Posts

Showing posts from July 22, 2013

Naseeb Wo Mera TaYpEd By TLASH25 Naseeb Wo Mera Tha Koi Aur Le Gaya Us Ko Chahat Wo Meri Thi Laal Jora Koi Aur Pehna Kar Gaya Us Ko. Safar Tanha To Kabhi Sham Aur Le Gaya Mujhse Tumhara Dard Kayi Kaam Le Gaya Mujhse. Mujhe Khabar Na Huwi Aur Zamana Jate Huwe Nazar Bacha Ke Tera Naam Le Gaya Mujh Se. Usey Ziyada Zarorat Thi Ghar Basane Ki Wo Aa Ke Mere Dar-O-Baam Le Gaya Mujh Se. Bhala Kahan Koi Juz Us Ke Milne Wala Tha Bus Ek Jurat-E-Nakam Le Gaya Mujh Se. Ek Lamhe Ke Such Jhoot Ke Ewaz Dost Tamam Umar Ka Ilzam Le Gaya Mujh Se...! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Koi ahsan chashm e yaar par nahi

Image
Koi ahsan chashm e yaar par nahi .Hum is k hai magar usko khabr nahi. Ajeb nasha hai mastana ravi main .Khayal e manzil e raaz e safar nahi. Muhabt apna apna tajarba hai. Yahan farhad o majno mo'tabbir nahi. Boht say khob sorat log daikhe. Agar aisa hai tujh ko daikh kar nahi .Faraz us ki gali say phr na aaya .Wo dewana nahi par dar badar nahi........! .BookPas e Andaz Mosam. Poet Ahmad Faraz . .-*-..-*-..-*-..-*-. Typed by *__Sarfraz Ahmad__* *._.**._.**._.*._.*

TaYpEr by *SHANI_M_B* Waqt Apni Rawani Mein Dhalta Raha.* . Mein Tanha Tha Tanha He Chalta Raha.* . Kabhi Hansta Tha Apne Nasibon Pe.* . Kabhi Andar Hi Andr Mein Jalta Raha.* . Kahein Shikway Mila Or Kahein Pe Thokrein.* . Chot Lagti Rahi Mein Sambhalta Raha.* . Us Ko Pane Ki Khatir to Sab kuch Kia.* . Wo Hi Sang Dil Tha Raste Badalta Raha.* . END**S

Jab sar e sham usne zulfon ko sanwara hoga . Hath main kangan ankh main kajal awara hoga . Us k jorey main saja wo sufaid gulaab . Raat ko sotay mein kisi ne to utara hoga . Aalm e tanhai main shab bhar karwtain lay kar . Koi to ho ga jisay usne pukara hoga . Haaye wo neend main doobi huwi makhmoor ankhain . Jisne dekha wo dil waheen pay hara hoga . Us k betaab larzte howay honton pay . JaN G . Hamain yaqeen hai machalta hua wo naam hmara hoga.......! . Typed by .-*-..-*-..-*-..-*-. |*__SA-k-Jan__*| *._.**._.**._.*._.*

Eid ka chand tujhe is shart pe dekhon gi . Tujh se pahle agr mera pia lota to . Na joban pe naaz karon gi na pehnu gi naay kapre . Is shart pe pehnu gi agar mera pia lota to . Na haar singhar karo gi na banu gi na snwru gi . Is shart pay khushiyan manaon gi agar mera pia lota to . Ye jo raonqen mohabten wafaon k qissay hai . Ik hi shart pe dohraon gi agar mera pia lota to . Bulbul jise naghmy koyal jise tarannum is sorat hi sunau gi agar mera pia lota to........! . Typed by .-*-..-*-..-*-..-*-. |*__SA-k-Jan__*| *._.**._.**._.*._.*