Suna Hai Us Ki Siyah Chashmagi Qiyamat Hai.
Suna Hai Us Ki TaYpEd By TLASH25 Suna Hai Us Ki Siyah Chashmagi Qiyamat Hai. = So Us Ko Surma Farosh Ankh Bhar K Dekhte Hain. = Suna Hai Us Ke Labon Se Gulaab Jalte Hain. = So Hum Bahaar Pe Ilzam Dhar Ke Dekhte Hain. = Suna Hai Aaina Tamasil Hai Jabeen Us Ki. = Jo Sada Dil Hai Use Bansanwar Ke Dekhte Hain. = Suna Hai Us Ke Badan Ke Tarash Aise Hain. = Ke Phool Apni Qabaein Katar Ke Dekhte Hain. = Suna Hai Us Ki Shabistan Se Mut Tasil Hai Behisht Makeen. = Udhar Ke Bhi Jalwe Idhar Ke Dekhte Hain. = Ruke To Gardishe Us Ka Tawaf Karti Hain. = Chale To Us Ko Zamane Thehar Ke Dekhte Hain. = Kahaniyan Hi Sahi Sab Mubalge Hi Sahi. = Agar Wo Khuwab Hai To Ta'abeer Kar Ke Dekhte Hain. = Ab Us Ke Shehar Mein Thehre Ke Kuch Kar Jayein Faraz. = Aao Sitaare Safar Ke Dekhte Hain...! = Poet By Ahmad Faraz. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001