rog Intizar Ka. = Shakhon Se Barg E Gul Nahi Jharte Hain Baag Mein. = Zewar Utaar Raha Hai Uroos E Bahaar Ka. = Har Gul Se Lala Zaar Mein Ye Pochta Hon Mein. = Tu Hi Pata Bata De Dil E Daagdar Ka. = Is Piyar Se Fishaar Dia Gor E Tang Ne. = Yad Aa Gaya Maza Mujhe Aghosh E Yar Ka. = Hilti Nahi Hawa Se Chaman Mein Ye Daalyan. = Monh Choomte Hain Phool Uroos E Bahar Ka. = Uthata Hai Naza Me Wo Sarhane Se Ay Ameer. = Mitata Hai Aasra Dil E Umeedwar Ka...! = Poet By Ameer Minai. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Jo Kuch Soojhti Hai Nayi Sujhti Hai.

Jo Kuch Soojhti TaYpEd By  TLASH25 Jo Kuch Soojhti Hai Nayi Sujhti Hai. Mein Rota Hon Unko Hansi Soojhti Hai. = Ye Aata Hai Jee Mein K Kosar Ko Chaliye. = Kharabat Mein Door Ki Soojhti Hai. = Jafa Ko Wafa Kiyon Na Samjhon Mein Naasah. = Muhbat Mein Achi Buri Soojhti Hai. Buri Ho Na Qismat ILLAHI Kisi Ki. = K Jo Soojthi Hai Buri Soojhti Hai. = Ameer Aise Wese To Mazmoon Hain Lakhon. = Nayi Bat Koi Kabhi Soojhti Hai...! = Poet By Ameer Minai. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Keh Rahi Hai Hashar Mein Wo Ankh Sharmayi Huwi.

Keh Rahi Hai TaYpEd By  TLASH25 Keh Rahi Hai Hashar Mein Wo Ankh Sharmayi Huwi. = Haye Kaise Is Bhari Mehfil Mein Ruswayi Huwi. = Aaine Mein Har Ada Ko Daikh Kar Kehte Hain Wo. Aaj Daikha Chahiye Kis Kis Ki Hai Aayi Huwi. = Keh To Ay Gulcheen Aseeran E Qafas K Waste. = Tor Lon Do Chaar Kaliyan Mein Bhi Murjhayi Huwi. = Mein To Raz E Dil Chupaon Par Chipa Rehne Bhi De. = Jan Ki Dushman Ye Zaalim Ankh Lalachayi Huwi. = Humza O Naz O Ada Sab Mein Hai Haya Ka Lagao. = Haye Re Bachpan Ki Shokhi Bhi Hai Sharmayi Huwi. = Wisl Mein Khali Huwi Raqeebon Se Mehfil To Kia. = Sharma Bhi Jaye To Junoon K Tanhai Huwi...! = Poet By Ameer Minai. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Tund Mayi Or Aise Kamsin K Liye.

Tund Mayi Or TaYpEd By  TLASH25 Tund Mayi Or Aise Kamsin K Liye. = Saqiya Halki Si La In K Liye. = Mujh Se Rukhsat Ho Mera Ihd E Shabab. = Ya KHUDA Rakhna Na Us Din K Liye. = Hai Jawani Khud Jawani Ka Seenghaar. = Sadgi Gehna Hai Is Sin K Liye. = Sub Haseen Hain Zahido Ko Napasand. = Ab Koi Hoor Aaye Gi In K Liye. = Wasl Ka Din Or Itna Mukhtasir Din Gine Jate The Is Din K Liye. = Sari Dunya K Hain Wo Mere Siva. = Mein Ne Dunya Chor Di Jin K Liye. = Lash Par Ibaarat Ye Kehti Hai Ameer. = Aaye The Dunya Mein Is Din K Liye...! = Poet By Ameer Minai. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Sarakti Jaye Hai Rukh Se Naqab Ahista Ahista.

Sarakti Jaye Hai TaYpEd By  TLASH25 Sarakti Jaye Hai Rukh Se Naqab Ahista Ahista. = Nikalta Aa Raha Hai Aftab Ahista Ahista. = Jawan Hone Lage Jub Wo To Hum Se Kar Lia Parda. = Haya Yak Lakht Aaiy Or Shabab Ahista Ahista. = Shub E Furqat Ka Jaga Hon Farishto Ab To Sone Do. = Kabhi Fursat Mein Kar Laina Hisab Ahista Ahista. = Sawal E Wisl Par Un Ko Oaron Ka Khof Hai Itna. = Dabe Honton Se Dete Hain Jawab Ahista Ahista. = Humare Or Tumhare Piyar Mein Bus Farq Hai Itna. = Idhar To Jaldi Jaldi Hai Udhar Ahista Ahista. = Wo Be Dardi Se Sar Kaate Ameer. = Or Mein Kahon Un Se Huzoor Ahista Ahista Janab Ahista Ahista...! = Poet By Ameer Minai. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Mujh Ko Ruswa Sar E Bazar Na Karwaya Kare

Mujh Ko Ruswa TaYpEd By  TLASH25 Mujh Ko Ruswa Sar E Bazar Na Karwaya Kare. = Kash Ansu Meri Ankhon Mein Hi Rah Jaya Kare. = Ay Hawa Mein Ne To Bus Us Ka Pata Poocha Tha. = Ab Kahani To Na Har Bat Ki Ban Jaya Kare. = Bus Buhat Dekh Liye Khuwab Suhane Din Ke. = Ab Wo Baton Ki Rafaqat Se Na Bahlaya Kare. = Ek Museebat To Nahin Toti So Ab Is Dil Se. = Jis Museebat Ne Guzarna Hai Guzar Jaya Kare. = Jis Ke Khuwabon Ko Mein Ankhon Mein Saja Kar Rakhon. = Us Ki Khushbu Kabhi Mujh Ko Bhi To Mahkaya Kare...! = Poet By Noshi Gilani. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Har Chahrey Main Wohi

Har Chahre Main TaYpEd By  TLASH25 Har Chahre Mein Wahi Chahra Dikhai Deta Hai. = Wo Mera Khuch Bhi Nahi Magar Apna Dikhaai Deta Hai. = Dil Se Dil Ko Raah Ho Chuki Shayad. = Mera Dil Usi Ke Naam Dharkta Dikhaai Deta Hai. = Wo Nazar Se Laakh Door Sahi Magar Kiya Hai Ghum. = Ankhein Band Kar Lon To Nazdeek Dikhaai Deta Hai. = Aaftab Kiya Ye Andaaz Muhbat Ka Nam To Nahi. = Raah Par Nazar Rakhte Ho. = Intizaar Us Ka Dikhaai Deta Hai...! = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Har Chahre Mein Wahi Chahra Dikhaai Deta Hai.

Har Chahre Mein TaYpEd By  TLASH25 Har Chahre Mein Wahi Chahra Dikhaai Deta Hai. = Wo Mera Khuch Bhi Nahi Magar Apna Dikhaai Deta Hai. = Dil Se Dil Ko Raah Ho Chuki Shayad. = Mera Dil Usi Ke Naam Dharkta Dikhaai Deta Hai. = Wo Nazar Se Laakh Door Sahi Magar Kiya Hai Ghum. = Ankhein Band Kar Lon To Nazdeek Dikhaai Deta Hai. = Aaftab Kiya Ye Andaaz Muhbat Ka Nam To Nahi. = Raah Par Nazar Rakhte Ho. = Intizaar Us Ka Dikhaai Deta Hai...! = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Kuch Bhi Kar Guzarne Mein Der Kitni Lagti Hai.

Kuch Bhi Kar TaYpEd By  TLASH25 Kuch Bhi Kar Guzarne Mein Der Kitni Lagti Hai. = Barf Ke Pighalne Mein Der Kitni Lagti Hai. = Us Ne Hans Kar Dekha To Muskura Diye Ham Bhi. = Zat Se Nikalne Mein Der Kitni Lagti Hai. = Hijar Ki Tamazat Se Wisl Ke Alaao Tak. = Larkyon K Jalne Mein Der Kitni Lagti Hai. = Bat Jaisi Be Maaini Bat Aur Kiya Ho Gi. = Bat K Mukarne Mein Der Kitni Lagti Hai. = Za'am Kitna Karte Ho Ek Chiraag Par. = Apne Aur Hawa K Chalne Mein Der Kitni Lagti Hai. = Jub Yaqeen Ki Banhon Par Shak K Paon Par Jayein. = Chooriyan Bikharne Mein Der Kitni Lagti Hai...! = Poet By Noshi Gilani. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Sham Ko Sogwar Karte Rahe Hum Tera Intizar Karte Rahe.

Sham Ko Sogwar TaYpEd By  TLASH25 Sham Ko Sogwar Karte Rahe Hum Tera Intizar Karte Rahe. = Tu To Kaar E Jahan Mein Tha Masrof Aur Ham Tujh Se Piyar Karte Rahe. = Kis Liye Wisal Ki Kahani Mein Hijar Ko Hisedar Karte Rahe. = Dil Ko Bus Mubtila E Ghum Rakha Wihshato Ka Shumar Karte Rahe...! = Poet By Noshi Gilani. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Musalsil Be Kali Dil Ko Rahi Hai

Musalsil Be Kali TaYpEd By  TLASH25 Musalsil Be Kali Dil Ko Rahi Hai Magar Jeene Ki Soorat To Yahi Hai. = Mein Kiyon Phirta Hon Tanha Mara Mara Ye Basti Chain Se Kiyon So Rahi Hai. = Chale Dil Se Umeedo Ke Musafir. = Ye Nagri Aaj Khaali Ho Rahi Hai. = Na Samjho Tum Usay Shor E Bahaaran. = Khizaan Patton Mein Chup Kar Ro Rahi Hai. = Hamaare Ghar Ki Deewaron Pe Nasir. = Udaasi Baal Khole So Rahi Hai...! = Poet By Nasir Kazmi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Dunya K Sitam Yad Na Apni Wafa Yad.

Dunya K Sitam TaYpEd By  TLASH25 Dunya K Sitam Yad Na Apni Wafa Yad. = Ab Mujh Ko Nahin Kuch Bhi Muhbat K Siwa Yad. = Mein Shikwa Ba Lab Tha Mujhe Ye Na Bhi Raha Yad. = Shayad K Mere Bhoolne Wale Ne Kiya Yad. = Kiya Janiye Kiya Ho Gaya Arbab E Junon Ko. = Jeene Ki Ada Yad Na Marne Ki Ada Yad. = Kiya Lutf K Mein Apna Pata Ap Batao. = Kejiye Koi Bhooli Huwi Khas Apni Ada Yad. = Muddat Huwi Ek Hadsa E Ishq Ko Lekin. = Ab Tak Hai Tere Dil K Dharakne Ki Sada Yad...! = Poet By Nasir Kazmi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Karta Usay Be Qaraar Kuch Dair

Karta Usay Be TaYpEd By  TLASH25 Karta Usay Be Qaraar Kuch Dair Hota Agar Ikhtiyar Kuch Dair. = Kiya Royein Fareb E Asmaan Ko Apna Nahin Aitbar Kuch Dair. = Ankhon Mein Kati Pahaar Si Rat So Ja Dil E Be Qaraar Kuch Dair. = Ay Shahar E Tarab Ko Jaane Walon. = Karna Mera Intizar Kuch Dair. = Be Kefi Roz O Shab Musalsal Sar Masti E Intizar Kuch Dair. = Takleef E Ghum E Firaq Daaim Taqreeb E Wisal E Yar Kuch Dair. = Ye Ghoncha O Gul Hain Sab Musafir Hain Qafila E Bahaar Kuch Dair. = Dunya To Sada Rahe Gi Nasir Ham Log Hain Yadgaar Kuch Dair...! = Poet By Nasir Kazmi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Zuban Sukhan Ko Sukhan Barak Pan Ko Tarse Ga.

Zuban Sukhan TaYpEd By  TLASH25 Zuban Sukhan Ko Sukhan Barak Pan Ko Tarse Ga. = Sukhan Kada Meri Tarz E Sukhan Ko Tarse Ga. = Naye Piyale Sahi Tere Dor Mein Saqi. = Ye Dor Meri Sharab E Kohan Ko Tarse Ga. = Mujhe To Khair Watan Chor Ke Amaan Na Mili. = Watan Bhi Mujh Se Gareeb Ul Watan Ko Tarse Ga. = Unhein Ke Dam Se Farozan Hain Millaton Ke Chiraag. = Zamana Suhbat E Arbab E Fun Ko Tarse Ga. = Badal Sako To Badal Do Ye Baagban Warna. = Ye Baag Saaya E Sard O Saaman Ko Tarse Ga. = Hawa E Zulm Yahi Hai To Dekhna Ek Din. = Zameen Pani Ko Sooraj Kiran Ko Tarse Ga...! = Poet By Nasir Kazmi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Kahna Galat Galat To Chupana Sahi Sahi.

Kahna Galat TaYpEd By  TLASH25 Kahna Galat Galat To Chupana Sahi Sahi. = Qasid Kaha Jo Us Ne Batana Sahi Sahi. = Ye Subah Subah Chahre Ki Rangat Uri Huwi. = Kal Rat Tum Kahan They Batana Sahi Sahi. = Dil Le Ke Mera Hath Mein Kahte Hain Mujh Se Wo. = Kia Lo Ge Is Ka Daam Batana Sahi Sahi. = Aankhein Milao Ghair Se Do Ham Ko Jam E Mein. = Saqi Tumhein Qasam Hai Pilaana Sahi Sahi. = Ay Mein Farosh Bheer Hai Teri Dukaan Par. = Girahak Hain Hum Bhi Maal Dikhana Sahi Sahi. = Ghalib To Jan O Dil Se Faqat Ap Ka Hai Bus. = Kia Ap Bhi Hain Us K Batana Sahi Sahi...! = Poet By Mirza Ghalib. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Wo Dil Nawaz Hai Nazar Shanas Nahi.

Wo Dil Nawaz TaYpEd By  TLASH25 Wo Dil Nawaz Hai Nazar Shanas Nahi. = Mera Ilaaj Mere Charagar K Pas Nahi. = Tarap Rahe Hain Zuban Par Kayi Sawal Magar. = Mere Liye Koi Shayan E Iltimas Nahi. = Tere Ujalon Mein Bhi Dil Kanp Kanp Uthta Hai. = Mere Mizaj Ko Aasoodigi Bhi Raas Nahi. = Kabhi Kabhi Jo Tere Qurb Mein Guzre They. = Ab Un Dinon Ka Tassawur Bhi Mere Paas Nahi. = Guzar Rahe Hain Ajab Marhalo Se Deeda O Dil. = Sehar Ki Aas To Hai Zindagi Ki Aas Nahi. = Mujhe Ye Dar Hai Ki Teri Arzu Na Mit Jaye. = Buhat Dinon Se Tabeeyat Meri Udas Nahi...! = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Wo Dil Nawaz Hai Nazar Shanaas Nahi.

Wo Dil Nawaz TaYpEd By  TLASH25 Wo Dil Nawaz Hai Nazar Shanas Nahi. = Mera Ilaaj Mere Charagar K Pas Nahi. = Tarap Rahe Hain Zuban Par Kayi Sawal Magar. = Mere Liye Koi Shayan E Iltimas Nahi. = Tere Ujalon Mein Bhi Dil Kanp Kanp Uthta Hai. = Mere Mizaj Ko Aasoodigi Bhi Raas Nahi. = Kabhi Kabhi Jo Tere Qurb Mein Guzre They. = Ab Un Dinon Ka Tassawur Bhi Mere Paas Nahi. = Guzar Rahe Hain Ajab Marhalo Se Deeda O Dil. = Sehar Ki Aas To Hai Zindagi Ki Aas Nahi. = Mujhe Ye Dar Hai Ki Teri Arzu Na Mit Jaye. = Buhat Dinon Se Tabeeyat Meri Udas Nahi...! = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Dayaar Dil Ki Rat Mein Chiraag Sa Jala Gaya.

Dayaar E Dil  TaYpEd By  TLASH25 Dayaar Dil Ki Rat Mein Chiraag Sa Jala Gaya. = Mila Nahi To Kia Huwa Wo Shikal To Dikha Gaya. = Judaon K Zakhm Dard E Zindagi Ne Bhar Diye. = Tujhe Bhi Neend Aa Gai Mujhe Bhi Sabar Aa Gaya. = Ye Subah Ki Safediyan Ye Dopehar Ki Zardiyan. = Ab Aaine Mein Dekhta Hon Mein Kahan Chala Gaya. = Pukarti Hain Fursatein Kahan Gayi Wo Suhbatein. = Zameen Nigal Gayi Unhein Ya Aasman Kha Gaya. = Wo Dosti To Khair Ab Naseeb E Dushmanan Huwi. = Wo Choti Choti Ranjishon Ka Lutf Bhi Chala Gaya. = Ye Kis Khushi Ki Rait Par Ghamon Ko Nend Aa Gayi. = Wo Lehar Kis Taraf Gayi Ye Mein Kahan Samma Gaya. = Gaye Dinon Ki Lash Par Pare Raho Ge Kab Talak. = Utho Amal Kashon Utho Ki Aaftab Sar Pe Aa Gaya...! = Poet By Nasir Kazmi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Rah E Khuloos Mein Paida Dushwarya Na Kar.

Rah E Khuloos TaYpEd By  TLASH25 Rah E Khuloos Mein Paida Dushwarya Na Kar. = Chahat Nahin To Ham Se Adakarya Na Kar. = Lafzo Se Khelne Ki Zaroort Nahin Tujhe. = Saada Dilo Ke Sath Ye Fankarya Na Kar. = Jin Se Nahin Muhbat Unhein Munh Bhi Na Mat Laga. = Be Wajah Har Dukan Se Khareedarya Na Kar. = Is Shugal E Be Jawaz Se Kiya Faida Tujhe Ghalib. = Dil Mat Dukha Kise Ka Yon Dil Aazaarya Na Kar...! = Poet By Mirza Ghalib. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Udaas Mein Tha Sara Shahar Rone Laga.

Udaas Mein Tha TaYpEd By  TLASH25 Udas Mein Tha Sara Shahar Rone Laga. = Aaj Mera Sanam Kisi Aur Ka Hone Laga. = Jin K Raste Se Kante Uthaye Hum Ne. = Wo Ab Humare Samne Naqab Kar K Guzarne Laga. = Chor Diya Us Ki Gali Se Jana Aaj Phir Na Jane Kiyon Wo Yad Aane Laga. = Ay Dost Kiya Yad Karna Us Bewafa Ko. = Wo Humare Zakhmi Dil Ko Dekh Kar Muskrane Laga. = Udas Mein Tha Sara Shahar Rone Laga. = Aaj Mera Sanam Kisi Aur Ka Hone Laga...! = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Udas Mein Tha Sara Shahar Rone Laga.

Udas Mein Tha TaYpEd By  TLASH25 Udas Mein Tha Sara Shahar Rone Laga. = Aaj Mera Sanam Kisi Aur Ka Hone Laga. = Jin K Raste Se Kante Uthaye Hum Ne. = Wo Ab Humare Samne Naqab Kar K Guzarne Laga. = Chor Diya Us Ki Gali Se Jana Aaj Phir Na Jane Kiyon Wo Yad Aane Laga. = Ay Dost Kiya Yad Karna Us Bewafa Ko. = Wo Humare Zakhmi Dil Ko Dekh Kar Muskrane Laga. = Udas Mein Tha Sara Shahar Rone Laga. = Aaj Mera Sanam Kisi Aur Ka Hone Laga...! = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Zinda Rahe To Kia Hai Jo Mar Jayein Hum To Kia.

Zinda Rahe To TaYpEd By  TLASH25 Zinda Rahe To Kia Hai Jo Mar Jayein Hum To Kia. = Dunya Mein Khamoshi Se Guzar Jayein Hum To Kia. = Hasti Hi Apni Kia Hai Zamane Ke Saamne. = Ek Khuwab Hain Jahan Mein Bikhar Jayein Hum To Kia. = Ab Kon Muntazir Hai Hamare Liye Wahan. = Sham Aa Gayi Hai Lot Ke Ghar Jayein Hum To Kia. = Dil Ki Khalish To Saath Rahe Gi Tamaam Umar. = Darya E Ghum Ke Par Utar Jayein Hum To Kia...! = Poet By Munir Niazi.

Ache Dinon Ki Aas Laga Kar Mein Ne Khud Ko Roka Hai.

Ache Dinon Ki TaYpEd By  TLASH25 Ache Dinon Ki Aas Laga Kar Mein Ne Khud Ko Roka Hai. = Sapnon Ki Dewar Utha Kar Mein Ne Khud Ko Roka Hai. = Mein Ne Khud Ko Roka Hai Jazbat Ki Roo Mein Bahne Se. = Dil Mein 100 Sao Arman Daba Kar Mein Ne Khud Ko Roka Hai. = Furqat Ke Mosam Mein Kaise Zinda Hon Tum Kia Jano. = Kaise Is Dil Ko Behla Kar Mein Ne Khud Ko Roka Hai. = Sub Kuch Chor Ke Tujh Se Milne Aa Jana Dushwar Nahin. = Mustaqbil Ka Khof Dila Kar Mein Ne Khud Ko Roka Hai. = Kat'te Kahan Hain Hijar Ke Lamhein Phir Bhi Ek Zamane Se. = Teri Yadon Se Behla Kar Mein Ne Khud Ko Roka Hai. = Wapas Jane Ke Sub Sub Raste Mein Ne Khud Masdood Kiye. = Kashti Aur Patwar Jala Mein Ne Khud Ko Roka Hai. = Jub Bhi Mein Ne Chaha Raghab Dushman Par Yalgaar Karon. = Khud Ko Apne Samne Pa Kar Mein Ne Khud Ko Roka Hai...! = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Us Simat Mujh Ko Yaar Ne Jaane Nahi Dia.

Us Simat Mujh Ko TaYpEd By  TLASH25 Us Simat Mujh Ko Yaar Ne Jaane Nahi Dia. = Ek Aur Sheher E Yaar Mein Aane Nahi Dia. = Kuch Aur Waqt Chahte They Ke Sochain Tere Liye. = Tu Ne Wo Waqt Hum Ko Zamane Nahi Dia. = Manzil Hai Is Mehak Ki Kahan Kis Chaman Mein Hai. = Is Ka Pata Safar Mein Hawa Ne Nahi Dia. = Roka Aana Ne Kawish E Besud Se Mujhe. = Us But Ko Apna Haal Sunaane Nahi Dia. = Hai Jis Ke Baad Ihad E Zawal Aashna Munir. = Itna Kamaal Ham Ko Khuda Ne Nahi Dia...! = Poet By Munir Niazi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Saaya E Qasr E Yar Mein Betha

Saaya E Qasr E TaYpEd By  TLASH25 Saaya E Qasr E Yar Mein Betha Mein Tha Apne Khumar Mein Betha. = Us Ka Aana Tha Khuwab Mein Aana. = Mein Abs- E Intizar Mein Betha. = Koi Soorat Nahin Hai Us Jaisi Us Ko Dekho Hazar Mein Betha. = Us Ko Khushiyon Se Khof Aata Hai Wiham Kiya Zahin E Yar Mein Betha. = Ham Bhi Raston Mein Phir Rahe They Munir. = Wo Bhi Tha Rahguzar Mein Betha...! = Poet By Munir Niazi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Meri Sari Zindagi Ko Be Samar Us Ne Kiya.

Meri Sari Zindagi TaYpEd By  TLASH25 Meri Sari Zindagi Ko Be Samar Us Ne Kiya. = Umar Meri Thi Magar Is Ko Basar Us Ne Kiya. = Mein Buhat Kamzor Tha Is Mulk Mein Hijrat Ke Bad. = Par Mujhe Is Mulk Mein Kamzor Tarr Us Ne Kiya. = Rahbar Mera Bana Gumraah Karne Ke Liye. = Mujh Ko Seedhe Raste Se Dar Badar Us Ne Kiya. = Shahar Mein Wo Motibar Meri Gawahi Se Huwa. = Phir Mujhe Is Shahar Mein Na Motibar Us Ne Kiya. = Shahar Ko Us Ne Barbad Kar Ke Rakh Diya Munir. = Shahar Par Zulm Mere Naam Par Us Ne Kiya...! = Poet By Munir Niazi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Piyas Wo Dil Ki Bujhane Kabi Aaya Bi Nahi.

Piyas Wo Dil Ki TaYpEd By   TLASH25 Piyas Wo Dil Ki Bujhane Kabi Aaya Bi Nahi. = Kesa Baadal Hai Jis Ka Koi Saaya Bi Nahi. = Be Rukhi Is Se Bari Aur Bhala Kia Ho Gi. = Ek Mudat Se Hamein Us Ne Sataaya Bi Nahi. = Roz Aata Hai Dar E Dil Pe Wo Dastak Dene. = Aaj Tak Hum Ne Jise Paas Bulaya Bi Nahi. = Sun Lia Kaise Khuda Jaane Zamaane Bhar Ne. = Wo Fasaana Jo Kabi Ham Ne Sunaaya Bi Nahi. = Tum To Shayyar Ho Qateel Aur Wo Ek Aam Sa Shakhs. = Us Ne Chaha Bi Tujhe Aur Jataaya Bi Nahi...! = Poet By Qateel Shifai. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Angrayi Par Angrai Leti Hai Raat Judaai Ki.

Angrayi Par TaYpEd By  TLASH25 Angrayi Par Angrai Leti Hai Raat Judaai Ki. = Tum Kia Samjho Tum Kia Jano Baat Meri Tanhaai Ki. = Kon Siyaahi Ghol Raha Tha Waqt Ke Behte Darya Mein. = Mein Ne Aankh Jhuki Dekhi Hai Aaj Kisi Harjayi Ki. = Wisl Ki Raat Na Jaane Kiyon Israar Tha Un Ko Jaane Par. = Waqt Se Pahle Doob Gaye Taaron Ne Bari Daanayi Ki. = Urrte Urrte Us Ka Panchi Door Ufaq Mein Doob Gaya. = Rote Rote Beth Gayi Aawaz Kisi Sodayi Ki...! = Poet By Qateel Shifai. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Na Jaane Kin Adaon Se Lubha Lia Gaya Mujhe.

Na Jaane Kin TaYpEd By  TLASH25 Na Jaane Kin Adaon Se Lubha Lia Gaya Mujhe. = Qateel Mere Saamne Churaa Lia Gaya Mujhe. = Kabhi Jo Un K Jashan Mein Siyahiyan Bikhar Gayi. = To Roshni K Waste Jala Lia Gaya Mujhe. = Barah E Rast Rabta Na Mujh Se Tha Qubool Unhein. = Likha K Khat Raqeeb Se Bula Lia Gaya Mujhe. = Jab Un K Deed K Liye Qataar Mein Khara Tha Mein. = Qataar Se Na Jaane Kiyon Hata Lia Gaya Mujhe. = Mein Rondne Ki Cheez Tha Kisi Ke Paon Se Magar. = Kabi Kabi To Zulf Mein Saja Lia Gaya Mujhe. = Sawal Tha K Wafa Hai Kia Jawab Tha K Zindagi Qateel. = Piyar Se Gale Laga Lia Gaya Mujhe...! = Poet By Qateel Shifai. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Tere Mehandi Lage Hathon Pe Mera Naam Likha Hai.

Tere Mehandi TaYpEd By  TLASH25 Tere Mehandi Lage Hathon Pe Mera Naam Likha Hai. = Zara Se Lafz Mein Kitna Pegaam Likha Hai. = Ye Teri Shaan Ke Shayaa'n Nahin Lakin. = Majboori Teri Masti Bhari Ankhon Ko Mein Ne Jaam Likha Hai. = Mein Shayar Hon Magar Aagey Na Barh Paaya. = Riwayat Se Labo Ko Pankhiri Zulfon Ko Mein Ne Shaam Likha Hai. = Mujhe Mot Aaye Gi Jab Bhi Tere Pahloo Mein Aaye Gi. = Tere Ghum Ne Buhat Acha Mera Anjaam Likha Hai. = Meri Qismat Mein Hai Ek Din Griftar E Wafa Hona. = Mere Chahre Pe Tere Piyar Ka Ilzaam Likha Hai Qateel. = Ek Khoobsort Buhat Hai Jis Ka Mein Pujaari Hon. = Mere Mazhab K Khaane Mein Magar Islaam Likha Hai...! = Poet By Qateel Shifai. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001