Gulon ki tarha hum nay zindgi ko is qadar jaana . Kisi ki zulf may ik raat sona or bikhar jana . Agar aise gaye to zindagi par harf aye ga . Hawaon se lipatna titliyon ko choom kar jana . Dhunak key rakh diya tha baadilo ko jin parindo nay . Unhain kisne sikhaaya apne saaye se dar jana . Kahan tak ye beemar kamre ki fiza badle . Kabhi tum ik muthi dhop in taaqo may bhar jana . Isi may aafiyat hai ghar may apne chain say baitho . Kisi ki simt jaana hoto raste may utar jaana.....! . Poet Bashir Badar . Typed by *__SA-k-Jan__*

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki