Bohat Kaha Tha.TaYpEd By *SHANI.M.B*Bohat Kaha Tha K Mera Dukh Dar Ba Dar Na Karna.Bohat Kaha Tha K Meri Batain Idhar Udhar Na Karna.Bohat Kaha Tha K Panion Par Na Reh Sako Ge.Bohat Kaha Tha K Meri Aankhon Main Ghar Na Karna.Bohat Kaha Tha K Pyar Main G Laga Howa Hai.Bohat Kaha Tha Ye Silsila Mukhtisar Na Karna.Bohat Kaha Tha K Aanson Ki Chamak Bohat Hai.Bohat Kaha Tha K In K Hote Saher Na Karna.Bohat Kaha Tha K Khud se Baher Na A Sako Ge.Bohat Kaha Tha K Apne Andar Safar Na Karna.Bohat Kaha Tha K Dil Main Rakhna Dilon Ki Batain.Bohat Kaha Tha K Sab Ko In Ki Khabar Na Karna.Bohat Kaha Tha Ye Farq Pehchanti Nahi Hain.Bohat Kaha Tha Hawaon Ko Hum Safar Na Karna.Bohat Kaha Tha K Loog Chehre Ko Dekhte Hain.Bohat Kaha Tha K Us Ki Batain Qamar Na Karna.Poet.Rehana Qamar.END**SFollow *SHANI.M.B* Send To 8001


Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki