Posts

Showing posts with the label Poet Muzaffar Warsi

Saqi Bikta Hai TaYpEd By TLASH25 Saqi Bikta Hai Maikhane Bikte Hain Kon Kon Kis Mool Na Jane Bikte Hain. *.* Mosam Koi Bhi Tabdeel Nahin Hota Nayi Chadirain Dagh Purane Bikte Haim. *.* Onchy Onchy Chubaaro Par Matt Jana In Chubaaro Ke Tah Khane Bikte Hain. *.* Mujrim Bura Jama Insaaf Ki Kusri Par Adalatein Bikti Hain Thaane Bikte Hain. *.* Dolat Kis Kis Ka Mounh Kala Karti Hai Nadano Ke Hath Siyane Bikte Hain. *.* Jagne Walon Se Beemaai Kharedi Jaye Soye Hon Mein Khuwab Suhane Bikte Hain. *.* Taluqat Ka Karobar Bhi Hota Hai Tofe Bikte Hain Nazrane Bikte Hain. *.* Dhaak Muzaffar Jinki Aai Werano Mein Shahar Mein Aa Kar Dewane Bikte Hain....! Book Name Rakh K Dhair Main Phool. Poet By Muzaffar Warsi. eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Jab Dhoop Ke TaYpEd By TLASH25 Jab Dhoop Ke Makaan Bane Pare Mujhe Dewaar Mein Darakht Lagane Pare Mujhe. *.* Andar Ki Roshni Bhi Andheron Ne Cheen Li, Pairon Tale Chiraag Jalane Pare Mujhe. *.* Sare Badan Mein Aag Muhbat Ki Lag Gayi, Bhoky Ki Tarah Zakham Bhi Khane Pare Mujhe. *.* Us Ke Liye Bhi Saaf Kiya Maine Rasta, Pathar Bichaaye Usne Hatane Pare Mujhe. *.* Karta Na Tha Koi Meri Ankhon Ka Aitbar Dekhe Jo Maine Khuwab Dikhane Pare Mujhe. *.* Daaman Zindagi Kabhi Khali Nahi Raha, Baraat Se Janaze Uthane Pare Mujhe. *.* Ustad Hadson Ko Muzaffar Bana Kiya, Saste Buhat Tamam Zamane Pare Mujhe....! Book Name Rakh K Dhair Main Phool. Poet By Muzaffar Warsi. eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Agarcha Pahre TaYpEd By TLASH25 Agarcha Pehre Hamari Uraan Par Hon Ge, Urre Bigair Bhi Ham Asmaan Par Hon Ge. *.* Mein Thek Thek Nishane Pe Unke Khud Puhancha, Mujhe Khabar Thi Shikari Muchaan Par Hon Ge. *.* Har Ek Zakham Se Jab Patiyan Hataonga, Buhat Se Naam Lahu Ki Zuban Par Hon Ge. *.* Tum Apna Haal Batao Na Kimto Ki Tarah, Mein Dard Mand Hon Tajir Dukan Par Hon Ge. *.* Kahan Se Laaon Gawahi, Kidhar Se Teer Aaya, Kisi Ke Haath To Akhir Kaman Par Hon Ge. *.* Khabr Na Thi Ke Muhbat Bhi Aisa Kanta Hai, Chubhe Ga Rooh Mein, Chhale Zubaan Par Hon Ge. *.* Muzaffar Unki Haqeeqat Se Khoob Waqif Hon, Jo Aitraaz Meri Dastan Par Hon Ge....! Book Name Rakh K Dhair Main Phool. Poet By Muzaffar Warsi. eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Rooh Par Hai TaYpEd By TLASH25 Rooh Par Hai Dagh Chadar Par Nahin, Mere Andar Dhoop Hai Sar Par Nahin. Neend Kaisi Ab Dhuwan Ankhon Mnin Hai, Aag Par Laita Hon Bister Par Nahin. Haq Meri Tashna Labi Ka Hai Magar, Ansuon Par Hai Samandar Par Nahin. Khud Hi Deta Hon Hawa Mein Dastkein, Khud Hi Keh Deta Hon Mein Ghr Par Nahin. Haath Mera Itna Shal Kyun Ho Gaya, Seene Par Rakha Tha Pather Par Nahin. Baat Kiya Koi Tawajjo Se Sune Ghaar Mein Betha Hon Mimber Par Nahin. Qatilon Se Ho Taaruf Kis Tarah Khoon Gardan Par Hai Khanjar Par Nahin. Ya Muzaffar Ham Buhat Be Simat Hai, Ya Zamana Apne Mahwar Par Nahin....! Book Name Rakh K Dhair Main Phool. Poet By Muzaffar Warsi. eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Un Ankhon Ki TaYpEd By TLASH25 Un Ankhon Ki Gehrai Tak Mein Gaya, Giray Uske Ansoo Chalak Mein Gaya. Mere Hosle Us Ke Qabzay Mein They, Haya Usko Aai Jhijhak Mein Gaya. Zameen Ki Kashish Dekhne Ke Liye,Kai Baar Soye Falak Mein Gaya. Kali Mere Ehsas Ka Aks Thi, Hawa Us Se Lipti Mehak Mein Gaya. Ajab Thi Shareek -E-Safar Zindagi, Chali Zindagi Aur Thak Mein Gaya. Muzaffar Giri Barf Kohsaar Par, Magar Yon Laga Jaise Dhak Mein Gaya...! Book Name Rakh K Dhair Main Phool. Poet By Muzaffar Warsi. eND. Follow Tlash25 Send To 8001

TxT by *_TaNhA_* BarHa MouT JitTe ti Aai, MEre KisS KaaM ZinDaGi Aai, JAaNe KitNe DukHon Ka KhOon HoWa, KisS QadaR KarB sE HanSi Aai, BhaR LiyA ZeheR ApNi AanKhOn, HuMKo DunYa Na DekhNi Aai, eK TasVEer sE MukHatiB THa, eK AaWaz DhOondTi Aai, KisS Ko DarKaR HEy MEra SAaYa, KisS TaRaf sE yE RoShNi Aai, RaNg BhArte BoHat 'MUZAFAR' Ne, RaaS TehZEeB-E-SadGi Aai, . .,. Poet=Muzzafar Warsi

^+@+^Shola hun bharakne ki guzarish nahi karta (/\) ^+@+^Sach monh say nikal jata hai koshish nahi (/\) ^+@+^Girti hoi dewar ka hamdam hun lekin (/\) ^+@+^Charhte hue soraj ki parastish nahi karta (/\) ^+@+^Mathe k pasine ki mahak aye to dekhen (/\) ^+@+^Wo q mere jism main gardish nahi karta (/\) ^+@+^Hamdardi e ahbab se darta hun +++MuZaFfAr+++ Main zakhm to rakhta hun nawaish nahi karta........! (/\) Poet Muzaffar Warsi (/\) Typed by *__SA-k-Jan__*