Allah Allah Re Pareshani Meri.
Dunya Jana Hai Dewani.
Pagal Hai Zamana Phoolun Ka, Dunya Hai Phoolun Ki Dewani.
Gulshan Se Keh Do Khair Nahe Aayi Hai Phoolun Ki Jawani.
Hussan Ki Chahat K Parday Mein Hussan Ki Loot Chalti Hai.
Gharib To Kya Karte, Dushman Hai Phoolun Ki Jawani.
Wajeeb To Hoga Khaaron Ko, Us Ki To Khabar Naa Lena.
Chak Hua Daman, Tab Mein Ne Chheri Phoolun Ki Jawani.
Gulshan Ko Loota Dena Dunya Ka Ilzam Hai Kisi K Joban Par.
Kaantun Ki Adalat Ho Bethi Par Kya Lena Phoolun Ki Zubani.
Chehrti Khushbu Phehli Hai, Phehli Saher Ki Gulshan Mein.
Mushtaq Hai Kisi Deed Ki, Yeh Roti Hui Phoolun Ki Jawani.
.
Dagh Dehlvi Ka Kalam Hai Bhai
Singer Mohammad Rafi
Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Comments