Bichar Jaany Ka Usko Bhi Hua Armaan Kahty Hain..* "+,, Judai Mein Usi Ka Bhi Hua NuQsan Kahty Hain..* "+,, Dukhon Ki Aik Dunya Mein Hamara Naam Hai Ab Bhi, Gamon Ki Aik Riyaasat Ka Hamen Sultaan Kahety Hain..* "+,, Abhi Bhi WaQaT Hai Janaa Palat K Tum Chali Jao, Muhabat Ka Safar Itna Nahin Aasan Kahety Hain..* "+,, Main Apni Mukhlisi K Haath Say Lut'ta Raha Aksar, Yahan K Log Mujhko Is Liey Nadaan Kahety Hain..* "+,, Usay Har Deed Mein Dekha Usay Har Saans Mein Socha, Usay Dilbar Usay Dildaar Usay Dil-o-Jaan Kahety Hain..* "+,, Hum Apni Zindagi Ko Bhi Samajh Paaye Nahin Ab Tak, Kabhi Mushkil Samjhty Hain Kabhi Aasaan kahety Hain..* "+,, Ye Kaisi Dil Lagi Hai MeeR Kaisi Aashqi Hai Ye Jo Lena Jaan Chahta Hai Usay Hum Jaan Kahety Hain................./+/ "+,,+" "+,,+" Type_By,,,,,,,,,,.* Qais__e__Laila "+,,+" PoEt: Mir_Hassan "+,,+" ,,+"+,, """"""

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga