Chal musafir battiyan jalne lagin
aasmani ghantiyan bajnay lagi
. Khil raha hai sham ka kala gulab
.
Zard sokhi pattiyan jharne lagin .
Surkh, dhaani, sabz, neeli, doodhiya .
Sham aai battiyan jalne lagin .
Din kay sare kapre dhilay hogaye .
Raat ki sab choliyan kasne lagin
. Jhilmilati kashtiyan chalne lagin
. Raat ki talaab kay aaina may jhilmilati
kashtiyan chalne lagin
. Doob jayenge sabhi darya pahaar
. Chandni ki naddiyan charhne lagin .
Band karlo dar dareechae khirkiyan
. Phr hawa may sitiyan bajnay lagin .
Zamano kay baagh par chaai ghata
. Oori oori larkiyan hansne lagin.....!
. Poet Bashir Badar .
Typed By
*__SA-k-Jan__*
aasmani ghantiyan bajnay lagi
. Khil raha hai sham ka kala gulab
.
Zard sokhi pattiyan jharne lagin .
Surkh, dhaani, sabz, neeli, doodhiya .
Sham aai battiyan jalne lagin .
Din kay sare kapre dhilay hogaye .
Raat ki sab choliyan kasne lagin
. Jhilmilati kashtiyan chalne lagin
. Raat ki talaab kay aaina may jhilmilati
kashtiyan chalne lagin
. Doob jayenge sabhi darya pahaar
. Chandni ki naddiyan charhne lagin .
Band karlo dar dareechae khirkiyan
. Phr hawa may sitiyan bajnay lagin .
Zamano kay baagh par chaai ghata
. Oori oori larkiyan hansne lagin.....!
. Poet Bashir Badar .
Typed By
*__SA-k-Jan__*
Comments