Chand Meri Tarah Pighalta Raha Neend Main Saari Raat Chalta Raha. JAANAY KIS DUKH SE DIL GIRFITA THA. Mun Pe Baadal Ki Raakh Malta Tha Main Tou Paon Ke Kaantey Chunti Rahi Aur Wo Raasta Badalta Raha Raat Galiyon Main Jab Bhatakti Thi Koi Tou Tha Jo Saath Chalta Tha. Sard Rut Main,Musaafiron Ke Lye Pyar, Ban Kar Alaao,Jalta Raha. Mousami Bel Thi Main Sookh Gai Wo Tanaawar Darakht,Phalta Raha. Di,Mere Tan Ka Phool Sa Bacha Patharon Ke Nagar Main Palta Raha. Neend Hi Neend Main Khiloney Lye Khuwab Hi Khuwab Main Behlta Raha....! Poet By Parvin Shakir TaYpEd By TLASH25 END** Follow Tlash25 Send To 800.

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga