Posts

Showing posts with the label Poet Allama Iqbal

Mulaqatain Arooj Par Theeee

Image

Gaisu O Taab Daar Ko Aur Bhi Taab Daar Kar.

Gaisu E Taab TaYpEd By  TLASH25 Gaisu O Taab Daar Ko Aur Bhi Taab Daar Kar. = Hosh O Khurd Shikaar Kar Qulb O Nazar Shikaar Kar. = Ishq Bhi Ho Hijaab Mein Husn Bhi Ho Hijab Mein. = Ya To Khud Ashkaar Ho Ya Mujhe Ashkaar Kar. = Tu Hai Moheet E Be Karaan Mein Hon Zara Si Aabijo. = Ya Mujhe Humkinaar Kar Ya Mujhe Be Kinaar Kar. = Mein Hon Sadaf To Tere Hath Mere Qoher Ki Abro. = Mein Hon Khazaf To Tu Mujhe Gohar E Shahwaar Kar. = Nagma E Nu Bahaar Agar Mere Naseeb Mein Na Ho. = Is Dum Neem Sooz Ka Taairik Bahaar Kar. = Baagh E Behshat Se Mujhe Hakeem E Safar Diya Tha Jiyon. = Kaar E Jahaan Daraaz Hai Ab Mera Intizaar Kar. = Roz E Hisaab Jab Mera Paish Ho Daftar Aamal. = Ap Bhi Sharamsaar Ho Mujh Ko Bhi Sharamsar Kar...! = Poet By Allama Iqbal. = Book Name Baal E Jibreel. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Mere Nawaye Shoq Se Shor Hareem E Zaat Mein.

Mere Nawaye TaYpEd By  TLASH25 Mere Nawaye Shoq Se Shor Hareem E Zaat Mein. = Galgala Haye Alamaan But Kada Sifat Mein. = Hoor E Farishta Hai Aseer Mere Takhliyaat Mein. = Meri Nigah Se Khalal Teri Tajal'liyat Mein. = Garcha Hai Meri Justaju Dair O Haram Ki Naqsh E Band. = Meri Fagaan Se Rastakhaiz Kaba O Somanaat Mein. = Gaah Meri Nigah E Taiz Cheer Gayi Dil E Wajood. = Gaah Ulajh Ke Rah Gayi Mere Tohmaat Mein. = Tu Ne Ye Ghazab Kiya Mujh Ko Bhi Faash Kar Diya. = Mein Hi To Ek Raaz Tha Seena E Kainaat Mein...! = Poet By Allama Iqbal. = Book Name Baal E Jibreel. = Page No .5. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Agar Kunj Rou Hai Anjum Asmaan Tera Hai Ya Mera

Agar Kunj Rou TaYpEd By  TLASH25 Agar Kunj Rou Hai Anjum Asmaan Tera Hai Ya Mera. = Mujhe Fikar E Jahan Kiyon Ho Jahan Tera Hai Ya Mera. = Agar Hangama Haye Shoq Se Hai La-Makan Khali. = Khata Kis Ki Hai Ya-Rab La Makaan Tera Hai Ya Mera. = Aay Subah Inkar Ki Juraat Huwi Kiyon Kar. = Mujhe Maloom Kiya Wo Raazdaan Tera Hai Ya Mera. = Muhammad (S.A.W.W) Tera Jibraaeel Bhi Quraan Bhi Tera. = Magar Ye Harf E Shereen Tarjumaan Tera Hai Ya Mera. = Isi Kokaab Ki Taabani Se Hai Tera Jahaan Roshan. = Zawal E Aadam Khaki Ziyaan Tera Hai Ya Mera...! = Poet By Allama Iqbal. = Book Name Baal E Jibreel. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Kyun Ziyan Kaar Banon Sood Framosh Rahon

The Complain Sir Dr Allama Iqbal TaYpEd By      TLASH25 Kyun Ziyan Kaar Banon Sood Framosh Rahon. = Fikr E Farda Na Karon Mahw E Gham E Dosh Rahon. = Naale Bulbul K Sunon Aur Hama Tan Gosh Rahon. = Hamnawa Mein Bhi Koi Gul Hon K Khamosh Rahon. = Jurat Aamoz Meri Tab E Sukhon Hai Mujh Ko. = Shikwa Allah Se Khakam Badahan Hai Mujh Ko. = Hai Baja Shewa E Tasleem Mein Mashoor Hain Ham. = Qisa E Dard Sunate Hain K Majboor Hain Ham. = Saz E Khamosh Hain Faryad Se Mamoor Hain Ham. = Nalaa Ataa Hai Agar Lab Pe To Ma'azoor Hain Ham. = Ay Khuda Shikwa E Arbab E Wafa Bhi Sun Le. = Khugar E Hamd Se Thora Sa Gila Bhi Sun Le. = Thi To Moajood Azal Se Hi Teri Zaat E Qadim Phuul Tha Zeb E Chaman Par Na Preshan Thi Shameem. = Shart Insaf Hai Ay Sahib E Altaf E Ameem. = Boo E Gul Phelti Kis Tarah Jo Hoti Na Naseem...! = Ham Ko Jamiyat E Khatir Ye Preshani Thi. = Warna Umat Tere Mahboob S.A.W. Ki Deewani Thi. = Ham Se Pahle Tha Ajab Tere Jahan Ka Manzar. =

Tere Sheeshay Main Ma'y Baqi Nahi Hai

Tere Sheeshay Main Ma'y Baqi Nahi Hai,,,-* . Bata Kya To Saqi Nahi Hai,,,-* . Samander Say Mile Piyasay Ko Shabnum,,,-* . Bakheeli Hai Ye Razaaqi Nahi Hai,,,-*,,Sa,,* . Poet Allama Iqbal

Laa Phr Ik Baar Wohi Bada O Jam Aaye Saqi

Image
Laa Phr Ik Baar . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Laa Phr Ik Baar Wohi Bada O Jam Aaye Saqi Hath Aa Jaye Mujhe Mera Maqaam Aay Saqi,,,-* . 3oo Saal Say Hai Hind K Maikhane Band Ab Munasib Hai Hai Tera Faiz Ho Aam Aay Saqi,,,-* . Mere Meena E Gzl Main Thi Zara C Baqi Shaikh Kahta Hai K Hai Ye Bhi Haraam Aay Saqi,,,-* . Shair Mardo Say Hoa Baisha E Tahqeek Taah'ai,,,-* . Rah Gaye Soofi O Mulla K Ghulam Aay Saqi,,,-* . Ishq Ki Taig E Jiger Dar Ura Li Kisi Nay Ishq K Hath Main Khali Hai Niyaam Aay Saqi,,,-* . Seena Roshan Hoto Hai Soz E Sukhan Aein Hayat Ho Na Roshan To Sukhan Murg E Dawaam Aay Saqi,,,-* . To Meri Raat Ko Mehtab Sy Mahrom Na Rakh Tere Paimane Main Hai Mah E Tamaam Aay Saqi,,,-*,,SA,,* . Book Bal E Jibreel Poet Aalama Iqbal

Nasihat Roz Bikti Hai Aqeedat Roz Bikti Hai

Image
Nasihat Roz Bikti Hai . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Nasihat Roz Bikti Hai Aqeedat Roz Bikti Hai,,,-* . Tumhare Shaher Main Logo Mohabt Roz Bikti Hai,,,-* . Ameer E Shaher K Dar Ka Abhi Mohtaj Hai Mazhab,,,-* . Abhi Molla K Fatwon Main Shariat Roz Bikti Hai,,,-* . Hamare Khoon Ko Bhi Wo Kisi Din Baich Dalain Gay,,,-* . Kharidaro K Jhormat Main Adalat Roz Bikti Hai,,,-* . Najane Lutf Kya Milta Hai Unko Roz Bikne Main,,,-* . Tawaif Ki Tarah Logo, Qayadat Roz Bikti Hai,,,-* . Kabhi Masjid K Mimber Par Kabhi Hujre Main Chup Chup K,,,-* . Mere Waiz K Lahje Main Qayamat Roz Bikti Hai,,,-* . Baari Laachar Hai "Iqbal" Jabenain In Gharibon Ki,,,-* . K Majbori Ki Mandi Main Ibadat Roz Bikti Hai,,,-*,,SA,,* . S*-.___eNd___.-*A . For More Poetry K Liay . Follow *-.SA-Ki-JAN.-* Send To 8001

Quran Ghar Main Hai Magar Hum Parhte Nahi

Image
Magar Tawajja Hum Karte Nahi . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Quran Ghar Main Hai Magar Hum Parhte Nahi . Zara Bhi Allah Ka Khof Hum Karte Nahi . Zalzalo K Jhatko Say Uth Jate Hai Foran . Sun Kar Azaan Kabhi Hum Uthtay Nahi . Hamain Ati Hai Mosibat To Allah Yad Ata Hai . Warna To Kabhi Sar Sajde Main Hum Rakhte Nahi . Kaano Main Azaan Ki Bhala Kaise Aaye Awaz . Band To Kabhi T.V Hum Karte Nahi . Sorat Say To Insan Nazar Atay Hai Hum . Magar Seerat Say To Musalman Hum Lagte Nahi,,,,,,,,,*SA* . *-.___eNd___.-* . Great Poet Allama Iqbal