Ay Watan Pyare Watan. TaYpEd By TLASH25 Ay Watan Pyare Watan Ay Watan Pyare Watan, Pak Watan, Pak Watan Ay Mere Pyare Watan Ay Watan Pak Watan, Pak Watan, Pak Watan, Ay Mere Pyare Watan, Ay Watan Pyare Watan. Tujhse Hai Meri Tamanaon Ki Dunya Pur Noor Tujhse Hai Meri Tamanaon Ki Dunya Pur Noor, Azm Mera Kabhi Mere Irade Hai Ghayoor, Meri Hasti Mein Anaa Hai Meri Masti Mein Shaoor, Jaan Fiza Mera Takhayal Hai To Shirin Hai Sukhan. Ay Watan Pyare Watan Ay Watan Pyare Watan, Pak Watan, Pak Watan Ay Mere Pyare Watan Ay Mere Pyare Watan. Tu Dil Afroz Baharon Ka Tar-O-Taaza Chaman Tu Dil Afroz Baharön Ka Tar-O-Taaza Chaman Tu Mehakte Huwe Pholon Ka Suhan Gulshan, Tu Nawaraiz Anandi Ka Bahaari Maskan Rang-O-Ahang Se Ma'amoor Tere Koh-O-Daaman. Ay Watan Pyare Watan Ay Watan Pyare Watan, Pak Watan, Pak Watan, Ay Mere Pyare Watan Ay Mere Pyare Watan. Mera Dil Teri Muhbat Ka Hai Jaan Baksh Diyaar Mera Dil Teri Muhbat Ka Hai Jaan Baksh Diyaar. Mera Seena Teri Hurmat Ka Hai Sangeen Fasaar Mere Mehboob Watan Tujh Pe Agar Jaan Ho Nisaar, Mein Ye Samjho Ga Tikhaney Laga Samaya-E-Dhan. Ay Watan Pyare Watan. Ay Watan Pyare Watan, Ay Watan Pyare Watan, Ay Watan Pyare Watan...! Singer By Amanat Ali Khan Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki