>>Chor Rasta<< Ik Halkay Se Halkoray Se Jis ki Jaan Nikal Jati Hai, Ab Dunia ke Dhokhay Kese Wo Sehta Hai, Kachi Witi Ki Khushbu Se Jise Qalbi Lagao Tha, Ab Pukhta Deewaron Mein Kaise Wo Basta Hai, Barish Ke Saaf Pani Se Wo Tang Sa Hojata Tha, Ab Gattro'n Ka Dariya Uske Samne Behta Hai, Parday Ki Paband itna K chand Se Bhi Sharmaye, Ab khallqat Ka Azdah uskay Samne Rehta Hai, Khalwat Ke Waqt Jo Munh sharma Ke Chupata Tha, Wo Dhaani Dupata Ab Uski Kamaria Ko Kasta Hai, Main Band Nahe Kar Sakta Apni Sochon Ke Dareechon Ko, Mere Dil Ki Nihaa'n Khano Mein Harjaai Ka Chor Rasta Hai, Kaisay 'Shok' Se Daali Thi Apnay Galay Mein Mohabat, Dukh Seenay Mein Sulagta Hai Aankhoun Se Barasta Hai.......+ Poet Sir Shok TypeD__ByE. JaaN-E-MaN For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001 '""""""GuRiIia"""""

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga