Din Nikle To Soch TaYpEd By TLASH25 Din Nikle To Soch Alag, Sham Dhale Wajdan Alag, Umeed Alag, Aas Alag, Sukoon Alag, Tufan Alag. Tashbeeh Don To Kis Se? k Tere Husn Ka Har Rang Alag, Neel Alag, Zamrad Alag, Yaqoob Alag, Marjan Alag. Teri Ulfat Ke Taqaze Bhi, Ajab Andaz K The, Iqrar Alag, Takrar Alag, Tazeem Alag, Farman Alag. Agar Sath Nahi De Sakte, To Bant Do Yakjan Lamhe, Masroor Alag, Nidhal Alag, Purkaif Alag, Pareshan Alag. Waqt-E-Rukhsat Jab, Alwida Ka Lafz Kehne Laga, Ansu Alag, Muskan Alag, Betab Alag, Haijan Alag. Jab Chor Gaya Tab, Dekha Apni Ankhon Ka Rang. Hairan Alag, Pasheman Alag....! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki