Gham Apna Zamaane Se. TaYpEd By TLASH25 Gham Apna Zamaane Se Kaha Bhi Nahin Jata. Jeene Ki Tarah Ham Se Jiya Bhi Nahin Jata. Taskeen Ki Surat Nazar Aati Nahin Koi. Rona To Kuja Khud Pe Hansa Bhi Nahin Jata. Rakhte Hein Sanam Dil Mein Chupae Huwe Hum Log. Honton Se Magar Zikar KHUDA Bhi Nahin Jata. Kuch Aisi Milli Lazat-e-Aazar-e-Tamazat. Deewaar Ke Saae Mein Raha Bhi Nahin Jata. Maana Ke Tere Ghum Ka Madawa Nahin NADIR. Chup Chaap Magar Mujh Se Raha Bhi Nahin Jata...! Poet By Athar Nadir eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga