Posts

Showing posts with the label Poet Tanveer Abbas Naqvi

Kanch K Peechay Chand Bhi Tha Or Kanch K Uper Kaaa'ee Bhi Teeno Thay Hum,

Image
Kanch K Peechay Chand Bhi Tha Or Kanch K Uper Kaaa'ee Bhi Teeno Thay Hum, Wo Bhi Thay Or Hum Bhi Thay, Tanhai Bhi,,,-* . Yadon Ki Boocharon Say Jab Palkain Bheegnay Lagti Hai Sondhi Sondhi Lagti Hai Maa'aaz Ki Ruswai Bhi,,,-* . Do Do Shaklain Dikhti Hai Is Bahkay Say Aaine Main Mere Saath Chala Aaya Hai Aik Soodaai Bhi,,,-* . Kitni Jaldi Maili Karta Hai Poshaak Roz Falak Subah Ko Raat Taari Thi Or Shaam Ko Shab Pehnaai Thi,,,-* . Khomoshi Ka Hasil Bhi Ik Lambi Si Khamoshi Thi Unki Baat Suni Bhi Hum Nay Apni Baat Sunai Bhi,,,-* . Kal Sahil Par Laite Laite Kitni Saari Batain Kahin Aap Ka Hankaar Nahi Aaya Chand Nay Baat Karwai Bhi,,,-*,,SA,,* . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Poet Tanveer Abbas Naqvi Book Chandni Raat Judai Ki

Shaam Say Ankh Main Nami Si Hai

Image
Shaam Say Ankh Main Nami Si Hai Aaj Phr Apki Kami Si Hai,.,-* . Dafan Kar Do Hamain K Sans Aaye, Nabz Kuch Dair Say Thami Si Hai,,,-* . Kon Pather Gaya Hai Ankhon Main Barf Palkon Pay Q Jami Si Hai,,,-* . Waqt Rahta Nahi Kahin Tik Kar Adat Iski Bhi Admi Si Hai,,,-* . Aaiaye Raste Alag Kar Lain Ye Zarorat Bhi Bahmi Si Hai,,,-*,,SA,,* . Type By,,,,,,-* .-._.-, '-._.Sarfraz Ahmad,,,-* . Poet Tanveer Abbas Naqvi Book Chandni Raat Judai Ki