Dukh Dard K Maron Se. TaYpEd By TLASH25 Dukh Dard K Maron Se Mera Zikar na Karna Ghar Jao To Yaron S Mera Zikar Na Karna. Wo Zabt Na Kar Paen Gi Ankhon K Samandar Tum Raah Guzaron Se Mera Zikar Na Karna. Pholon K Nasheman Me Raha Hon me Sada Se Daiko Kabi Kharon Se Mera Zikar Na Karna. Shayad Ye Andhere Hi mujhe Rah Dikhaen. Ab Chand Sitaro se Mera Zikar Na Karna. Wo Meri Kahani Ko Galat rang Na De Den Afsana Nigaron S Mera Zikar Na Karna. Shayad Wo Mere Haal Pe Be-Sakhata Ro Dain Is Bar Baharon Se Mera Zikar Na Karna. Le Jaen Ge Gehrai Men Tum Ko Bhi Baha Kar Darya K Kinaron Se Mera Zikar Na Karna. Wo Shakhs Mile To use Har Bat Batana Tum Sirf Isharon Se Mera Zikar Na Karna...! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki