Posts

Showing posts with the label Poet Nasir Kazmi

Kisi Ka Dard Ho Dil Beqarar Apna Hai. Hawa Kahein Ki Ho Seena Fagaar Apna Hai. Ho Koi Fasal Magar zakham Khil Hi Jate Hain. Sada Bahaar Dil E Dagh Daar Apna Hai. Na Tang Kar Dil E Makhzo Ko Aye Gham E Duniya. Khudai Bhar Main Yehi Gham Gusaar Apna Hai. Kahin Mila To Kisi Din Mana He Lein Ge Usse. Wo Zoad Ranj Sahe Phir Bhi Yar Apna Hai. Na Dhoond Nasir Aashufta Haal Ko Ghar Main. Wo Boo E Gul Ki Tarah Beqarar Apna Hai. Poet. Nasir Kazmi. END**S I Love S. Shani.M.B 3074110104.

Kuch Yadgar E Shehar Sitamgar TaYpEd By TLASH25 Kuch Yadgar-E-Sitamgar Hi Le Chalen Aye HAIN Is Gali Main To Pathar Hi Le Chalen. Yun Kis Tarah Katega Kari Dhoop Ka Safar Sar Per Khayal-E-Yar Ki Chadar Hi Le Chalen. Ranj-E-Safaq Ki Koi Nishani To Paas Ho Thori Si Khak-E-Kuch-E-Dilbar Hi Le Chalen. Ye Keh K Cherti Hai Hamein Dil Giraftagi Ghabra Gaye Hain Ap To Bahar Hi Le Chalen. Is Shehar-E-Becharag Main Jayegi Tu Kahan Aai Shab-E-Firaq Tujhe Ghar Hi Le Chalen....! Poet By Nasir Kazmi Follow Tlash25 Send To 8001

Kisi Ka Dard Ho Dil Beqarar Apna Hai. Hawa Kahein Ki Ho Seena Fagaar Apna Hai. Ho Koi Fasal Magar zakham Khil Hi Jate Hain. Sada Bahaar Dil E Dagh Daar Apna Hai. Na Tang Kar Dil E Makhzo Ko Aye Gham E Duniya. Khudai Bhar Main Yehi Gham Gusaar Apna Hai. Kahin Mila To Kisi Din Mana He Lein Ge Usse. Wo Zoad Ranj Sahe Phir Bhi Yar Apna Hai. Na Dhoond Nasir Aashufta Haal Ko Ghar Main. Wo Boo E Gul Ki Tarah Beqarar Apna Hai. Poet. Nasir Kazmi. END**S I Love S. Shani.M.B 3074110104.

Us Shakhs Ko Mera Halka Sa Ehsas To Hai. Be Dard Sahi Wo Mera Hum Raz To Hai. Wo Aye na Aye Mere Pas Lekin. Shidat Se Mujhe Us Ka Intizar To Hai. Abhi Nahi To Kia Howa Mil Jain Ge Kabhi. Mere Dil Main Us Se Milne Ki Aas Hai. Pyar Ki Gawahi Mere Aansoo Se Na Mang. Barasti Nahi Aankhein Magar Dil Udass To Hai. Poet. Nasir Kazmi. I Love S. Shani.M.B

Tanhai Ka Dukh. TaYpEd By *SHANI_M_B* Tanhai Ka Dukh Gehra Tha Main Darya Darya Roya Tha. Ik Lehar He Nahi Sanbhli Warna Main Toofan Se Khaila Tha. Tanhai Ka Tanha Saya Dair Se Mere Saath Laga Tha. Choor Gaye Jab Sare Saathi Tanhai Ne Saath Dia Tha. Sookh Gai Jab Sukh Ki Dale Tanhai Ka Phool Khila Tha. Tanhai Main Yaad KHUDA Thi Tanhai Main Khauf E KHUDA Tha. Tanhai Mehraab E Ibadaat Tanhai Manbar Ka Dia Tha. Tanhai Mera Paya E Shakasta Tanhai Mera Rasta Dua Tha. Wo Jannat Mere Dil Main Chupi Thi. Main Jise Bahir Dhoond Raha Tha. Tanhai Mere Dil Ki Jannat Main Tanha Hoon Main Tanha Tha. Poet. NASIR KAZMI. END**S Follow *SHANI_M_B* Send To 8001