Posts

Suna Karo Meri Jaan In Se Un Se Afsane.

Suna Karo Meri TaYpEd By  TLASH25 Suna Karo Meri Jaan In Se Un Se Afsane. = Sab Ajnabi Hain Yahan Kon Kis Ko Pehchane. = Yahan Se Jald Guzar Jao Qafile Walon. = Hain Meri Piyas K Phoonke Huwe Ye Weerane. = Meri Junoon E Parastish Se Tang Aa Gaye Log. = Suna Hai Band Kiye Ja Rahe Hain But Khane. = Jahan Se Pichle Pahar Koi Tashna Kaam Utha. = Wahin Pe Tore Hain Yaron Ne Aj Pemane. = Bahaar Aaye To Mera Salam Keh Dena. = Mujhe To Aj Talab Kar Liya Hai Sahra Ne. = Siwa Hai Hukam Ki Kaifi Ko Sang Saar Karo. = Maseeha Bethe Hain Chhup K Kahaan Khuda Jane...! = Poet By Kaifi Azmi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Tum Itna Jo Muskura Rahe Ho

Tum Itna Jo TaYpEd By  TLASH25 Tum Itna Jo Muskura Rahe Ho Kya Ghum Hai Jis Ko Chupa Rahe Ho. = Ankhon Mein Nami Hansi Labo Par. = Kiya Haal Hai Kiya Dikha Rahe Ho. = Ban Jayein Ge Zehar Peete Peete Ye Ashk Jo Peete Ja Rahe Ho. = Jin Zakhmo Ko Waqt Bhar Chala Hai Tum Kiyon Unhein Chhere Ja Rahe Ho. = Rekhaon Ka Khail Hai Muqaddar Rekhaon Se Maat Kha Rahe Ho...! = Poet By Kaifi Azmi. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Mehfile Lut Gayi Jazbat Ne Dam Torr Diya.

Mehfile Lut Gayi TaYpEd By  TLASH25 Mehfile Lut Gayi Jazbat Ne Dam Torr Diya. = Saaz Khamosh Hain Nagmaat Ne Dam Torr Diya. = Har Musarat Ghum E Deeroze Ka Unwan Bani. = Waqt Ki God Mein Lamhat Ne Dam Torr Diya. = Un Gint Mehfile Mahroom Chiragaan Hai Abhi. = Kon Kehta Hai K Zulmat Ne Dam Torr Diya. = Aj Phir Bujh Gaye Jal Jal K Umeedo K Chiraag. = Aj Phir Taaro Bhari Rat Ne Dam Torr Diya. = Jin Se Afsana E Hasti Mein Tasulsul Tha Kabhi. = In Muhbat Ki Riwayat Ne Dam Torr Diya. = Jhil Milate Huwe Ashko Ki Lari Tot Gayi. = Jag Magati Huwi Barsat Ne Dam Torr Diya. = Haaye Aadab E Muhbat K Takaze Sagar. = Lab Hile Aur Shikayat Ne Dam Torr Diya...! = Poet By Sagar Siddiqui. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Azmat E Zindagi Ko Baich Diya

Azmat E Zindagi TaYpEd By   TLASH25 Azmat E Zindagi Ko Baich Diya Ham Ne Apni Khushi Ko Baich Diya. = Chashm E Saqi K Ek Ishare Pe Umar Ki Tishnagi Ko Baich Diya. = Rind Jam O Subo Pe Hansate Hain Shekh Ne Bandagi Ko Baich Diya. = Raah Guzaaro Pe Lut Gayi Radha Sham Ne Bansuri Ko Baich Diya. = Jagmagate Hain Wihshaton K Dayar Aql Ne Aadmi Ko Baich Diya. = Lab O Rukhsar Ke Ewaz Hum Ne Sitwat E Khusrawi Ko Baich Diya. = Ishq Baharopya Hai Aayi Sagar Ap Ne Sadgi Ko Baich Diya...! = Poet By Sagar Siddiqui. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Ghum E Hayat Se Be Shak Hai Khud Kushi Aasan.

Ghum E Hayat TaYpEd By  TLASH25 Ghum E Hayat Se Be Shak Hai Khud Kushi Aasan. = Magar Jo Mot Bhi Sharma Gayi To Kiya Ho Ga. = Shabab E Lala O Gul Ko Pukarne Walon. = Khizan Sarasht E Bahaar Aa Gayi To Kiya Ho Ga. = Khushi Chheeni Hai To Ghum Ka Hi Aitimad Na Kar. = Jo Rooh Ghum Se Bhi Ukta Gayi To Kiya Ho Ga...! = Poet By Ihsan Danish. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Kabi Mujh Ko Saath Le Kar Kabi Mere Saath Chal Kar.

Kabi Mujh Ko TaYpEd By  TLASH25 Kabi Mujh Ko Saath Le Kar Kabi Mere Saath Chal Kar. = Wo Badal Gaye Achanak Meri Zindagi Badal Kar. = Huwe Jis Pe Maharaban Tum Koi Khushnaseeb Ho Ga. = Meri Hasaratein To Nikali Mere Ansuon Mein Dhal K. = Teri Zulf O Rukh K Qurbaan Dil E Zar Dhoondta Hai. = Wahi Champain Ujale Wahi Suramaayi Dhundala K. = Koi Phool Ban Gaya Hai Koi Chand Koi Taara. = Jo Chiraag Bujh Gaye Hain Teri Anjuman Mein Jal K. = Mere Doston Khudara Mere Saath Tum Bhi Dhoondo. = Wo Yahin Kahin Chupe Hain Mere Ghum Ka Rukh Badal K. = Teri Be Jhijhak Hansi Se Na Kisi Ka Dil Ho Mela. = Ye Nagar Hai Aaino Ka Yahan Saans Le Sanbhal K...! = Poet By Ihsan Danish. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001

Ek Chota Sa Larka Tha Mein Jin Dinon Ek Mele Mein Puhancha.

Ek Chota Sa TaYpEd By  TLASH25 Ek Chota Sa Larka Tha Mein Jin Dinon Ek Mele Mein Puhancha. = Himakta Huwa Jee Machlata Tha Ek Ek Shaye Par Magar. = Jeeb Khayi Thi Kuch Moal Le Na Saka. = Lot Aaya Liye Hasratein Senkiron. = Ek Chota Sa Larka Tha Mein Jin Dinon. = Khair Mahrooamiyon K Wo Din To Gaye Aj Mela Laga Hai. = Ussi Shaan Se Aj Chahon To Ek Ek Dukaan Moal Lon. = Na Rasayi Ka Ab Jee Mein Dharka Kahan. = Par Wo Chota Sa Alhar Sa Larka Kahan...! = Poet By Ibn E Insha. = eND. = Follow Tlash25 Send To 8001