Ab kya sochain kya halat thay kis ka rin ya zahr piya hai . Hum nay uske shahar ko chora or ankhain mond ki . Apna ya sha'vaa to nahi tha apne ghum oron ko sohpain . Khud to jagte ya sotay hai, usko q bekhwab kiya hai . Khilwat kay awaizay bhi thay band uske darwaze bhi thay . Phr bhi us kochay say guzre phr bhi uska nam liya hai . Hijar ki rut jan laiwa thi par galat sabhi andaze nikle . Taza rafakat kay mosam tak may bhi jiya hon to bhi jiya hai . Ik faraz tumhi tanha ho jo ab tak dukh kay rassya ho . warna aksar dil walo nay dard ka rasta chor diya hai.....! . Poet Ahmad Faraz . Typed by *__SA-k-Jan__*

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga