>>>DASATRAS<<< . Nit Naye khilonay Unki Dastars Mein Rahay, Ab kya Ajab Hua K Insan Badal Gaye, Honto ko lag Chuka tha us Waishya k khoon, Dekha jahan Shabab Wahen Pe Phisal Gaye, Maafi k Dastgaar Rahay wo har Waardat pe, Hum bhol'pan me Samjhe k wo ab sambhal Gaye, Kuch roz pur'sakoon Guzray Abhi Na Thay, Jun hi chaai Bahar Unke Rastay Badal Gaye, Aise Hi Hadsat Mein Ujra Mera Jahan, Aise hi pech o Taab Mein Arman Jal Gaye, Wo khosh Buhat hai Aaj Bhi Apne khayal Mein, Meri Pooja k sub Gulaab ashkon Mein Dhal Gaye, Ek Roum Roum jinka Muhabat Mein Garaq Tha, Abtak Hun Main Hairan wo kaise Badal Gaye, Jin ko Badan Mein Chandni samonay ka "Shok" Tha. Itni Umeeq Ghaatiyo pe kaise Wo Chal Gaye. Nit Naye khilonay Jinki Dastars Mein Thay, Ab kya ajab Hua k insan Badal Gaye..........+ Poet Sir Shok TypeD__ByE. JaaN-E-MaN For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga