Typed by *__SA-k-Jan__* . Socha nahi acha bura, dekha suna koch b nahi, Manga khuda se raat din, tere siwa koch b nahi, Socha tujhe,dekha tujhe, chaha tujhe, poja tujhe, Meri khata,meri wafa, teri khata koch b nahi, Jis per hamari aankh ne moti bichhaye raat din, Bejha wahi kaghaz ose hum ne likha koch b nahi, Ik shaam ki dehliz per bethe rahe wo deir tak, Aankho'n se ki baatyen magar mou se kaha koch b nahi, Do char din ki baat hai dil khak mein so jaye ga, Jab aag per kaghaz rakha baqi bacha koch b nahi. . Poet Bashir Badar

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki