Ay Khuda Tu Ne TaYpEd By TLASH25 Ay Khuda Tu Ne Muhbat Ye Banayi Kyun Hai Agar Banayi To Muhbat Mein Judai Kyun Hai. Kyun Diya Pyar Mujhe Is ki Zarorat Kiya Thi Meri Barbadi Mein Shamil Teri Hikmat Kiya Thi. Meri Rahon Mein To Khushboo Ka Safar Rehta Tha Dil Mein Abaad Gulabon Ka Nagar Rahta Tha. Zindagi Khiar Bhari Rahon Mein Layi Kyun Hai Ay Khuda Tu Ne Muhbat Ye Banayi Kyun Hai. Mein Hon Bikhra Huwa Gardish Mein Sitare Mere Gham Ke Toofan Mein Doobe Hain Kinaare. Mere Na Khatavar Na Mujrim Na Gunehgaar Hon Mein Such To Ye Hai Ke Muhbat Ka Paristar Hon Mein. Ay Saza Phir Bhi To Mere Hise Mein Ayi Kyu Hai Ay Khuda Tu Ny Muhbat Ye Banayi kyun Hai.....! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki