Typed by TLASH25 . Kuch Garz Usko Na Ab Milne Milaane Ki Rahi. Dosti Jis Se Meri Ek Zamane Se Rahi. Jane Wale Tujhe Kis Tarah Batae Koi. Zindagi Kitni Adhori Tere Jane Se Rahi. Men To Aawaara Tabiat Tha Bhatakta Hi Raha. Koi Manzil Se To Pochey Wo Thakane se Rahi. Tere Hone Se Har Ek Shakhs Ko Tha Mera Khayaal. Ye Dikhawey Ki Muhbat bi Bahaane Se Rahi. Lakh Tum Yaad Karo Karo Ehd Gazashta NADIR. Zindagi Khoye Huwe Waqt To Pane Se Rahi....! Poet By Athar Nadir

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga