Geeli Zulfon Ko Jab Chehre Pe. TaYpEd By TLASH25 Geeli Zulfon Ko Jab Chehre Pe Sajaya Usne Jese Mehtaab Ko Baadal Mein Chupaya Usne. Ruk Gai Gardish-e-Dunya Bhi Us k Jalwe Ki Khatir. Jese Hi Baalon Ko Chehre Se Hataya Us Ne Moo-e-Be-Niaz Jabeen Per Bikhare Jis Waqt. Chand Roshan ko Girhan Jese Lagaya Us Ne. Wo Jo Rukhsron Pe Gesso Si Giri Thi Shabnam. Boon Ko Moti Ki Soorat Mein Banaya Us Ne. Tab Mera Hosila-e-Emaan Dugmagata Raha. Jab Bhi Zulfon Ki Chhaoon Meio Sulaya Us Ne. Le Chali Ankhon Se Neenden Wo Chura Ka MOHSIN. Jab Se Baalon Ke Thapheron Se Jagaya Us Ne...! Poet By Mohsin Naqvi Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki