Posts

Roshan Jamal E Yar Se Hai Anjuman Tamam.

Roshan Jamal TaYpEd By   TLASH25 Roshan Jamal E Yar Se Hai Anjuman Tamam. = Dehka Huwa Hai Atish E Gul Se Chaman Tamam. = Herat Guroor E Hussn Se Shokhi Se Iztirab. = Dil Ne Bhi Tere Seekh Liye Hain Chalan Tamam. = ALLAH Re Hussn E Yar Ki Khoobi K Khud Ba Khud. = Rangeenyon Mein Doob Gaya Perahan Tamam. = Dekho To Hussn E Yar Ki Jadu Nigahiyan. = Behosh Ek Nazar Mein Huwi Anjuman Tamam...! = Poet By Hasrat Mohani. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Ye Mujh Se Pochye Kia Justuju Mein Lazat Hai

Ye Mujh Se TaYpEd By  TLASH25 Ye Mujh Se Pochye Kia Justuju Mein Lazat Hai. = Fiza E Dahar Mein Tehleel Ho Gaya Hon Mein. = Hata K Sheesha O Saghar Hujoom E Masti Mein. = Tamam Arsa E Aalam Pe Chha Gaya Hon Mein. = Urra Hon Jub To Falak Pe Liya Hai Dam Ja Kar. = Zameen Ko Torr Gaya Hon Jo Rah Gaya Hon Mein. = Rahi Hai Khaak K Zaron Mein Bhi Chamak Meri. = Kabhi Kabhi To Sitaro Mein Mil Gaya Hon Mein. = Samma Gaye Meri Nazron Mein Chha Gaye Dil Par. = Khiyal Karta Hon Un Ko Ki Dekhta Hon Mein...! = Poet By Asghar Gondvi. = Follow Tlash25 Send To 8001

Ye Raz Hai Meri Zindagi Ka Pahne Huwe Hon Kafan Khudi Ka.

Ye Raz Hai Meri TaYpEd By  TLASH25 Ye Raz Hai Meri Zindagi Ka Pahne Huwe Hon Kafan Khudi Ka. = Phir Nashtar E Ghum Se Cherte Hain. = Ek Tarz Hai Ye Bhi Dil Dahi Ka. = O Lafz O Biyan Mein Chupne Wale. = Ab Qasid Hai Or Khamoshi Ka. = Marna To Hai Ibtida Ki Ek Bat Jeena Hai Kamal Muntehi Ka. = Haan Seena Gulon Ki Tarah Kar Chaak. = De Mar K Suboot Zindagi Ka. = Phirte Huwe Kisi Ki Nazar Dekhte Rahe. = Khuda Jane Kahan Hai Asghar E Deewana Barason Se...! = Poet By Asghar Gondvi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Ye Ishq Ne Dekha Hai Ye Aqal Se Pinhaan Hai.

Ye Ishq Ne TaYpEd By  TLASH25 Ye Ishq Ne Dekha Hai Ye Aqal Se Pinhaan Hai. = Qatre Mein Samandar Hai Zarre Mein Biyaban Hai. = Ay Pekar E Mehbobi Mein Kaise Tujhe Dekhon. = Jis Ne Tujhe Dekha Hai Wo Deeda E Heran Hai. = 100 Sao Bar Tera Daman Hathon Mein Mere Aaya. = Jub Ankh Khuli Dekha Apna Hi Gireban Hai. = Ye Hussn Ki Mojein Hain Ya Josh E Tamana Hai. = Us Shokh K Honton Par Ek Barq Si Larzan Hai. = Asghar Se Mile Lekin Asghar Ko Nahi Dekha. = Ashaar Mein Sunte Hain Kuch Kuch Wo Numayan Hai...! = Poet Asghar Gondvi = Follow Tlash25 Send To 8001

Ye Ishq Ne Dekha Hai Ye Aqal Se Pinhaan Hai.

Ye Ishq Ne TaYpEd By  TLASH25 Ye Ishq Ne Dekha Hai Ye Aqal Se Pinhaan Hai. = Qatre Mein Samandar Hai Zarre Mein Biyaban Hai. = Ay Pekar E Mehbobi Mein Kaise Tujhe Dekhon. = Jis Ne Tujhe Dekha Hai Wo Deeda E Heran Hai. = 100 Sao Bar Tera Daman Hathon Mein Mere Aaya. = Jub Ankh Khuli Dekha Apna Hi Gireban Hai. = Ye Hussn Ki Mojein Hain Ya Josh E Tamana Hai. = Us Shokh K Honton Par Ek Barq Si Larzan Hai. = Asghar Se Mile Lekin Asghar Ko Nahi Dekha. = Ashaar Mein Sunte Hain Kuch Kuch Wo Numayan Hai...! = Poet By Asghar Gondvi = Follow Tlash25 Send To 8001

Sargarm Tajalli Ho Ay Jalva E Janana.

Sargaram Tajalli TaYpEd By   TLASH25 Sargarm Tajalli Ho Ay Jalva E Janana. = Urr Jaye Dhuwan Ban Kar Kaba Ho K But Khana. = Ye Deen Wo Dunya Hai Ye Kaba Wo But Khana. = Ek Or Qadam Barh Kar Ay Himat E Mardana. = Ab Tak Nahi Dekha Hai Kia Us Rokhe- Khandan Ko. = Ek Taar Shaai Se Uljha Hai Jo Parwana. = Zahid Ko Ta'ajub Hai Soofi Ko Tahaiyoor Hai. = Sad Shak E Tareeqat Hai Ek Lagzish E Mastana. = Ek Qatra E Shabnam Par Khurshned Hai Aks Aara. = Ye Neesti Wo Hasti Afsana Hai Afsana. = Andaz Hai Jazib Is Mein Sub Shamma E Shabistan K. = Ek Hussn Ki Dunya Hai Khakstar E Parwana...! = Poet By Asghar Gondvi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Mojon Ka Aks Hai Khat E Jam E Sharab Mein.

Mojon Ka Aks Hai TaYpEd By TLASH25 Mojon Ka Aks Hai Khat E Jam E Sharab Mein. = Ya Khoon Uchhal Raha Hai Rag E Maahtab Mein. = Wo Mot Hai Ki Kahte Hain Jis Ko Sukoon Sab. = Wo Ain Zindagi Hai Jo Hai Iztirab Mein. = Dozakh Bhi Ek Jalwa E Firdos Se Husn Hai. = Jo Is Se Bekhabar Hain Wahi Hain Aazab Mein. = Us Din Bhi Meri Rooh Thi Mahv E Nishat E Deed Moosa Ulajh. = Gaye They Sawal O Jawab Mein. = Mein Iztirab E Shoq Kahon Ya Jamal E Dost. = Ek Barq Hai Jo Kondh Rahi Hai Naqab Mein. = Ek Aalm E Herat Hai Fana Hai Na Baqa Hai Pas E Adab Mein. = Josh E Tamana Liye Huwe...! = Poet By Asghar Gondvi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001