Agarchay Zor TaYpEd By TLASH25 Agarchay Zor Hawaon Ne Dal Rakha Hai Magar Charagh Ne Lau Ko Sanbhaal Rakha Hai. Bhale Dinon Ka Bharosa Hi Kiya Rahen Na Rahen So Mein Ne Rishta-E-Gham Ko Bahaal Rakha Hai. Muhbaton Mein To Milna Hi Ya Ujar Jana Mizaaj-E-Ishq Mein Kabe Tadal Rakha Hai. Hawa Mein Nasha Hi Nasha Fiza Mein Rang Hi Rang Ye Kis Ne Pairahan Apna Uchaal Rakha Hai. Bhari Bahaar Mein Ik Shaakh Par Khila Hai Gulaab Keh Jese Tune Hatheli Pe Gaal Rakh Hai. Ham Aise Sadaa Dilon Ko Wo Dost Ho Ke Khuda Sabhi Ne Waada-E-Fardaa Pe Taal Rakha Hai. Faraz Ishq Ki Dunya Ko Khoobsurat Thi Ye Kis Ne Fina-E-Hijar-O-Wisaal Rakha Hai...! Poet By Ahmad Faraz eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga