Eid ka chand tujhe is shart pe dekhon gi . Tujh se pahle agr mera pia lota to . Na joban pe naaz karon gi na pehnu gi naay kapre . Is shart pe pehnu gi agar mera pia lota to . Na haar singhar karo gi na banu gi na snwru gi . Is shart pay khushiyan manaon gi agar mera pia lota to . Ye jo raonqen mohabten wafaon k qissay hai . Ik hi shart pe dohraon gi agar mera pia lota to . Bulbul jise naghmy koyal jise tarannum is sorat hi sunau gi agar mera pia lota to........! . Typed by .-*-..-*-..-*-..-*-. |*__SA-k-Jan__*| *._.**._.**._.*._.*

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki