Darya Ki Hawa Taiz Thi kashti Thi Purani. Roka To Bohat Dil Ne Magar Aik Na Mani. Main Bheegti Aankhon Se Use Kaise Hata'on. Mushkil Hai Bohat Abr Main Deewar Uthani. Nikla Tha Tujhe Dhoondne ik Hijr Ka Tara. Phir Us Ta,aqub Main Gai Sari Jawani. Kehne Ko Naii Baat Koi Ho To Sunaneen. Soo Baz Zamane Ne Suni Hai Ye Kahani Ye Pull Hai Yahan Phool Kahan Phchle Baras. Hai Din To Wohi Dost Magar Aur Hai Pani. Kis Tarah Mujhe Hota Gumaan Tark E Wafa Ka. Aawaz Main Tehraao Tha Lehje Main Rawani. Ab Main Use Qatil Kahoon Amajd K Masiha. Kia Zakham E Hunar Chor Gaya Apni Nishani. Poet. Amjid Islam Amjid. TaYpEd By *SHANI_M_B* END**S

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki