Al-Vidah Al-Vidah "+,, aye Noor-E-Khudaa Aye Maah-E-Ramzan Al-Vidah...> "+,, Tou Ho Rahaa Hai Hum Say Judaa Aye Maah-E-Ramzan Al-Vidah...> "+,, Sach To Ye Hai Haq Teraa Hum To Adaa Na Kar Sake. Pesh Hai Jo Ho Sakaaa. Aye Maah-E-Ramzan Al-Vidah...> "+,, Teri Mehmani Mein Agar Hum Say Hui Ho Kotahiyan . Maaf Kar Denaa Humaari Ye Khata Aye Maah-E-Ramzan Al-Vidah...> "+,, Zindagi Rahi To Aglay Saal Milengay. Mar Gaye To Al-Vidah. Al-vidah. Aye Maah-E-Ramzan Al-Vidah........]-> "+,,+" "+,,+" Text By Qais
Posts
Showing posts from January 29, 2014
Khosha Kah Bagh E Baharaan
- Get link
- X
- Other Apps
. Type By,,,,,,,,* *.__Sarfraz Ahmad__.* . Khosha Kah Bagh E Bahara Hai Zindagi Apni . Kisi K Gham Say Fareezaan Hai Zindagi Apni . Boht Din Say Paraishan Hai Ap K Gaisu . Boht Din Say Paraishan Hai Apni Zindagi . Chalak Rahe Hai Kaai Hasrato K Paimane . Laho Say Dil K Charagan Hai Apni Zindagi . Gham E Hayat Nay Dale Hai Hath Bahr Bahr Kar . K Bay Watan Ka Garaiban Hai Apni Zindagi . Tera Jahan Hai Kya Aik Aaina Khana . Kah Jis Main Shashdar O Hairan Hai Apni Zindagi . Na Jane Konsa Lamha Chura K Lay Jaye . Mataa E Gardish E Doraa Hai Apni Zindagi . Na Koi Phool Na "Saghar" Na Mahtab Na Tu . Bhuja Hoa Sa Shabastan Hai Apni Zindagi,,,,,,,,*SA* . *-.___eNd___.-* . Book Muhabbat Mustaqil Gham Hai . Poet Saghar Saddiqi . Page 105/106 . Follow Sarfraz.Ahmad.* Send To 8001
Garam Hangama E Kaghaz Hai Yahan
- Get link
- X
- Other Apps
. Type By,,,,,,,,,* *.__Sarfraz Ahmad__.* . Usko Taktay Bhi Nahi Thay Pahle . Hum Bhi Khuddar Thay Kitne Pahle . Usko Daikha To Ye Mahsos Hua . Hum Boht Dor Thay Khud Se Pahle . Dil Nazr Atay Hai Ab Ankho May . Kitne Gahray Thay Chashmay Pahle . Khoay Rahte Hai Ab Uski Dhun May . Jisko Takte Na Thay Pahl Pahle . Humko Pahchan Liya Karte Thay . Ye Tere Shehr K Raste Pahle . Ab Ujalo May Bhatk Jate Hai . Rah Sujhate Thay Andhere Pahle . Rang K Jaal Main Aatay Na Kabhi . Par Se Daikh Jo Laite Pahle . Garam Hangama E Kaghaz Hai Yahan . Be Makak Phol Kahan Thay Pahle . Shahar E Nit Pochta Hai Kon Ho Tum . Log Tum Say Na Thay Tum Say Pahle . Aik Ik Ankh Hai Parto Apna . Ham Kahan Bikhre Thay Itne Pahle . Humne Daikhi Na Thi Dil Ki Kalik . Kitne Roshan Thay Ye Chahre Pahle . "Sham" Sahab Zra Milte Jain . Us Taraf Jaane Say Pahle Pahle,,,,,,,,*SA* . END . Poet Mahmod Sh