Poet Ansar bukhari TaYpEd By *SHANI_M_B* Us Bewafa Se Kehna Ek Yaar Tha Tumhara. Tum Zindagi Thay Uski wo Pyar Tha Tumhara. Wo Thukra'ta Raha Har Khushi Use Aziz Tha Sath Tumhara. Tum Jis Ko Chor Aye Dil Jis Ka Tor Aye. Use Na Garz Tha Kisi Ka Wo Bas Tha Tumhara. Na Kar To Nafrat Bhi Itna Waqt Badla To Ro'o Ge. Aj Main Hon Waqt K Age Tanha Kabhi Aye Ga Waqt Bhi Tumhara. To Bewafa Hai Ye Kehta Raha Zamana. Main Chup Raha Hamesha Mujhe Ras Na Tha Badnami Tumhara. Jo Dil Kare Jese Kare To Khel Mere Dil Se. Kal Bhi Ghulam Tha Main Aj Bhi Wo Hai Ghulam Tumhara.

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga